Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGehra Daag (1963)
HomeGehra Daag (1963)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya phir nayi mastiyaan saath le kar muskuraate nazaaron mein aaaaaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aaj duniyaa jawaan ho gayi hai zindagi meharbaan ho gayi hai aaj duniyaa jawaan ho gayi hai zindagi meharbaan ho gayi hai aye bahaaron tumhaari kahaani ab meri daastaan ho gayi hai ab meri daastaan ho gayi hai mil gayi phir mujhe meri manzil main haseen yaadgaaron mein aaya main haseen yaadgaaron mein aaaaaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aa gaya phir suhaana saveraa mit gaya shaam e ghum ka andhera aa gaya phir suhaana saveraa mit gaya shaam e ghum ka andhera gungunaane lagi hai fizaayen phir hawaaon ne nagma bakhera phir hawaaon ne nagma bakhera saaz phir chhid gaye zindagi ke rang phir dil ke taaron mein aaya rang phir dil ke taaron mein aaaaaya aaj udta hua ek panchhi zindagi ki bahaar mein aaya aaj ki bekhudi kya bataaun
zulm ki teer chale kuchh aiseee lut gaya dil ka baaaaagh duniyan ne wo zakhm diya jo ban gaya gehra daag bhagwan ik kasoor ki itni badi saza duniyan teri yehi hai to duniya se main chala bhagwan ik kasoor ki itni badi saza duniyan teri yehi hai to duniya se main chala duniyan ke zaalimon ne chalaayi wo andhiyan duniyan ke zaalimon ne chalaayi wo andhiyan chalaayi wo andhiyan saare charag bhujh gaye main dekhta raha duniyan teri yehi hai to duniya se main chala bhagwan ik kasoor ki itni badi saza duniyan teri yehi hai to duniya se main chala main to samjh raha tha mere daag dhul gayee main to samjh raha tha mere daag dhul gayee mere daag dhul gayee hoga kuchh aur khoon e jigar ye pata na tha duniyan teri yehi hai to duniya se main chala bhagwan ik kasoor ki itni badi saza duniyan teri yehi hai to duniya se main chala mujhsa na badnaseeb ho koi jahaan mein mujhsa na badnaseeb ho koi jahaan mein koi jahaan mein haye jo bhi mila usi ne gunahagar hi kaha duniyan teri
main teri huyi re baalma main teri huyi re baalma kaisa jaadu kar gaye tere naina zaalima main teri huyi re baalma main teri huyi re baalma kaisa jaadu kar gaye tere naina saajna main teri huyi re baalma main teri huyi re baalma dekh re baalam hare hare kheton pe jawaani chaayi jisne bahaaya tera pasina wo mehnat rang laayi dekh re baalam hare hare kheton pe jawaani chaayi jisne bahaaya tera pasina wo mehnat rang laayi jeet liya man iss baat ne sajan tune dharti pe dhan barsaaya re jeet liya man iss baat ne sajan tune dharti pe dhan barsaaya re jiya sharamayi tera kar ke saamna main teri huyi re baalma ooooooooo kaisa jaadu kar gaye tere naina jalima aaj ka mausam man mein basa le yaad na kar din beete jeevan ki hai reet yahi jo pyaar kare wo jeete aaj ka mausam man mein basa le yaad na kar din beete jeevan ki hai reet yahi jo pyaar kare wo jeete door huye ghum bhare nainon mein sharam nasha pyaar ka balam mujhe aaya re door huye ghum bhare nainon mein sharam nasha
tumhen paa ke humne jahaan paa liyaa hai tumhen paa ke humne jahaan paa liyaa hai zamin to zamin aasmaan paa liya hai tumhen paa ke humne jahaan paa liyaa hai tumhen paa ke humne mitaa naa sakegi jise ab khizaa bhi jala na sakengi jise bijliyaan bhi muhabbat ka wo aashiyaan paa liya hai tumhen paa ke humne jahaan paa liyaa hai tumhen paa ke humne zamaane ke ghum pyaar mein dhal gaye hain zamaane ke ghum pyaar mein dhal gaye hain umeedon ke laakhon deeye jal gaye hain umeedon ke laakhon deeye jal gaye hain ke jab se tumhen meharbaan paa liyaa hai tumhen paa ke humne jahaan paa liyaa hai tumhen paa ke humne jahaan se muhabbat ki raahen mili hain wahin se meri gardishen tham gayin hain naa bichhadenge hum carwaan paa liyaa hai tumhen paa ke humne jahaan paa liyaa hai tumhen paa ke humne
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Udta Hua Ek Panchhi Gehra Daag (1963) 04:49 13272
 
Poster of Gehra Daag (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:49   Song Number : 13272   

Bhagwan Ik Qasoor Ki Gehra Daag (1963) 04:40 13273
 
Poster of Gehra Daag (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:40   Song Number : 13273   

Main Teri Huyi Re Balma Gehra Daag (1963) 05:40 17560
 
Poster of Gehra Daag (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 05:40   Song Number : 17560   

Tumhen Pa Ke Humne Gehra Daag (1963) 03:19 13274
 
Poster of Gehra Daag (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 03:19   Song Number : 13274