Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDon (1978)
HomeDon (1978)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


are deewano mujhe pehchano kahan se aaya main hoon kaun are deewano mujhe pehchano kahan se aaya main hoon kaun main hoon kaun main hoon kaun main hoon main hoon main hoon kaun main hoon don main hoon don main hoon main hoon main hoon don are tumne jo dekha hai socha hai samjha hai jaana hai wo main nahin wooo main nahin logon ki nazron ne mujhko yahan jo bhi maana hai wo main nahin wooo main nahin awaara badal ko saudaayi paagal ko duniya mein samjha hai kaun are deewano mujhe pehechano zara pehechano main hoon don are yaaron ka wo yaar hoon yaari mein ye jaan luta de jo main hoon wahi main hoon wahi dushman ka dushman hoon wo dushman ke chhakke chuda de jo main hoon wahi main hoon wahi tum jaano na jaano maine to jaana hai mehfil mein kaisa hai kaun are deewano mujhe pehechano zara pehechano main hoon don are maine kya socha hai kya khaab hai meri aankhon mein tum jaano na tum jaano na maine bhi badla hai kya rang baaton hi baaton mein tum jaano na tum jaano na
jai ho radhey shyam ki aah jay ho siya ram ki aah aur jay ho bambai dhaam ki ee hai ee hai ee hai bambai nagaria tu dekh babuwa ee hai bambai nagaria tu dekh babuwa sone chaandi ki dagariya tu dekh babuwa jaadu tone ki bajariya mein jaadu tone ki bajariya mein maya ki nagariya mein badle jhatpat badle muqaddar ka lekh babuwa ee hai bambai nagaria tu dekh babuwa ee hai bambai nagaria tu dekh babuwaa ho dekho door door se ho dekho door door se log door door se eehaan aate hain daanv lagaane eehaan aate hain daanv lagaane des gaaon chhod ke preet pyaar tod ke soya soya naseeba jagaane soya soya naseeba jagaane aray apna kya hoga aray apna kya hoga hoga so hoga paansa ham ne diya hai phenk babuwa ee hai bambai nagaria tu dekh babuwa ee hai ee hai ee hai bambai nagaria tu dekh babuwaa ho koi maala maal hai koi maala maal hai koi tang haal hai zindagi hai eehaan ki niraali zindagi hai eehaan ki niraali maal kitna bhara phir bhi dekho zara eehaan har aadmi hai sawaali
jis ka mujhe tha intezaar jis ke liye dil tha beqaraar wo ghadi aa gayi aa gayi aaj pyaar mein had se guzar jaana hai maar dena hai tujhko yaa mar jaana hai jis ka mujhe tha intezaar jis ke liye dil tha beqaraar wo ghadi aa gayi aa gayi aaj pyaar mein had se guzar jaana hai maar dena hai tujhko yaa mar jaana hai mujhpe jo guzri tu kya jaane tu kya samjhe o deewane leke rahoongi badla tujhse aayi hoon dil ki aag bujhaane hoooo qaatil meri nazron se bach ke kahan jaayega qaatil meri nazron se bach ke kahan jaayega diya hai jo mujhko wahi tu mujh se paayega wo ghadi aa gayi aa gayi teer ban ke jigar mein utar jaana hai maar dena hai tujhko yaa mar jaana hai jaadoo tera kiss pe chala ho gaa kisi din ye faisla wo ghadi aayegi aayegi jaana tune abhi ye kahan jaana hai kise jeena hai aur kis ko mar jaana hai hoga tera aashiq zamaana auron ka dil hoga tera nishaana naaz na kar yun teere nazar pe aaye humen bhi teer chalana jo hain khiladi unhe khel ham dikhaayenge apne hi
arre bhang ka rang jama ho chakachak phir lo paan chabaaye aa aaha aisa jhatka lage jiya pe punar janam hoy jaaye o khaike paan banaras wala o khaike paan banaras wala khuli jaye band akal ka taala o khaike paan banaras wala khuli jaye band akal ka taala phir to aisa kare dhamaal sidhi karde sabki chaal o chhoraa ganga kinaare wala o chhoraa ganga kinaare wala ho khaike paan banaras wala khuli jaye band akal ka taala arre raam duhayee kaise chakkar mein pad gaya haye haye kahaan jaan phaasayee main to suli pe chad gaya haye haye kaisa sidha sadhaa main kaisa bhola bhala haan haan arre kaisa sidha sadhaa main kaisa bhola bhala jaane kaun ghadi mein pad gaya padhe likhon se paala mithi chhuri se mithi chhuri se huaa halaal chhoraa ganga kinaare wala chhoraa ganga kinaare wala ho khaike paan banaras wala khuli jaye band akal ka taala ek kanya kunwaanri humri surat pe mar gayee haye haye haye ek mithi kataari humre dil mein utar gayee haye kaisi gori gori o tikhi tikhi
la la la la vi ra ra ra lal lal la yeh mera dil yaar ka deewana deewana deewana pyaar ka parwaana aata hai mujhko pyaar mein jal jaana mushkil hai pyaare tera bachke jaana yeh mera dil yaar ka deewana yeh mera dil yaar ka deewana dil woh chaahe jisse chaahe jisse usse paaye pyaar woh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye dil woh chaahe jisse chaahe jisse usse paaye pyaar woh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye jaan ke badle mein jaan loon nazraana yeh mera dil yaar ka deewana deewana deewana pyaar ka parwaana pal pal ek halchal dil mein ek toofaan hai aane ko hai woh manzil jiska mujhe armaan hai pal pal ek halchal dil mein ek toofaan hai aane ko hai woh manzil jiska mujhe armaan hai bhoolega na tujhe dil ka yeh takraana yeh mera dil yaar ka deewana deewana deewana pyaar ka parwaana aata hai mujhko pyaar mein jal jaana mushkil hai pyaare tera bach ke jaana yeh mera dil yaar ka deewana yeh mera dil yaar ka deewana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Are Deewano Mujhe Pehchano Don (1978) 04:45 12198
 
Poster of Don (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 04:45   Song Number : 12198   

Ee Hai Bambai Nagaria Don (1978) 05:53 32720
 
Poster of Don (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 05:53   Song Number : 32720   

Jis Ka Mujhe Tha Intezaar Don (1978) 04:21 12200
 
Poster of Don (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Helen
Duration : 04:21   Song Number : 12200   

Khaai Ke Paan Banaaras Wala Don (1978) 04:04 20757
 
Poster of Don (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman
Duration : 04:04   Song Number : 20757   

Yeh Mera Dil Yaar Ka Deewana Don (1978) 04:12 21451
 
Poster of Don (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:12   Song Number : 21451