Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAap To Aise Na The (1980)
HomeAap To Aise Na The (1980)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kismat ki baazi ka faisla to ho gaya hai faasla bhi kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai kismat ki baazi ka faisla to ho gaya hai faasla bhi kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai jisko jise milna hai har haal mein milta hai duniya mein mohabbat hi kismat ko badalti hai duniya mein mohabbat hi kismat ko badalti hai ye shamma havaaon mein bujhti nahin jalti hai kismat ki a ha ha baazi ka a ha ha faisla to o ho ho ho gaya hai a ha ha faasla bhi a ha ha kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai kudrat hi banaati hai har rishta mohabbat ka yun bhi kabhi hota hai anjaan si raahon mein yun bhi kabhi hota hai anjaan si raahon mein kismat jise kehte hain aa jaati hai baahon mein kismat ki baazi ka faisla to ho gaya hai faasla bhi kho gaya hai dekhen kisko kaun milta hai har roz nahin banti tasveer mohabbat ki jo saanson mein rehta hai jo palkon mein sota hai jo saanson mein rehta hai jo palkon mein sota hai wo pyaar javaani mein ik baar hi hota hai aaa kismat ki a ha
tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai ye aasmaan ye baadal ye raaste ye hawa ye aasmaan ye baadal ye raaste ye hawa har ek cheez hai apni jagaah thikaane se kayi dinon se shikaayat nahin zamaane se ye zindagi hai safar tu safar ki manzil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tere bagair jahaan mein koi kamin si thi tere bagair jahaan mein koi kamin si thi bhatak rahi thi jawaani andheri raahon mein sukun dil ko mila aa ke teri baahon mein main ek khoyi huyi mauz hoon tu saahil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tere zamaal se roshan hai kaaynaat meri tere zamaal se roshan hai kaaynaat meri meri talaash teri dilkashi rahe baaki khuda kare ke ye deewaangi rahe baaki teri wafa hi meri har khushi ka haasil hai
tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai jahaan bhi jaaun ye lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai ye aasamaan ye baadal ye raaste ye hawaa ye aasamaan ye baadal ye raaste ye hawaa har ek cheez hai apni jagah thikaane se kai dinon se shikaayat nahin zamaane se ye zindagi hai safar tu safar ki manzil hai jahaan bhi jaaun ye lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai har ek phool kisi yaad sa mehktaa hai har ek phool kisi yaad sa mehktaa hai tere khayaal se jaagi huyi fizaayen hain ye sabz ped hai yaa pyaar ki duwaayen hain tu paas ho ke nahin phir bhi tu muqaabil hai jahaan bhi jaaun ye lagta hai teri mehfil hai tu iss tarah se meri zindagi mein shaamil hai har ek sheh hai muhabbat ke noor se roshan har ek sheh hai muhabbat ke noor se roshan ye roshni jo naa ho zindagi adhuri hai rahe wafaa mein koi humsafar zaruri hai ye raasta kahin tanhaa kate to
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kismat Ki Baazi Ka Aap To Aise Na The (1980) 06:16 14693
 
Poster of Aap To Aise Na The (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Nida Fazli
Music Director- 
Usha Khanna
Duration : 06:16   Song Number : 14693   

Tu Is Tarah Aap To Aise Na The (1980) 06:44 12589
 
Poster of Aap To Aise Na The (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Fazali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Babbar
Raag- 
Durga
Duration : 06:44   Song Number : 12589   

Tu Iss Tarah (Female) Aap To Aise Na The (1980) 07:33 12588
 
Poster of Aap To Aise Na The (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Fazali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Ranjeeta Kaur, Raj Babbar
Raag- 
Durga
Duration : 07:33   Song Number : 12588