Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAankhon Aankhon Mein (1972)
HomeAankhon Aankhon Mein (1972)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aankhon aankhon mein aankhon aankhon mein baat hone do mujhko apni baahon mein sone do aankhon aankhon mein baat hone do haan mujhko apni baahon mein sone do shaadi ho jaane do shaadi ho jaayegi pehle meethe sapnon mein khone do aankhon aankhon mein baat hone do mujhko apni baahon mein sone do shaadi ho jaane do shaadi ho jaayegi pehle meethe sapnon mein khone do aankhon aankhon mein baat hone do haan haan haan haan mann kaa panchhi dole preet ki boli bole baat badegi aage lekin haule haule mann kaa panchhi dole preet ki boli bole baat badegi aage lekin haule haule kab tak intezaari umr padi hai saari dil ko zara dil mein samone do aankhon aankhon mein baat hone do mujhko apni baahon mein sone do shaadi ho jaane do shaadi ho jaayegi pehle meethe sapnon mein khone do aankhon aankhon mein baat haan haan haan pehle bhi barkha thi aisi na bhali thi phool bani hai ab tu pehle band kali thi pehle bhi barkha thi aisi na bhali thi phool bani hai ab tu pehle band kali thi
aye do baaten pyaar bhari kar loon kar lo ji aankhon mein haan aaj tujhe haan bhar loon bhar lo ji do baaten pyaar bhari kar loon kar lo ji aankhon mein aaj tujhe bhar loon bhar lo ji chunri ko samjha le mukhda tera chhipaati hai achchhaa are chunri ko samjha le mukhda tera chhipaati hai latt tere gaalon par jhoom jhoom ke aati hai haa haa haaa haaa haa naagan ko haaye zara idhar kar loon haan kar lo ji aankhon mein aaj tujhe bhar loon bhar lo ji purab ka sandesa jab purwaayi laati hai achchhaa ji haa haa purab ka sandesa jab purwaayi laati hai tham jaaye dhadkan bhi neend pyaar ko aati hai kaandhe pe sar apna dhar loon dhar lo ji do baaten pyaar bhari kar loon kar lo ji soyi huyi barson ki jaagi aaj muhabbat hai soyi huyi barson ki jaagi aaj muhabbat hai aankhon ko naa jaane kyun ab teri zarurat hai sach iss dil mein haan dil apna dhar loon haan dhar lo ji aankhon mein aaj tujhe bhar loon bhar lo ji hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm kar loon kar lo ji aankhon mein
gaya bachpan gaya bachpan jo aai jawaani to chunri patang ho gayi gaya bachpan jo aai jawaani to chunri patang ho gayi aisi palkon mein aisi palkon mein chhayi jo masti tabiyat malang ho gayi aisi palkon mein chhayi jo masti tabiyat malang ho gayi gaya bachpan hirni ki chaal bas gayi meri chaal mein ha ha ho ho haha ho ho hirni ki chaal bas gayi meri chaal mein do gaj lambi ho gayi ek saal mein do gaj lambi ho gayi ek saal mein de de bachpan de de bachpan tu lele jawaani jawaani se main tang ho gayi de de bachpan tu lele jawaani jawaani se main tang ho gayi gaya bachpan jo aai jawaani to chunri patang ho gayi gaya bachpan dekha jo tujhko uthi aisi halchal la la la la lal la la la la dekha jo tujhko uthi aisi halchal mujhse lipat gaya besharam aanchal mujhse lipat gaya besharam aanchal mere hothon ki mere hothon ki surkhi machal ke chunariya ka rang ho gayi mere hothon ki surkhi machal ke chunariya ka rang ho gayi gaya bachpan jo aai jawaani to chunri patang ho gayi
aaaaa aaaaa aaaaa aaa ho tera mera mel hai milaya raam ne door hui dooriyaan abhi aaja saamne o mere dholna kuchh to bolna o mere dholna o dekh dekh log lage dil ko thaamne jo aaya tere saamne main sabke saamne o meri balliye o kachchi kalliye o meri balliye o ho ho tere gaalon ki laali uda loon teri saanson ki garmi chura loon kya karega jo baahon mein bhar ke apni palkon mein tujhko chhupa loon o mere dholna kuchh to bolna o mere dholna o dekh dekh log lage dil ko thaamne jo aaya tere saamne main sabke saamne o meri balliye aa o kachchi kalliye bol o meri balliye o ho ho ha ha bol maine tera kya liya hai tune mujhpe julm kar diya hai in adaon ke jalwe dikha kar ek musafir ka dil le liya hai o meri balliye o kachchi kalliye o meri balliye o ho ho ho tera mera mel hai milaya raam ne door hui dooriyaan abhi aaja saamne o mere dholna aaye haaye kuchh to bolna oye hoye o mere dholna na julam na main dokha kiya hai na diya hai na main dil liya hai dil to khud cheez hai
hey hey ho ho hey hey ho ho hey hey aa haa haa teri teri umar nadaan hai thehra hua toofan hai main bhi jawaan hoon tu bhi jawaan hai mausam ka dil meharbaan hai haye haye haye teri umar nadaan hai thehra hua toofan hai main bhi jawaan hoon tu bhi jawaan hai mausam ka dil meharbaan hai haye haye haye teri umar nadaan hai bholepan pe gore tann pe o tune pehni hai boondon ki maala aisi jachti aise lagti o jaise mehaki huyi madhushala bholepan pe gore tann pe o tune pehni hai boondon ki maala aisi jachti aise lagti o jaise mehaki huyi madhushala jaaga jaaga hua armaan hai thehra hua toofan hai haan main bhi jawaan hoon tu bhi jawaan hai mausam ka dil meharbaan hai haye haye haye teri umar nadaan hai o kabhi machle o kabhi phisle o tera kajara bada harjaai tu bulaaye mann ye chaahe tere sapnon se kar loon sagayi o kabhi machle o kabhi phisle o tera kajara bada harjaai tu bulaaye mann ye chaahe tere sapnon se kar loon sagayi kaliyon kaliyon ki tu muskaan hai thehra hua
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aankhon Aankhon Mein Aankhon Aankhon Mein (1972) 04:05 12575
 
Poster of Aankhon Aankhon Mein (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rakhi, Rajesh Roshan
Duration : 04:05   Song Number : 12575   

Do Baaten Pyaar Bhari Aankhon Aankhon Mein (1972) 03:42 20393
 
Poster of Aankhon Aankhon Mein (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Rakhi
Duration : 03:42   Song Number : 20393   

Gaya Bachpan Jo Aai Aankhon Aankhon Mein (1972) 04:30 40367
 
Poster of Aankhon Aankhon Mein (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi, Rajesh Roshan
Duration : 04:30   Song Number : 40367   

Tera Mera Mel Milaya Aankhon Aankhon Mein (1972) 05:06 19772
 
Poster of Aankhon Aankhon Mein (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajesh Roshan, Rakhee Gulzar
Duration : 05:06   Song Number : 19772   

Teri Umar Nadaan Hai Aankhon Aankhon Mein (1972) 05:27 32313
 
Poster of Aankhon Aankhon Mein (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Rakhi
Duration : 05:27   Song Number : 32313