Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDo Raaste (1969)
HomeDo Raaste (1969)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bindiyaa chamkegi choodi khankegi bindiyaa chamkegi choodi khankegi teri neend ude te ud jaaye kajraa behkegaa gajraa mehkegaa kajraa behkegaa gajraa mehkegaa maahi rusda ae te rus jaaye bindiyaa chamkegi choodi khankegi bole kangna kisi ka o sajna o bole kangna kisi ka o sajna jawani pe zor nahin re bole kangna laakh mana kar le duniya kehte hain mere ghoongro paayal baajegi gori naachegi paayal baajegi gori naachegi chhat tuttdi ae te tutt jaaye bindiyaa chamkegi choodi khankegi maine tujhse muhabbat ki hai ghulami nahin ki balma maine tujhse re maine tujhse muhabbat ki hai ghulami nahin ki balma dil kisi ka toote chahe koi mujhse roothe main to kheloongi main to chhedoongi main to kheloongi main to chhedoongi yaari tuttdi ae te tutt jaaye bindiyaa chamkegi choodi khankegi humm humm humm mere aangan baaraat leke saajan tu jis raat aayega mere aangan main na baithungi doli mein keh dungi baabul se main na jaaungi main na jaaungi main na jaaungi main na jaaungi
chhup gaye saare nazaare oye kya baat ho gayi chhup gaye saare nazaare oye kya baat ho gayi tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi mil gaye naina se naina oye kya baat ho gayi mil gaye naina se naina oye kya baat ho gayi dil ne dil ko pukaara mulaqaat ho gayi dil ne dil ko pukaara mulaqaat ho gayi kal nahin aana mujhe na bulana ke maarega taana zamaana kal nahin aana mujhe na bulana ke maarega taana zamaana tere honton pe raat ye bahana tha gori tujhko to aaj nahin aana tha tu chali aayi duhayi oye kya baat ho gayi tu chali aayi duhayi oye kya baat ho gayi maine chhoda zamana tere saath ho gayi maine chhoda zamana tere saath ho gayi ho tune kaajal lagaya din mein raat ho gayi ambua ki daali pe gaaye matwali koyaliya kaali nirali ambua ki daali pe gaaye matwali koyaliya kaali nirali saawan aane ka kuch matlab hoga baadal chhaane ka koi sabab hoga rimjhim chhaye gatayein oye kya baat ho gayi rimjhim chhaye gatayein oye kya
do rang duniyaa ke aur do raaste do rang duniyaa ke aur do raaste do roop jeevan ke jeene ke vaaste do rang duniyaa ke aur do raaste soch samjh ke paanv rakhe samjha do har deewane ko samjha do har deewane ko ik rasta mandir ko jaaye ik jaaye maikhaane ko ik jaaye maikhaane ko rastaa bhool naa jaaye raahi dhokha naa khaye do rang duniyaa ke aur do raaste do roop jeevan ke jeene ke vaaste do rang duniyaa ke aur do raaste ek hain aise log jo auron ki khaatir jeete hain auron ki khaatir jeete hain dusre wo jo apni khatir apnon ka khoon bhi peete hain apnon ka khoon bhi peete hain koi phool khilaaye koi kaante bikhraaye do rang duniyaa ke aur do raaste do roop jeevan ke jeene ke vaaste do rang duniyaa ke aur do raaste aur do raaste aur do raaste
khizaan ke phool pe aati kabhi bahaar nahin mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin khizaan ke phool pe aati kabhi bahaar nahin mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin na jaane pyaar mein kab main zubaan se phir jaaoon main ban ke aansoon khud apni nazar se gir jaaoon teri kasam hai mera koi aitbaar nahin mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin main roz lab pe nayi ek aah takta hoon main roz ek naye ghum ki raah takta hoon kisi khushi ka mere dil ko intezaar nahin mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin gareeb kaise muhabbat karen ameeron se bichhad gaye hain kayi raanjhe apni heeron se kisi ko apne muqaddar pe ikhtiyaar nahin mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin khizaan ke phool pe aati kabhi bahaar nahin mere naseeb mein aye dost tera pyaar nahin
ye reshmi zulfen ye sharbati aankhen inhen dekh kar jee rahen hain sabhi inhen dekh kar jee rahen hain sabhi ye reshmi zulfen ye sharbati aankhen inhen dekh kar jee rahen hain sabhi inhen dekh kar jee rahen hain sabhi jo ye aankhen sharam se jhuk jayengi jo ye aankhen sharam se jhuk jayengi saari baaten yahin bas ruk jayengi chup rehna ye afsaana koi inko na batlana ke inhen dekh kar pee rahen hain sabhi inhen dekh kar pee rahen hain sabhi ye reshmi zulfen ye sharbati aankhen inhen dekh kar jee rahen hain sabhi inhen dekh kar jee rahen hain sabhi zulfen magrur itni ho jayengi zulfen magrur itni ho jayengi dil ko tadpayengi jee ko tarsayengi ye kar dengi deewana koi inko na batlana inhen dekh kar jee rahen hain sabhi inhen dekh kar jee rahen hain sabhi saare inki shikaayat karten hain saare inki shikaayat karten hain phir bhi inse mohabbat karten hain ye kya jaadoo hai jaane phir chaak gireva deewane inhen dekh kar see rahen hain sabhi inhen dekh kar see rahen hain
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bindiyaa Chamkegi Do Raaste (1969) 04:53 11810
 
Poster of Do Raaste (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 04:53   Song Number : 11810   

Chhup Gaye Saare Nazaare Do Raaste (1969) 05:26 20291
 
Poster of Do Raaste (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj
Raag- 
Tilang
Duration : 05:26   Song Number : 20291   

Do Rang Duniyaa Ke Do Raaste (1969) 04:42 13149
 
Poster of Do Raaste (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:42   Song Number : 13149   

Mere Naseeb Mein Aye Dost Do Raaste (1969) 04:49 20931
 
Poster of Do Raaste (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 04:49   Song Number : 20931   

Ye Reshmi Zulfen Do Raaste (1969) 05:30 21453
 
Poster of Do Raaste (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:30   Song Number : 21453