Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLamhe (1991)
HomeLamhe (1991)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho ho ho ho ho o o o o haa aa aa aa aa aa aa aa mhaare hivde mein bai gayi re qataar re mhaare hivde mein bai gayi re qataar re re qataar re moriyaa achha re bolyo re dhalti raat maa moriyaa achha re bolyo re dhalti raat maa morni baaga maa bole aadhi raat maa morni baaga maa bole aadhi raat maa chhanan chhan chudiyaan chhanan chhan chudiyaan khanak gayi dekh saahiba chudiyaan khanak gayi haath maa morni baaga maa bole aadhi raat maa main to laaz ke maare ho gayi paani paani sab logon ne sun li meri prem kahaani main to laaz ke maare ho gayi paani paani sab logon ne sun li meri prem kahaani munh se baat nikal gayi baat baat maa baat baat maa chhanan chhan chudiyaan chhanan chhan chudiyaan khanak gayi dekh saahiba chudiyaan khanak gayi haath maa morni baaga maa bole aadhi raat maa saajan saajan main karhoon ho ooo oooo mera saajan nazar naa aawe jab dekho chaadri oodh main mere naina meh barsaaye mere naina meh barsaaye jaane kaun ghadi mein nikale saajan ghar se
hmm hmm hmmm hmmm gudiya rani bitiya rani pariyon ki nagari se ek din rajkunvar ji aayenge mehalon mein le jayenge gudiya rani bitiya rani pariyon ki nagari se ek din rajkunvar ji aayenge mehalon mein le jayenge aage pichhe ghode hathi bich mein honge sau barati itni aaj akeli hai tu tere kitne honge sathi main khush meri aankh mein pani gudiya rani bitiya rani pariyon ki nagari se ek din rajkunvar ji aayenge mehalon mein le jayenge tu meree chhoti si gudiya ban jayegi jadu ki pudiya tujhpe aa jayegi javani main to ho jaungi budhiya bhul naa jana prit purani gudiya rani bitiya rani pariyon ki nagari se ek din rajkunvar ji aayenge mehalon mein le jayenge gudiya rani bitiya rani pariyon ki nagari se ek din rajkunvar ji aayenge mehalon mein le jayenge rajkunvar ji aayenge mehalon mein le jayenge la lala laaaa lala laa la lala laaaa lala la rajkunvar ji aayenge mehalon mein le jayenge
la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la ye kya ho gaya sapna mera sach ho gaya aa aa aa aa aa aa aa aa kabhi main kahoon kabhi tum kaho ke maine tumhein ye dil de diya aa aa kabhi main sunoon kabhi tum suno ke maine tumhein ye dil de diya aa aa kabhi main kahoon kabhi tum kaho ke maine tumhein ye dil de diya aa aa paas paas hum saath saath yun baithe rahein ek doosre se yehi kehte rahein paas paas hum saath saath yun baithe rahein ek doosre se yehi kehte rahein kabhi main kahoon kabhi tum kaho ke maine tumhein ye dil de diya aa aa kabhi main sunoon kabhi tum suno ke maine tumhein ye dil de diya aa aa chalte rahein udte rahein hum behte rahein chalte rahein udte rahein hum behte rahein ek doosre se yehi kehte rahein chalte rahein udte rahein hum behte rahein ek doosre se yehi kehte rahein kabhi main kahoon kabhi tum kaho ke maine tumhein ye dil de diya aa aa kabhi main sunoon kabhi tum suno ke maine tumhein ye dil de diya aa aa dard e
ghunghdi phada ko lobaayi roka ko gako maaro laatri main bheegi barsaat maah megha re meghaaa megha re meghaa tera mann tarsaa re paani kyun barsaa re tune kisko yaad kiya tera mann tarsaa re paani kyun barsaa re tune kisko yaad kiya tera mann tarsaa re paani kyun barsaa re tune kisko yaad kiya ghunghdi phada ko lobaayi roka ko gako maaro laatri main bheegi barsaat maah ghunghdi phada ko lobaayi roka ko gako maaro laatri main bheegi barsaat maah tere hi jaisa kuchh haal hai mera aa aaa aaaa tere hi jaisa kuchh haal hai mera kaare badraa kaare badraa ke mera kajra dhula re mera gajra khula re mera kisne naam liya megha re meghaaa megha re meghaa megha re meghaaa megha re meghaa uu ko naam bata de nahin nahin uu ko ganv bata de nahin nahin are kaavro chhoro baaghon mein pad gaye saawan ke jhoole aa aaa aaaa baaghon mein pad gaye saawan ke jhoole meri sakhiya meri sakhiya aisi batiyaan kare meri aankhiyaan jhuken o daiyya maine dil thaam liya tera mann tarsaa re paani
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm meri bindiya teri nindiya meri bindiya teri nindiya na uda de to kehna mera kajal tujhko pagal mera kajal tujko pagal na bana de to kehna hoo meri bindiya teri nindiya na uda de to kehna hmm hmm hmm hmm aa haaa haaa hmm hmm hmm hmm la lala la khankenge khan khan jab mere kangana dhadkega dhak dhak dil tera sajna khankenge khan khan jab mere kangana dhadkega dhak dhak dil tera sajna mere jhumke tumko tum se mere jhumke tumko tum se na chura le to kehna hoo meri bindiya teri nindiya na uda de to kehna main poore sola singar kar loon darpan se baaten do chaar kar loon main poore sola singar kar loon darpan se baaten do chaar kar loon mera gajra tum ko bhanwara hoo mera gajra tum ko bhanwara na bana de to kehna hoo meri bindiya teri nindiya na uda de to kehna teri pasand ab meri pasand hai ye jaan teri mutthi mein band hai teri pasand ab meri pasand hai ye jaan teri mutthi mein band hai tu jo bole main wo kar ke tu jo bole main wo kar ke
hooooo o o o o o o o mohe chhedo na ho mohe chhedo na nand ke lala ke main hoon brij baala nahin main raadha teri mohe chhedo na nand ke lala ke main hoon brij baala nahin main raadha teri mohe chhedo na nand ke lala kaahe pakad li meri kalaayi teri duhaayi o krishan kanhaayi kaahe pakad li meri kalaayi teri duhaayi krishan kanhaayi harjaayi tu bansari waala ke main hoon brij baala nahin main raadha teri mohe chhedo na nand ke lala raadha se hogi raadha se hogi teri thitholi aankh michooli tum hum joli holi mein kyun mujhe rang daala ke main hoon brij baala nahin main raadha teri mohe chhedo na nand ke lala ke main hoon brij baala nahin main raadha teri mohe chhedo na nand ke lala
panchhi baadal premi ke paagal hum kaun hain saathiya o yaad nahin bhool gaya o yaad nahin bhool gaya panchhi baadal premi ke paagal hum kaun hain saathiya o yaad nahin bhool gaya o yaad nahin bhool gaya humko kisi cheez ki koi zarurat nahin duniya mein is pyaar se kuchh khoobsurat nahin le jaayen jaane humein ye tez dhaara kahaan humko koi ghum nahin dooba kinaara kahaan hai behta paani ye zindgaani iska bharosa hai kya panchhi baadal premi ke paagal hum kaun hain saathiya o yaad nahin bhool gaya o yaad nahin bhool gaya hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm khoye rahein hmm hmm hmm hmm ho ho ho ho soye rahein ho ho ho dhunde zamaana humein hum yunhi khoye rahein aaaaa armaanon ki sej pe din raat soye rahein aao zara aur bhi nazdeek ho jaayein hum ek doosre ki jawaan baahon mein kho jaayein hum sapne hi sapne beech mein apne koi nahin doosraaaa panchhi baadal premi ke paagal hum kaun hain saathiya o yaad nahin bhool gaya o yaad nahin bhool gaya panchhi baadal premi ke
ye lamhen ye pal hum barson yaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge ye lamhen ye pal hum barson yaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge inn sapnon ki tasveeron se inn yaadon ki zanjiron se apne dil ko kaise hum azaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge ye lamhen ye pal hum barson yaad karenge ye lamhen to hain bahut haseen inn lamhon par kuchh likha nahin ye aabaad karenge yaa barbaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge ye lamhen ye pal hum barson yaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge ye lamhen ye pal hum barson yaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge barson yaad karenge barson yaad karenge
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chudiyan Khanak Gayi Lamhe (1991) 06:08 20977
 
Poster of Lamhe (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Sridevi, Anil Kapoor, Anupam Kher
Duration : 06:08   Song Number : 20977   

Gudiya Rani Lamhe (1991) 04:31 32329
 
Poster of Lamhe (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:31   Song Number : 32329   

Kabhi Main Kahoon Lamhe (1991) 07:42 20708
 
Poster of Lamhe (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Sridevi
Duration : 07:42   Song Number : 20708   

Megha Re Megha Lamhe (1991) 04:24 37614
 
Poster of Lamhe (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv Hari
On Screen Actors- 
Shri Devi
Duration : 04:24   Song Number : 37614   

Meri Bindiya Lamhe (1991) 05:20 13598
 
Poster of Lamhe (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sridevi, Anil Kapoor
Duration : 05:20   Song Number : 13598   

Mohe Chhedo Na Lamhe (1991) 03:23 13601
 
Poster of Lamhe (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sridevi, Anil Kapoor
Duration : 03:23   Song Number : 13601   

Yaad Nahin Bhool Gaya Lamhe (1991) 04:03 40320
 
Poster of Lamhe (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
On Screen Actors- 
Shri Devi, Deepak Malhotra
Duration : 04:03   Song Number : 40320   

Ye Lamhen Ye Pal Lamhe (1991) 03:30 15723
 
Poster of Lamhe (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Hariharan
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Sridevi
Duration : 03:30   Song Number : 15723