Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeArth (1982)
HomeArth (1982)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jhuki jhuki si nazar beqaraar hai ke nahin jhuki jhuki si nazar beqaraar hai ke nahin dabaa dabaa sa sahi dil mein pyaar hai ke nahin jhuki jhuki si nazar tu apne dil ki jawaan dhadkanon ko gin ke bataa tu apne dil ki jawaan dhadkanon ko gin ke bataa meri tarah tera dil beqaraar hai ke nahin dabaa dabaa sa sahi dil mein pyaar hai ke nahin jhuki jhuki si nazar wo pal ke jis mein muhabbat jawaan hoti hai wo pal ke jis mein muhabbat jawaan hoti hai uss ek pal ka tujhe intezaar hai ke nahin dabaa dabaa sa sahi dil mein pyaar hai ke nahin jhuki jhuki si nazar teri ummeed pe thukraa raha hoon duniya ko teri ummeed pe thukraa raha hoon duniya ko tujhe bhi apne pe ye aitbaar hai ke nahin dabaa dabaa sa sahi dil mein pyaar hai ke nahin jhuki jhuki si nazar
koi ye kaise bataaye ke wo tanhaan kyun hai wo jo apna tha wohi aur kisi ka kyun hai yahi duniyaa hai to phir aisi ye duniyaa kyun hai yahi hota hai to aakhir yahi hota kyun hai ek zara haath badha den to pakad len daaman uss ke seene mein samaa jaaye humari dhadkan itni qurbat hai to phir faaslaa itna kyun hai dil e barbaad se niklaa nahin ab tak koi ek loote ghar pe diya karta hai dastak koi aas jo toot gayi phir se bandhataa kyun hai tum masarat ka kaho yaa ise ghum ka rishta kehte hain pyaar ka rishtaa hai janam ka rishtaa hai janam ka jo ye rishtaa to badltaa kyun hai
tu nahin to zindagi mein aur kya reh jayega tu nahin to tu nahin to zindagi mein aur kya reh jayega tu nahin to door tak tanhaiyon ka door tak tanhaiyon ka silsila reh jayega tu nahin to dard ki saari tahen aur saare guzre haadse dard ki saari tahen aur saare guzre haadse sab dhuan ho jayenge ek vaquiya reh jayega tu nahin to zindagi mein aur kya reh jayega tu nahin to yun bhi hoga woh mujhe dil se bhula dega magar yun bhi hoga woh mujhe dil se bhula dega magar ye bhi hoga khud usi mein ek khala reh jaega tu nahin to zindagi mein aur kya reh jayega tu nahin to daayre inkaar ke iqraar ki sargoshiyan daayre inkaar ke iqraar ki sargoshiyan ye agar toote kabhi toh faasla reh jayega tu nahin to zindagi mein aur kya reh jayega tu nahin to
tum itna jo muskuraa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho aankhon mein nami hansi labon par aankhon mein nami hansi labon par kya haal hai kya dikha rahe ho kya haal hai kya dikha rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho ban jaayenge zehar peete peete ban jaayenge zehar peete peete ye ashq jo peete ja rahe ho ye ashq jo peete ja rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho jin zakhmon ko waqt bhar chala hai jin zakhmon ko waqt bhar chala hai tum kyun unhein chhede ja rahe ho tum kyun unhein chhede ja rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho rekhaaon ka khel hai muqaddar rekhaaon ka khel hai muqaddar rekhaaon se maat kha rahe ho rekhaaon se maat kha rahe ho kya ghum hai jisko chhupa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho tum itna jo muskuraa rahe ho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jhuki Jhuki Si Nazar Arth (1982) 05:01 20674
 
Poster of Arth (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Kuljit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Shabana Azmi
Duration : 05:01   Song Number : 20674   

Koi Ye Kaise Bataaye Arth (1982) 03:15 20798
 
Poster of Arth (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Shabana Azmi
Duration : 03:15   Song Number : 20798   

Tu Nahin To Zindagi Arth (1982) 05:25 32821
 
Poster of Arth (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Siddique
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Chitra Singh
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Shabana Azmi
Duration : 05:25   Song Number : 32821   

Tum Itna Jo Arth (1982) 05:48 21359
 
Poster of Arth (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Shabana Azmi
Duration : 05:48   Song Number : 21359