Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnari (1959)
HomeAnari (1959)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ban ke ye panchhi gaaye pyaar kaa taraana ban ke ye panchhi gaaye pyaar kaa taraana mil jaaye agar aaj koi saathi mastaana mil jaaye agar aaj koi saathi mastaana to jhoome ye dharti aur jhoome aasmaan hooooo aayi haseenon ki toliyaan aayi haseenon ki toliyaan boli piya milan ki boliyaan manzil pe aaye koi naina milaaye koi bhar de ye ulfat ki jholiyaan ban ke ye panchhi gaaye pyaar kaa taraana kheton pe chhaayin jawaaniyaa kheton pe chhaayin jawaaniyaa patton pe likhi kahaaniyaan phoolon ke daal jaise rangeen rumaal koi de de humen bhi nishaaniyaan ban ke ye panchhi gaaye pyaar kaa taraana
dil ki nazar se nazron ki dil se ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de seene se uthkar honton pe aaya ye geet kaisa ye raag kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se nazron ki dil se ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se kyun bekhabar yun khinchi si chali jaa rahi main ye kaun se bandhanon mein bandhi jaa rahi main kyun bekhabar yun khinchi si chali jaa rahi main ye kaun se bandhanon mein bandhi jaa rahi main kuch kho raha hai kuch mil raha hai ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se hum kho chale chaand hai ya koi jaadugar hai yaa madbhari ye tumhari nazar ka asar hai hum kho chale chaand hai ya koi jaadugar hai yaa madbhari ye tumhari nazar ka asar hai sab kuch humara abb hai tumhara ye baat kya hai ye raaz kya hai koi humein bataa de dil ki nazar se aakaash mein ho rahein hain ye kaise ishaare kya dekh kar aaj hain itne khush chaand taare aakaash mein ho rahein hain ye kaise ishaare kya
kisi ki muskurahaton pe ho nisaar kisi ka dard mil sake to le udhaar kisi ke vaaste ho tere dil mein pyaar jeena isi ka naam hai kisi ki muskurahaton pe ho nisaar kisi ka dard mil sake to le udhaar kisi ke vaaste ho tere dil mein pyaar jeena isi ka naam hai maana apni jeb se faqeer hain phir bhi yaaron dil ke hum amir hain maana apni jeb se faqeer hain phir bhi yaaron dil ke hum amir hain mite jo pyaar ke liye woh zindagi jale bahar ke liye woh zindagi kisi ko ho na ho humen to aitbaar jeena isi ka naam hai rishta dil se dil ke aitbaar ka zinda hai humin se naam pyaar ka rishta dil se dil ke aitbaar ka zinda hai humin se naam pyaar ka ke mar ke bhi kisi ko yaad aaenge kisi ke aasuon mein muskaraenge kahega phool har kali se baar baar jeena isi ka naam hai kisi ki muskurahaton pe ho nisaar kisi ka dard mil sake to le udhaar kisi ke vaaste ho tere dil mein pyaar jeena isi ka naam hai
nineteen fifty six nineteen fifty seven nineteen fifty eight nineteen fifty nine duniya ka dhaancha badla kismat ka saanchaa badla aankhen to kholo zaraa lala ho kahaan lalalalabala bala lalalalabala bala taaj niraale raaz niraale jeewan ke saare saaz niraale mehfil mehfil ghoom dharti ke jaaye ambar pe chaaye phaila ke baahen chanda bulaaye aa taaron ko choom nineteen fifty nine nineteen fifty six hello o my kal ki kahaani ho gayi puraani duniya pe phir se aayi jawaani behki behki chaal saadi se choli holi se boli milke machaa do rangon ki holi ye fashion ka saal nineteen fifty nine nineteen fifty six fashion badhenge kapde ghatengen maalik hi jaane kitne rahenge mausam kaa ye khel zulfen chhaantaao naakhoon badhaao chehre pe naqli chehra chadhaao nineteen fifty nine nineteen fifty six nineteen fifty seven nineteen fifty eight nineteen fifty nine
sab kuchh seekha humne na seekhi hoshiyaari sab kuchh seekha humne na seekhi hoshiyaari sach hai duniya waalo ke hum hain anadi duniya ne kitna samjhaaya kaun hai apna kaun paraaya phir bhi dil ki chot chupa kar humne aapka dil behalaaya khud hi mar mitne ki ye zid hai humari khud hi mar mitne ki ye zid hai humari sach hai duniya waalo ke hum hain anadi dil ka chaman ujadte dekha pyaar ka rang utarte dekha humne har jeene waale ko dhan daulat pe marte dekha dil pe marne waale marenge bhikhaari dil pe marne waale marenge bhikhaari sach hai duniya waalo ke hum hain anadi asli naqli chehre dekhe dil pe sau sau pehre dekhe mere dukhte dil se poochho kya kya khaab sunehare dekhe toota jis taare pe nazar thi hamari toota jis taare pe nazar thi hamari sab kuchh seekha humne na seekhi hoshiyaari sach hai duniya waalo ke hum hain anadi
tera jaana dil ke armaano ka lut jaana tera jaana dil ke armaano ka lut jaana koi dekheeeeeee koi dekhe ban ke taqdeeron ka mit jaana tera jaana tera ghum teri khushi mera ghum meri khushi tujhse hi thi zindagi hans kar hamne tha kaha jeevan bhar ka saath hai ye kal hi ki baat hai aa aa aa aa aa tera jaana dil ke armaano ka lut jaana koi dekheeeeeee koi dekhe ban ke taqdeeron ka mit jaana tera jaana jab jab chanda aayega teri yaad dilaayega saari raat jagaayega main ro kar reh jaaungi dil jab zid par aayega dil ko kaun manayega aa aa aa aa aa tera jaana dil ke armaano ka lut jaana koi dekheeeeeee koi dekhe ban ke taqdeeron ka mit jaana tera jaana
woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai samjhane waale samjh gaye hai naa samjhe naa samjhe woh anadi hai woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai samjhane waale samjh gaye hai naa samjhe naa samjhe woh anadi hai woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai chaandi ki chamakati raahen woh dekho jhoom jhoom ke bulayen chaandi ki chamakati raahen woh dekho jhoom jhoom ke bulayen kirnon ne pasaari baahen ke armaan naach naach lehraayen baaje dil ke taar gaaye ye bahaar ubhare hai pyaar jeevan mein baaje dil ke taar gaaye ye bahaar ubhare hai pyaar jeevan mein woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai samjhane waale samjh gaye hai naa samjhe naa samjhe woh anadi hai woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai kirnon ne chunariya taani bahaaren kis pe aaj hai deewani kirnon ne chunariya taani bahaaren kis pe aaj hai deewani chanda
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ban Ke Ye Panchhi Gaaye Anari (1959) 03:35 12669
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:35   Song Number : 12669   

Dil Ki Nazar Se Anari (1959) 04:49 20366
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nutan, Raj Kapoor
Duration : 04:49   Song Number : 20366   

Kisi Ki Muskurahaton pe Anari (1959) 04:27 20780
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 04:27   Song Number : 20780   

Nineteen Fifty Six Anari (1959) 04:09 40455
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Helen, Raj Kapoor, Lalita Pawar
Duration : 04:09   Song Number : 40455   

Sab Kuchh Seekha Humne Anari (1959) 03:36 21200
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:36   Song Number : 21200   

Tera Jaana Dil Ke Armaano Ka Anari (1959) 03:38 21277
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:38   Song Number : 21277   

Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse Anari (1959) 03:54 21408
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:54   Song Number : 21408