Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKanyadaan (1969)
HomeKanyadaan (1969)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


likkhe jo khat tujhe wo teri yaad mein hazaron rang ke nazare ban gaye likkhe jo khat tujhe wo teri yaad mein hazaron rang ke nazare ban gaye savera jab huaa to phool ban gaye jo raat aayee to sitare ban gaye likkhe jo khat tujhe koi nagma kahin goonja kaha dil ne yeh tu aayee kahin chatki kali koi main ye samjha tu sharmayee koi khushbu kahin bikhri laga ye zulf lehrayee likkhe jo khat tujhe wo teri yaad mein hazaron rang ke nazare ban gaye savera jab huaa to phool ban gaye jo raat aayee to sitare ban gaye likkhe jo khat tujhe fiza rangin ada rangin ye ithlana ye sharmana ye angdayee ye tanhayee ye tarsa kar chale jaana bana dega nahin kisko jawan jadoo ye deewana likkhe jo khat tujhe wo teri yaad mein hazaron rang ke nazare ban gaye savera jab huaa to phool ban gaye jo raat aayee to sitare ban gaye likkhe jo khat tujhe jahan tu hai wahan main hoon mere dil ki tu dhadkan hai musafir main tu manzil hai main pyaasa hoon tu sawan hai meri duniya ye nazren hain meri
unki zulfen unke chehre se hataa sakta nahin dil ki betaabi kisi surat chhupa sakta nahin kitni dilkash hai muhabbat ki jawaan majbooriyaan saamne manzil hai aur paanw badha sakta nahin meri zindagi mein aate to kuchh aur baat hoti to kuchh aur baat hoti meri zindagi mein aate to kuchh aur baat hoti to kuchh aur baat hoti ye naseeb jagmagaate to kuchh aur baat hoti to kuchh aur baat hoti kai baar mil chuki hain ye haseen haseen nighahen kai baar mil chuki hain ye haseen haseen nighahen wohi beqaraariyan hain na mili khushi ki raahen mere dil se dil milaate to kuchh aur baat hoti to kuchh aur baat hoti meri zindagi mein aate to kuchh aur baat hoti to kuchh aur baat hoti mujhe kya garaz kisi se hanse phool ya sitaaren mujhe kya garaz kisi se hanse phool ya sitaaren hain meri nazar mein pheeke ye jawaan jawaan nazaare agar aap muskurate to kuchh aur baat hoti to kuchh aur baat hoti meri zindagi mein aate to kuchh aur baat hoti to kuchh aur baat hoti ye khushi rahe
mil gaye mil gaye aaj mere sanam mil gaye mil gaye aaj mere sanam aaj mere zamin par nahin hain kadam aaj mere zamin par nahin hain kadam mil gaye mil gaye aaj mere sanam mil gaye mil gaye aaj mere sanam aaj mere zamin par nahin hain kadam aaj mere zamin par nahin hain kadam aye nazaro zara kaam itna karo aye nazaro zara kaam itna karo tum meri maang mein aaj moti bharo tum meri maang mein aaj moti bharo ik ujala hua dhal gayi shaam e gum ik ujala hua dhal gayi shaam e gum aaj mere zamin par nahin hain kadam mil gaye mil gaye aaj mere sanam mil gaye mil gaye aaj mere sanam aaj mere zamin par nahin hain kadam aaj mere zamin par nahin hain kadam wo kahaan chhup rahe the main hairan thi wo kahaan chhup rahe the main hairan thi meri sadiyon se unse hi pehchan thi meri sadiyon se unse hi pehchan thi aise kisse zamaane mein hote hain kam aise kisse zamaane mein hote hain kam aaj mere zamin par nahin hain kadam mil gaye mil gaye aaj mere sanam mil gaye mil gaye aaj mere
paraai hoon paraai ha ha paraai hoon paraai meri aarzoo na kar paraai hoon paraai meri aarzoo na kar na mil sakungi tujhko meri justju na kar na mil sakungi tujhko meri justju na kar paraai hoon paraai meri aarzoo na kar mere khayaal mein khone se faayda kya hai mere khayaal mein khone se faayda kya hai hansi ke parde mein rone se faayda kya hai udaas dil ko dubone se faayda kya hai udaas dil ko dubone se faayda kya hai jo mujhpe bojh ho aisi tu guftgoo na kar paraayi hoon paraayi ha ha paraai hoon paraai meri aarzoo na kar na mil sakungi tujhko meri justju na kar paraai hoon paraai meri aarzoo na kar tujhe khabar hai ki meri baraat aayi thi tujhe khabar hai ki meri baraat aayi thi har ek phool ne shehnaai si bajayi thi haseen taaron ne doli meri sajaayi thi haseen taaron ne doli meri sajaayi thi kisi ki ho chuki badnaam aabroo na kar paraai hoon paraai ha ha paraai hoon paraai meri aarzoo na kar na mil sakungi tujhko meri justju na kar paraai hoon paraai meri
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Likkhe Jo Khat Tujhe Kanyadaan (1969) 04:38 20828
 
Poster of Kanyadaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 04:38   Song Number : 20828   

Meri Zindagi Mein Aate Kanyadaan (1969) 06:17 13520
 
Poster of Kanyadaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 06:17   Song Number : 13520   

Mil Gaye Mil Gaye Aaj Kanyadaan (1969) 04:42 20962
 
Poster of Kanyadaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 04:42   Song Number : 20962   

Paraai Hoon Paraai Meri Kanyadaan (1969) 06:03 38274
 
Poster of Kanyadaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Sashi Kapoor
Duration : 06:03   Song Number : 38274