Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDoosara Aadmi (1977)
HomeDoosara Aadmi (1977)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aankhon mein kaajal hai kaajal mein mera dil hai hmmm aa ha ha aankhon mein kaajal hai kaajal mein mera dil hai aankhon mein kaajal hai kaajal mein dil hai chalo dil mein bithaa ke tumhein tum se hi pyaar kiya jaaye chalo dil mein bithaa ke tumhein tum se hi pyaar kiya jaaye baalon mein kushboo hai kushboo mein tu hi tu hai baalon mein kushboo hai kushboo mein tu hai chalo phoolon ke tale kahin baahon ko haar kiya jaaye ho chalo phoolon ke tale kahin baahon ko haar kiya jaaye tum to ho meri bahaar meri nazar mein khilo kaliyon se mil ke sanam phir aake hum se milo aise tere naina lade jaise koi nasha chadhe haai bindiya hanse chali jaaye teri bindiya darpan hai darpan mein saajan hai teri bindiya darpan hai darpan mein sajan chalo bindiya se leke tumhein dil mein utaar liya jaaye ho chalo dil mein bithaa ke tumhein tum se hi pyaar kiya jaaye kaisa hai apna milan kaisi mulaqat hai jaise ada mein meri koi nayi baat hai bani rahe ada teri sada rahe wafa meri aise hi
hmm hmm hoooo hey hey aao manayen jashn e muhabbat jaam uthaye jaam ke baad shaam se pehle kaun ye soche kya hona hai shaam ke baad aao manayen humari tammna tumhen pyaar karna humen aur karna kya humen aur karna kya muhabbat mein ruswaa huye bhi to kya hai duniyaan se darna kya aage koi ilzaam nahin hai chaahat ke ilzaam ke baad aao manayen jashn e muhabbat jaam uthaye jaam ke baad aao manayen ye aalam hai jaise udaa jaa raha ho tumhen leke baahon mein tumhen leke baahon mein tumhare labon se humare labon tak nahin koi raahon mein kaise koi ab dil ko sambhale itne hasin paigaam ke baad aao manayen jashn e muhabbat jaam uthaye jaam ke baad shaam se pehle kaun ye soche kya hona hai shaam ke baad aao manayen
hmm hmmm hmmm ho ho ho ho hmm hmm hmm hmm hmm kya mausam hai aaaaaa aa haa haa haa aye deewane dil chal kahin door nikal jaayen aaaaaa aa aa aa chal kahin door nikal jaayen koi humdum hai aaaaaa aa aa aa chaahat ke kaabil to kisliye hum sambhal jaayen aaaaaa aa aa aa chal kahin door nikal jaayen jhoom ke jab jab kabhi do dil gaate hain chaar kadam chalte hain phir kho jaate hain hey hey hey hey hey aisa hai to kho jaane do mujhko bhi aaj yeh kya kam hai aaaaaa aa haa haa haa do pal ko raahi mil jaaye bahel jaaye aaaaaa aa aa aa chal kahin door nikal jaayen yeh mastiyaan yeh bahaar dil ho chala beqraar main girta hoon mujhe tham lo bheege labon se mera naam lo duniya ko ab do nazar kyun aaye hum itne karib aao ke ik ho jaayen hum ke ik ho jaayen hum ke ik ho jaayen hum ke ik ho jaayen hmm hmm hmm hmm hmm khoye se hum khoyi si manzil achha hai sambhal jaayen chal kahin door nikal jaayen ho ho ho ho ho achha hai sambhal jaayen chal kahin door nikal jaayen ho ho ho ho
are jaan meri rooth gayi jaane kyu humse aafat mein aafat mein pad gayi jaan ho ho jaan meri rooth gayi jaane kyu humse aafat mein hey aafat mein pad gayi jaan are laakh kahun ek nahin maane kasam se aafat mein haaye aafat mein pad gayi jaan ho ho jaan meri rooth gayi re ho hoo ban jaao shola ya chingaari chhodun nahin main baanh tumhaari ya ye tamaasha dekhegi duniyaa ya phir maano baat hamaari ladna bhi hai tumse sanam milna bhi tumse aafat mein hey hey aafat mein pad gayi jaan ho ho jaan meri rooth gayi re naak pe gussa aankhon mein masti thodi garajti thodi barasti naak pe gussa aankhon mein masti thodi garajti thodi barasti choom na le koi aisi ada pe honthon se chup hai aankhon se hansti pichhe hi pad jaaye bachaoooo pichhe hi pad jaaye bacho aise sanam se aafat mein aafat mein pad gayi jaan ho o o o o laakh kahun ek nahin maane kasam se aafat mein hey hey aafat mein pad gayi jaan ho ho jaan meri maan gayi maan gayi jaanu aafat se oy hooye aafat se bach gayi
nazron se keh do pyaar mein milne ka mausam ho milne ka mausam aa gaya nazron se keh do pyaar mein milne ka mausam ho milne ka mausam aa gaya baahon mein baahein daal ke khilne ka mausam ho khilne ka mausam aa gaya nazron se keh do pyaar mein milne ka mausam ho milne ka mausam aa gaya kanu kanu arre baba jaanu shhhko na tum mujhe zara suno toooo iss pyaar se tera haath laga lehara gaye gesoon mere iss pyaar se tera haath laga lehara gaye gesoon mere arre kuchh bhi nazar aata hi nahin masti mein mujhe tujh se pare kaandhe pe kaandhe pe meri zulf ke dhalne ka mausam dhalne ka mausam aa gayaa baahon mein baahein daal ke khilne ka mausam khilne ka mausam aa gaya hoooo tum mil bhi gaye phir bhi dil ko kya jaane kaisi aas hai tum mil bhi gaye phir bhi dil ko kya jaane kaisi aas hai tum paas ho phir bhi honthon mein jaane kaisi pyaas hai honthon ki honthon ki thandi aag mein jalne ka mausam jalne ka mausam aa gayaa nazron se keh do pyaar mein milne ka mausam milne ka
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhon Mein Kajal Hai Doosara Aadmi (1977) 04:03 13177
 
Poster of Doosara Aadmi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh, Rakhi
Duration : 04:03   Song Number : 13177   

Aao Manayen Jashn E Muhabbat Doosara Aadmi (1977) 03:15 13179
 
Poster of Doosara Aadmi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 03:15   Song Number : 13179   

Chal Kahin Door Doosara Aadmi (1977) 07:12 13178
 
Poster of Doosara Aadmi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Rakhi, Shashi Kapoor
Duration : 07:12   Song Number : 13178   

Jaan Meri Rooth Gayi Doosara Aadmi (1977) 03:27 13181
 
Poster of Doosara Aadmi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 03:27   Song Number : 13181   

Nazron Se Keh Do Doosara Aadmi (1977) 06:10 13180
 
Poster of Doosara Aadmi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh, Rakhi
Duration : 06:10   Song Number : 13180