Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAmber (1952)
HomeAmber (1952)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil de ke sanam tumhen pachhtaaye hum mil gaya ghum hi ghum aur khushi naa mili jahaan hum aur tum mil ke ho jaayen gum wo muhabbat bhari zindagi naa mili dil ko naahak muhabbat ka josh aa gaya dil ko naahak muhabbat ka josh aa gayaaaaa josh aa gaya bewafaa tumko paaya to hosh aa gayaa hosh aa gaya meri kismat mein tha haaye andhera likha chaand to mil gaya chandani naa mili dil de ke sanam tumhen pachhtaaye hum mil gaya ghum hi ghum aur khushi naa mili ghum ke baadal hain iss dil pe chhaaye huye ghum ke baadal hain iss dil pe chhaaye huye chhaaye huye meri aankhon mein aansoon hain aaye huye aaye huye mujhe dhoka diya mere dil ne ye kya ashq to mil gaye aur hansi na mili dil de ke sanam tumhen pachhtaaye hum mil gaya ghum hi ghum aur khushi naa mili
duniyaa meinnnn duniyaa meinnn duniyaa mein nahin koi yaar wafadaar zamanaa sach kehta hai zamanaa sach kehta hai yahaan karna kisi se pyaar hai beqaar zamanaa sach kehta hai zamanaa sach kehta hai dukh dard ka hai baazaar ye sansaar zamanaa sach kehta hai zamanaa sach kehta hai milna hai yahaan dushwaar dil ko qaraar zamanaa sach kehta hai zamanaa sach kehta hai kar gaye wo bhi hum se kinaaraaaaa jinko basaaya mann meinnnn pyaar ki baazi jeet chuka hai koi na iss jeevan meinn koi na iss jeevan mein hoti hai yahaan har baar dil ki haar zamanaa sach kehta hai zamanaa sach kehta hai kismat ne majboor bana karrrr chheen liya sukh humseeee kaaya ki iss qaid mein aa kar kaun bacha hai ghum se kaun bacha hai ghum se chalte hai yahaan par waar ghum ke hazaaaaar zamanaa sach kehta hai zamanaa sach kehta hai
hum pyaar tumhin se karte hain hum pyaar tumhin se karte hain naadan balam tum kya jaano tum ruth gaye dil toot gaya paaya hai jo ghum tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain jab humko banaya tha apnaaa kyun haal naa dil ka jaan sake ik phool chunaaaaaa ik phool chuna aur phenk diya khushboo bhi nahin pehchan sake thukraa diya meri ulfat ko apna hi sitam tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain mitt jaaye muhabbat ki duniyaa ye baat koi aasaan nahinnnn armaan bharaaa armaan bhara ye dil mera naazuk hai magar naadan nahin tum pher lo humse laakh nazar badlenge na hum tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain hum pyaar tumhin se karte hain naadan balam tum kya jaano tum ruth gaye dil toot gaya paaya hai jo ghum tum kya jaano hum pyaar tumhin se karte hain
hum tum ye bahaar dekho rang laaya pyaar barsaat ke mahine mein rimjhim ye phuhaar dil gaaye re malhaar ek aag liye seene mein hum tum ye bahaar dekho rang laaya pyaar barsaat ke mahine mein rimjhim ye phuhaar dil gaaye re malhaar ek aag liye seene mein ooooooo oooooo oooooo ooooo oooooo oooooooo oooooo ooooo oooo oooo oooo oooooooo oooooo ooooo oooo oooo oooo teri zulfon ki ye rangat hai jo baadal ban ke chhaayi hai teri zulfon ki ye rangat hai jo baadal ban ke chhaayi hai jo baadal ban ke chhaayi hai teri aankhon ki ye masti hai jo saawan ban ke aayi hai mera dum jab tak rahe pyaar ki chamak mere dil ke nagine mein rimjhim ye phuhaar dil gaaye re malhaar ek aag liye seene mein oooooooo oooooo ooooo oooo oooo oooo oooooooo oooooo ooooo oooo oooo oooo duniyaa ko humaari ho naa khabar aankhon mein ishaare ho jaayen duniyaa ko humaari ho naa khabar aankhon mein ishaare ho jaayen aankhon mein ishaare ho jaayen ulfat ka chale aisa jaadoo dushman bhi humare ho jaayen
maj gun gan gin tuna o phir purr pharr chhinn chhunnaa shamma jali parwaana aaya shamma jali hooo oooo shamma jali parwaana aaya shamma jali hoooo oooo oooo pyaar ki aag mein jal jaane ko aaj koi deewana aaya aaj koi deewana aaya shamma jali hoooo oooo oooo shamma jali parwaana aaya shamma jali hoooo oooo oooo oooo oooo aankh se nikle khushi ke aansoon zabaan pe ik afsaana aaya zabaan pe ik afsaana aaya shamma jali hooo oooo shamma jali parwaana aaya shamma jali duniyaa mein do dil waalon ka mil ke bichhadna khel nahin hai haaye khel nahin hai duniyaa mein do dil waalon ka mil ke bichhadna khel nahin hai haaye khel nahin hai jeevan bhar ka sang hai apna chaar dinon ka mel nahin hai jeevan bhar ka sang hai apna chaar dinon ka mel nahin hai hoooo oooo oooo laut ke phir mehfil mein teri dekh tera mastaana aaya dekh tera mastaana aaya shamma jali hooo oooo shamma jali parwaana aaya shamma jali hum bhi jale parwaana ban kar hum ko seekha do apni adaayen hoooo oooo
tootegi naa pyaar ki dor duniyaa chaahe laga le zor dil ki baat bataaun baalam dil ki baat bataaun main dil ki baat bataaun tootegi naa pyaar ki dor duniyaa chaahe laga le zor dil ki baat bataaun baalam dil ki baat bataaun main dil ki baat bataaun teri muhabbat meri jawaani teri muhabbat meri jawaani mil mil ke chhalkaaye masti hooo oooo oooo jagmag hai dharti ka aanchal hooo oooo oooo jagmag hai dharti ka aanchal jhilmil hai aakaash ki basti hooo oooo aakaash ki basti tu hai chanda main hoon chakor manzil apni gagan ki aor tere paas main aaun baalam dil ki baat bataaun main dil ki baat bataaun jhoom rahin hain mast umange jhoom rahin hain mast umange dil ko mila hai dil ka sahaara hoooo ooooo tu deewana main hoon deewani hoooo ooooo tu deewana main hoon deewani koi naa jaane bhed humara hoooo oooo oooo bhed humara tu hai mere mann ka mor sun le mere dil ke chor jeevan tujh bin paaun baalam dil ki baat bataaun main dil ki baat bataaun tootegi naa pyaar ki dor
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil De Ke Sanam Amber (1952) 03:18 12651
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:18   Song Number : 12651   

Duniyaa Mein Nahin Koi Yaar Amber (1952) 03:29 15536
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 15536   

Hum Pyaar Tumhin Se Amber (1952) 03:22 12652
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:22   Song Number : 12652   

Hum Tum Ye Bahaar Amber (1952) 03:19 12653
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Duration : 03:19   Song Number : 12653   

Shamma Jali Parwaana Aaya Amber (1952) 03:08 12266
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Duration : 03:08   Song Number : 12266   

Tootegi Naa Pyaar Ki Amber (1952) 03:23 12654
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:23   Song Number : 12654