Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAansoo Ban Gaye Phool (1969)
HomeAansoo Ban Gaye Phool (1969)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ho o suno to jaani ho o meri kahaani ho o suno to jaani ho o meri kahaani are duniya hai mere peechhe aur main teri deewaani ho o suno to jaani ho o meri kahaani are duniya hai mere peechhe aur main teri deewaani teri aankhon ne haa teri baaton na aaa ye kya jaadu kar daala tadpe meri jawaani aisa na ho shhh koi sunta ho shhh ulfat karni hai tumse ab to hai jee mein thaani ab to hai jee mein thaani haa aaa ha ha ha ha ha ho o suno to jaani ho o meri kahaani are duniya hai mere peechhe aur main teri deewaani la la la ra la ra la ra la la la ra la ra la ra la la la la la la la lal la aaaa ye ghabraana haye ye sharmaana haye le legi jaan ek din zaalim adaa suhaani ab jaaoge tum kab aaoge tum ye to keh do phir hogi kis roz meharbaani kis roz meharbaani aa haaa ha ha ha ha ha ho o suno to jaani ho o meri kahaani are duniya hai mere peechhe aur main teri deewaani ho o suno to jaani ho o meri kahaani are duniya hai mere peechhe aur main teri deewaani
jaane kaisa hai mera deewana kabhi apna sa lage kabhi begaana jaane kaisa hai mera deewana kabhi apna sa lage kabhi begaana badi bholi ho ye bhi na jaana kabhi apno ko nahin kehte begaana badi bholi ho yun bhi jeeta tha magar koi armaan na the yun bhi jeeta tha magar koi armaan na the jab talak aap mere dil ke mehmaan na the dil ke mehmaan na the tum se mehka hai mera viraana kabhi apno ko nahin kehte begaana jaane kaisa hai mera deewana kabhi apna sa lage kabhi begaana jaane kaisa hai ho ho ho hmm hmm aa haa haa ha main wo aazaad ghata tumne jise baandh liya main wo aazaad ghata tumne jise baandh liya apni aankhon mein mujhe naya aakaash diya naya aakaash diya yehi chhota sa mera afsaana kabhi apna sa lage kabhi begaana badi bholi ho ye bhi na jaana kabhi apno ko nahin kehte begaana badi bholi ho kabhi chhede hai pawan kabhi cheede hai piya kabhi chhede hai pawan kabhi cheede hai piya yehi to hoga sanam tumne jab pyaar kiya tumne jab pyaar kiya mere paas aao
hmmm hmmmm meharbaan mehboob dilbar jaan e man meharbaan mehboob dilbar jaan e man aaj ho jaaye koi deewanapan meharban mehboob dilbar jaan e man aaa aaa hmmmm pyaar ki thandi aag laga do pyaar ki thandi aag laga do tan man mein ik dhoom macha dooooo tum pe vaare mere kajraare nayan meharban mehboob dilbar jaan e man meharban mehboob dilbar jaan e man jaam banu aur lab tak aaun jaam banu aur lab tak aaun aankh mein masti ban lehraaun raat raani banke aayi hai dulhan meharban mehboob dilbar jaan e man meharban mehboob dilbar jaan e man kehti hai angdaayi kahaani kehti hai angdaayi kahaani chhalki jaaye mast jawaaniiiii aaj phoolon ki tarh toote badan meharban mehboob dilbar jaan e man aaj ho jaaye koi deewanapan meharban mehboob dilbar jaan e man meharban mehboob dilbar
ye dil sada dhadka kiya jiske liye wo raat aa gayi ye dil sada dhadka kiya jiske liye wo raat aa gayi jo lab kahen jo lab sune lab par mere wo baat aa gayi ye dil sadaa aa paas tu aa chhoo lun zara aa aa paas to aa chhoo lun zara ye lat teri ye mukhda tera hoo oo oo itni hansi hai ye ghata ye chandani jo haath aa gayi ye dil sadaa mujhse mili jo nazren teri haan mujhse mili jo nazren teri rangi labon pe kheli hansi hoo oo oo aisa laga dil mein mere taaron saji baraat aa gayi ye dil sadaa sapne saje hain palkon tale haan sapne saje hain palkon tale saason mein hain sau deepak jale hoo oo oo kehna hai kyaa is raat ka tujhko liye jo saath aa gayi ye dil sadaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ho O Suno To Jaani Aansoo Ban Gaye Phool (1969) 03:41 12812
 
Poster of Aansoo Ban Gaye Phool (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Taj Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 03:41   Song Number : 12812   

Jaane Kaisa Hai Mera Deewana Aansoo Ban Gaye Phool (1969) 04:42 20614
 
Poster of Aansoo Ban Gaye Phool (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Taj Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 04:42   Song Number : 20614   

Meharbaan Mehboob Dilbar Aansoo Ban Gaye Phool (1969) 04:26 38291
 
Poster of Aansoo Ban Gaye Phool (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Taj Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Helen
Duration : 04:26   Song Number : 38291   

Ye Dil Sada Dhadka Kiya Aansoo Ban Gaye Phool (1969) 03:52 38574
 
Poster of Aansoo Ban Gaye Phool (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Taj Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Deb Mukherjee, Alka
Duration : 03:52   Song Number : 38574