Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJism (2003)
HomeJism (2003)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein har dam har pal bechaini hai kaun bala hai seene mein iss dharti par jis pal sooraj roz savere ugta hai iss dharti par jis pal sooraj roz savere ugta hai apne liye to theek usi pal roz dhala hai seene mein awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein jaane ye kaisi aag lagi hai iss mein dhua na chingari jaane ye kaisi aag lagi hai iss mein dhua na chingari ho na ho iss par kahin koi khaab jala hai seene mein awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein jis raste par tapta sooraj saari raat nahin dhalta jis raste par tapta sooraj saari raat nahin dhalta ishq ki aise raha guzar ko hum ne chuna hai seene mein awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein kahan kise ke liye hai mumkin sab ke liye ek sa hona kahan kise ke liye hai mumkin sab ke liye ek sa hona thoda sa dil mera bura hai thoda bhala hai seene mein awaarapan banjarapan ek hala hai seene mein
chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein gaati sarsaraati in hawaaun sang aao paas mere aana sapnon ka safar hai mere dil ka ye bhanwar hai ismein doob jaana zara sa lamhaa chhupa tha ab mil gaya jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein madham roshani hai aur chanchal chandani hai chale aao na shabnam si chubhan hai aur mehka sa milan hai door jaao na suhaana sapna tumhaara sach ho gaya jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein
jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan shammaa tujhko kheenchti hai apni ore aaja parwaane meri baahon mein aa jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan shammaa tujhko kheenchti hai apni ore aaja parwaane meri baahon mein aa hmmm jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan kuchh bhi na samjhe kuchh bhi na maane dil kar rahaa hai kitne bahaane tumko dekhe tumko chaahe iss tarhaa se kabhi humne kisi ko chaahaa kahaan jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan lo thaam lo ye lamhon ke dhaage hum chal pade hain sapnon se aage raasta ye hai kathin par iss safar mein kabhi na hoongi koi ab dooriyaan jaadu hai nashaa hai madhoshiyaan tujhko bhulaa ke ab jaaoon kahaan shammaa tujhko kheenchti hai apni ore aaja parwaane meri baahon main aa
aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan dekhti hai jiss tarah se teri nazren mujhe main khud ko chhupaaun kahaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan dekhti hai jiss tarah se teri nazren mujhe main khud ko chhupaaun kahaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan aah ye pal hai apna to iss pal ko jee le sholon ki tarah zara jal ke jee le pal jhapakte kho na jaana chhoo ke kar loon yakin na jaane pal ye paaye kahaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan aa aa aa aaaaaaa baahon mein teri yun kho gayen hain armaan dabe se jagne lage hain jo mile ho aaj humko door jaana nahin mita do saari ye dooriyaan jaadu hai nasha hai madhoshiyaan tujhko bhula ke ab jaaun kahaan dekhti hai jiss tarah se teri nazren mujhe main khud ko chhupaaun kahaan aa aa aaaaaa aa aa aaaaaaaa
mere khwabon ka har ek naksh mita de koi mere khwabon ka har ek naksh mita de koi sookhe patton ka bacha dher jala de koi mere khwabon ka har ek naksh mita de koi meri pehchaan ka ek shakhs isi shehar mein hai meri pehchaan ka ek shakhs isi shehar mein hai main bhi zinda hoon zara usko bata de koi mere khwabon ka har ek naksh mita de koi kuchh to tanhayi ka ehsaas mujhe kam hoga kuchh to tanhayi ka ehsaas mujhe kam hoga mere saaye se agar mujhko mila de koi mere khwabon ka har ek naksh mita de koi sookhe patton ka bacha dher jala de koi mere khwabon ka har ek naksh mita de koi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Awaarapan Banjarapan Jism (2003) 07:02 20080
 
Poster of Jism (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, John Abraham
Duration : 07:02   Song Number : 20080   

Chalo Tumko Lekar Chale Jism (2003) 04:50 20268
 
Poster of Jism (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, John Abraham
Duration : 04:50   Song Number : 20268   

Jaadu Hai Nasha Hai Jism (2003) 05:26 11944
 
Poster of Jism (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
M M Keeravani
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, John Abraham
Duration : 05:26   Song Number : 11944   

Jaadu Hai Nasha Hai (Female) Jism (2003) 05:29 20603
 
Poster of Jism (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
M M Keeravani
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, John Abraham
Duration : 05:29   Song Number : 20603   

Mere Khwabon Ka Jism (2003) 04:37 39972
 
Poster of Jism (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
John Abraham
Duration : 04:37   Song Number : 39972