MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJadoo (1951)
HomeJadoo (1951)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jab nain milen nainon se aur dil pe rahe na kaabu to samjho chal gaya pyaar ka jaadu laralu laralu jab nain milen nainon se aur dil pe rahe na kaabu to samjho chal gaya pyaar ka jaadu dil haaye kisi ke dil se dil haaye kisi ke dil se milta hai badi mushkil se milta hai badi mushkil se hai jinko muhabbat pyaari wo sun le baat humaari laralu laralu laralu hai jinko muhabbat pyaari wo sun le baat humaari laralu laralu laralu jab hook uthe dil dhadke aur aankh se tapke aansoo to samjho chal gaya pyaar ka jaadu kya cheez hai ye ulfat bhi kya cheez hai ye ulfat bhi talwaar bhi hai amrit bhi talwaar bhi hai amrit bhi sun sun re duniya diwaani ulfat ki hai ye nishaani laralu laralu laralu sun sun re duniya diwaani ulfat ki hai ye nishaani laralu laralu laralu jab saawan ke din aaye tadpaaye koyal ki ku ku to samjho chal gaya pyaar ka jaadu click here
lo pyaar ki ho gayi jeet balam hum tere ho gaye hum tujh se laga kar preet nayi duniyaan mein kho gaye balam hum tere ho gaye lo pyaar ki ho gayi jeet balam hum tere ho gaye hum tujh se laga kar preet nayi duniyaan mein kho gaye balam hum tere ho gaye nainon ne tere sajan mann ko lubha ke chhoda dil pe kiya wo jaadoo apna bana ke chhoda mere dil mein khushi ka rang honthon pe khushi ke geet mere dil mein khushi ka rang honthon pe khushi ke geet hoo looo pyaar ki ho gayi jeet lo pyaar ki ho gayi jeet lo pyaar ki ho gayi jeet balam hum tere ho gaye hum tujh se laga kar preet nayi duniyaan mein kho gaye balam hum tere ho gaye armaan bhare do dil hain duniyaa pe hai jawaani teri kasam o saajan rut hai badi suhaani teri kasam o saajan rut hai badi suhaani ooo hoooo ooooo oooo oooo rahen mil ke sada hum tum yunhi jaaye umariya beet rahen mil ke sada hum tum yunhi jaaye umariya beet hoo looo pyaar ki ho gayi jeet lo pyaar ki ho gayi jeet lo pyaar ki ho gayi jeet balam hum click here
pyaar ke saagar se nikli moti ke badle ret ab pachhtaaye kyaa hoye jab chidiyaan chug gayin khet o o o o o o ik jhooth hai ik jhooth hai jiskaa duniyaa ne rakhaa hai muhabbat naam arre rakhaa hai muhabbat naam dhokhaa hai jise dhokhaa hai jise kehte hain wafaa bas dekh liyaa anjaam arre bas dekh liyaa anjaam paani si nazar patthar saa jigar bedard tujhe pehchaan gaye paani si nazar patthar saa jigar bedard tujhe pehchaan gaye hum pyaar ki nagri mein aa kar dastoor yahaan ke jaan gaye milti hai kushi milti hai kushi dum bhar ke liye rone ko hain subho shaam rone ko hain subho shaam haai bas dekh liyaa bas dekh liyaa anjaam na poochh hua jo haal meraa ik teri nazar ke dhokhe se na poochh hua jo haal meraa ik teri nazar ke dhokhe se jaise koi jaltaa deep bujhe bas ek hawaa ke jhonkhe se dil de ke humein dil de ke humein kuchh bhi na milaa bekaar huye badnaam bekaar huye badnaam haai bas dekh liyaa bas dekh liyaa anjaam click here
ulajh gaya jiyaa mera nainon ke jaal mein nainon ke jaal mein badi bholi thi aa gayi main badi bholi thi aa gayi main baalam ki chaal mein ulajh gaya ulajh gaya jiyaa mera nainon ke jaal mein nainon ke jaal mein hoooo oooo oooo oooo ooooo maine to laakh chaaha dil naa lagaaun dil naa lagaaun maine to laakh chaaha dil naa lagaaun dil naa lagaaun nazron ki maar bhala kaise bhulaaun kaise bhulaaun nazron ki maar bhala kaise bhulaaun kaise bhulaaun main pad gayi haaye raama kaise janjaal mein main pad gayi main pad gayi haaye raama kaise janjaal mein ulajh gaya jiyaa mera nainon ke jaal mein nainon ke jaal mein hoooo oooo oooo oooo ooooo hoooo oooo oooo oooo baithi hoon piyaa tujhe mann mein basaaye mann mein basaaye baithi hoon piyaa tujhe mann mein basaaye mann mein basaaye dhadke hai dil mera neendiyaa naa aaye dhadke hai dil mera neendiyaa naa aaye tu bas gaya dheere dheere mere khayaal mein tu bas gaya tu bas gaya dheere dheere mere khayaal mein ulajh gaya jiyaa click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jab Nain Milen Nainon Se jadoo (1951) 03:35 21566
 
Poster of Jadoo (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nalini Jaywant
Duration : 03:35   Song Number : 21566   

Lo Pyaar Ki Ho Gayi jadoo (1951) 03:37 13396
 
Poster of Jadoo (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:37   Song Number : 13396   

Pyaar Ke Saagar Se Nikli jadoo (1951) 03:37 12299
 
Poster of Jadoo (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shyam Kumar
Duration : 03:37   Song Number : 12299   

Ulajh Gaya Jiyaa Mora jadoo (1951) 03:21 13397
 
Poster of Jadoo (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:21   Song Number : 13397