Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAshok Khosla
HomeAshok Khosla
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ajnabee shehar mein ajnabee raaste meri tanhaayi par muskurate rahe ajnabee shehar mein ajnabee raaste meri tanhaayi par muskurate rahe main bahot der tak yunhi chalta raha main bahot der tak yunhi chalta raha tum bahot der tak yaad aate rahe ajnabee shehar mein ajnabee raaste meri tanhaayi par muskurate rahe zehar milta raha zehar peete rahe roz marte rahe roz jeete rahe zehar milta raha zehar peete rahe roz marte rahe roz jeete rahe zindagi bhi humen aazmati rahi zindagi bhi humen aazmati rahi aur hum bhi use aazmate rahe ajnabee shehar mein ajnabee raaste meri tanhaayi par muskurate rahe zakhm jab bhi koi zehn o dil par laga zindagi ki taraf ek darichaa khula zakhm jab bhi koi zehn o dil par laga zindagi ki taraf ek darichaa khula hum bhi doya kisi saaz ke taar hain hum bhi doya kisi saaz ke taar hain chot khaate rahe gungunaate rahe ajnabee shehar mein ajnabee raaste meri tanhaayi par muskurate rahe
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein humne bhi thak haar ke dera daal diya maikhaane mein band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein peene se ehsaas ki shiddat aur siwa ho jaati hai peene se ehsaas ki shiddat aur siwa ho jaati hai behtar hoga ghol de saaqi zehar mere paimaane mein band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein ik benaam sa meethapan in honthon mein rehta hai ik benaam sa meethapan in honthon mein rehta hai choom liya tha humne unka haath kabhi anjaane mein band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein wo kaagaz ki naav tumhaari kaho zafar kaise doobi wo kaagaz ki naav tumhaari kaho zafar kaise doobi tum to yaar bahut maahir the aisi naav chalaane mein band thi masjid ki sab raahen pehra tha but khaane mein humne bhi thak haar ke dera daal diya maikhaane mein band thi masjid ki sab
ishq ke aage daulat kya hai ishq ke aage daulat kya hai taajmahal ki qeemat kya hai ishq ke aage daulat kya hai taajmahal ki qeemat kya hai ishq ke aage pehle hansna baad mein rona pehle hansna baad mein rona aur jahaan mein ulfat kya hai pehle hansna baad mein rona aur jahaan mein ulfat kya hai ishq ke aage daulat kya hai taajmahal ki qeemat kya hai ishq ke aage naam hamaara tere labon par naam hamaara tere labon par isse badhkar shohrat kya hai naam hamaara tere labon par isse badhkar shohrat kya hai ishq ke aage daulat kya hai taajmahal ki qeemat kya hai ishq ke aage tumse tumko chheen len ek din tumse tumko chheen len ek din aur hamaari hasrat kya hai tumse tumko chheen len ek din aur hamaari hasrat kya hai ishq ke aage daulat kya hai taajmahal ki qeemat kya hai ishq ke aage
saans ka bojh rakh ke kaandho par zindagi ne humein ye di saugaat zakhm ke phool khwaab ke jungle ashq ke deep intezaar ki raat aaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaa koi deewar se lag ke baitha raha koi deewar se lag ke baitha raha aur bharta raha siskiyan raat bhar aaj ki raat bhi chaand aaya nahin aaj ki raat bhi chaand aaya nahin raah takti rahi khidkiyan raat bhar koi deewar se lag ke baitha raha aur bharta raha siskiyan raat bhar koi deewar se ghum jalaata kise koi basti na thi ghum jalaata kise koi basti na thi mere chaaron taraf mere dil ke siwa mere chaaron taraf mere dil ke siwa mere hi dil pe aa aa ke girti rahi mere hi dil pe aa aa ke girti rahi mere ehsaas ki bijliyaan raat bhar koi deewar se lag ke baitha raha aur bharta raha siskiyan raat bhar koi deewar se daayre shokh rangon ke bante rahe daayre shokh rangon ke bante rahe yaad aati rahi woh kalaai humein yaad aati rahi woh kalaai humein dil ke sunsaan aangan mein bajti rahi dil ke sunsaan aangan
Main Akela Chala Ja Raha Tha Kahin
sher ke phool kitaabon se nahin zulf ki chhaon se hum chunte hain log honthon se suna karte hain hum nighahon se gazal sunte hain mile kisi se nazar to samjho gazal huyi mile kisi se nazar to samjho gazal huyi rahe na apni khabar to samjho oo oo rahe na apni khabar to samjho gazal huyi mile kisi se nazar to samjho gazal huyi mile kisi se nazar to samjho gazal huyi mila ke nazron ko vaalehaana haya se phir mila ke nazron ko vaalehaana haya se phir mila ke nazron ko vaalehaana haya se phir mila ke nazron ko vaalehaana haya se phir jhuka le koi nazar to samjho gazal huyi jhuka le koi nazar to samjho gazal huyi rahe na apni khabar to samjho gazal huyi mile kisi se nazar to samjho gazal huyi idhar machal kar unhen pukare junoon mera idhar machal kar unhen pukare junoon mera idhar machal kar unhen pukare junoon mera idhar machal kar unhen pukare junoon mera dhadak uthe dil udhar to samjho gazal huyi dhadak uthe dil udhar to samjho gazal huyi rahe na apni khabar to samjho
aaa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa raste bhar ro ro ke humse puchha paaun ke chhalon ne raste bhar ro ro ke humse puchha paaun ke chhalon ne basti kitni door basa li basti kitni door basa li dil mein basne waalon ne raste bhar ro ro ke humse puchha paaun ke chhalon ne kaun hamaara dard padhega in zakhmi deewaaron par kaun hamaara dard padhega in zakhmi deewaaron par apna apna naam likha hai apna apna naam likha hai saare aane waalon ne raste bhar ro ro ke humse puchha paaun ke chhalon ne basti kitni door basa li basti kitni door basa li dil mein basne waalon ne raste bhar ro ro ke humse puchha paaun ke chhalon ne dil ka ghamon se rishta kya hai ishq ka haasil aansu kyun dil ka ghamon se rishta kya hai ishq ka haasil aansu kyun humko kitna zehar pilaaya humko kitna zehar pilaaya in bedard sawaalon ne raste bhar ro ro ke humse puchha paaun ke chhalon ne basti kitni door basa li basti kitni door basa li dil mein basne waalon ne raste bhar ro ro ke humse puchha
mujhe gum nahi hai iska ki badal gaya jamana mujhe gum nahi hai iska ki badal gaya jamana meri zindagi hai tumse kahin tum badal na jana sab haath chhudaaye firte hain main chahe jitna pyaar karun sab haath chhudaaye firte hain main chahe jitna pyaar karun ae dard ki lehron tum hi kaho ae dard ki lehron tum hi kaho kis naav pe duniyaa paar karun sab haath chhudaaye firte haiiiiiiiin maloom nahin kis manzil par sanson ka khazana lut jaye maloom nahin kis manzil par sanson ka khazana lut jaye sanson ka khazana lut jaye kya soch ke tum hissaa maango kya soch ke main ikraar karun ae dard ki lehron tum hi kaho ae dard ki lehron tum hi kaho kis naav pe duniyaa paar karun sab haath chhudaaye firte haiiiiiiiin ek roz milo tanhai mein shikwon ka maza jab aayega ek roz milo tanhai mein shikwon ka maza jab aayega shikwon ka maza jab aayega is bheed mein kya daman thamun kya baat sarebazaar karun ae dard ki lehron tum hi kaho ae dard ki lehron tum hi kaho kis naav pe duniyaa
tere honton ko salaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam jinn se chhoo jaane ko tarsen kai saagar kai jaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam inn gulabon pe jale jab se tabbasum ke diye inn gulabon pe jale jab se tabbasum ke diye thik uss din se meri pyaas bhujhane ke liye tere honton ke kinaare hain mere dil ka qayaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam tu jab inn honton ko daaton mein daba leti hai tu jab inn honton ko daaton mein daba leti hai ye teri chup kisi toofaan ka pata deti hai pyaas jo inn mein chhupi hai ise kar de mere naam tere honton ko salaam tere honton ko salaam main bhi pyaasa hoon bahot pyaas lagi hai mujhko main bhi pyaasa hoon bahot pyaas lagi hai mujhko teri ummeed teri aas lagi hai mujhko kab karenge mere honton se tere hont qalaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam jinn se chhoo jaane ko tarsen kai saagar kai jaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam
ghataon ne tumhari zulf ka fanda nahin dekha sitaaron ne bhi aisa chaand sa mukhda nahin dekha nazar walon ne is duniya mein lekin kya nahin dekha hazaaron mehjabin dekhe magar tumsa nahin dekha tum itni haseen ho tum itni jawaan ho tum itni haseen ho tum itni jawaan ho tumhen pyaar karne ko jee chahta hai tum itni haseen ho tum itni jawaan ho tum itni haseen ho tum itni jawaan ho tumhen pyaar karne ko jee chahta hai main keh doon agar kuchh tumhen bhi yakin ho main keh doon agar kuchh tumhen bhi yakin ho tumhen pyaar karne ko jee chahta hai tum itni haseen ho tum itni jawaan ho tumhen pyaar karne ko jee chahta hai labon par hai raksha labon par hai raksha gulaabi gulaabi nighaahon ki jumbish sharaabi sharaabi labon par hai raksha gulaabi gulaabi nighaahon ki jumbish sharaabi sharaabi tumhara ye chehra kitaabi kitaabi tumhara ye chehra kitaabi kitaabi tumhen pyaar karne ko jee chahta hai tum itni haseen ho tum itni jawaan ho tumhen pyaar karne ko jee chahta hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ajnabee Shehar Mein Ajnabee Raaste Ashok Khosla 04:52 16017
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 04:52   Song Number : 16017   

Band Thi Masjid Ki Sab Ashok Khosla 05:16 17621
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Lyricist
Zafar Gorakhpuri
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 05:16   Song Number : 17621   

Ishq Ke Aage Ashok Khosla 05:56 38993
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Sudarshan Faakir
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 05:56   Song Number : 38993   

Koi Deewar Se Ashok Khosla 06:37 18386
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 06:37   Song Number : 18386   

Main Akela Chala Ja Raha Tha Kahin Ashok Khosla 06:13 17512
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Lyricist
Zafar Gorakhpuri
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 06:13   Song Number : 17512   

Mile Kisi Se Nazar To Ashok Khosla 07:09 38232
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 07:09   Song Number : 38232   

Raste Bhar Ro Ro Ke Ashok Khosla 07:22 38994
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Lyricist
Qaiser Ul Jafri
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 07:22   Song Number : 38994   

Sab Haath Chhudaaye Ashok Khosla 06:48 32293
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 06:48   Song Number : 32293   

Tere Honton Ko Salaam Ashok Khosla 05:49 18103
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 05:49   Song Number : 18103   

Tum Itni Haseen Ho Ashok Khosla 06:27 37558
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Lyricist
Afzal Peshawan
Music Director- 
Ashok Khosla
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 06:27   Song Number : 37558