Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
HomeDil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaja re pyaar pukaare naina to ro ro haare koi na jaane dard mera ho koi na jaane dard mera aaja re loota de ke sahaara tere pyaar ne ho bairi humko to maaraa tere pyaar ne loota de ke sahaara tere pyaar ne ho bairi humko to maaraa tere pyaar ne teri yaad to humko rulaaye re kahaa bhi na jaaye re aaja re pyaar pukaare naina to ro ro haare koi na jaane dard mera ho koi na jaane dard mera aaja re chanda bichhad na jaaye teri chaandni ho aaja tujhko bulaaye teri chaandni chanda bichhad na jaaye teri chaandni ho aaja tujhko bulaaye teri chaandni ab aawaaz du dil ghabraaye re chain na paaye re aaja re pyaar pukaare naina to ro ro haare koi na jaane dard mera aaja re aaja re aaja re
dil ne phir yaad kiya barf si lahraayi hai dil ne phir yaad kiya barf si lahraayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya wo bhi kya din the humein dil mein bithaaya tha kabbhi aur hans hans ke gale tumne lagaya tha kabhi khel hi khel mein kyun jaan pe ban aayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya kya bataayein tumhein hum shamma ki kismat kya hai ghum mein jalne ke siwaa aur muhabbat kya hai ye wo gulshan hai ke jismein na bahaar aayi hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya hum wo parwaane hain jo shamma ka dam bharte hain husn ki aag mein khaamosh jala karte hain aah bhi nikle to ye pyaar ki ruswaai hai phir koi chot muhabbat ki ubhar aayi hai dil ne phir yaad kiya
tumse nahin gila ke tum begaane ho gaye deewana humko hona tha deewane ho gaye humen to khushi hai tumhen dil diya tumhen dil diya muhabbat ka humko sila mil gaya muhabbat ka humko sila mil gaya kasam hai humari ke humko bhula do magar aaj ke din zara muskura do kasam hai humari ke humko bhula do magar aaj ke din zara muskura do sitaaron se bhar do humara bhi daaman humari bhi raaten kabhi jagmaga do hanse tum to dil ka kanwal khil gaya kanwal khil gaya muhabbat ka humko sila mil gaya muhabbat ka humko sila mil gaya humen to khushi hai yahi hai tamanna ke madhoshiyaan hon milen lab se lab aur khaamoshiyaan hon yahi hai tamanna ke madhoshiyaan hon milen lab se lab aur khaamoshiyaan hon naa hon darmiyaan aaj koi humare ke behoshiyon ko bhi behoshiyaan hon zara thaam lena ke bismil gaya ke bismil gaya muhabbat ka humko sila mil gaya muhabbat ka humko sila mil gaya humen to khushi hai tumhen dil diya tumhen dil diya muhabbat ka humko sila mil gaya muhabbat ka humko
kaliyon ne ghunghat khole har phool pe bhanwaraa dole lo aaya pyaar ka mausam gulon gulzaar ka mausam kaliyon ne ghunghat khole har phool pe bhanwaraa dole hoooo hoyee jab tu chaman mein aaye har gunchaa muskuraaye jab tu chaman mein aaye har gunchaa muskuraaye hai behijaab tera shabaab hum ho gaye deewaane lo aaya pyaar ka mausam tere deedar ka mausam kaliyon ne ghunghat khole har phool pe bhanwaraa dole hooo hoyeee har soo tera nasha hai har zarra pee raha hai har soo tera nasha hai har zarra pee raha hai tu aaftaab jaam e sharaab roshan huye maikhaane lo aaya pyaar ka mausam bisaal e yaar ka mausam kaliyon ne ghunghat khole har phool pe bhanwaraa dole hooo hoyeee jaane bahaar aa jaa dil ke qaraar aajaa jaane bahaar aa jaa dil ke qaraar aajaa ye shab ye khaab ye maahtaab ab to lage tadpaane lo aaya pyaar ka mausam mere dildaar ka mausam kaliyon ne ghunghat khole har phool pe bhanwaraa dole
lo chehraa surkh sharaab hua haaye aankhon ne saagar chhalkaaya lo chehraa surkh sharaab hua aankhon ne saagar chhalkaaya ye gussa haaye ye gussa tera subhaan allah ek husn ka dariyaa chhad aaya lo chehraa surkh sharaab hua ye garm nighaah tauba tauba pathar mein bhi aag bhadak uthe uss dil ka khuda hi haafiz hai jo teri nazar se takraaya ye gussa ye gussa tera subhaan allah ek husn ka dariyaa chhad aaya lo chehraa surkh sharaab hua dekho to zara tum mausam ko mausam bhi larajta hai darr se wo khauff se bijli kaanp uthi baadal ka josh utar aaya ye gussa ye gussa tera subhaan allah ek husn ka dariyaa chhad aaya lo chehraa surkh sharaab hua kyun aag babula hote ho ab chhodo aise gusse ko honthon ki laali kehti hai ik shola lab tak bhad aaya ye gussa ye gussa tera subhaan allah ek husn ka dariyaa chhad aaya lo chehraa surkh sharaab hua
ahhaaaaaaa hooooooo main sooraj hoon tu meri kiran sang tera raheeee hooooo oooooo ooooo main aag mein teri jal jaaun dil mera kahe hooooooo main sooraj hoon tu meri kiran sang tera raheeee hooooo oooooo ooooo main aag mein teri jal jaaun dil mera kahe hooooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa chaand ka tukda mera humsafar tu chale to gire taare bhi raah par haaaaaa haaaa haaaa haaaa mujhpe huyi jab teri ye nazar main kahaan hoon nahin apni ye bhi khabar ab yaad jahaan ki bhulaane dekho ji dekho hum chale hooooooo main sooraj hoon tu meri kiran sang tera raheeee hooooo oooooo ooooo main aag mein teri jal jaaun dil mera kahe hooooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa rutt hai jawaan aur tum bhi ho haseen hoo le chalo ke mujhe tum par hai yakeen haaa haaaa haaa haaaa pehlu mein tum ho to jannat hai yahin hai ye samaan to jannat mein bhi nahin ab pyaar ki duniyaa basaane dekho ji dekho
ye dil hai mohabbat ka pyaasa iss dil kaa tadapna kya kahiye maayus hai hum magroor ho tum aur tum pe hi mitna kya kahiye ye dil hai ye shauk humen ke utha len unhen wo sharm o hayaa ke maare hain ye shauk ye shauk humen ke utha len unhen wo sharm o hayaa ke maare hain wo sharm o hayaa ke maare hain ye had se guzar jaana apnaa aur unka simatna kya kahiye ye dil hai kiss soch mein ho kuchh hosh nahin ye ghabraahat bhi kaisi hai ye ghabraahat bhi kaisi hai bal khaa ke humin se hat jaana phir humse lipatanaa kya kahiye ye dil hai aa jaao humari baahon mein haaye ye hai kaisi majboori aa jaao aa jaao humari baahon mein haaye ye hai kaisi majboori haaye ye hai kaisi majboori hum aap ke hai koi gair nahin apnon se ulajhana kya kahiye ye dil hai mohabbat ka pyaasa iss dil kaa tadapna kya kahiye ye dil hai
yun chaal chalo na matvaali is dil pe qayaamat aati hai yun chaal chalo na matvaali is dil pe qayaamat aati hai naagin ko bhi dhokhaa hota hai jab teri kamar haye hayeeee jab teri kamar bal khaati hai yun chaal chalo na matvaali shanon pe gira do zulfon ko dopahar ki garmi kya shay hai shanon pe gira do zulfon ko dopahar ki garmi kya shay hai sooraj pe siyaahi chha jaaye jab zulf teri taubaa tauba jab zulf teri lehraati hai yun chaal chalo na matvaali yun hum pe hansna theek nahin duniyaa ki nazar lag jaayegi yun hum pe hansna theek nahin duniyaa ki nazar lag jaayegi koi phool samajh kar choom na le jab teri hansi vaah vaah jab teri hansi khil jaati hai yun chaal chalo na matvaali qurbaan nahin ke kehne par aise hi zubaan se haan keh do qurbaan nahin ke kehne par aise hi zubaan se haan keh do chhotaa saa ye lafz e mohabbat hai tasqeen badi allaah tasqeen badi mil jaati hai yun chaal chalo na matvaali is dil pe qayaamat aati hai yun chaal chalo na matvaali
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaja Re Pyaar Pukaare Naina To Ro Ro Haare Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 03:34 13104
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:34   Song Number : 13104   

Dil Ne Phir Yaad Kiya Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 04:02 20374
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Nutan, Rehman
Raag- 
Marwa
Duration : 04:02   Song Number : 20374   

Humen To Khushi Hai Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 03:27 13105
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:27   Song Number : 13105   

Kaliyon Ne Ghunghat Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 03:34 13106
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:34   Song Number : 13106   

Lo Chehra Surkh Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 03:53 13107
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:53   Song Number : 13107   

Main Sooraj Hoon Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 03:34 13108
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Nutan
Duration : 03:34   Song Number : 13108   

Ye Dil Hai Mohabbat Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 03:26 13109
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dharmendra
Raag- 
Asavari
Duration : 03:26   Song Number : 13109   

Yun Chaal Chalo Na Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 03:29 40927
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeevan
Duration : 03:29   Song Number : 40927