Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKanhaiya (1959)
HomeKanhaiya (1959)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


saawan aawan keh gaye kar gaye kaal anek ginte ginte ghis gayi ungliyon ki rait ho oo dil mein sama ke milne na aaye kaise tum apne kaise paraye ho oo dil mein sama ke milne na aaye kaise tum apne kaise paraye ho oo dil mein sama ke tujhe taaron ne dekha tujhe chanda ne dekha ek hum hi abhage tujhe humne na dekha mere sapnon mein aaye par aise na aaye ho dil mein sama ke milne na aaye kaise tum apne kaise paraye ho oo dil mein sama ke milne na aaye kaise tum apne kaise paraye ho oo dil mein sama ke tujhe akhiyaan bulayen sooni ratiyaan bulayen aake milja kanhaiya haye hum kaise aayen mere naina lage na jabse naina lagaye ho oo dil mein sama ke milne na aaye kaise tum apne kaise paraye ho oo dil mein sama ke milne na aaye kaise tum apne kaise paraye ho oo dil mein sama ke milne na aaye kaise tum apne kaise paraye ho oo dil mein sama ke
kahaan hai kahaan hai kanhaiya samjhe na pyaar mera samjhe na pyaar mera meethi meethi bansuri se chheen le qaraar mera chheen le qaraar mera kahaan hai kahaan hai kanhaiya wo mohe ratiyaan jagaaye wo meri nindiya churaaye wo mohe ratiyaan jagaaye wo meri nindiya churaaye dhundhoon main saanjh savere wo mohe milne na paaye kahaan hai kahaan hai kanhaiya samjhe na pyaar mera samjhe na pyaar mera meethi meethi bansuri se chheen le qaraar mera chheen le qaraar mera kahaan hai kahaan hai kanhaiya main unki bholi pujaran hoon paagal unke kaaran main unki bholi pujaran hoon paagal unke kaaran do naina laage pihu se bani main pyaar ki jogan kahaan hai kahaan hai kanhaiya samjhe na pyaar mera samjhe na pyaar mera meethi meethi bansuri se chheen le qaraar mera chheen le qaraar mera kahaan hai kahaan hai kanhaiya ye jeewan aise guzaaroon ke baithi panth nihaaroon ye jeewan aise guzaaroon ke baithi panth nihaaroon main bhar kar saans ki sargam tera hi naam pukaaroon kahaan
mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye mujhe mere haal pe chhod do mujhe mere haal pe chhod do mera dil agar koi dil nahin use mere saamne tod do use mere saamne tod do mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye main ye bhool jaaunga zindagi kabhi muskuraayi thi pyaar mein main ye bhool jaaunga zindagi kabhi muskuraayi thi pyaar mein main ye bhool jaaunga mera dil kabhi khil utha tha bahaar mein jinhen iss jahaan ne bhoola diya mera naam unn mein hi jod do mera naam unn mein hi jod do mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye mujhe mere haal pe chhod do mujhe mere haal pe chhod do mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye tumhen apna kehne ki chaah mein kabhi ho sake na kisi ke hum tumhen apna kehne ki chaah mein kabhi ho sake na kisi ke hum yehi dard mere jigar mein hai mujhe maar daalega bas ye ghum main woh gul hoon jo na khila kabhi mujhe kyun na shaakh se tod do mujhe kyun na shaakh se tod do mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye mujhe mere haal pe chhod do mujhe mere haal pe chhod do
kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki aakhir sun li manmohan ne mere mann ki boli ho oo ab jaakar hum ko pahchani unki nazarein bholi sakhi ghadi aa gayi mere shringaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki dil ne kaha tera sapna jhutha maine kaha sach hoga ho oo hum pahle din jaan gaye the kaise kya kab hoga sun lo ye sargam dil ke sitaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki raat raat bhar socha tumko kaise paas bulaaun ho dwaar khade tum laaj lage ab saamne kaise aaun ho oo kabhi ikraar ki kabhi inkaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki
o kanhaiya o kanhaiya aaj aana khwaab mein apni raadha ko gale se tu lagaana khwaab mein apni raadha ko gale se tu lagaana khwaab mein nain humaare tera mandir aur ye dil aarti le gayi hai dil humaara teri surat saanvari keh rahi hai gunguna kar man ki koyal baanvari apni raadha ko gale se tu lagaana khwaab mein jab suhaani shaam aaye yaad aaye shyaam ki jap rahi hoon prem maala main tumhaare naam ki tum nahin to meri vyakul zindagi kis kaam ki apni raadha ko gale se tu lagaana khwaab mein aaj palkon ke jharokhe mein bula lungi tujhe dil ke sinhaasan pe mohan main bitha lungi tujhe donon aankhen meech lungi aur chhupaa lungi tujhe apni raadha ko gale se tu lagaana khwaab mein
ho more saanwre salone piya tose milne ko machle jiya humein tarsa na ab ke baras din barkha ke aaye rasiya pake nimbua anaar ho jhuke ambua ki daal kare papeeha pukaar piya aaja ek baar ho piya aaja ek baar hoo kaase man ki kahun main batiyaan maine dil bhi hai tujhko diya humein tarsa na ab ke baras din barkha ke aaye rasiya chale nazron ka khel ho kahin chori chori mel kahin hirni ko choom kare hirni kulel o kare hirni kulel hooo gale milne ki rut aayi re yahi ga ke chali jaye nadiya humein tarsa na ab ke baras din barkha ke aaye rasiya hawa lehra ke aaye o mori chunri udaye jiya dhak dhak mora koi dekh le na haaye ho koi dekh le na haye ho maine duniya se mukh mod ke tere sapnon ko apna liya humein tarsa na ab ke baras din barkha ke aaye rasiya more saanwre salone piya tose milne ko machle jiya more saanwre salone piya tose milne ko machle jiya more saanwre salone piya
ruk jaa o jaane waali ruk jaa main to raahi teri manzil kaa nazron mein teri main bura sahi aadmi bura nahin main dil ka aadmi bura nahin main dil ka dekha hi nahin tujhko surat bhi naa pehchaani tu aake chali chham se jyun dhoop ke din paani dekha hi nahin tujhko surat bhi naa pehchaani tu aake chali chham se jyun dhoop ke din paani ruk jaa ruk jaa o jaane waali ruk jaa main to raahi teri manzil kaa nazron mein teri main bura sahi aadmi bura nahin main dil ka aadmi bura nahin main dil ka mudaddat se mere dil ke sapnon ki tu raani hai ab tak na mile lekin pehchaan puraani hai mudaddat se mere dil ke sapnon ki tu raani hai ab tak na mile lekin pehchaan puraani hai ruk jaa ruk jaa o jaane waali ruk jaa main to raahi teri manzil kaa nazron mein teri main bura sahi aadmi bura nahin main dil ka aadmi bura nahin main dil ka aa pyaar ki raahon mein baahon ka sahaara lein duniyaan jise gaati hai uss geet ko dohraa lein aa pyaar ki raahon mein baahon ka sahaara lein
yaad aayi aadhi raat ko yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba dil poochhta hai jhoom ke kis baat ki tauba tauba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba dil poochhta hai jhoom ke kis baat ki tauba marne bhi na denge mujhe dushman meri jaan ke marne bhi na denge mujhe dushman meri jaan ke har baat pe kehte hain ke is baat ki tauba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba dil poochhta hai jhoom ke kis baat ki tauba saaki mujhe batlaa to de munh pher ke mat hans saaki mujhe batlaa to de munh pher ke mat hans ki maine agar pee ke to kis baat ki tauba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba dil poochhta hai jhoom ke kis baat ki tauba chaahat mein wafa aur wo mar mitne ki kasmein chaahat mein wafa aur wo mar mitne ki kasmein kya khaab tha behke huye zazbaat ki tauba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba dil poochhta hai jhoom ke kis baat ki tauba tauba yaad aayi aadhi raat ko kal raat ki tauba kal raat ki tauba
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Mein Sama Ke Kanhaiya (1959) 03:26 38038
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:26   Song Number : 38038   

Kahan Hai Kahan Kanhaiya (1959) 03:43 38761
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:43   Song Number : 38761   

Mujhe Tumse Kuchh Bhi Naa Chaahiye Kanhaiya (1959) 04:49 12135
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 04:49   Song Number : 12135   

Nee Baliye Rut Hai Bahaar Kanhaiya (1959) 05:00 36212
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Duration : 05:00   Song Number : 36212   

O Kanhaiya Aaj Aana Kanhaiya (1959) 06:16 38760
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 06:16   Song Number : 38760   

O Mere Saanware Salone Kanhaiya (1959) 05:14 40749
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:14   Song Number : 40749   

Ruk Jaa O Jaane Waali Kanhaiya (1959) 05:18 21181
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 05:18   Song Number : 21181   

Yaad Aayi Aadhi Raat Kanhaiya (1959) 03:58 13519
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:58   Song Number : 13519