Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMela (1948)
HomeMela (1948)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aayi saawan rut aayi sajan mora dole hai man laagi teri lagan ghar aaja o ghar aaja mohan ghar aaja kheton kheton dagmag dole hariyaali matwaari ho hariyaali matwaari aise mein o preetam pyaare aaye yaad tihaari ho aaye yaad tihaari tore bina mohe kal nahin aaye tore bina mohe kal nahin aaye dil ki lagi tadpaaye hoooo dil ki lagi tadpaaye mast pawan chale man lehraaye mast pawan chale man lehraaye aayi milan rut haaye aayi milan rut haaye ghar aaja sajan ghar aaja o ghar aaja mohan ghar aaja aayi saawan rut aayi sajan mora dole hai man lagi teri lagan ghar aaja oo oo oooo oo kheton se parvat par aakar kheton se parvat par aakar jeevan jyot jaga le jeevan jyot jaga le duniya hai do din ka mela kuchh ro le kuchh gaa le duniya hai do din ka mela kuchh ro le kuchh gaa le ghar aaja sajan ghar aaja o ghar aaja mohan ghar aaja aayi saawan rut aayi sajan mora dole hai man lagi teri lagan ghar aaja
dharti ko aakash pukare aaja aaja prem duwaare aana hi hoga iss duniyaa ko chhod ke jaa re jhoote bandhan tod ke saare jaana hi hoga
gaaye ja geet milan ke tu apni lagan ke sajan ghar jaana hai gaaye ja geet milan ke tu apni lagan ke sajan ghar jaana hai kaahe chhalke nainon ki gagri kaahe barse jal tujh bin sooni saajan ki nagari pardesiya ghar chal pyaase hain deep gagan ke tere darshan ke sajan ghar jaana hai gaaye ja geet milan ke tu apni lagan ke sajan ghar jaana hai loot na jaaye jeevan ka dera mujhko hai yeh ghum hum akele yeh jag lutera bicchade na mil ke hum bigade naseeb na banke ye din jeevan ke sajan ghar jaana hai gaaye ja geet milan ke tu apni lagan ke sajan ghar jaana hai dole naina preetam ke dware milne ki hai dhun baalam tera tujhko pukaare yaad aane waale sun saathi milenge bachpan ke khilenge phool mann ke sajan ghar jaana hai gaaye ja geet milan ke tu apni lagan ke sajan ghar jaana hai
garibon par jo hoti hain zafaayen kaun sunta hai zamaane mein dukhe dil ki sadaayen kaun sunta hai ghum ka fasaana kisko sunayen ghum ka fasaana kisko sunayen he he toota hua dil kaise dikhayen toota hua dil kaise dikhayen ghum ka fasaana tera bhala ho tadpaane waale tera bhala ho oo tera bhala ho tadpaane waale ho ho oo oo oo dil de raha hai tujhko duayen dil de raha hai tujhko duayen ghum ka fasaana kisko sunayen ghum ka fasaana hansti hai kismat kehti hai duniya hansti hai kismat hansti hai kismat kehti hai duniya ho ho oo oo oo aapas mein do dil milne na paayen aapas mein do dil milne na paayen ghum ka fasaana kisko sunayen ghum ka fasaana tujhko kasam hai aise mein aa ja tujhko kasam hai tujhko kasam hai aise mein aa ja ho ho oo oo oo phir ye zamaane shayad na aayen phir ye zamaane shayad na aayen ghum ka fasaana kisko sunaayen he he toota hua dil kaise dikhayen ghum ka fasaana
main bhanwra tu hai phool ye din mat bhool jawaani laut ke aaye naa mann gaaye tere geet basa kar preet mohe kuchh tujh bin bhaye naa ooooooooooo tu sooraj tu sooraj main ujiyaara ooooo oooooo oooooo tu sooraj main ujiyaara hai ab jeevan bhar ka meil hai ab jeevan bhar ka meil suno ji preet nahin hai khel suno ji preet nahin hai khel oooooo oooooo oooooo ye jeevan ye jeevan mujhko pyaara ooooooo oooo ooooo oooo ye jeevan mujhko pyaara jiyun main duniyaa ke dukh jhel jiyun main duniyaa ke dukh jhel o preetam aag se khelun khel iss dil ki hai dil se laag khule hain bhaag ye duniyaa humko sataaye naa main bhanwra tu hai phool ye din mat bhool jawaani laut ke aaye naa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa tu mera hai tu mera hai main teri hooooo ooooo ooooo tu mera hai main teri saajan main raadha tu shyaam saajan main raadha tu shyaam japun main har dam tera naam japun main har dam tera naam ooooooo oooooo ooooo oooo main tera hoon main tera hoon tu meri hoooooo ooooo oooo main
mera dil todnewaale mere dil ki duwaa lena mitaa kar meri duniyaa ko nayi duniyaa basaa lena muhabbat ki kasam tumko lagi dil ki bhujha lena humari yaad jab aaye to do aansun bahaa lena nahin aata wafaaon se humen daaman bacha lena nahin aata wafaaon se humen daaman bacha lena humen daaman bacha lena tumhin par jaan de denge kisi din aazmaa lena mera dil todnewaale mere dil ki duwaa lena muhabbat naam hai ghum ka khushi se ghum utha lena muhabbat naam hai ghum ka khushi se ghum utha lena khushi se ghum utha lena agar dil ko naa chain aaye to kuchh ro ro ke gaa lena mitaa kar meri duniyaa ko nayi duniyaa basaa lena humari yaad jab aaye to do aansun bahaa lena
mohan ki muraliya baaje ooooooo oooooo ooooo sun thes jiya pe more laage mohan ki muraliya baaje ooooooo oooooo ooooo sun thes jiya pe more laage door koi murli ki dhun par geet milan ke gaaye jaane waale yaad mein teri neend naa mujhko aaye jab chain se duniya soye hoooo oooooo ooooo ek biraha ka mara mann jaage mohan ki muraliya baaje ooooooo oooooo ooooo sun thes jiya pe more laage raat kahe dharti pe jagmag chandni ban kar barasun aise mein aa ke daras dikha ja haay main ro ro tarsun dil tod ke jaane waale oooo oooooo ooooo mohe kuchh nahin tujh bin saaje mohan ki muraliya baaje ooooooo oooooo ooooo sun thes jiya pe more laage luti bahaaren saawan beeta toot gaye woh sapne jab se piya pardes sidhaare rahe na din woh apne haay birha ke baadal kaale hooooo ooooo oooooo chhaaya ghor andhera more aage mohan ki muraliya baaje ooooooo oooooo ooooo sun thes jiya pe more laage
phir aah dil se nikli tapkaa lahu jigar se haannnn shaayad wo jaa rahe hain chhup kar meri nazar se chhup kar meri nazar se chhup kar meri nazar se chhup kar meri nazar se chhup kar meri nazar se shaayad wo jaa rahe hain chhup kar meri nazar maaloom kya tha dil par haaannnn ik ye sitam bhi hoga haaannn aayenge aur aakar phir jaayenge wo dar se phir jaayenge wo dar se phir jaayenge wo dar se phir jaayenge wo dar se phir jaayenge wo dar se aayenge aur aa kar phir jaayenge wo dar wo jaante to honge haaaannnn wo jaante to honge majbooriyaan humaari hum jinko dekhte hain hasrat bhari nazar se hasrat bhari nazar se hasrat bhari nazar se hasrat bhari nazar se hasrat bhari nazar se hum jinko dekhte hain hasrat bhari nazar hum ho gaye paraaye haaannn ab unse vaasta kya haaannn keh de ye unse koi guzren naa wo idhar se guzren naa wo idhar se guzren naa wo idhar se guzren naa wo idhar se guzren naa wo idhar se keh de ye unse koi guzren naa wo idhar se
yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele duniyaa mein kam na honge afsos hum naa honge yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele duniyaa hai mauj e dariyaa qatre ki zindagi kya duniyaa hai mauj e dariyaa qatre ki zindagi kyaaaaaa paani mein mil ke paani anjaam ye ke paani paani mein mil ke paani anjaam ye ke paaniiiiii dambhar ko saans le le dambhar ko saans le le yeh zindagi ke mele duniyaa mein kam na honge afsos hum naa honge yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele hongi yehi bahaaren ulfat ki yaadgaare hongi yehi bahaaren ulfat ki yaadgaareeeeee bigadegi aur banegi duniyaa yahi rahegi bigadegi aur banegi duniyaa yahi rahegiiiiii honge yahi jhamele honge yahi jhamele yeh zindagi ke mele duniyaa mein kam na honge afsos hum naa honge yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aayi Saawan Rut Aayi Mela (1948) 03:32 40858
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis
Duration : 03:32   Song Number : 40858   

Dharti Ko Aakash Pukare Mela (1948) 02:04 13711
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis, Noor Jahan
Raag- 
Asavari
Duration : 02:04   Song Number : 13711   

Gaaye Ja Geet Milan Ke Mela (1948) 03:07 20459
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:07   Song Number : 20459   

Garibon Par Jo Hoti (Ghum Ka Fasaana) Mela (1948) 03:21 18255
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:21   Song Number : 18255   

Main Bhanwra Tu Hai Mela (1948) 03:56 13712
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Dileep Kumar
Duration : 03:56   Song Number : 13712   

Mera Dil Todnewaale Mela (1948) 03:38 13709
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis, Noor Jahan
Duration : 03:38   Song Number : 13709   

Mohan Ki Muraliya Baaja Mela (1948) 03:13 36367
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:13   Song Number : 36367   

Phir Aah Dil Se Nikli Mela (1948) 03:00 15349
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:00   Song Number : 15349   

Yeh Zindagi Ke Mele Mela (1948) 02:19 13710
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 02:19   Song Number : 13710