Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJanwar (1965)
HomeJanwar (1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dekho ab to kisko nahin hai khabar dekho ab to kisko nahin hai khabar tum se hai dil ko pyaar tum se hai dil ko pyaar dekho ab to kisko nahin hai khabar dekho ab to kisko nahin hai khabar tum se hai dil ko pyaar tum se hai dil ko pyaar dum bhar ke humdum mil jaate hai aksar aur jhooti kasmen bhi khaate hain par kahaan jo kahen tumse tum se hai dil ko pyaar tum se hai dil ko pyaar dekho ab to kisko nahin hai khabar dekho ab to kisko nahin hai khabar tum se hai dil ko pyaar tum se hai dil ko pyaar hulchal mein hum dono ki hasti har pal chhayi hai har soo ye almasti meri jaan ye kahen tum se hulchal mein hum dono ki hasti har pal chhayi hai har soo ye almasti meri jaan ye kahen tum se tum se hai dil ko pyaar tum se hai dil ko pyaar dekho ab to kisko nahin hai khabar dekho ab to kisko nahin hai khabar dekho ab to kisko nahin hai khabar tum se hai dil ko pyaar ha ha aa ha tum se hai dil ko pyaar ha ha aa ha tum se hai dil ko pyaar ha ha aa ha tum se hai dil ko pyaar ha
laal chhadi maidaan khadi kya khoob ladi kya khoob ladi hum dil se gaye hum jaan se gaye bas aankh mili aur baat badhi laal chhadi maidaan khadi kya khoob ladi kya khoob ladi hum dil se gaye hum jaan se gaye bas aankh mili aur baat badhi laal chhadi maidaan khadi o teekhe teekhe do naina us shokh se aankh milana tha deni thi qayaamat ko daawat ik aafat se takraana tha o teekhe teekhe do naina us shokh se aankh milana tha deni thi qayaamat ko daawat ik aafat se takraana tha mat poochho hum par kya guzari bijli si giri aur dil pe padi hum dil se gaye haaye hum dil se gaye hum jaan se gaye bas aankh mili aur baat badhi laal chhadi maidaan khadi tan tan kar zaalim ne apna har teer nishaane par maara hai sukra ke ab tak jinda hoon main dil ka ghayal bechaara tan tan kar zaalim ne apna har teer nishaane par maara hai sukra ke ab tak jinda hoon main dil ka ghayal bechaara use dekh ke laal dupatte mein maine naam diya hai laal chhadi hum dil se gaye haaye hum dil se gaye
aaaaa aaa aa aa aaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaa aaaaa aaaaaaaaaa mere sang gaa gungunaa koi geet suhaanaa mere sang gaa gungunaa koi geet suhaanaa mere sang gaa gungunaa main bhi tumhaari dil bhi tumhaara main bhi tumhaari main bhi tumhaari dil bhi tumhaara sang saath jug jug se humaara sang saath jug jug se humaara tere hi kadmon mein sar meraaaaaaaaaa mere sang gaa gungunaa koi geet suhaanaa mere sang gaa gungunaa koi geet suhaanaa mere sang gaa gungunaa sheesha e dil mein teri sooratiya sheesha e dil mein sheesha e dil mein teri sooratiya dekhoon raat din teri mooratiya dekhoon raat din teri mooratiya tu mere pyaar ka devtaaaaaaa mere sang gaa gungunaa koi geet suhaanaa mere sang gaa gungunaa koi geet suhaanaa mere sang gaa gungunaa pehli nazar mein apna banaaya pehli nazar mein pehli nazar mein apna banaaya tumne pyaar se jeena sikhaaya tumne pyaar se jeena sikhaaya o sanam ab tera shukriyaaaaaa mere sang gaa gungunaa koi geet suhaanaa mere
meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi tadap tadap kar yehi kahegi sada rahi hai sada rahegi na tumsa koi zamaane bhar mein hoooooo na tumsa koi zamaane bhar mein tumhi ko chaaha meri nazar ne tumhi ko chaaha meri nazar ne tumhein chuna hai tumhein chunegi sada rahi hai sada rahegi meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi jo aag dil mein lagi hui hai hoooooo jo aag dil mein lagi hui hai yehi to manzil ki roshni hai yehi to manzil ki roshni hai na ye bhujhi hai na ye bhujhegi sada rahi hai sada rahegi meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi tumhare pehlu mein gar marre hum hoooooo tumhare pehlu mein gar marre hum to maut kitni haseen hogi to maut kitni haseen hogi chitaa mein jal kar bhi na mitegi sada rahi hai sada rahegi meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi
hoooooooooo tumse achchha kaun hai dil lo jigar lo jaan lo hum tumhare hai sanam tum humen pehchaan lo ho tumse achchha kaun hai dil lo jigar lo jaan lo hum tumhare hai sanam tum humen pehchaan lo main hoon wo jhonka mast hawaa ka sang tumhaare chalta rahunga jab se huyi hai tumse muhabbat milta raha hoon milta rahunga main hoon wo jhonka mast hawaa ka sang tumhaare chalta rahunga jab se huyi hai tumse muhabbat milta raha hoon milta rahunga hoooooo ooooo hoooo hooo hoooo tumse achchha kaun hai dil lo jigar lo jaan lo hum tumhare hai sanam tum humen pehchaan lo ho tumse achchha kaun hai dil lo jigar lo jaan lo hum tumhare hai sanam tum humen pehchaan lo seene mein dil hai dil mein tumhin ho tum mein humari chhoti si jaan hai tum ho salamat hum ko nahin ghum tumse humari duniyaa jawaan hai seene mein dil hai dil mein tumhin ho tum mein humari chhoti si jaan hai tum ho salamat hum ko nahin ghum tumse humari duniyaa jawaan hai hoooooo ooooo hoooo hooo hoooo tumse
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dekho Ab To Kisko Janwar (1965) 03:39 13424
 
Poster of Janwar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Raj Shri
Duration : 03:39   Song Number : 13424   

Laal Chhadi Maidaan Khadi Janwar (1965) 03:19 20816
 
Poster of Janwar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Raj Shri
Duration : 03:19   Song Number : 20816   

Mere Sang Gaa Gunguna Janwar (1965) 05:19 13425
 
Poster of Janwar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Rajshree, Others
Raag- 
Ragesri
Taal- 
Tintal
Duration : 05:19   Song Number : 13425   

Meri Mohabbat Jawaan Rahegi Janwar (1965) 03:36 20947
 
Poster of Janwar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:36   Song Number : 20947   

Tumse Achchha Kaun Hai Janwar (1965) 03:44 13426
 
Poster of Janwar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:44   Song Number : 13426