Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGunahon Ka Devta (1967)
HomeGunahon Ka Devta (1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chaaha tha banun pyaar ki raahon kaa devtaa mujhko bana diya hai gunahon kaa devtaa chaaha tha banun pyaar ki raahon kaa devtaa mujhko bana diya hai gunahon kaa devtaa ye zindagi to khaab hai jeena bhi hai nasha do ghunt maine pee liye to kya bura kiya rehne do jaam saamne sab kuchh yahi to hai har ghumzada ke aansuon aahon kaa devtaa mujhko bana diya hai gunahon kaa devtaa kismat bhi humse chal rahi hai chaal har kadam ek chaal hum jo chal diye to ho gaya sitam ab to chalenge chaal hum kismat ke saath bhi aisa bana sansaar bhi baahon kaa devtaa mujhko bana diya hai gunahon kaa devtaa hoga jahaan bhi roop to pooja hi jaayega chaahe jahaan ho phool wo mann ko lubhaayega ho kar rahega zindagi mein pyaar ek baar bas kar rahega dil mein nighaahon kaa devtaa mujhko bana diya hai gunahon kaa devtaa chaaha tha banun pyaar ki raahon kaa devtaa mujhko bana diya hai gunahon kaa devtaa
humko to barbaad kiya hai aur kise barbaad karoge humko to barbaad kiya hai aur kise barbaad karoge bhool naa jaana aaj ke din ko ek din humko yaad karoge humko to barbaad kiya hai tirchhi nazar ke teer chalaao naazon adaa ki bijli giraao tirchhi nazar ke teer chalaao naazon adaa ki bijli giraao uff naa karenge hum bhi to dekhen kitne sitam ijaad karoge humko to barbaad kiya hai aur kise barbaad karoge bhool naa jaana aaj ke din ko ek din humko yaad karoge humko to barbaad kiya hai tum chaaho to jaan bhi le lo qaafir ho imaan bhi le lo tum chaaho to jaan bhi le lo qaafir ho imaan bhi le lo dil waalon se paala pada hai tum bhi bhala kya yaad karoge humko to barbaad kiya hai aur kise barbaad karoge bhool naa jaana aaj ke din ko ek din humko yaad karoge humko to barbaad kiya hai hum bhi tumhen bechain karenge pyaar mein aisa rang bharenge hum bhi tumhen bechain karenge pyaar mein aisa rang bharenge neend naa hogi inn aankhon mein tadpoge fariyaad karoge humko to
hoshiyaar are khabar daar mere ko mat rokna main ja raha hoon are koi taan tabla de oi naal seth ji main jaa raha hoon main marne chala hoon are ab rokne se kya faayda jab chidiyaan chug gai khet main marne chala hoon main marne chala hoon main marne chala hoon main marne chala hoon main marne chala hoon ae husn teri khatir ae husn teri khatir ae husn teri khatir main marne chala hoon main marne chala hoon main marne chala hoon ye maut bhi darwaja hai milne ka meri jaan ye maut bhi darwaja hai milne ka meri jaan mar kar bhi jiya karta hai ho kar amar insaan mar kar bhi jiya karta hai ho kar amar insaan majnu ki kasam raanjhe ki kasam mirza ki kasam are mere mama ji ki kasam dada ji ki kasam kaka ji ki kasam are padam ji ki kasam main marne chala hoon main marne chala hoon main marne chala hoon ae husn teri khatir main marne chala hoon main marne chala hoon atka hua armaan dil e masoom se nikle atka hua armaan dil e masoom se nikle ashiq ka janaaza hai badi dhoom se
meri taqdeer kahaan par mujhe le aayi hai saari duniya meri ulfat ki tamaashayi hai iss liye laaz ka parda hai mere chehre per khul gaya raaz to usmein teri rusvaayi hai aaaa aaaaaaaa aaaa raam kare kahin naina na uljhen raam kare kahin naina na uljhen naina jo uljhen mushkil se suljhen naina jo uljhen mushkil se suljhen raam kare kahin naina na uljhen raam kare kahin naina na uljhen aaye na jis din ghar saanwariya paagal bankar dhunde nazariya aaye na jis din ghar saanwariya paagal bankar dhunde nazariya mori kaaya aise tadpe mori kaaya aise tadpe jaise tadpe jal bin machhriya raam kare raam kare raam kare kahin naina na uljhen raam kare kahin naina na uljhen naina jo uljhen mushkil se suljhen naina jo uljhen mushkil se suljhen raam kare kahin naina na uljhen raam kare kahin naina na uljhen jiske kaaran sab kuchh chhoda usne mere dil ko toda jiske kaaran sab kuchh chhoda usne mere dil ko toda har tufaan mein saath raha wo har tufaan mein saath raha wo aake kinaare
teer aankhon ke jigar ke paar kar do yaar tum teer aankhon ke jigar ke paar kar do yaar tum jaan le lo yaa to jaan ko nisaar kar do yaar tum teer aankhon ke jigar ke paar kar do yaar tum hum tumhaare dil tumhaara phir tumhen darr kaahen kaa hum tumhaare dil tumhaara phir tumhen darr kaahen kaa hum tumhaare dil tumhaara phir tumhen darr kaahen kaa shauk se teerchhi nazar ke vaar kar do yaar tum shauk se teerchhi nazar ke vaar kar do yaar tum jaan le lo yaa to jaan ko nisaar kar do yaar tum teer aankhon ke jigar ke paar kar do yaar tum kab talak tadpaa karenge hum wafaa ki raah mein kab talak tadpaa karenge hum wafaa ki raah mein kab talak tadpaa karenge hum wafaa ki raah mein aaj apne pyaar kaa iqraar kar do yaar tum aaj apne pyaar kaa iqraar kar do yaar tum jaan le lo yaa to jaan ko nisaar kar do yaar tum teer aankhon ke jigar ke paar kar do yaar tum apne aanchal mein chhupa lo iss dil e badnaam ko apne aanchal mein chhupa lo iss dil e badnaam ko apne aanchal mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Gunahon Ka Devta Gunahon Ka Devta (1967) 05:12 13303
 
Poster of Gunahon Ka Devta (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 05:12   Song Number : 13303   

Humko To Barbaad Kiya Hai Gunahon Ka Devta (1967) 04:41 13301
 
Poster of Gunahon Ka Devta (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 04:41   Song Number : 13301   

Main Marne Chala Hoon Gunahon Ka Devta (1967) 05:57 39423
 
Poster of Gunahon Ka Devta (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 05:57   Song Number : 39423   

Raam Kare Kahin Gunahon Ka Devta (1967) 05:56 15386
 
Poster of Gunahon Ka Devta (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajshree, Jeetendra
Duration : 05:56   Song Number : 15386   

Teer Aankhon Ke Jigar Gunahon Ka Devta (1967) 06:08 13302
 
Poster of Gunahon Ka Devta (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 06:08   Song Number : 13302