Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnurodh (1977)
HomeAnurodh (1977)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aap ke anurodh pe main ye geet sunaata hoon main ye geet sunaata hoon aap ke anurodh pe main ye geet sunaata hoon main ye geet sunaata hoon apne dil ki baaton se aapka dil behlaata hoon aap ke anurodh pe mat poochho auron ke dukh mein ye prem kavi kyun rota hai mat poochho auron ke dukh mein ye prem kavi kyun rota hai bas chot issi ko lagti hai aur dard kisi ko hota hai door kahin koi darpan toote tadap ke main reh jaata hoon aap ke anurodh pe main ye geet sunaata hoon main ye geet sunaata hoon taareef main jiski karta hoon taareef main jiski karta hoon kya roop hai wo kya khushboo hai kuchh baat nahin aisi koi ye ek suroon ka jaadoo hai koyal ki ik kook se sab pe mann mein hook uthaata hoon aap ke anurodh pe main ye geet sunaata hoon main ye geet sunaata hoon main pehne phirtaa hoon jo wo janjirein kaise banti hain main pehne phirtaa hoon jo wo janjirein kaise banti hain ye bhed bataa doon geeton mein tasveerein kaise banti hain sundar honthon ki laali se main
hmmmm aate jaate khoobsurat aawaara sadkon pe kabhi kabhi itefaaq se aate jaate khoobsurat aawaara sadkon pe kabhi kabhi itefaaq se kitne anjaan log mil jaate hain un mein se kuchh log bhul jaate hain kuchh yaad reh jaate hain un mein se kuchh log bhul jaate hain kuchh yaad reh jaate hain aate jaate khoobsurat aawaara sadkon pe kabhi kabhi itefaaq se kitne anjaan log mil jaate hain un mein se kuchh log bhul jaate hain kuchh yaad reh jaate hain un mein se kuchh log bhul jaate hain kuchh yaad reh jaate hain aawaaz ki duniyaa ke doston kal raat isi jagah pe mujhko iss kadar ye hasin khayaal mila hai raah mein ek reshami rumaal mila hai iss kadar ye hasin khayaal mila hai raah mein ek reshami rumaal mila hai jo giraaya tha kisi ne jaan kar jiska ho le jaaye wo pehchaan kar warna main rakh loonga usko apna jaan kar kisi husn waale ki nishaani maan kar nishaani maan kar hanste gaate logon ki baaton hi baaton mein kabhi kabhi ik mazaak se kitne jawaan kisse ban jaate hain
na hasna mere ghum pe insaaf karna jo main ro padun to mujhe maaf karna jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein ab ke shaayad hum bhi roye saawan ke maheene mein jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein ab ke shaayad hum bhi roye saawan ke maheene mein jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein yaaron ka ghum kya hota hai yaaron ka ghum kya hota hai yaaron ka ghum kya hota hai maaloom na tha anjaanon ko saahil pe khade ho kar hum ne dekha aksar tufaanon ko ab ke shaayad hum bhi doobe maujon ke safeene mein jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein aise to thhes na lagti thi jab apne rootha karte the itna to dard na hota tha jab sapne toota karte the ab ke shaayad dil bhi toote ab ke shaayad hum bhi roye saawan ke mahine mein jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein iss kadar pyaar to koi karta nahin marne
aaja hooooo aaja aaja hooooo aaja aaja hooooo aaja ke mere dil ne tadap ke jab naam tera pukaara mere dil ne tadap ke jab naam tera pukaara kahan se na jaane chala aaya ye mausam pyara pyara mere dil ne tadap ke jab naam tera pukaara mere dil ne tadap ke jab naam tera pukaara aaja hooooo aaja tere raste pe main aankhen bichhaye baitha hoon tere intezaar ki main duniya sajaaye baitha hoon tere raste pe main aankhen bichhaye baitha hoon tere intezaar ki main duniya sajaaye baitha hoon dekhen teri nazron ko bhaaye na bhaaye ye nazara mere dil ne tadap ke jab naam tera pukaara mere dil ne tadap ke jab naam tera pukaara tera mera pyaar ik raaz hi rehta to achchha tha soz na banta ye saaz hi rehta to achchha tha tera mera pyaar ik raaz hi rehta to achchha tha soz na banta ye saaz hi rehta to achchha tha jaane kya hoga jab hoga ye milan hamara mere dil ne tadap ke jab naam tera pukaara mere dil ne tadap ke jab naam tera pukaara dhadak raha hai dil dil ko main kaise
tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum ko apne aap hi sahaara mil jaayega kasti koi doobti pahucha do kinare pe tum ko apne aap hi kinaara mil jayega tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum besahaara ho to hans kar zinda rahna padta hai apna dukh khud sehna padta hai rastaa chahe kitna lamba ho dariya ko to behna padta hai hoo tum ho ek akele to ruk mat jaao chalo niklo raste mein koi saathi tumhaara mil jaayega tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum besahaara ho to jeevan to ek jaisa hota hai koi hansta koi rota hai sabar se jeena asaan hota hai fikar se jeena mushkil hota hai hooo thode phool hain kaante hain jo taqdeer ne baante hain tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum besahaara ho to
tum besahara ho to kisi ka sahara bano tumko apne aap hi sahara mil jaayega kashti koi doobti pahuncha do kinare pe tumko apne aap hi kinara mil jayega tum besahara ho to kisi ka sahara bano tum besahara ho to hans kar zinda rahna padta hai apna dukh khud sehna padta hai rasta chahe kitna lamba ho dariya ko to behna padta hai tum ho ek akele to ruk mat jaao chalo niklo raste mein koi saathi tumhara mil jaayega tum besahara ho to kisi ka sahara bano tum besahara ho to na basti mein na veeranon mein na kheton mein na khaliyaanon mein na milta hai pyaar bazaron mein na bikta hai chain dukaanon mein dhoond rahe ho tum jisko khud ko bahar mat dhundho mann ke ander dhundo pritam pyaara mil jaayega tum besahara ho to kisi ka sahara bano tum besahara ho to
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Ke Anurodh Pe Anurodh (1977) 05:01 20142
 
Poster of Anurodh (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Simple Kapadia
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:01   Song Number : 20142   

Aate Jaate Khoobsoorat Anurodh (1977) 05:51 20078
 
Poster of Anurodh (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Simple Kapadia
Duration : 05:51   Song Number : 20078   

Jab Dard Nahin Tha Seene Mein Anurodh (1977) 05:09 31110
 
Poster of Anurodh (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:09   Song Number : 31110   

Mere Dil Ne Tadap Ke Anurodh (1977) 06:42 20919
 
Poster of Anurodh (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Simple Kapadia
Duration : 06:42   Song Number : 20919   

Tum Besahara Anurodh (1977) 03:59 12726
 
Poster of Anurodh (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Rita Bhaduri, Others
Duration : 03:59   Song Number : 12726   

Tum Besahara Ho (Sad) Anurodh (1977) 03:28 19156
 
Poster of Anurodh (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Rita Bhaduri, Others
Duration : 03:28   Song Number : 19156