Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMahal (1949)
HomeMahal (1949)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


khaamosh hai zamaana chup chaap hain sitaare aaraam se hai duniyaa bekal hai dil ke maare aise mein koi aahat iss tarah aa rahi hai jaise ki chal rahaa ho mann mein koi humaare yaa dil dhadak rahaa hai is aas ke sahaare aayega aayega aayega aayega aayega aane waala aayega aayega aane waala aayega aayega aayega aayega aane waala aayega aayega aayega deepak bagair kaise parwaane jal rahe hain deepak bagair kaise parwaane jal rahe hain koi nahin chalaata aur teer chal rahe hain koi nahin chalaata aur teer chal rahe hain tadpegaa koi kab tak be aas be sahaare tadpegaa koi kab tak be aas be sahaare lekin ye keh rahe hain dil ke mere ishaare aayega aayega aayega aayega aane waala aayega aayega aayega bhataki huyi jawaani manzil ko dhoondhati hai bhataki huyi jawaani manzil ko dhoondhati hai maajhi bagair naiyya saahil ko dhoondhati hai maajhi bagair naiyya saahil ko dhoondhati hai kyaa jaane dil ki kashti kab tak lage kinaare kyaa jaane dil ki kashti kab tak lage kinaare
dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa bewafaa laut bhi aa bewafaa laut bhi aa dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa dil mein phir hook uthi dil kaa phir khoon hua dil mein phir hook uthi dil kaa phir khoon hua dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa maine ik khaab sa dekha tha jo pura naa hua mujhko duniyaa se shikaayat hai naa kismat se gila aasraa de ke mohabbat ne mujhe loot liya aasraa de ke mohabbat ne mujhe loot liya bewafaa laut bhi aa dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa haayi kya jal gaya seene se jo uthta hai dhuwaan darr hai iss aag mein jal jaaye naa ulfat kaa nishaan ruthane waale mohabbat ko musibat naa bana ruthane waale mohabbat ko musibat naa bana bewafaa laut bhi aa bewafaa laut bhi aa dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa dil mein phir hook uthi dil kaa phir khoon hua dil mein phir hook uthi dil kaa phir khoon hua dil ne phir yaad kiya bewafaa laut bhi aa bewafaa laut bhi aa
ghabra ke jo hum sar ko takaraye to achha ho ghabra ke jo hum sar ko takaraye to achha ho is jeene mein sau dukh hain is jeene mein sau dukh hain mar jayen to achha ho mar jayen to achha ho ghabra ke jo hum sar ko takarayen to achha ho dil doobne ka manzar wo bhi to zara dekhen dil doobne ka manzar wo bhi to zara dekhen aansu meri aankhon mein aansu meri aankhon mein bhar aaye to achha ho ghabra ke jo hum sar ko takarayen to achha ho jo hum pe guzarni hai jo hum pe guzarni hai ik baar guzar jaye jo hum pe guzarni hai ik baar guzar jaye wo kitne sitamgar hain wo kitne sitamgar hain khul jayen to achha ho ghabra ke jo hum sar ko takarayen to achha ho
haiiiiiii mushkil hai mushkil hai bahot mushkil chaahat ka bhula dena chaahat ka bhula dena aasaan nahin dil ki ye aag bhujha dena ye aag bhujha dena ye khel nahin ye ke ye khel hai ulfat kaa ye khel nahin ye ke ye khel hai ulfat kaa roton ko hansa dena hanston ko rula dena hanston ko rula dena mushkil hai bahot mushkil dil waalon ki duniyaa mein hain rasm ke jab koi dil waalon ki duniyaa mein hain rasm ke jab koi aaye to badam lena jaaye to duwaa dena jaaye to duwaa dena mushkil hai bahot mushkil uljhan hai bahot phir bhi hum tumko naa bhulenge tumko naa bhulenge uljhan hai bahot phir bhi hum tumko naa bhulenge tumko naa bhulenge mumkin to nahin lekin tum humko bhula dena tum humko bhula dena mushkil hai bahot mushkil chaahat ka bhula dena chaahat ka bhula dena mushkil hai bahot mushkil
chhun chhun ghungharva baaje chhun kahaan hai dhyaan kiski dhun nazar mila ke baat sun ye raat phir na aayegi ye raat phir na aayegi jawaani beet jaayegi jawaani beet jaayegi ye raat phir na aayegi jawaani beet jaayegi jawaani beet jaayegi ye mast raat be piye nashe mein jhoomti huyi ye mast raat be piye nashe mein jhoomti huyi nazar ko chhedti huyi dilon ko choomati huyi nazar ko chhedti huyi dilon ko choomati huyi yun hi guzar gayi agar khatak rahegi umr bhar hazaar chaahoge magar chaahoge magar ye raat phir na aayegi ye raat phir na aayegi jawaani beet jaayegi jawaani beet jaayegi ye raat phir na aayegi jawaani beet jaayegi jawaani beet jaayegi jawaani ga rahi hai dil ki dhadkanon ke saaz par jawaani ga rahi hai dil ki dhadkanon ke saaz par chalo kahin bhi le chalo humaara haath thaam kar chalo kahin bhi le chalo humaara haath thaam kar kahaan ki fikr kaisa ghum humaara jo hai uske hum tumhaari jaan ki qasam ye raat phir na aayegi ye raat phir na aayegi jawaani
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aayega Aane Waala Mahal (1949) 06:52 20084
 
Poster of Mahal (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 06:52   Song Number : 20084   

Dil Ne Phir Yaad Kiya Mahal (1949) 04:11 13646
 
Poster of Mahal (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 04:11   Song Number : 13646   

Ghabra Ke Jo Hum Mahal (1949) 04:15 36515
 
Poster of Mahal (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Nakhshab Jarchavi
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
Rajkumari
On Screen Actors- 
Vijay Laxmi, Madhu Bala, Ashok Kumar
Duration : 04:15   Song Number : 36515   

Mushkil Hai Bahot Mushkil Mahal (1949) 03:55 13647
 
Poster of Mahal (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:55   Song Number : 13647   

Yeh Raat Phir Na Aayegi Mahal (1949) 04:26 19950
 
Poster of Mahal (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Nakhshab Jarchavi
Music Director- 
Khemchand Prakash
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 04:26   Song Number : 19950