Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAyee Milan Ki Bela (1964)
HomeAyee Milan Ki Bela (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bura maan gaye wo bura maan gaye pyaar aankhon se jataaya to bura maan gaye pyaar aankhon se jataaya to bura maan gaye haal e dil humne sunaaya to bura maan gaye apne gajre ke har ik phool ki taarif suni apne gajre ke har ik phool ki taarif suni zakham e dil humne dikhaaya to bura maan gaye pyaar aankhon se jataaya to bura maan gaye wo to har roz rulaate hain ghataaon ki tarah wo to har roz rulaate hain ghataaon ki tarah humne ik roz rulaaya to bura maan gaye pyaar aankhon se jataaya to bura maan gaye sirf itni si khata par humen dushman jaana sirf itni si khata par humen dushman jaana sir ko kadamon mein jhukaaya to bura maan gaye pyaar aankhon se jataaya to bura maan gaye haal e dil humne sunaaya to bura maan gaye
main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon thaam lo mujhe main yahi iltijaa karun main yahi iltijaa karun main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon thaam lo mujhe main yahi iltijaa karun main yahi iltijaa karun hai dil ki lagan main phool banun aur hans ke tere pehlun mein rahun tu dekhe mujhe main dekhun tujhe aur pyaar mein tere kho jaaun tu dekhe mujhe main dekhun tujhe aur pyaar mein tere kho jaaun main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon thaam lo mujhe main yahi iltijaa karun main yahi iltijaa karun jiss manzil ka raahi na koi wo sehra hai manzil to nahin jiss dil mein koi dhadkan hi na ho wo pathar hai koi dil to nahin jiss dil mein koi dhadkan hi na ho wo pathar hai koi dil to nahin main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon thaam lo mujhe main yahi iltijaa karun main yahi iltijaa karun main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon thaam lo mujhe main yahi
aa aa ha ha ha ha ha ha aa aa ha ha ha main pyaar ka deewana sabse mujhe ulfat hai har phool mera dil hai aur dil mein muhobbat hai main pyaar ka deewana sabse mujhe ulfat hai har phool mera dil hai aur dil mein muhobbat hai main pyaar ka deewana ghabra ke khija gujri aur daur naya aaya insaan ke jeevan mein ik rang naya laya seene mein nayi hulchul seene mein nayi hulchul chehre pe bhi rangat hai main pyaar ka deewana sabse mujhe ulfat hai har phool mera dil hai aur dil mein muhobbat hai main pyaar ka deewana aa aa ha aa la la la la la la la ha ha ho ho sunta hoon main lahron se sangeet baharon ke dum lene ko rukta hoon saaye mein chanaron ke kaante ho ke angare kaante ho ke angare chalna meri aadat hai main pyaar ka deewana sabse mujhe ulfat hai har phool mera dil hai aur dil mein muhobbat hai main pyaar ka deewana aa aa ha ha ha ha ha ha aa aa ha ha ha
o sanam tere ho gaye hum pyaar mein tere kho gaye hum zindagi ko aye humdum aa gaya muskuraana o sanam tere ho gaye hum pyaar mein tere kho gaye hum mil gaya mujhko aye sanam zindagi ka bahaana do bhatakte raahi aa mile manzil par do dilon ki kashti aa lagi saahil par muskuraate jaage ek sang do muqaddar o sanam tere ho gaye hum pyaar mein tere kho gaye hum zindagi ko aye humdum aa gaya muskuraana raat chup sunti hai ye hasin afsaana dekhte hai taare bas gaya veerana chaand ko sharmaa de aapka sharmana o sanam tere ho gaye hum pyaar mein tere kho gaye hum mil gaya mujhko aye sanam zindagi ka bahaana hooo oooo o sanam tere ho gaye hum pyaar mein tere kho gaye hum zindagi ko aye humdum aa gaya muskuraana soonepan mein achanak koi panchhi bola jaag kar sapne se dil kisi ka dola raat ki raani ka kis ne ghunghat khola o sanam tere ho gaye hum pyaar mein tere kho gaye hum mil gaya mujhko aye sanam zindagi ka bahaana
tum kamsin ho nadaan ho nazuk ho bholi ho tum kamsin ho nadaan ho nazuk ho bholi ho sochta hoon main ke tumhein pyaar na karoon main tumhein pyaar na karoon tum kamsin ho nadaan ho nazuk ho bholi ho sochta hoon main ke tumhein pyaar na karoon main tumhein pyaar na karoon madhosh adaa ye allhadpan bachpan to abhi rootha hi nahin ehsaas hai kya aur kya hai tadap iss soch mein dil dooba hi nahin ehsaas hai kya aur kya hai tadap iss soch mein dil dooba hi nahin tum kamsin ho nadaan ho nazuk ho bholi ho sochta hoon main ke tumhein pyaar na karoon main tumhein pyaar na karoon tum aahen bharo aur shikve karo ye baat hamein manzoor nahin tum taare gino aur neend ude wo raat hamein manzoor nahin tum taare gino aur neend ude wo raat hamein manzoor nahin tum kamsin ho nadaan ho nazuk ho bholi ho sochta hoon main ke tumhein pyaar na karoon main tumhein pyaar na karoon
tumhen aur kya doon main dil ke sivaaye tum ko humari umar lag jaaye tum ko humari umar lag jaaye tumhen aur kya doon main dil ke sivaaye tum ko humari umar lag jaaye tum ko humari umar lag jaaye muraaden hon poori sajje har tamanna muhabbat ki duniyaa ke tum chaand bananna bahaaron ki manzil pe hansna hasaana khushi mein humari bhi aawaaz sunnana kabhi zindagi mein koi ghum naa aaye tum ko humari umar lag jaaye tum ko humari umar lag jaaye tumhen aur kya doon main dil ke sivaaye tum ko humari umar lag jaaye tum ko humari umar lag jaaye mujhe jo khushi hai tumhen kya bataaun bhala dil ki dhadkan ko kaise chhipaaun kahin ho naa jaaun khushi se main pagal tumhen dekh kar aur bhi muskuraaun khuda dil jalon ki nazar se bachaaye tum ko humari umar lag jaaye tum ko humari umar lag jaaye tumhen aur kya doon main dil ke sivaaye tum ko humari umar lag jaaye tum ko humari umar lag jaaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bura Maan Gaye Ayee Milan Ki Bela (1964) 03:09 12759
 
Poster of Ayee Milan Ki Bela (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:09   Song Number : 12759   

Main Kamsin Hoon Naadaan Ayee Milan Ki Bela (1964) 03:45 20857
 
Poster of Ayee Milan Ki Bela (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 03:45   Song Number : 20857   

Main Pyaar Ka Deewana Ayee Milan Ki Bela (1964) 03:28 20863
 
Poster of Ayee Milan Ki Bela (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:28   Song Number : 20863   

O Sanam Tere Ho Gaye Ayee Milan Ki Bela (1964) 03:22 21062
 
Poster of Ayee Milan Ki Bela (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Sayra Banu, Rajendra Kumar
Duration : 03:22   Song Number : 21062   

Tum Kamsin Ho Ayee Milan Ki Bela (1964) 03:28 12761
 
Poster of Ayee Milan Ki Bela (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:28   Song Number : 12761   

Tum Ko Humari Umar Ayee Milan Ki Bela (1964) 03:24 12762
 
Poster of Ayee Milan Ki Bela (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:24   Song Number : 12762