Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKashmir Ki Kali (1964)
HomeKashmir Ki Kali (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


balmaa khuli hawa mein mehki huyi fizaa mein dil chaahta hai mera behaknaa idhar udhar balmaa khuli hawa mein mehki huyi fizaa mein dil chaahta hai mera behaknaa idhar udhar pag pag chalun bal khaati khud bhi naa jaanun kahaan pag pag chalun bal khaati khud bhi naa jaanun kahaan kehta hai ye dil matwaala aaj apna hai saara jahaan o hoo hoo hoo balmaa khuli hawa mein mehki huyi fizaa mein dil chaahta hai mera behaknaa idhar udhar chhun chhun bole mori paayal aaja kahe saajnaa chhun chhun bole mori paayal aaja kahe saajnaa aaja ki ye saare nazaare saiyaan fike hai tere bina o hoo hoo hoo hoo balmaa khuli hawa mein mehki huyi fizaa mein dil chaahta hai mera behaknaa idhar udhar balmaa khuli hawa mein
ho ho ho ho ho ho aa ha ha hmm hmm hmm hmm hmm hmmm aahaa haaa ye dekh ke dil jhooma lee pyaar ne angdaayi deewaanaa huaa baadal saawan ki ghataa chhaayi ye dekh ke dil jhooma lee pyaar ne angdaayi deewaanaa huaa baadal aisi to meri takdeer naa thi tum saa jo koi mehboob mille dil aaj khushi se paagal hai dil aaj khushi se paagal hai ae jaan e wafaa tum khoob mille ae jaan e wafaa tum khoob mille dil kyun naa bane paagal kyaa tumne adaa paayee ye dekh ke dil jhooma lee pyaar ne angdaayi deewaanaa huaa baadal jab tum se nazar takraayi sanam jazbaat kaa ik toofaan uthhaa tinke ki tarah main beh nikli tinke ki tarah main beh nikli sailaab mere roke naa rukaa sailaab mere roke naa rukaa jeewan mein machee hulchul aur bajne lagi shehnaai ye dekh ke dil jhooma lee pyaar ne angdaayi deewaanaa huaa baadal hai aaj naye armaanon se aabaad mere dil ki nagri barson se khizaan kaa mausam thaa barson se khizaan kaa mausam thaa veeraan badi duniyaa thi meri veeraan badi duniyaa
hai duniyaa usi ki zamaana usi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa hai duniyaa usi ki zamaana usi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa loota jo musaafir dil ke safar mein hai jannat ye duniyaa uski nazar mein loota jo musaafir dil ke safar mein hai jannat ye duniyaa uski nazar mein ussi ne hai loota mazaa zindagi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa hai sajde ke kaabil har wo deewana ke jo ban gaya ho tasveer e jaana hai sajde ke kaabil har wo deewana ke jo ban gaya ho tasveer e jaana karon ehtraam uski deewangi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa barbaad hona jiss ki adaa ho dard e muhabbat jiski dawaa ho barbaad hona jiss ki adaa ho dard e muhabbat jiski dawaa ho sataayega kya ghum usse zindagi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa hai duniyaa usi ki zamaana usi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa
hoooo hoooooo aaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa haai ishaaron ishaaron mein dil lene waale bataa ye hunar tune seekhaa kahaan se nigaahon nigaahon mein jaadoo chalaana meri jaan seekhaa hai tumne jahaan se aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aa haaa aaaaa aaaa aaaa aaaa hoo mere dil ko tum bhaa gaye meri kyaa thi iss mein khataa mujhe jis ne tadpaa diya yahi thi wo zaalim adaa yahi thi wo zaalim adaa ye ranjhaa ki baaten ye majnoo ke kisse alag to nahin hain meri dastaan se ishaaron ishaaron mein dil lene waale bataa ye hunar tune seekhaa kahaan se hooo muhabbat jo karten hain wo muhabbat jataate nahin dhadkane apne dil ki kabhi kisi ko sunaate nahin kisi ko sunaate nahin mazaa kyaa rahaa jab ke khud kar diya ho mohabbat kaa izhaar apni zubaan se nigaahon nigaahon mein jaadoo chalaana meri jaan seekhaa hai tumne kahaan se hooo maanaa ke jaan e jahaan laakhon mein tum ek ho humaari nigaahon ki bhi kuchh to magar daad do kuchh to magar daad do bahaaron ko bhi naaz jis phool par
kisi na kisi se kabhi na kabhi kahin na kahin dil lagana padega kisi na kisi se kabhi na kabhi kahin na kahin dil lagana padega ek se ek haseen chehre hain kis kis ko main dekhun kis ko inmein apna samjhun sang main apne le lun koi rangeeli chhail chhabili koi rangeeli raseeli chhail chhabili aaj meri zindagi mein aa ke rahegi kisi na kisi se kabhi na kabhi kahin na kahin dil lagana padega kisi na kisi se kabhi na kabhi kahin na kahin dil lagana padega dhoondh rahaa hoon main wo duniyaa pyaar jise kehte hain dhoondh rahaa hoon main wo duniyaa pyaar jise kehte hain kaun wo kismat waale hain jo log wahaan rehte hain khud ko mere dil le ke wahin chal khud ko mere dil mere dil le ke wahin chal aaye jahaan haath koi reshmi aanchal kisi na kisi se kabhi na kabhi kahin na kahin dil lagana padega kisi na kisi se kabhi na kabhi kahin na kahin dil lagana padega aisi naazuk ho wo jiska shabnam munh dhoti ho chaand bhi sadke hota ho jab raat ko wo soti ho aankh sharaabi gaal
haaye re haaye ye mere haath mein tera haath naye jazbaat meri jaan balle balle oye hoye hoye oye oye oye haaye re haaye yahi jazbaat rahe din raat to phir kya baat meri jaan balle balle oye oye hoye hoye oye oye o oo oo oo oo oo oye jab se dil mein teri tasveer bani hai yun lagta hai jaise takdeer bani hai o oo oo oo oo oo oye jab se tu iss dil ka mehmaan hua hai jeevan mein khushiyon ka saamaan hua hai jitni door nazar main daalon chaaron aur bahaar hai haaye re haaye yahi jazbaat rahe din raat to phir kya baat meri jaan balle ho balle oye oye hoye hoye oye oye o oo oo oo oo oo oye tere ghar shehnai jis raat bajegi teri meri jodi kya khoob sajegi o oo oo oo oo oo oye pure honge dil ke armaan humare aanchal mein bhar lenge hum chaand sitaare tere aage chaand sitaare o gori kya cheez hain haaye re haaye yahi jazbaat rahe din raat to phir kya baat meri jaan balle balle oye oye hoye hoye oye oye o oo oo oo oo oo oye teri surat pyaari are jo bhi dekhe sach kehta hoon
phir thes lagii dil ko phir yaad ne tadapaayaa phir behane lage aansu dil dard se bhar aayaa phir thes lagi dil ko duniyaa tere gulshan se ik phool chunaa humne duniyaa tere gulshan se ik phool chunaa humne ik phool chunaa humne afsos ke daaman ko kaanton se bharaa paayaa phir thes lagi dil ko ik wo hain khudaa rakhe jo bhool gaye hum ko ik wo hain khudaa rakhe jo bhool gaye hum ko jo bhool gaye hum ko ik hum hain ki honthon par shiqvaa naa kabhi aayaa phir behne lage aansu dil dard se bhar aayaa phir thes lagi dil ko
subhaan allah haaye haseen chehra haaye subhaan allah haseen chehra ye mastaana adaayen khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se tumhen dekha hoye to dil bola hoye tumhen dekha to dil bola ke tumko doon duwaayen khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se kare pooja zamaana jiski wo tasveer ho tum mila karti hai zannat jisse wo taqdeer ho tum mila karti hai zannat jisse wo taqdeer ho tum kamar patli haaye nazar bijli haaye kamar patli nazar bijli hai zulfen yaa ghataayen khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se subhaan allah haseen chehra ye mastaana adaayen khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se naa jaane kis ki kismat mein hai mukhda chaand saa ye naa jaane kis ke ghar chamkega tukda chaand kaa ye naa jaane kis ke ghar chamkega tukda chaand kaa ye ijaazat ho haaye to phir hum bhi haaye ijaazat ho to phir hum bhi muqaddar aazmaayen khuda mehfooz rakhe har bala se har bala se subhaan allah haseen chehra ye mastaana adaayen khuda mehfooz rakhe har bala se
ye chaand sa roshan chehra zulfon ka rang sunehra ye jheel si neeli aankhen koi raaz hai inmein gehra taarif karoon kya uski jisne tumhen banaaya ye chaand sa roshan chehra zulfon ka rang sunehra ye jheel si neeli aankhen koi raaz hai inmein gehra taarif karoon kya uski jisne tumhen banaaya ik cheez qayaamat bhi hai logon se suna karte the tumhen dekh ke maine maana woh theek kaha karte the woh theek kaha karte the hai chaal mein teri zaalim kuchh aisi balaa ka jaadoo sau baar sambhala dil ko par ho ke raha beqaaboo taarif karoon kya uski jisne tumhen banaaya ye chaand sa roshan chehra zulfon ka rang sunehra ye jheel si neeli aankhen koi raaz hai inmein gehra taarif karoon kya uski jisne tumhen banaaya har subah kiran ki laali hai rang tere gaalon ka har shaam ki chaadar kaali saaya hai tere baalon ka har subah kiran ki laali hai rang tere gaalon ka har shaam ki chaadar kaali saaya hai tere baalon ka saaya hai tere baalon ka tu balkhaati ik nadiya har mauj teri
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Balma Khuli Hawa Mein Kashmir Ki Kali (1964) 03:35 11922
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 03:35   Song Number : 11922   

Deewaanaa Huaa Baadal Kashmir Ki Kali (1964) 05:53 20317
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 05:53   Song Number : 20317   

Hai Duniyaa Usi Ki Zamaana Usi Kaa Kashmir Ki Kali (1964) 06:04 11844
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 06:04   Song Number : 11844   

Ishaaron Ishaaron Mein Kashmir Ki Kali (1964) 05:11 20590
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Shammi Kapoor
Raag- 
Pahadi
Duration : 05:11   Song Number : 20590   

Kisi Na Kisi Se Kabhi Na Kabhi Kashmir Ki Kali (1964) 05:23 20781
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:23   Song Number : 20781   

Meri Jaan Balle Balle Kashmir Ki Kali (1964) 03:32 12016
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 03:32   Song Number : 12016   

Phir Thes Lagi Dil Ko Kashmir Ki Kali (1964) 03:22 32715
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 03:22   Song Number : 32715   

Subhan Allah Haseen Kashmir Ki Kali (1964) 03:29 21253
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 21253   

Taarif Karun Kya Uski (Yeh Chaand Sa Roshan Chehra) Kashmir Ki Kali (1964) 05:36 21431
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:36   Song Number : 21431