Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMashaal (1984)
HomeMashaal (1984)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


o holi aayi holi aayi dekho holi aayi re khelo khelo rang hai koi apne sang hai bheega bheega ang hai o holi aayi holi aayi dekho holi aayi re behaki behaki chaal hai chehra neela laal hai deewaane kya haal hai ho maston par hai masti chhaayi dekho holi aayi re jo laaye rang jeevan mein usse holi mein paaya hai jo laaye rang jeevan mein usse holi mein paaya hai bataun kya tumhen yaaro isse maine bulaaya hai yaa mat bula ya bata dil ki baaten na chhupa duniya se chori hai kya ye ladki hai ya kaali maai dekho holi aayi re yahi din tha yahi mausam jubaan jab humne kholi thi yahi din tha yahi mausam jubaan jab humne kholi thi kahan ab kho gaye wo din ki jab apni bhi holi thi tum ho to har raat deewali har din meri holi hai aa aa aa haa tum ho to har raat deewali har din meri holi hai tum ho to har raat deewali har din meri holi hai are ye kya chakkar hai bhai dekho holi aayi re humara kaun duniyaa mein yahan jo hai paraaya hai humara kaun duniyaa mein yahan jo hai
mujhe tum yaad karna aur mujhko yaad aana tum mujhe tum yaad karna aur mujhko yaad aana tum main ik din laut ke aaunga main ik din laut ke aaunga ye mat bhool jaana tum mujhe tum yaad karna aur mujhko yaad aana tum akeli hogi tum dekho kahin aisa naa ho jaaye akeli hogi tum dekho kahin aisa naa ho jaaye jo ab honton pe hai muskaan wo muskaan kho jaaye jo ab honton pe hai muskaan wo muskaan kho jaaye zara logo se milna tum zara hansna hansaana tum zara logo se milna tum zara hansna hansaana tum magar tum laut ke aaoge ye mat bhool jaana tum mujhe tum yaad karna aur mujhko yaad aana tum mujhe tum yaad karna aur mujhko yaad aana tum agar ladki tumhen koi mile jo khoobsurat ho agar ladki tumhen koi mile jo khoobsurat ho tumhaari dosti ki shaayad usko bhi zururat ho tumhaari dosti ki shaayad usko bhi zururat ho agar wo paas aaye muskuraaye muskuraana tum agar wo paas aaye muskuraaye muskuraana tum magar main laut ke aaunga ye mat bhool jaana tum mujhe tum yaad karna aur
om namah shivaay om namah shivaay saanson ki sargam pe dhadkan ye dohraaye om namah shivaay om namah shivaay jeevan mein kaisa andhera hua hai sandeh ne humko ghera hua hai jeevan mein kaisa andhera hua hai sandeh ne humko ghera hua hai man panchhi bhagwan bohot aaj ghabraaye om namah shivaay om namah shivaay vishwaas ki maala tooti padi hai bhagwan sahaara de mushkil ghadi hai vishwaas ki maala tooti padi hai bhagwan sahaara de mushkil ghadi hai rasta dikha raahi teri sharan aaye om namah shivaay om namah shivaay saanson ki sargam pe dhadkan ye dohraaye om namah shivaay om namah shivaay om namah shivaay om namah shivaay om namah shivaay om namah shivaay om namah shivaay om namah shivaay
liye sapne nighaahon mein chala hoon teri raahon mein liye sapne nighaahon mein chala hoon teri raahon mein zindagi aa rahaa hoon main zindagi aa rahaa hoon main kai yaadon ke chehre hain kai kisse puraane hain teri sau daastaane hain tere kitne fasaane hain kai yaadon ke chehre hain kai kisse puraane hain teri sau daastaane hain tere kitne fasaane hain magar ik wo kahaani hai jo ab mujhko sunaani hai magar ik wo kahaani hai jo ab mujhko sunaani hai zindagi aa rahaa hoon main zindagi aa rahaa hoon main mere haathon ki garmi se pighal jaayengi zanjeeren mere kadmon ki aahat se badal jaayengi taqdeeren mere haathon ki garmi se pighal jaayengi zanjeeren mere kadmon ki aahat se badal jaayengi taqdeeren umeedon ke diye le kar ye sab tere liye le kar umeedon ke diye le kar ye sab tere liye le kar zindagi aa rahaa hoon main zindagi aa rahaa hoon main kabhi tujhko gila mujhse kabhi mujhko shikayat hai magar phir bhi tujhe meri mujhe teri zaroorat hai kabhi tujhko gila
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Holi Aayi Re Mashaal (1984) 05:12 20519
 
Poster of Mashaal (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Rati Agnihotri, Others
Duration : 05:12   Song Number : 20519   

Mujhe Tum Yaad Karna Mashaal (1984) 04:22 20986
 
Poster of Mashaal (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Rati Agnihotri
Duration : 04:22   Song Number : 20986   

Om Namah Shivaay Mashaal (1984) 03:48 14276
 
Poster of Mashaal (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:48   Song Number : 14276   

Zindagi Aa Raha Hoon Mashaal (1984) 05:35 13692
 
Poster of Mashaal (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 05:35   Song Number : 13692