Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLove In Simla (1960)
HomeLove In Simla (1960)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


alif zabar aa alif zer ae alif pesh o aji bejabar baa bejar be bepesh bo alif se abban abinabi hurman aban abauwwa be se babban babinabi hurman baban babauwaa alif zabar aa alif zer ae alif pesh o alif se allah be se bhagwan aur pe se parwaanaa aur pe se parwaanaa jo na maane shamaa ko deepak hogaa koi deewaanaa hogaa koi deewaanaa waah alif zabar aa alif zer ae alif pesh o alif se abban abinabi hurman aban abauwwa be se babban babinabi hurman baban babauwwa alif zabar aa alif zer ae alif pesh o ka se kauwwaa kaaf kabootar gain gatargoon bole gain gatargoon bole na se naiyya daal se dil ki hai se haay dole hai se haay dole haay alif zabar aa alif zer ae alif pesh o alif se abban abinabi hurman aban abauwwa be se babban babinabi hurman baban babauwwa alif zabar aa alif zer ae alif pesh o cheem se choohaa che se chori phir seedhi kotwaali phir seedhi kotwaali meem se mehnat do haathon ki aur khe se khushhaali aur khe se khushhaali haan alif zabar aa alif zer ae alif
aye baby aye ji aye baby aye ji idhar aao aa gaya ghum jaao ghum gaya maan jaao maan gaya ab kaho kya khaaoge jalebiiii aye baby aye ji aye baby aye ji idhar aao aa gaya ghum jaao ghum gaya maan jaao maan gaya ab kaho kya khaaoge jalebiiii aye baby rutt hai rangeeli hawaa bhi hai nasheeli o pyaare rutt hai rangeeli hawaa bhi hai nasheeli o pyaare magar bhookh meri mita to naa sakenge nazaare magar bhookh meri mita to naa sakenge nazaare aa idhar aao aa gaya baith jaao baith gaya uth jaao uth gaya ab kaho kya khaaoge kalejiiiii aye baby dekho to wo panchhi madhur si sadaa mein kya bolen dekho to wo panchhi madhur si sadaa mein kya bolen bhukha hai yaa pyaasa tadap ke bechaara munh khole bhukha hai yaa pyaasa tadap ke bechaara munh khole aa idhar aao aa gaya ruk jaao ruk gaya jhuk jaao jhuk gaya ab kaho kya khaaoge jalebiiiiii aye baby hum to tumhare ji mehmaan ban ke haaye mar gaye hum to tumhare ji mehmaan ban ke haaye mar gaye bahot shukriyaa ji ke ehsaan hum pe
dar pe aayen hain kasam le dil hatheli par hai sun le hum naa jaayenge dar pe aayen hain kasam le dil hatheli par hai sun le hum naa jaayenge zindagi mein to kisi se pyaar karnaa tha zaroor pyaar karnaa tha zaroor mar gaye hum aap par waise bhi marna tha zaroor haanji marna tha zaroor jaan lab par hai kasam le saans jab tak hai tu sun le hum naa jaayenge dar pe aayen hain kasam le dil hatheli par hai sun le hum naa jaayenge yun naa thokar maariye ke toot jaayega ye dil toot jaayega ye dil aap pachhtaaenge phir naa haath aayegaa ye dil haath aayegaa ye dil le isi dil ki kasam le khaak ho kar bhi tu sun le hum naa jaayenge dar pe aayen hain kasam le dil hatheli par hai sun le hum naa jaayenge maikada bhi raah mein tha chhod aaye hain use chhod aaye hain use jaam apne haath mein tha tod aaye hai use tod aaye hai use tere pyaase hain kasam le door se aayen hain sun le hum naa jaayenge dar pe aayen hain kasam le dil hatheli par hai sun le hum naa jaayenge
o hoo aa haa dil tham chale hum aaj kidhar koi dekhe koi dekhe bechain jigar betab nazar koi dekhe koi dekhe dil tham chale hum bheegi si hawa kaali si ghata deti hai teri zulfon ka pata o hoo mausam hai hansi kyun na ho yakin ab door nahin wo jane wafa namkeen sama rangeen safar koi dekhe koi dekhe dil tham chale hum aaj kidhar koi dekhe koi dekhe bechain jigar betab nazar koi dekhe koi dekhe dil tham chale hum choti pe wahan ek abr e jawan dekho to zara kyun jhukne laga o hoo aur dekh ke ye kyun dil apna kuchh ghatne laga kuchh rukne laga mausam ki shararat ka manzar koi dekhe koi dekhe dil tham chale hum aaj kidhar koi dekhe koi dekhe bechain jigar betab nazar koi dekhe koi dekhe dil tham chale hum yun rail chale nagin ki tarah lahrati huyi balkhati huyi o hoo phoolon se bhare in raston ke har mod pe ye samjhati huyi ye ishq bhi to hai ek chakkar koi dekhe koi dekhe dil tham chale hum aaj kidhar koi dekhe koi dekhe bechain jigar betab nazar koi dekhe koi dekhe
gaal gulaabi kis ke hain nain sharaabi kis ke hain baalon mein kis ke raat base dekh ke kis ko subah hanse bolo kaun kaun kaun kaun kaun gaal gulaabi kis ke hain nain sharaabi kis ke hain lambi baahen kis ki hain tez nigaahen kis ki hain choom ke kis ko hawaa chale dekh ke kis ko chaand jale bolo kaun kaun kaun kaun kaun lambi baahen kis ki hain tez nigaahen kis ki hain phool baraste baaton se dil ko loote ghaaton se jyot jali to sharmaaye dekh paseena aa jaaye bolo kaun kaun kaun kaun kaun phool baraste baaton se dil ko loote ghaaton se rang damakta kis ka hai ang chamakta kis ka hai jalwaa jaadu karta hai shimla jis pe marta hai bolo kaun kaun kaun kaun kaun rang damakta kis ka hai ang chamakta kis ka hai gaal gulaabi nain sharaabi lambi baahen tez nigaahen rang damakta ang chamakta bolo bolo bolo bolo kaun
kiya hai dilruba pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi kiya hai dilruba pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi ye halki halki bundiyaan ye bheegi bheegi mastiyaan ab dil raha ke lut gaya aa kisi ko hosh hai kahaan kiya hai dilruba pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi hoo kiya hai dilruba pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi ye baadalon ke kafile shareer aur manchale hai kiski inko justju idhar udhar kahan chale kiya hai dilruba pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi kiya hai dilruba pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi hawa bhi shokh ho gayii tumhari zulf choom ke bhatak rahe hain dil kayii na gao jhoom jhoom ke kiya hai dilruba pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi kiya hai dilrubaa pyaar bhi kabhi haay tumse ho gaya ji abhi abhi ho oo kiya hai dilrubaaa pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi hoo kiya hai dilrubaaa pyaar bhi kabhi haan tumse ho gaya ji abhi abhi
l o v e love love ka matlab hai pyaar pyaar dilon ka karaar love ka matlab hai pyaar pyaar dilon ka karaar pyaar dilon ka karaar b o r e bore hahahahahaha baat ek nazar ki aaaa khel ek ada ka phool khilaane waala pyaar jhonka hawa ka dil mila kar dil se dekho kya hai range bahaar kya hai range bahaar love ka matlab hai pyaar pyaar dilon ka karaar love ka matlab hai pyaar pyaar dilon ka karaar pyaar dilon ka karaar b o r e bore hahahahaha ek hansi honthon pe aaaa ek hayya aankhon mein donon jab takraaye pyaar basa aankhon mein jo wafa na ho to ye hai do ghadi ka khumaar do ghadi ka khumaar love ka matlab hai pyaar pyaar dilon ka karaar love ka matlab hai pyaar pyaar dilon ka karaar pyaar dilon ka karaar b o r e bore hahahahaha khubsurat baatein ahahaha aur khud bhi haseen ho tum bhi saare jahaan mein kam kisi se nahin ho husn dhokha aankh ka hai aise dhokhe hazaar aise dhokhe hazaar love ka matlab hai pyaar pyaar dilon ka karaar love ka matlab hai pyaar pyaar dilon
yun zindagi ke raaste sanwarte chale gaye sanwarte chale gaye kadam kadam pe hum tumhe pukarte chale gaye pukarte chale gaye yun zindagi ke raaste sanwarte chale gaye sanwarte chale gaye kadam kadam pe hum tumhe pukarte chale gaye pukarte chale gaye yun zindagi ke raaste jo pyaar mein guzar gayi wo zindagi thi zindagi jo pyaar mein guzar gayi wo zindagi thi zindagi nikharte chale gaye nikharte chale gaye yun zindagi ke raaste sanwarte chale gaye sanwarte chale gaye kadam kadam pe hum tumhe pukarte chale gaye pukarte chale gaye yun zindagi ke raaste chala hai raahi pyaar ka hawaao de do rasta kasam tumhen hai pyaar ki hai do dilon ka waasta chala hai raahi pyaar ka hawaao de do rasta kasam tumhen hai pyaar ki hai do dilon ka waasta yeh do dilon ki bastiyaan magar bhanwar mein kashtiyaan yeh do dilon ki bastiyaan magar bhanwar mein kashtiyaan utarte chale gaye utarte chale gaye yun zindagi ke raaste sanwarte chale gaye sanwarte chale gaye kadam kadam pe hum tumhen
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Alif Zaber Aaa Love In Simla (1960) 03:11 40470
 
Poster of Love In Simla (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal Qureshi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhana
Duration : 03:11   Song Number : 40470   

Aye Baby Idhar Aao Love In Simla (1960) 03:38 15725
 
Poster of Love In Simla (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal Qureshi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhana
Duration : 03:38   Song Number : 15725   

Dar Pe Aaye Hain Kasam Le Love In Simla (1960) 03:16 13618
 
Poster of Love In Simla (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:16   Song Number : 13618   

Dil Tham Chale Hum Love In Simla (1960) 04:43 35979
 
Poster of Love In Simla (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:43   Song Number : 35979   

Gaal Gulaabi Kis Ke Hain Love In Simla (1960) 02:40 13619
 
Poster of Love In Simla (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 02:40   Song Number : 13619   

Kiya Hai Dilruba Love In Simla (1960) 04:21 36770
 
Poster of Love In Simla (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal Qureshi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:21   Song Number : 36770   

Love Ka Matlab Hai Love In Simla (1960) 03:53 40586
 
Poster of Love In Simla (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal Qureshi
On Screen Actors- 
Sadhana, Joy Mukherjee
Duration : 03:53   Song Number : 40586   

Yun Zindagi Ke Raaste Love In Simla (1960) 04:13 36419
 
Poster of Love In Simla (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:13   Song Number : 36419