Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHum Dono (1961)
HomeHum Dono (1961)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin abhi abhi to aayi ho abhi abhi to abhi abhi to aayi ho bahaar ban ke chhaayi ho hawaa zaraa mehek to le nazar zaraa behek to le ye shaam dhal to le zaraa ye shaam dhal to le zaraa ye dil sanbhal to le zaraa main thodi der jee to loon nashe ke ghoont pee to loon nashe ke ghoont pee to loon abhi to kuchh kahaa nahin abhi to kuchh sunaa nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin sitaare jhilmilaa uthe sitaare jhilmilaa uthe charaag jagmagaa uthe bas ab na mujh ko toknaa bas ab na mujh ko toknaa na badh ke raah roknaa agar main ruk gayi abhi to jaa na paaoongi kabhi yahi kahoge tum sadaa ke dil abhi nahin bharaa jo khatm ho kisi jagah ye aisaa silsilaa nahin abhi nahin abhi nahin nahin nahin nahin nahin abhi na jaao chhodkar ke dil abhi bharaa nahin adhuri aas adhuri aas chhod ke adhuri pyaas chhod ke jo roz yoon hi jaaogi to kis tarah nibhaaogi ke zindagi ki raah
allah tero naam ishwar tero naam allah tero naam sab ko sanmatee de bhagwaan aaaaaaaa aaa aaaa aaaaaaaa maangon ka sindoor na chhute maangon ka maa behnon ki aas na toote aas na toote dev binaa daataa dev binaa bhatke na praan hoo saare jag ke rakhwaale hoo saare nirbal ko bal dene waale dene waale balwaanon ko balwaanon ko de de gyaan ishwar tero naam ishwar tero naam allah tero naam
dukh aur sukh ke raaste bane hain sab ke waaste jo ghum se haar jaaoge to kiss tarah nibhaaoge khushi mile humen ke ghum khushi mile humen ke ghum jo hoga baanth lenge hum mujhe tum aazmaao to zara nazar milaao to zara nazar milaao to ye jism do sahi magar dilon mein faaslaa nahin jahaan mein aisa kaun hai ke jisko ghum mila nahin jahaan mein aisa kaun hai ke jisko ghum mila nahin tumhare pyaar ki kasam tumhara ghum hai mera ghum naa yun bhujhe bhujhe raho jo dil ki baat hai kaho jo mujh se bhi chhupaaoge jo mujh se bhi chhupaaoge to phir kise bataoge main koi gair to nahin dilaaun kiss tarah yakin dilaaun kiss tarah yakin ke tumse main juda nahin mujhse tum juda nahin tumse main juda nahin mujhse tum juda nahin tumse main juda nahin mujhse tum juda nahin tumse main juda nahin mujhse tum juda nahin
kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona hum to samjhe the ke hum bhool gaye hain unko hum to samjhe the hum to samjhe the ke hum bhool gaye hain unko kya hua aaj ye kis baat pe rona aaya kya hua aaj ye kis baat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona kis liye jeeten hain hum kis liye jeeten hain hum kis ke liye jeeten hain baarhaa aise sawaalaat pe rona aaya baarhaa aise sawaalaat pe rona aaya kabhi khud pe kaun rota hai kisi aur ki khaatir aye dost kaun rota hai kisi aur ki khaatir aye dost sab ko apni hi kisi baat pe rona aaya sab ko apni hi kisi baat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona aaya kabhi khud pe
main zindagi ka saath nibhata chala gaya har fikr ko dhuven mein udataa chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa barbaadiyon ka sog manana fizul tha barbaadiyon ka sog manana fizul tha manana fizul tha manana fizul tha barbaadiyon ka jashan manata chala gaya barbaadiyon ka jashan manata chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa jo mil gaya ussi ko muqaddar samjh liya jo mil gaya ussi ko muqaddar samjh liya muqaddar samjh liya muqaddar samjh liya jo kho gaya main usko bhulata chala gaya jo kho gaya main usko bhulata chala gaya har fikr ko dhuven mein udaa ghum aur khushi mein fark naa mehsoos ho jahaan ghum aur khushi mein fark naa mehsoos ho jahaan naa mehsoos ho jahaan naa mehsoos ho jahaan main dil ko uss maqaam pe laata chala gaya main dil ko uss maqaam pe laata chala gaya main zindagi ka saath nibhata chala gaya har fikr ko dhuven mein udataa chala gaya
prabhoo tero naam jo dhyaaye phal paaye sukh laaye tero naam prabhoo tero naam jo dhyaaye phal paaye sukh laaye tero naam teri daya ho jaaye to daata teri daya ho jaaye to daata jeevan dhan mil jaaye mil jaaye mil jaaye sukh laaye tero naam jo dhyaaye phal paaye sukh laaye tero naam tu daani tu anteryaami tu daani tu daani tu anteryaami teri kripa ho jaaye to swaami har bigdi ban jaaye jeevan dhan mil jaaye mil jaaye mil jaaye sukh laaye tero naam jo dhyaaye phal paaye sukh laaye tero naam bas jaaye mora soona angna bas jaaye bas jaaye mora soona angna khil jaaye murjhaaya kangna jeevan mein ras aaye jeevan dhan mil jaaye mil jaaye mil jaaye sukh laaye tero naam jo dhyaaye phal paaye sukh laaye tero naam jo dhyaaye phal paaye sukh laaye tero naam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Abhi Na Jaao Chhodkar Hum Dono (1961) 04:19 20099
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sadhana, Nanda
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:19   Song Number : 20099   

Allah Tero Naam Ishwar Hum Dono (1961) 03:34 20132
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Nanda
Raag- 
Gowda-Sarang
Duration : 03:34   Song Number : 20132   

Jahaan Mein Aisa Kaun Hum Dono (1961) 02:46 13347
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sadhna
Duration : 02:46   Song Number : 13347   

Kabhi Khud Pe Kabhi Hum Dono (1961) 04:00 20707
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nanda, Sadhana
Raag- 
Gara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:00   Song Number : 20707   

Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya Hum Dono (1961) 03:51 20877
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Khamaj
Duration : 03:51   Song Number : 20877   

Prabhoo Tero Naam Hum Dono (1961) 03:07 12361
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana, Nanda
Raag- 
Dani
Duration : 03:07   Song Number : 12361