Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeEk Sapera Ek Lutera (1965)
HomeEk Sapera Ek Lutera (1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hum tum se judaa ho ke mar jaayenge ro ro ke hum tum se judaa ho ke mar jaayenge ro ro ke mar jaayenge ro ro ke duniyaan badi zaalim hai dil tod ke hansti hai duniyaan badi zaalim hai dil tod ke hansti hai ik mauj kinaare se milne ko tarasti hai kah do na koi roke kah do na koi roke hum tum se judaa ho ke mar jaayenge ro ro ke mar jaayenge ro ro ke sochaa tha kabhi do dil mil kar na judaa honge sochaa tha kabhi do dil mil kar na judaa honge maaloom na tha hum yun naakaam e wafaa honge kismat ne diye dhokhe kismat ne diye dhokhe hum tum se judaa ho ke mar jaayenge ro ro ke mar jaayenge ro ro ke waade nahin bhoolenge kasmein nahin todenge waade nahin bhoolenge kasmein nahin todenge ye tay hai ke hum dono milna nahin chhodenge jo rok sake roke jo rok sake roke hum tum se judaa ho ke mar jaayenge ro ro ke hum tum se judaa ho ke mar jaayenge ro ro ke mar jaayenge ro ro ke
mera ban jaaye koi ye meri taqdeer nahin mera ban jaaye koi ye meri taqdeer nahin main wo sheesha hoon ke jis mein koi tasveer nahin mera ban jaaye koi ye meri taqdeer nahin nazren aawara dil aawara kadam aawara nazren aawara nazren aawara dil aawara kadam aawara jaane kab tak main phirunga yunhi mara mara jo mujhe rok le aisi koi zanjeer nahin main wo sheesha hoon ke jis mein koi tasveer nahin mera ban jaaye koi ye meri taqdeer nahin kitne afsaane nighaahon se kahen hain maine kitne afsaane kitne afsaane nighaahon se kahen hain maine kitne ghum aise hain jo hans ke sahe hain maine kitne khaab aise hain jinki koi taabeer nahin main wo sheesha hoon ke jis mein koi tasveer nahin mera ban jaaye koi ye meri taqdeer nahin ek se ek hanseen meri nazar se guzra ek se ek ek se ek hanseen meri nazar se guzra bijliyaan toot padin dil pe jidhar se guzraaa kya karun main ke meri aah mein taasir nahin main wo sheesha hoon ke jis mein koi tasveer nahin mera ban jaaye koi ye meri
mere sanam mere sanam mere sanam mere sanam tum jo nahin kuchh bhi nahin pyaar hai mera aag mein jal raha tum jo nahin kuchh bhi nahin pyaar hai mera aag mein jal raha mere sanam mere sanam mere sanam mere sanam mere sanam mere sanam mere sanam mere sanam door kahin door humein le chalo sanam door kahin door humein le chalo sanam jahaan na ho koi hum donon ke siwaay jahaan na ho koi hum donon ke siwaay door kahin door humein le chalo sanam door kahin door humein le chalo sanam bheege bheege nain muskuraaye sehme sehme honth gungunaaye bheege bheege nain muskuraaye sehme sehme honth gungunaaye mehka dil ka veeraana mat puchho ye afsaana mehka dil ka veeraana mat puchho ye afsaana door kahin door humein le chalo sanam jahaan na ho koi hum donon ke siwaay door kahin door humein le chalo sanam tarsi tarsi pyaar ki ye baahen baar baar aaj tumhen chaahen tarsi tarsi pyaar ki ye baahen baar baar aaj tumhen chaahen jaan bhi tum ho dil bhi tum chahat ki manzil bhi tum jaan
tera bhi kisi pe dil aaye phir koi tujhe bhi tadpaaye allah kare allah kare allah kare tera bhi kisi pe dil aaye phir koi tujhe bhi tadpaaye allah kare allah kare allah kare ye jawaani ye bahaaron se haseen tera badan ye guroor e husn ye andaaz aur ye baankpan sab tujh se fariyaad karen lekin mujhko yaad karen tanhaayi mein aawaaz meri ehsaas se tere takraaye allah kare allah kare allah kare tu jise chaahe wo tere dil se begaana rahe tujhko bhi duniyaa kisi zaalim kaa dewana kahe meri tarah betaab rahe raaton ko bekhaab rahe tu jiski tamanna dil se kare wo naam se tere ghabraaye allah kare allah kare allah kare koi mehfil koi tanhaayi naa raas aaye tujhe mere pehlu mein muhabbat keench ke laaye tujhe ho naa koi jab saath tere phir machle jazbaat tere jab koi tera jee behlaaye tu aur pareshaan ho jaaye allah kare allah kare allah kare tera bhi kisi pe dil aaye phir koi tujhe bhi tadpaaye allah kare allah kare allah kare
uthao jaam chalo dono saath saath piyen uthao jaam chalo dono saath saath piyen tamaam raat piyen tamaam raat piyen uthao jaam chalo dono saath saath piyen dono saath saath piyen koi khayal koi phikra koi ghum na karo tum apni shokh jawaani se yun sitam na karo berukhi chhod bhi do tauba ko tod bhi do uthao jaam chalo dono saath saath piyen dono saath saath piyen abhi to raat ki chehre se noor aaya hai abhi to aankhon mein halka suroor aaya hai itne madhosh na ho aise khamosh na ho uthao jaam chalo dono saath saath piyen dono saath saath piyen idhar sharab udhar madbhari nazar ka nasha mile jo dono to ho jaye umra bhar ka nasha daur per daur chale mazra aur chale uthao jaam chalo dono saath saath piye tamaam raat piyen tamaam raat piyen uthao jaam chalo dono saath saath piyen dono saath saath piyen
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hum Tum Se Judaa Ho Ke Ek Sapera Ek Lutera (1965) 05:14 20555
 
Poster of Ek Sapera Ek Lutera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Feroz Khan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:14   Song Number : 20555   

Mera Ban Jaaye Koi Ek Sapera Ek Lutera (1965) 03:30 13234
 
Poster of Ek Sapera Ek Lutera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 03:30   Song Number : 13234   

Mere Sanam Tu Jo Ek Sapera Ek Lutera (1965) 05:41 17996
 
Poster of Ek Sapera Ek Lutera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:41   Song Number : 17996   

Tera Bhi Kisi Pe Dil Aaye Ek Sapera Ek Lutera (1965) 03:59 16237
 
Poster of Ek Sapera Ek Lutera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 03:59   Song Number : 16237   

Uthao Jaam Chalo Ek Sapera Ek Lutera (1965) 03:49 13235
 
Poster of Ek Sapera Ek Lutera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Feroz Khan, Mumtaz Begum
Duration : 03:49   Song Number : 13235