Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAfsana (1951)
HomeAfsana (1951)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj kuchh aisi chot lagi hai toot gaya paymaana dil ka toot gaya paymaana koi nahin duniya mein apna kaun sune afsaana dil ka kaun sune afsaanaa yaad mein jiski din beete hain jiske sahaare hum jeete hain jiske sahaare hum jeete hain yaad mein jiski din beete hain jiske sahaare hum jeete hain jiske sahaare hum jeete hain aaj usi ne thukraaya hai pyaar bhara nazraana dil ka pyaar bhara nazraana aaj kuchh aisi chot lagi hai toot gaya paymaana dil ka toot gaya paymaanaa kaisa shikwa kis ki shikaayat dekh liya anzam e mohabbat dekh liya anzam e mohabbat kaisa shikwa kis ki shikaayat dekh liya anzam e mohabbat dekh liya anzam e mohabbat aap hi apni aag mein jalkar khaak hua parwaana dil ka khaak hua parwaana aaj kuchh aisi chot lagi hai toot gaya paymaana dil ka toot gaya paymaana
khushiyon ke din manaye ja dil ke tarane gaye ja tujh ko jawani ki qasam dil ki lagi bujhaye ja duniya meri bassaye ja aaja piya aaja piya abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon zahid yun hi badnaam hai ghum se tujhe kya kaam hai yeh muskurati zindagi zinda dili ka naam hai dil dil se muskuraye ja kuchh gaye ja balkhaye ja abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon abhi to main jawaan hoon
duniya ek kahaani re bhaiya duniya ek kahaani duniya ek kahaani re bhaiya duniya ek kahaani toone kehdi maine kehdi duniya ek kahaani is duniya ke mele mein koi raaja hai koi raani duniya ek kahaani re bhaiya duniya ek kahaani is mele mein haar jeet hai aur mele ka mel is mele mein udan khatole haathi ghode rel kahin hindole kahin tamaashe tarha tarha ke khel is mele mein paana khona jeevan behta paani re bhaiya duniya ek kahaani re bhaiya duniya ek kahaani duniya ek kahaani re bhaiya duniya ek kahaani hariyal lelo pariyal lelo lelo chanda tara aao chunnu aao munnu aao chunnu aao munnu lelo naya gubbaara muniya raani muniya raani hamen bata do kya hai naam tumhaara kas ke dor pakadna bitiya mat karna naadaani is dhage mein bandhi rahegi teri preet puraani re bhaiya duniya ek kahaani re bhaiya duniya ek kahaani duniya ek kahaani re bhaiya duniya ek kahaani aaj yahaan kal kahaan hamen le jaayegi taqdeer kaun kahe kis ki aankhon mein kab bhar aaye neer ek baar jo
aaaa aaaa aaaa ooo oo ooo ooo tere khayaal mein bachpan ki zindagi guzri jawaani aayi to tujhko pukaarti aayi kahaan hai tu mere sapnon ke raaja kahaan hai tu mere sapnon ke raaja jawaani aa gayi hai ab to aa jaa ab to aa jaa kahaan hai tu mere sapnon ke raaja jawaani aa gayi hai ab to aa jaa ab to aa jaa kasam hai dil ke armaanon ki tujhko kasam hai dil ke armaanon ki tujhko kasam bachpan ke afsaanon ki tujhko wo hi rangeen afsaane suna jaa jawaani aa gayi hai ab to aa jaa ab to aa jaa tujhe aawaaz dete hain sitaare bahaaren kar rahi hain kuchh ishaare kuchh ishaare ishaaron ka mujhe matlab bata jaa jawaani aa gayi hai ab to aa jaa ab to aa jaa zubaan pe dil ki baaten aa gayi hain zubaan pe dil ki baaten aa gayi hain badi bedard raaten aa gayi hain meri raaton ko aa kar jagmgaa jaa jawaani aa gayi hai ab to aa jaa ab to aa jaa kahaan hai tu mere sapnon ke raaja jawaani aa gayi hai ab to aa jaa ab to aa jaa
kismat bigdi duniyaa badli kismat bigdi duniyaa badli phir kaun kisi ka hota hai aye duniyaa waalon sach mein kaho kya pyaar bhi jhoota hota hai kismat bigdi duniyaa badli jab bura zamaana aata hai saaya bhi judaa ho jata hai wo dil par chot lagata hai jo dil ko pyaara hota hai kismat bigdi duniyaa badli duniyaa mein wafaa ka naam nahin duniyaa ko wafaa se kaam nahin sab jisko muhabbat kehte hain naadaan wo dhoka hota hai kismat bigdi duniyaa badli toofan se kashti bach nikli saahil pe pahunch kar doob gayi bhagwaan tumhari duniyaa mein andher ye kaisa hota hai kismat bigdi duniyaa badli phir kaun kisi ka hota hai aye duniyaa waalon sach mein kaho kya pyaar bhi jhoota hota hai kismat bigdi duniyaa badli
wo paas bhi reh kar paas nahin hum door bhi reh kar door nahin hum door bhi reh kar door nahin do bichhde huye dil mil jaayen kismat ko bhi manzoor nahin kismat ko bhi manzoor nahin wo aayen to dil ka afsaana hum keh naa sake wo sun naa sake wo humse judaa kyun rehte hain wo humse judaa kyun rehte hain jo dil se humaare door nahin jo dil se humaare door nahin wo paas bhi reh kar paas nahin hum door bhi reh kar door nahin hum door bhi reh kar door nahin ae bigdi huyi taqdeer bataa kyaa humse huyi hai aisi khataa kashti ko kinaara mil jaaye kashti ko kinaara mil jaaye bedard tujhe manzoor nahin bedard tujhe manzoor nahin wo paas bhi reh kar paas nahin hum door bhi reh kar door nahin hum door bhi reh kar door nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Kuchh Aisi Chot Lagi Hai Afsana (1951) 02:51 12146
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Veena Kumari
Duration : 02:51   Song Number : 12146   

Abhi To Main Jawaan Hoon Afsana (1951) 01:49 38292
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Gafil Harnalvi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pran, Cuckoo
Duration : 01:49   Song Number : 38292   

Duniya Ek Kahaani Re Bhaiya Afsana (1951) 05:04 38988
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 05:04   Song Number : 38988   

Kahaan Hai Tu Mere Sapnon Ke Raaja Afsana (1951) 03:55 12148
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Veena Kumari
Duration : 03:55   Song Number : 12148   

Kismat Bigdi Afsana (1951) 02:52 16428
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Raag- 
Tilang
Duration : 02:52   Song Number : 16428   

Wo Paas Bhi Reh Kar Afsana (1951) 03:20 20201
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Veena
Duration : 03:20   Song Number : 20201