Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHaqeeqat (1964)
HomeHaqeeqat (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm ho ke majboor mujhe usne bhulaaya hogaa ho ke majboor mujhe usne bhulaaya hogaa zehar chupke se dawaa jaan ke khaaya hogaa ho ke majboor mujhe usne bhulaaya hogaa ho ke majboor mujhe dil ne aise bhi kuchh afsaane sunaayen honge dil ne aise bhi kuchh afsaane sunaayen honge ashq aankhon ne peeye aur naa bahaae honge band kamre mein jo khat mere jalaaye honge ek ik harf zabeen par ubhar aayaa hogaa ho ke majboor mujhe usne bhulaaya hogaa ho ke majboor mujhe usne ghabraa ke nazar laakh bachaayi hogi usne ghabraa ke nazar laakh bachaayi hogi dil ki lutti huyi duniyaa nazar aayi hogi mez se jab meri tasveer hataayi hogi mez se jab meri tasveer hataayi hogi haayeeee har taraf mujhko har taraf mujhko tadaptaa huaa payaa hogaa ho ke majboor mujhe usne bhulaaya hogaa ho ke majboor mujhe chhed ki baat pe armaan machal aaye honge chhed ki baat pe armaan
kar chale hum fidaa jaan o tan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo kar chale hum fidaa jaan o tan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo saans thumti gayee nabz jamti gayee phir bhi badhte kadam ko na rukne diyaa kat gaye sar humaare to kuchh ghum nahin sar himaalay kaa humne na jhukne diyaa marte marte rahaa baankpan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo kar chale hum fidaa jaan o tan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo zindaa rehne ke mausam bahut hain magar jaan dene ki rut roz aati nahin husn aur ishq dono ko ruswaa kare wo jawaani jo khoon mein nahaati nahin aaj dharti bani hai dulhan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo kar chale hum fidaa jaan o tan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo raah qurbaaniyon ki na viraan ho tum sajaate hi rehnaa naye qaafile fateh kaa jashn iss jashn ke baad hai zindagi maut se mil rahi hai galle baandh lo apne sar se kafan saathiyo ab tumhaare hawaale watan saathiyo kar chale hum fidaa
khelo naa mere dil se khelo naa mere dil se o mere saajnaa o saajna o saajna khelo naa khelo naa mere dil se khelo naa mere dil se muskuraa ke dekhte to ho mujhe ghum hai kiss liye nighaah mein muskuraa ke dekhte to ho mujhe ghum hai kiss liye nighaah mein manzil apni tum alag basaaoge mujhko chhod doge raah mein pyaar kya dillagi pyaar kya khel hai khelo naa mere dil se o mere saajnaa o saajna o saajna khelo naa mere dil se kyun nazar milaayi thi lagaav se hans ke dil mera liya tha kyun kyun nazar milaayi thi lagaav se hans ke dil mera liya tha kyun kyun mile the zindagi ke mod par mujhko aasra diya tha kyun pyaar kya dillagi pyaar kya khel hai khelo naa mere dil se o mere saajnaa o saajna o saajna khelo naa khelo naa mere dil se khelo naa mere dil se o mere saajnaa o saajna o saajna khelo naa mere dil se
hmm hmm hmmmm hmmmm main ye soch kar uske dar se utha tha ke wo rok legi mana lege mujhko hawaaon mein lehraata aata tha daaman ke daaman pakad kar bitha legi mujhko kadam aise andaaz se uth rahe the ke aawaaz de kar bulaa legi mujhko magar usne roka na usne manaaya na daaman hi pakada na mujhko bithaaya na aawaaz hi di na waapas bulaaya main aahista aahista badhata hi aaya yahaan tak ke usse judaa ho gaya main yahaan tak ke usse judaa ho gaya main judaa ho gaya main judaa ho gaya main judaa ho gaya main judaa ho gaya main
oooo hoooo hooo oooo hoooo hooo hooo hooo hoooo lara lala la lara lala lara lala lara lala lala oooo hoooo hooo hooo oooo hoooo hooo hooo masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka pyaar behltaa nahin behlaane se pyaar behltaa nahin behlaane se lo main chaman ko chala veerane se shamma hai kab se juda parwaane se ashq thamenge nazar mil jaane se dil se milega deewana koi dil kaa aaj lootayega khazaana koi dil ka masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka mil ke wo pehle bahot sharmaayegi mil ke wo pehle bahot sharmaayegi aage badegi magar ruk jaayegi ho ke kareeb kabhi ghabraayegi aur kareeb kabhi kheench aayegi khel nahin hai manaana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka mukhde se zulf zara sarkaaunga haaye mukhde se zulf zara sarkaaunga suljhega pyaar uljh
zara si aahat hoti hai to dil sochta hai kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin zara si aahat hoti hai to dil sochta hai kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin chhupke seene mein aa aa aa aa aa chhupke seene mein koi jaise sadaa deta hai shaam se pehle diya dil ka jala deta hai hai usi ki ye sadaa hai usi ki ye adaa kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin shaql phirti hai haan aa aa aa shaql phirti hai nigaahon mein wahi pyaari si meri nas nas mein machalne lagi chingaari si chhoo gayi jism mera kiske daaman ki hawa kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin zara si aahat hoti hai to dil sochta hai kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin kahin ye wo to nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ho Ke Majboor Haqeeqat (1964) 07:17 20518
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 07:17   Song Number : 20518   

Kar Chale Hum Fidaa Haqeeqat (1964) 04:07 20741
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Balraj Sahni, Sanjay Khan
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:07   Song Number : 20741   

Khelo Naa Mere Dil Se Haqeeqat (1964) 03:41 11910
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh
Duration : 03:41   Song Number : 11910   

Main Ye Soch Kar Uske Haqeeqat (1964) 03:37 11842
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sudheer
Duration : 03:37   Song Number : 11842   

Masti Mein Chhed Ke Haqeeqat (1964) 04:24 13316
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vijay Anand
Duration : 04:24   Song Number : 13316   

Zara Si Aahat Hoti Haqeeqat (1964) 03:37 13317
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Priya Rajvansh
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:37   Song Number : 13317