Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHemant Kumar
HomeHemant Kumar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmmm hmmmm hmmmm hmmmmm hmmmmmm abhi na parda giraao thehro ke daastaan aage aur bhi hai abhi na parda giraao thehro ke daastaan aage aur bhi hai ye ishq guzra hai ek jahaan se ek jahaan aage aur bhi hai abhi na parda giraao thehro abhi to tooti hai kachchi mitti abhi to bas jism hi gire hain abhi to tooti hai kachchi mitti abhi to bas jism hi gire hain abhi kayi baar marna hoga abhi to ehsaas jee rahe hain abhi na parda giraao thehro ke daastaan aage aur bhi hai abhi na parda giraao thehro dilon ke bhatke huye musafir abhi bahut door tak chalenge dilon ke bhatke huye musafir abhi bahut door tak chalenge kahni to anjaam ke siron se ye justjoo ke sire milenge abhi na parda giraao thehro ke daastaan aage aur bhi hai ye ishq guzra hai ek jahaan se ek jahaan aage aur bhi hai abhi na parda giraao thehro
ek baar milo oo ek baar milo oo oo oo ho ho ek baar milo taaj mahel ke dwaar milo tum aa kar ek baar kabhi jeevan bhar mein bhoole se bhi mujhse kiya jo pyaar kabhi taaj mahel ke dwaar milo tum aa kar ek baar kabhi sangmarmar ki god mein jalta preet ka deep pukaare preet ka deep pukaare ab to aa jaao pyaar ke raahi jamuna nadi kinaare toote man ke mil jaate hain aa ke yahaan pe taar sabhi taaj mahel ke dwaar milo tum aa kar ek baar kabhi bade baanwre duniya waale samjh na paaye man ko samjh na paaye man ko chupke chupke lehren kehtin taaron bhare gagan ko janam maran ka preet ka bandhan tod saka sansaar kabhi taaj mahel ke dwaar milo tum aa kar ek baar kabhi jeevan bhar mein bhoole se bhi mujhse kiya jo pyaar kabhi ek baar milo oo ek baar milo oo oo oo ek baar milo
ek bholi bhaali gaon ki raani jiski kahaani aao sunayen suno ek bholi bhaali gaon ki raani jiski kahaani aao sunayen suno pake dhaan ka khet khada balkha kha ke lehraye odh chunariya hariyaali ki dharti hai muskaaye wahaan bani ek sundar kuttiya mehlon ko sharmaaye usmein rehti ek matwaali sundar raani uski kahaani aao sunayen suno kuttiya hi sab kuchh hai uski kuttiya ki sab kuchh hai wo aate jaate raahi paate aage badhne ki himmat ko gaon ki raani piya ke path mein baithi bichhaye aankhon ko saanjh deep ne mila diye aur dekh raha iss madhur milan ko aisi gaon ki raani jiski kahaani aao sunayen suno need pari ke jaadu ne jab luta diye sapne anmol lagi lootne saari duniya apni man masti mein dol need pari ke jaadu ne jab luta diye sapne anmol lagi lootne saari duniya apni man masti mein dol par haaye vidhaata roop badal kar gaon ki aangan aayi bhole bhaale mukhde dekhe apne aap se wo sharmaayi par haaye vidhaata roop badal kar gaon ki aangan aayi bhole bhaale
madhuban mein madhuban mein na shyaam bulaavo madhuban mein na shyaam bulaavo madhuban mein na shyaam bulaavo madhuban mein na shyaam bulaavo mujh mein nahin hai bal jaane ka zor hai tum mein to aane ka mujh mein nahin hai bal jaane ka zor hai tum mein to aane ka bebas ko duniya thukraati bebas ko duniya thukraati tum to nahin thukraavo madhuban mein madhuban mein na shyaam bulaavo madhuban mein na shyaam bulaavo jis man mein tumhaara pyaar basa wo soona man gulzaar bana jis man mein tumhaara pyaar basa wo soona man gulzaar bana tum basant ban kar aavo tum basant ban kar aavo madhuban mein na shyaam bulaavo madhuban mein na shyaam bulaavo madhuban mein na shyaam bulaavo jag mein daya ki dhoom tumhaari jag mein daya ki dhoom tumhaari phir kyun tadpe aankh humaari phir kyun phir kyun tadpe aankh humaari jeevan dwaar to band hona hai jeevan dwaar to band hona hai ab na raah dikhavo madhuban mein na shyaam bulaavo madhuban mein na shyaam bulaavo madhuban mein na shyaam
tumne mujhko sada jalaayaa tumne mujhko sada jalaayaa ek niraali jhalak dikha ke sau bijli ki chamak dikha ke chhupa liya apne chehre ko chhupa liya apne chehre ko phir na zara ghoonghat sarkaaya sada jalaaya tumne mujhko mere dil mein aag lagaayi apni deewaali khoob manaayi mere dil mein aag lagaayi apni deewaali khoob manaayi main wo jalta hua diya hoon main wo jalta hua diya hoon jiska ujaala tumne churaaya sada jalaaya tumne mujhko tumne to seekha hai jalaana tumhen kahaan aata hai bujhaana ye maine jaana jab tumne aankh milaa ke dil na milaaya ye maine jaana jab tumne aankh milaa ke dil na milaaya sada jalaaya tumne mujhko sada jalaayaa
woh saath humaara de na sake hum naam pe unke jeete hain do din ko khushi ke paaye the kyaa kahiye kaise beete hain woh saath humaara de na sake tanhaayi bahaaron se milkar jab unki yaad dilaati hai tanhaayi bahaaron se milkar jab unki yaad dilaati hai ummeed ke kachche dhaage se zakhmon ko apne seete hain woh saath humaara de na sake jaa aur kahin ab ae saavan kyun thandi aag lagaataa hai jaa aur kahin ab ae saavan kyun thandi aag lagaataa hai hum laayen kahaan se ab aansu aankhon ke sarovar reete hain woh saath humaara de na sake woh jitne hum se door huye is dil ki tadap utni hi badhi woh jitne hum se door huye is dil ki tadap utni hi badhi le jaam uthaa ab ae saaqi hum khoon e tamannaa peete hain woh saath humaara de na sake hum naam pe unke jeete hain do din ko khushi ke paaye the kyaa kahiye kaise beete hain woh saath humaara de na sake
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Abhi Na Parda Giraao Hemant Kumar 03:20 19746
 
Poster of Hemant Kumar
 
Category
Ghazal
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 03:20   Song Number : 19746   

Ek Baar Milo (Taj Mahal Ke Dwar) Hemant Kumar 03:26 19960
 
Poster of Hemant Kumar
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
M Chakravarthy
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 03:26   Song Number : 19960   

Ek Bholi Bhali Gaon Ki Rani Hemant Kumar 05:12 12074
 
Poster of Hemant Kumar
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 05:12   Song Number : 12074   

Madhuban Mein Na Shyaam Bulaao Hemant Kumar 05:05 18933
 
Poster of Hemant Kumar
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Faiyaz Hashami
Music Director- 
Kamal Das Gupta
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 05:05   Song Number : 18933   

Tumne Mujhko Sada Jalaaya Hemant Kumar 02:46 18934
 
Poster of Hemant Kumar
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 02:46   Song Number : 18934   

Woh Saath Humara De Na Sake Hemant Kumar 03:11 18935
 
Poster of Hemant Kumar
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 03:11   Song Number : 18935