Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDard (1947)
HomeDard (1947)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj machi hai dhoom jhoom khushi mein jhoom aaj machi hai dhoom jhoom khushi mein jhoom shauq bhara dil naache gaaye tu kyun ho mehroom jhoom khushi mein jhoom dil ne kiya hai dil ko ishaara chalenge dono sang dil ne kiya hai dil ko ishaara chalenge dono sang koi naa samjhe koi naa jaane koi naa samjhe koi naa jaane iss duniyaa kaa rang hooo iss duniyaa kaa rang dil ka fasaana yaa main jaanun yaa unko maaloom jhoom khushi mein jhoom aaj machi hai dhoom jhoom khushi mein jhoom aankhon ne ik raaz bataayaaa dil ne kahi ek baat aankhon ne ik raaz bataayaaa dil ne kahi ek baat jag mag jag mag rahe jahaan mein kaash yahi din raaaat kaash yahi din raaaat soyi huyi umeeden jaagi dil kaa daaman chum jhoom khushi mein jhoom aaj machi hai dhoom jhoom khushi mein jhoom
afsaana likh rahi hoon afsaana likh rahi hoon dil e beqaraar kaaa aankhon mein rang bhar ke tere intezaar kaa afsaana likh rahi hoon jab tu nahin to kuchh bhi nahin hai bahaar mein nahin hai bahaar mein jab tu nahin to kuchh bhi nahin hai bahaar mein nahin hai bahaar mein jee chaahetaa hai munh bhi jee chaahetaa hai munh bhi naa dekhoon bahaar kaa aankhon mein rang bhar ke tere intezaar kaa afsaana likh rahi hoon haasil hain yun to mujhko zamaane ki daulaten zamaane ki daulaten haasil hain yun to mujhko zamaane ki daulaten zamaane ki daulaten lekin naseeb laayi lekin naseeb laayi hoon ik sau gawaar kaa aankhon mein rang bhar ke tere intezaar kaa afsaana likh rahi hoon aa jaa ke ab to aankh mein aansoon bhi aa gaye aansoon bhi aa gaye aa jaa ke ab to aankh mein aansoon bhi aa gaye aansoon bhi aa gaye saagar chhalak utha saagar chhalak utha mere sabr o qaraar kaa aankhon mein rang bhar ke tere intezaar kaa afsaana likh rahi hoon afsaana likh rahi hoon dil e beqaraar
beech bhanwar mein beech bhanwar mein aan phansa hai dil ka safina shah e madina beech bhanwar mein beech bhanwar mein aan phansa hai dil ka safina shah e madina beech bhanwar mein bigdi huyi taqdeer bana do bigdi huyi taqdeer bana do doobti naiya paar laga do doobti naiya paar laga do ek nazar mujh par bhi khudara ek nazar mujh par bhi khudara mushkil hai ab jeena shah e madina beech bhanwar mein bekas ke ghum khaar tumhi hoooo bekas ke ghum khaar tumhi ho jo kuchh ho sarkaar tumhi ho jo kuchh ho sarkaar tumhi ho dil ka sukun jeene ka sahaara dil ka sukun jeene ka sahaara duniya ne sab chheenaa shah e madina beech bhanwar mein beech bhanwar mein aan phansa hai dil ka safina shah e madina beech bhanwar mein
betaab hai dil betaab hai dil dard e mohabbat ke asar se jis din se mera chaand chhupa meri nazar se betaab hai dil soyi huyi qismat ko meri aake jaga jaa aaja meri duniya mein zara laut ke aaja soyi huyi qismat ko meri aake jaga jaa aaja meri duniya mein zara laut ke aaja aankhon ko hai ummeed aankhon ko hai ummeed teri raah guzar se jis din se mera chaand chhupa meri nazar se betaab hai dil ye kaun mere dil meri aankhon mein samaaya ye kiski nigaahon ne mujhe apna banaaya ye kaun mere dil meri aankhon mein samaaya ye kiski nigaahon ne mujhe apna banaaya begaana huyi begaana huyi jaati hoon duniya ki khabar se takra gayi ye kiski nazar meri nazar se betaab hai dil dum bhar ko teri yaad se gaafil nahin rehti jo dil pe guzarti hai zubaan se nahin kehti dum bhar ko teri yaad se gaafil nahin rehti jo dil pe guzarti hai zubaan se nahin kehti fariyaad bhi fariyaad bhi hoti nahin rusvaayi ke dar se jis din se mera chaand chhupa meri nazar se betaab hai dil ik mauj hai ik
hum dard ka afsana duniya ko suna denge har dil mein mohabbat kiii ek aag laga denge ho jayegi phir duniyaaa aabad yatimon ki gunjegi zamane mein fariyad yatimon ki rote huye nagmon se toofaan utha denge sarkar do aalam kiii ummat pe sitam kyun ho allah ke bandon ko majhdhar ka ghum kyun ho islaam ki kashti ko hum paar laga denge ehsaan yatimon kiii takdeer pe kar dalo fariyad hai dil walo fariyad hai dil walo hum par bhi karam karnaaa hum tumko dua denge
yeh afsaana nahin zaalim mere dil ki haqikat hai mujhe tumse mohabbat hai mujhe tumse mohabbat hai yeh afsaana nahin zaalim mere dil ki haqikat hai lagi hai aag seene mein nahin kuchh lutf jeene mein nazar kuchh keh nahin sakti kahe bin reh nahin sakti tumhein kyun kar main samjhaaun mujhe tumse mohabbat hai yeh afsaana nahin zaalim mere dil ki haqikat hai machalti hain tamannayen kahin rusva na ho jaayen kahin rusva na ho jaayen musibat uljhanen dil ki qayaamat dhadkanen dil ki tumhen kyun kar main samjhaaun mujhe tumse mohabbat hai yeh afsaana nahin zaalim mere dil ki haqikat hai hoo ooo ooo na jeeti hoon namarti hoon khalish mehsoos karti hoon kahin aisa na ho jaaye kali khilte hi murjhaye tumhein kyun kar main samjhaaun mujhe tumse mohabbat hai yeh afsaana nahin zaalim mere dil ki haqikat hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Machi Hai Dhoom Dard (1947) 03:52 13020
 
Poster of Dard (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Munavvar Sultana
Duration : 03:52   Song Number : 13020   

Afsana Likh Rahi Hoon Dard (1947) 02:40 20118
 
Poster of Dard (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Husn Banu
Duration : 02:40   Song Number : 20118   

Beech Bhanwar Mein Dard (1947) 03:21 38744
 
Poster of Dard (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Suraiya
Duration : 03:21   Song Number : 38744   

Betaab Hai Dil Dard (1947) 03:59 14432
 
Poster of Dard (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:59   Song Number : 14432   

Hum Dard Ka Afsana Dard (1947) 03:52 32631
 
Poster of Dard (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Munavvar Sultana, Nusrat, Suraiya, Sultana
Duration : 03:52   Song Number : 32631   

Yeh Afsaana Nahin Dard (1947) 02:56 39314
 
Poster of Dard (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Shyam Kumar, Munavvar Sultana, Husn Banu
Duration : 02:56   Song Number : 39314