Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMamta (1966)
HomeMamta (1966)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa aaaa humne unke saamne pehle to khanjar rakh diya haaaan phir kaleja rakh diya dil rakh diya sar rakh diya aur kaha ho chaahe to mora jiya le le saanwariya chaahe to mora jiya le le pher ke naina na ja na ja main vaari rasiyaa aaa aaa aaa ho chaahe to mora jiya le le saanwariya chaahe to mora jiya le le maan bhi jaao na chhodo larkaiyaan chhodo larkaiyaan maan bhi jaao na chhodo larkaiyaan chhodo larkaiyaan jaane na dungi jaane na dungi main dekho more saiyaan dekho more saiyaan rok rahi gori bahiyaan ki ruk ja oh manbasiya ho chaahe to mora jiya le le saanwariya chaahe to mora jiya le le baalamwa dekho hamri suratiyaa hamri suratiyaa baalamwa dekho hamri suratiyaa hamri suratiyaa kaajarwa base kaajarwa base kaali kaali ratiyaan kaali kaali ratiyaan saawan bhaadon mori akhiyaan ke ruk ja oh manbasiya aaa aaa ho chaahe to mora jiya le le saanwariya chaahe to mora jiya le le pher ke naina na ja na ja main vaari rasiyaa aaa aaa aaa ho chaahe to mora jiya le le
chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki tum apne charnon mein rakh lo mujh ko tumhaare charnon ka phool hoon main main sar jhukaye khadi hoon pritam main sar jhukaye khadi hoon pritam ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki ye sach hai jeenaa tha paap tum bin ye paap maine kiya hai ab tak magar hai mann mein chhabi tumhari magar hai mann mein chhabi tumhari ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki phir aag birhaa ki mat lagaanaa ke jal ke main raakh ho chuki hoon ye raakh maathe pe maine rakh li ye raakh maathe pe maine rakh li ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki chhupa lo yun dil mein pyaar mera ke jaise mandir mein lau diye ki
aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa inn bahaaron mein akele naa phiro raah mein kaali ghata rok naa le mujhko ye kaali ghata rokegi kya ye to khud hai meri zulfon ke tale inn bahaaron mein akele naa phiro ye fizaayen ye nazaaren shaam ke saare aashique hain tumhaare naam ke ye fizaayen ye nazaaren shaam ke saare aashique hain tumhaare naam ke phool kehti hai hoooo hoooo hoooo hoooo phool kehti hai tumhen baad e sabbaa tumhen baad e sabbaa dekhnaa baad e sabbaa rok naa le inn bahaaron mein akele naa phiro raah mein kaali ghata rok naa le mujhko ye kaali ghata rokegi kya mere kadmon se bahaaron ki gali mera chehraa dekhti hai har kali mere kadmon se bahaaron ki gali mera chehraa dekhti hai har kali jaante hain sab hoooo hoooo hoooo hoooo jaante hain sab mujhe gulzaar mein mujhe gulzaar mein rang sabko mere honthon se mile inn bahaaron mein akele naa phiro raah mein kaali ghata rok naa le mujhko ye kaali ghata rokegi kya
rahen naa rahen hum mehkaa karenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum mausam koi ho iss chaman mein rang ban ke rahenge hum khiraamaa chaahat ki khushboo yunhi zulfon se udegi khijaa ho yaa bahaaren yunhi jhumte yunhi jhumte aur khilte rahenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum mehkaa karenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein khoye hum aise kya hai milna kya bichhadna nahin hai yaad humko kooche mein dil ke jab se aaye sirf dil ki zameen hai yaad humko issi sarzameen issi sarzameen pe hum to rahenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum jab hum na hoge jab humari khaak pe tum rukoge chalte chalte ashqon se bheegi chaandni mein ik sadaa si sunoge chalte chalte wahin pe kahin wahin pe kahin hum tumse milenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum mehkaa karenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum
rehte the kabhi jinke dil mein hum jaan se bhi pyaaron ki tarah baithe hain unhi ke kuche mein hum aaj gunahgaaron ki tarah hum aaj gunahgaaron ki tarah rehte the kabhi jinke dil mein daawa tha jinhen humdardi ka khud aa ke naa poochhaa haal kabhi khud aa ke naa poochhaa haal kabhi mehfil mein bulaaya hai hum pe mehfil mein bulaaya hai hum pe hansne ko sitamgaaro ki tarah hansne ko sitamgaaro ki tarah rehte the kabhi jinke dil mein barson ke sulagte tan mann par ashqon ke to chhente de naa sake ashqon ke to chhente de naa sake tapte huye dil ke zakhmon par tapte huye dil ke zakhmon par barse bhi to angaaron ki tarah barse bhi to angaaron ki tarah rehte the kabhi jinke dil mein sau roop bhare jeene ke liye baithe hain hazaaron zehar piye baithe hain hazaaron zehar piye thokar naa lagaana hum khud hai thokar naa lagaana hum khud hai girti huyi deewaron ki tarah girti huyi deewaron ki tarah rehte the kabhi jinke dil mein hum jaan se bhi pyaaron ki tarah baithe hain
hum gavanwaa naa jaaibe hooo bina jhulni hum gavanwaa naa jaaibe hooo bina jhulni hum gavanwaaaaaaa hum gavanwaa naa jaaibe hooo bina jhulni bina jhulni hum gavanwaa haaye hum gavanwaa naa jaaibe hooo bina jhulni ambuaa ki daari pad rahi bundiyaa ambuaa ki daari pad rahi bundiyaa ambuaa ki daari pad rahi bundiyaa aaaaaaa achraa se uljhe lehriyaa achraa se uljhe lehriyaa lehriyaa hooo bina jhulni hum gavanwaa naa jaaibe hooo bina jhulni aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa sakal ban gagan pawan chalat purwaayi ri aayi sakal ban gagan pawan chalat purwaayi ri maayi rutt basant aayi phoolan chhaayi belariyaa daar daar ambuwan ki kohariyaa rahi pukaar aur meghwaa boondan jhar laayi sakal ban gagan pawan chalat purwaaaayi ri aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa vikal mora manva unn bin haaye vikal mora manva unn bin haaye aaye naa sajanwaaaa rutt biti jaaye vikal mora manva unn bin haaye vikal mora manva bhor pawan chali bhujh gaye deepak chal gayi rain singaar ki
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chaahe To Mora Mamta (1966) 03:55 14300
 
Poster of Mamta (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:55   Song Number : 14300   

Chhupa Lo Yun Dil Mein Mamta (1966) 03:32 20292
 
Poster of Mamta (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Suchitra Sen, Ashok Kumar
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 20292   

In Bahaaron Mein Mamta (1966) 04:23 13672
 
Poster of Mamta (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Dharmendra, Suchitra Sen
Duration : 04:23   Song Number : 13672   

Rahen Naa Rahen Hum Mamta (1966) 04:29 21147
 
Poster of Mamta (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suchitra Sen, Dharmendra
Raag- 
Pahadi
Duration : 04:29   Song Number : 21147   

Rehte The Kabhi Jinke Mamta (1966) 03:52 21161
 
Poster of Mamta (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suchitra Sen
Raag- 
Jhenjhuti
Duration : 03:52   Song Number : 21161   

Vikal Mora Manva Mamta (1966) 04:24 13673
 
Poster of Mamta (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suchitra Sen
Raag- 
Pilu
Duration : 04:24   Song Number : 13673