Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAah (1953)
HomeAah (1953)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa jaa re aa jaa re aa jaa re ab meraa dil pukaaraa ro ro ke ghum bhi haaraa badnaam na ho pyaar meraa aa jaa re ab meraa dil pukaaraa ro ro ke ghum bhi haaraa badnaam na ho pyaar meraa aa jaa re aa aa aa aa aa aa aa aa aa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm maut meri taraf aane lagi jaan teri taraf jaane lagi bol shaam e judaai kyaa kare bol shaam e judaai kyaa kare aas milne ki tadpaane lagi aa jaa re ab meraa dil pukaaraa ro ro ke ghum bhi haaraa badnaam na ho pyaar meraa aa jaa re ho o o ghabraaye haai re dil ho o o ghabraaye haai re dil sapnon mein aake kabhi mil sapnon mein aake kabhi mil aa jaa re ab meraa dil pukaaraa ro ro ke ghum bhi haaraa badnaam na ho pyaar meraa aa jaa re aa aa aa aa aa aa aa aa aa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm apne beemaar e ghum ko dekh le ho sake to tu humko dekh le toone dekhaa na hogaa ye samaa toone dekhaa na hogaa ye samaa kaise jaataa hai dum ko dekh le aa jaa re ab meraa dil pukaaraa ro ro ke ghum bhi haaraa badnaam na ho pyaar
chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri shaam huyi ye des biraana tujhko apne balam ghar jaana sajan ghar jaana shaam huyi ye des biraana tujhko apne balam ghar jaana sajan ghar jaana raah mein murakh mat loot jaana mat loot jaana chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri baabul ka ghar chhuta jaaye ankhiyan ghor andhera chhaaye ji dil ghabraaye baabul ka ghar chhuta jaaye ankhiyan ghor andhera chhaaye ji dil ghabraaye aankh se tapke dil ka khazaana dil ka khazaana chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri chhoti si ye zindgaani re chaar din ki jawaani teri haaye re haaye ghum ki kahaani teri
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmm jaane na nazar pehchaane jigar ye kaun jo dil par chhaya mera ang ang muskaaya mera ang ang muskaaya jaane na nazar pehchaane jigar ye kaun jo dil par chhaya mera ang ang muskaaya mera ang ang muskaaya aawaaz ye kiski aati hai jo chhed ke dil kho jaati hai aawaaz ye kiski aati hai jo chhed ke dil kho jaati hai main sun ke jise sharmaa jaaun hai kaun jo mujh mein samaaya mera ang ang muskaaya mera ang ang muskaaya jaane na nazar pehchaane jigar ye kaun jo dil par chhaya mujhe roz roz tadpaaya mujhe roz roz tadpaaya dhoondhenge use hum taaron mein saawan ki thandi bahaaron mein dhoondhenge use hum taaron mein saawan ki thandi bahaaron mein par hum bhi kisi se kam to nahin kyun roop ko apne chhupaaya mujhe roz roz tadpaaya mujhe roz roz tadpaaya jaane na nazar pehchaane jigar ye kaun jo dil par chhaya mera ang ang muskaaya mera ang ang muskaaya bin dekhe jisko pyaar karun gar dekhun usko jaan bhi doon bin dekhe jisko pyaar karun
jhanan jhanan jhanan jhanan ghungharwa baaje jhanan jhanan jhanan jhanan ghungharwa baaje aayi hoon main sajke kamar mori lachke ye nain bhare ras ke oo chanda ke sishe mein ban than ke aayi ban than ke aayi oo taaron ke dole mein armaan laayi armaan laayi dekho khush hai dulhan gaaye kulka sa mann chunari dhalke rang mera jhalke naina chhalke ho o milna dilon ka hi kehte hain shaadi kehte hain shaadi ho o ulfat usi ki hai jisne nibhaa di jisne nibha di ee ye zameen aasmaan kyaa milan ka samaa chanda banke mukh mera chamke bindiya damke oo ulfat ke gehnon se kismat saji hai kismat saji hai oo angna mein shehnaayi dil ki baji hai dil ki baji hai dekho aayi baaraat liye haathon mein haath gajra mehke piya sang rehke dil mera behke aayi hoon main sajke kamar mori lachke yeh nain bhare ras ke
jo main jaanti unke liye jo main jaanti unke liye mere dil mein kitna pyaar hai itna pyaar main karti kyun ho itna pyaar main karti kyun jo main jaanti unke liye jo main soch samajh ke chalti had se baat guzarti kyun jo main soch samajh ke chalti had se baat guzarti kyun anjaane nainon se ulajh ke jeete ji main marti kyun anjaane nainon se ulajh ke jeete ji main marti kyun jeete ji main marti kyun ho itna pyaar main karti kyun jo main jaanti unke liye mere dil mein kitna pyaar hai itna pyaar main karti kyun ho itna pyaar main karti kyun jo main jaanti unke liye hardam ulajhi lat se uljhun hardam ulajhi lat se uljhun kaajal pherun akhiyan mein kaajal pherun akhiyan mein wo jo na aate to main itna banti aur sanwarti kyun wo jo na aate to main itna banti aur sanwarti kyun banti aur sanwarti kyun ho itna pyaar main karti kyun jo main jaanti unke liye mere dil mein kitna pyaar hai itna pyaar main karti kyun ho itna pyaar main karti kyun jo main jaanti unke liye haaye re
raat andheri door savera barbaad hai dil mera hoooo oooo oooo raat andheri door savera barbaad hai dil mera hoooo oooo oooo aana bhi chaahen aa naa sake hum koi nahin aasraa aana bhi chaahen aa naa sake hum koi nahin aasraa khoyi hai manzil rasta hai mushkil chaand bhi aaj chhupa hoooo oooo oooo raat andheri door savera barbaad hai dil mera aah bhi roye raah bhi roye sujhe naa baat koi aah bhi roye raah bhi roye sujhe naa baat koi thodi umar hai soona safar hai dega naa saath koi hoooo oooo oooo raat andheri door savera barbaad hai dil mera hoooo oooo oooo barbaad hai dil mera hoooo oooo oooo barbaad hai dil mera
raja ki aayegi baraat raja ki aayegi baraat rangeeli hogi raat magan main naachungi hoo magan main naachungi raja ki aayegi baraat rangeeli hogi raat magan main naachungi hoo magan main naachungi raja ki aayegi baraat raja ke maathe tilak lagega rani ke maang sindoor rani ke maang sindoor main bhi apne mann ki asha poori karungi zaroor poori karungi zaroor mehendi se peele honge haath saheliyon ke saath magan main naachungi hoo magan main naachungi raja ki aayegi baraat rani ke sang raja doli sajaake chale jayenge pardes rani ke sang raja doli sajaake chale jayenge pardes jab jab unki yaad aayegi dil pe lagegi thes dil pe lagegi thes nainon mein hogi barsaat andheri hogi raat akeli main naachungi hai akeli main naachungi raja ki aayegi baraat rangeeli hogi raat magan main naachungi hoo magan main naachungi raja ki aayegi baraat
sunte the naam hum jinka bahaar se dekha to dola jiyaa jhoom jhoom ke sunte the naam hum jinka bahaar se dekha to dola jiyaa jhoom jhoom ke chhupte rahe jo meri nazar se chhupte rahe jo meri nazar se dil bole mera tum hi to ho hooo dil bole mera tum hi to ho aankhon se rang mere dil ki umang pe daala to dola jiyaa jhoom jhoom ke sunte the naam hum jinka bahaar se dekha to dola jiyaa jhoom jhoom ke thukraa chuke the jinki muhabbat thukraa chuke the jinki muhabbat kyon unpe deewane huye hum kyon unpe deewane huye tadpaa ke pyaar ne jab humko pyaar se chhedaa to dola jiyaa jhoom jhoom ke sunte the naam hum jinka bahaar se dekha to dola jiyaa jhoom jhoom ke pehle kahin ye dil naa jhuka tha pehle kahin ye dil naa jhuka tha kya jaanun ab kya ho gaya main kya jaanun ab kya ho gaya jaao naa aaj kahin tum hum ko chhod ke apna to dola jiyaa jhoom jhoom ke sunte the naam hum jinka bahaar se dekha to dola jiyaa jhoom jhoom ke
ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum patte kahin khadke hawa aayi to chaunke hum patte kahin khadke hawa aayi to chaunke hum ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum jis raah se tum aane ko thei jis raah se tum aane ko thei uske nishaan bhi mitne lage uske nishaan bhi mitne lage aaye na tum sau sau dafaa aaye gaye mausam aaye na tum sau sau dafaa aaye gaye mausam ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum seene se laga teri yaad ko seene se laga teri yaad ko roti rahi main raat ko roti rahi main raat ko haalat pe meri chaand taare ro gaye shabnam haalat pe meri chaand taare ro gaye shabnam ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum ye shaam ki tanhaiyan aise mein tera ghum
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Jaa Re Ab Meraa Dil Pukaaraa Aah (1953) 03:11 20040
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Duration : 03:11   Song Number : 20040   

Chhoti Si Ye Zindgaani Aah (1953) 03:34 20290
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mukesh
Duration : 03:34   Song Number : 20290   

Jane Na Nazar Pehchaane Aah (1953) 04:03 20617
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Duration : 04:03   Song Number : 20617   

Jhanan Jhanan Ghungharwa Baje Aah (1953) 03:51 19925
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:51   Song Number : 19925   

Jo Main Jaanti Unke Liye Aah (1953) 03:27 39355
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:27   Song Number : 39355   

Raat Andheri Door Aah (1953) 03:08 12254
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:08   Song Number : 12254   

Raja Ki Aayegi Baraat Aah (1953) 03:04 21149
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:04   Song Number : 21149   

Sunte The Naam Hum Aah (1953) 03:05 12255
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vijay Laxmi
Duration : 03:05   Song Number : 12255   

Ye Shaam Ki Tanhaiyan Aah (1953) 03:24 12156
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:24   Song Number : 12156