Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChor Machaye Shor (1974)
HomeChor Machaye Shor (1974)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aagre se ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaaungi aagre se ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaaungi mela dekhan jaaungi re main to mela dekhan jaaungi mela dekhan jaaungi main to mela dekhan jaaungi aagre se ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaaungi ghaghre ke upar saiyaan taaj ki tasveer ho ghaghre ke upar saiyaan taaj ki tasveer ho kinaare kinaare behta jamuna ji ka neer ho jamuna ji mein naiya hooooo jamuna ji mein naiya ho aur tujh jaisa khevaiya ho manga de rasiya ki main to mela dekhan jaungi aagre se ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaungi champa jaaye chameli jaaye main kaise reh jaaungi champa jaaye chameli jaaye main kaise reh jaaungi pathala ke paas jalebi baith sadak pe khaaungi main to dekhun mela main to dekhun mela main to dekhun mela duniya dekhe mero ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaungi aagre se ghaghro manga de rasiya ki main to mela dekhan jaungi dar mat chhaila nayo ghaghro
ek daal par tota bole ek daal par tota bole ek daal par maina door door baithe hain lekin pyaar to phir bhi hain na bolo hai naa hai naa hai naa hooooo ooooooo ek daal par tota bole ek daal par maina main tere nainon ki neendiyaa tu mere dil ka chaina bolo hai naa hai naa hai naa ek daal par tota bole ye kya mujh ko ho gaya saajan kabhi roun kabhi gaaun ped se lipti bel jo dekhun laaj se mar mar jaaun ye paagalpan kaisa kab se ho gaya aisa bin batlaaye samjho saajan aaj nahin kuchh kehna bolo hai naa hai naa hai naa hai naa ek daal par tota bole aandhi aaye toofan aaye yaa barse barsaaten ik duje mein kho jaayen hum khatam naa ho din raaten khatam naa ho din raaten meethi pyaar ki baaten honth agar khamosh rahen to bol uthenge naina bolo hai naa hai naa hai naa hai naa ek daal par tota bole janam janam ki pyaas re saajan pal mein bhujegi kaise jeevan bhar ye sang naa chhute ang laga lo aise aa mil jaayen aise saagar nadiyaa jaise seekh liya hai pyaar mein humne
ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main kabhi iss pag mein kabhi uss pag mein bandhta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main kabhi toot gaya kabhi toda gaya sau baar mujhe phir joda gaya kabhi toot gaya kabhi toda gaya sau baar mujhe phir joda gaya yuhin lut lut ke aur mit mit ke banta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main main karta raha auron ki kahi meri baat mere mann hi mein rahi main karta raha auron ki kahi meri baat mere mann hi mein rahi kabhi mandir mein kabhi mehfil mein sajta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main apnon mein rahe ya gairon mein ghunghroo ki jagah to hai pairon mein apnon mein rahe ya gairon mein ghunghroo ki jagah to hai pairon mein phir kaisa gila jag se jo mila sehta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main kabhi is pag mein kabhi us pag mein bandhta hi raha
le jayenge le jayenge dilwaale dulhaniya le jayenge le jayenge le jayenge dilwaale dulhaniya le jayenge le jayenge le jayenge dilwaale dulhaniya le jayenge reh jayenge reh jayenge paise wale dekhte reh jayenge reh jayenge reh jayenge paise wale dekhte reh jayenge le jayenge le jayenge dilwaale dulhaniya le jayenge tum ho kali to gulaab hum hain ho gulaab hum ho hain ho ho hothon se laga lo to sharab hum hain ji sharab hum hain kehte hain log ki kharaab hum hain teri har baat ka jawab hum hain lajawab hum hain o ho ho apne do haathon se kamaya hua khaane wale haq na paraya kabhi khayenge sasurji le jayenge le jayenge dilwaale dulhaniya le jayenge le jayenge le jayenge dilwaale dulhaniya le jayenge main bhi tere saath hoon dil bhi tere saath sajnaa dil bhi tere saath ho ho ho chaahe jab aaja channaa le ke baraat chheti chheti aaja channaa le ke baraat chheti chheti aaja channaa le ke baraat ho o o mere paas kothi hai na caar sajni na caar sajani kadka hai tera
aa aaaa aaa aaaa paon mein dori dori mein ghunghroo ghunghroo ki runjhun bole tu hai mera main hoon teri mera mann bole tu hai mera main hoon teri mera mann bole paon mein dori dori mein ghunghroo ghunghroo ki runjhun bole main hoon tera tu hai meri mera mann bole main hoon tera tu hai meri mera mann bole paon mein dori dori hooo tu hai shehar ki chhori ho main jaanu ye chori hooo pehan ke ghaaghra odh ke chunari laage gaaon ki gori ho bada meetha laage jab tu saajan bole paon mein dori dori hooo teri raah chalungi main tera rang malungi hooo sapne mein bhi ang lage to tere hi ang lagungi ho yahi seene mein dil dil mein dhadkan bole paon mein dori dori mein ghunghroo ghunghroo ki runjhun bole tu hai mera main hoon teri mera mann bole ho main hoon tera tu hai meri mera mann bole paon mein dori dori hooo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aagre Se Ghaghro Manga Chor Machaye Shor (1974) 05:11 39604
 
Poster of Chor Machaye Shor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravinder Jain
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Mumtaz
Duration : 05:11   Song Number : 39604   

Ek Daal Par Tota Bole Chor Machaye Shor (1974) 05:24 20432
 
Poster of Chor Machaye Shor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Tulshi
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Mumtaj
Duration : 05:24   Song Number : 20432   

Ghunghroo Ki Tarah Bajta Hi Raha Chor Machaye Shor (1974) 05:22 20478
 
Poster of Chor Machaye Shor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Mumtaj
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:22   Song Number : 20478   

Le Jayenge Le Jayenge Chor Machaye Shor (1974) 04:02 20826
 
Poster of Chor Machaye Shor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Tulshi
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Mumtaj, Madan Puri
Duration : 04:02   Song Number : 20826   

Paon Mein Dori Chor Machaye Shor (1974) 02:56 12317
 
Poster of Chor Machaye Shor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Mumtaj
Duration : 02:56   Song Number : 12317