Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBharosa (1963)
HomeBharosa (1963)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj ki mulaaqaat bas itni kar lenaa baatein kal chaahe jitni aaj ki mulaaqaat bas itni kar lenaa baatein kal chaahe jitni achchhi nahin hoti hai zid itni dekho humein tum se hai preet kitni aaj ki mulaaqaat bas itni pyaar jo kiya hai jataate ho kyun baat aisi hothon pe laate ho kyun pyaar jo kiya hai jataate ho kyun baat aisi hothon pe laate ho kyun aur hum jo poochhein sataate ho kyun abhi abhi aaye ab jaate ho kyun aaj ki mulaaqaat bas itni kar lenaa baatein kal chaahe jitni hoo achchhi nahin hoti hai zid itni dekho humein tum se hai preet kitni ho o aaj ki mulaaqaat bas itni kabhi kabhi aise bhi aaya karo chaand nikle to ghar jaaya karo kabhi kabhi aise bhi aaya karo chaand nikle to ghar jaaya karo aayenge jaayenge marzi se hum pyaar hai to naaz bhi uthaayaa karo achchhi nahin hoti hai zid itni dekho humein tum se hai preet kitni aaj ki mulaaqaat bas itni kar lenaa baatein kal chaahe jitni aaj ki mulaaqaat bas itni thehro main dil ko sambhaaloon zaraa palkon
iss bhari duniya mein koi bhi hamaaraa na hua iss bhari duniya mein koi bhi hamaaraa na hua ghair to ghair the apnon ka sahaara na hua iss bhari duniya mein log ro ro ke bhi iss duniya mein jee lete hain log ro ro ke bhi iss duniya mein jee lete hain aik hum hain ke hassein bhi to guzaara na hua aik hum hain ke hassein bhi to guzaara na hua iss bhari duniya mein ik mohabbat ke siwa aur na kuchh maangaa tha ik mohabbat ke siwa aur na kuchh maangaa tha kya karein ye bhi zamaane ko gawaaraa na hua kya karein ye bhi zamaane ko gawaaraa na hua iss bhari duniya mein aasmaan kitne sitaare hain teri mehfil mein aasmaan kitne sitaare hain teri mehfil mein apni takdeer ka hi koi sitaaraa na hua apni takdeer ka hi koi sitaaraa na hua iss bhari duniya mein koi bhi hamaaraa na hua ghair to ghair the apnon ka sahaara na hua iss bhari duniya mein
kaahe itna gumaan chhoriye ye mela do din ka kaahe itna gumaan chhoriye ye mela do din ka legi kitnon ki jaan chhoriye ye mela do din ka kaahe karta hai pyaar chhorva ye mela do din ka kaahe karta hai pyaar chhorva ye mela do din ka ja ja dor na daar chhorva ye mela do din ka o zara sun sun are ja ja ja zara sun sun are ja ja ja chal thumak thumak zara thumak thumak aaaaaaa o chal thumak thumak zara thumak thumak aaaaaaa teri khatir khol ke rakha hai dil ka darwaaja paiyyan hum nahin padne waale marji hai to aaja bada aaya dildaar chhorva ye mela do din ka ja ja dor na daar chhorva ye mela do din ka dekh zara ye kaali kaali zulfon ki zanjeeren bandhi huyi hain inmein tere jaison ki taqdeeren achchha waah waah kya samjhe lut jaayega jahaan chhoriye ye mela do din ka
wo dil kahaan se laaun teri yaad jo bhula de wo dil kahaan se laaun teri yaad jo bhula de mujhe yaad aane waale koi raasta bata de wo dil kahaan se laaun teri yaad jo bhula de rehne de mujhko apne kadmon ki khaak ban kar rehne de mujhko apne kadmon ki khaak ban kar jo nahin tujhe gawaara mujhe khaak mein mila de wo dil kahaan se laaun teri yaad jo bhula de mere dil ne tujhko chaaha kya yahi meri khata hai mere dil ne tujhko chaaha kya yahi meri khata hai maana khata hai lekin aisi to na saza de wo dil kahaan se laaun teri yaad jo bhula de mujhe yaad aane waale koi raasta bata de wo dil kahaan se laaun teri yaad jo bhula de
ye jhuke jhuke naina ye lat bal khati to dil kyun na mera deewana ho tera ye jhuke jhuke naina ye lat bal khati to dil kyun na mera deewana ho tera ye jhuke jhuke naina ye sharam se dehake gaal chain ke dushman ho gaye ye sharam se dehake gaal chain ke dushman ho gaye ye uljhe uljhe baal dilon ki uljhan ho gaye tere gaalon ki khair tere baalon ki khair tere gaalon ki khair tere baalon ki khair kyun na julmi o zaalim lagaana ho tera ye jhuke jhuke naina ye lat bal khati to dil kyun na mera deewana ho tera ye jhuke jhuke naina teri zulf ka saathi banta agar main gajraa hota hoye teri zulf ka saathi banta agar main gajraa hota teri ankhiyon mein bas jaata agar main kajraa hota tere gajre ki khair tere kajre ki khair tere gajre ki khair tere kajre ki khair jo bhi dekhe na kaise nishana ho tera ye jhuke jhuke naina ye lat bal khati to dil kyun na mera deewana ho tera ye jhuke jhuke naina kayi dekhe mor chakor chaal na aisi dekhi kayi dekhe mor chakor chaal na aisi dekhi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Ki Mulaaqaat Bas Itni Bharosa (1963) 03:41 12906
 
Poster of Bharosa (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Asha Parekh
Duration : 03:41   Song Number : 12906   

Iss Bhari Duniyaan Mein Bharosa (1963) 04:08 12907
 
Poster of Bharosa (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:08   Song Number : 12907   

Kaahe Itna Gumaan Bharosa (1963) 04:38 19819
 
Poster of Bharosa (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Asha Parekh
Duration : 04:38   Song Number : 19819   

Wo Dil Kahaan Se Laaun Bharosa (1963) 03:28 12908
 
Poster of Bharosa (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Pahadi
Duration : 03:28   Song Number : 12908   

Ye Jhuke Jhuke Naina Bharosa (1963) 04:21 12909
 
Poster of Bharosa (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Duration : 04:21   Song Number : 12909