Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAabroo (1968)
HomeAabroo (1968)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aap se pyaar hua aap khafaa ho baithe mil ke baithe bhi naa the aur judaa haaye judaa ho baithe aap se pyaar hua aap khafaa ho baithe mil ke baithe bhi naa the aur judaa haaye judaa ho baithe aap se pyaar huaa hooooo ooooo hoooo hoooo oooo haaye saans leti ho to kya kehar ki loo chalti hai saans leti ho to kya kehar ki loo chalti hai boo ye kehti hai koi dil ki si sheh jalti hai koi dil ki si sheh jalti hai surkh shole ki tarah surkh shole ki tarah aap ye kya ho baithe mil ke baithe bhi naa the aur judaa haaye judaa ho baithe aap se pyaar huaa josh pe husn ka tufaan nazar aata hai josh pe husn ka tufaan nazar aata hai ishq ki maut kaa saaman nazar aata hai saaman nazar aata hai aur kashti se kinaare aur kashti se kinaare bhi khafaa ho baithe mil ke baithe bhi naa the aur judaa haaye judaa ho baithe aap se pyaar huaa hooooo ooooo hoooo hoooo oooo haaye har nazar teer sahi dekhiye ik baar humen har nazar teer sahi dekhiye ik baar humen marna taqdeer sahi maut se hai
har chehra yahaan chaand har chehra yahaan chaand to har zarra sitaara har chehra yahaan chaand to har zarra sitaara ye waadi ye kashmir hai jannat ka nazaara jannat ka nazaara har chehra yahaan chaand to har zarra sitaara har chehra yahaan chaand to har zarra sitaara ye waadi ye kashmir hai jannat ka nazaara jannat ka nazaara har chehra yahaan chaand hansti hai jo kaliyaan to hanseen phool hain khilte hansti hai jo kaliyaan to hanseen phool hain khilte hain log yahaan jaise utar aaye farishte oooo oooo oooo ooo ooo ooo oooo oooo har dil se nikalti hai yahaan pyaar ki dhaara har dil se nikalti hai yahaan pyaar ki dhaara ye waadi ye kashmir hai jannat ka nazaara jannat ka nazaara har chehra yahaan chaand ye chotiyaan barfon ki hain aazaadi ka parcham ye chotiyaan barfon ki hain aazaadi ka parcham hansti hai gulaami pe ye insaan ki hardam oooo oooo oooo ooo ooo ooo oooo oooo deti hain ye aakash ko baahon ka sahara deti hain ye aakash ko baahon ka sahara ye waadi ye
jinhen hum bhoolnaa chaahen wo aksar yaad aate hain jinhen hum bhoolnaa chaahen wo aksar yaad aate hain bura ho iss muhabbat kaa bura ho iss muhabbat kaa wo kyun kar yaad aate hain jinhen hum bhoolnaa chaahen wo aksar yaad aate hain bulaaye kiss tarah unko kabhi pee thi unn aankhon se bulaaye kiss tarah unko kabhi pee thi unn aankhon se kabhi pee thi unn aankhon se chhalak jaate hain jab aansoon chhalak jaate hain jab aansoon wo saagar yaad aate hain jinhen hum bhoolnaa chaahen wo aksar yaad aate hain kisi ke surkh lab the yaa diye ki lau machalti thi kisi ke surkh lab the yaa diye ki lau machalti thi diye ki lau machalti thi jahaan ki thi kabhi pooja jahaan ki thi kabhi pooja wo mandar yaad aate hain jinhen hum bhoolnaa chaahen wo aksar yaad aate hain rahe aye shamma tu roshan duaa deta hai parwaana rahe aye shamma tu roshan duaa deta hai parwaana jinhen kismat mein jalna hai jinhen kismat mein jalna hai wo jal kar yaad aate hain jinhen hum bhoolnaa chaahen wo
meri ankhon ke ujaale meri raahat mere bhaayi mere bhaayi meri ankhon ke ujaale meri raahat mere bhaayi mere bhaayi meri ummeed ke taare meri kismat mere bhaayi mere bhaayi tadap rahi hai muhabbat meri tumhaare liye ke bepanaah thi ulfat meri tumhaare liye sunega kaun mera ghum kise sunaayega bina tumhare lahoo kiska josh khaayega kisi ka dard jo le wo jigar nahin milta ke har shai milti hai bhaayi magar nahin milta bhaayi magar nahin miltaaaaa meri baahon ke sahaare meri himmat mere bhaayi mere bhaayi tumhen kaleje lagaane ye baahen tarsengi chalengi thandi hawaayen to aahen barsengi chaman udaas rahega bahaar royegi tumhen naa paa ke khushi beqaraar royegi kisi kaa bhaayi juda ho kabhi khuda naa kare naseeb itna bura ho kabhi khuda naa kare kabhi khuda naa kareeee meri jaan se mujhe pyaare meri chaahat mere bhaayi mere bhaayi meri ankhon ke ujaale meri raahat mere bhaayi mere bhaayi
ye dil nahin hai ke jiske sahaare jeete hain ye dil nahin hai ke jiske sahaare jeete hain lahoo ka jaam hai jo suboh shaam peete hain ye dil nahin hai chhupaya laakh magar ishq hai nahin chhupta chhupaya laakh magar ishq hai nahin chhupta ye ashq aankh mein aaya hua nahin rukta ke aag lagti hai ke aag lagti hai jab aansuon ko peete hain lahoo ka jaam hai jo suboh shaam peete hain ye dil nahin hai tadap tadap ke nikalenge dil ke armaan hum tadap tadap ke nikalenge dil ke armaan hum karenge ranjj se paida khushi ke saamaan hum ke ghum ki nok se ke ghum ki nok se hum apne zakhm seete hai lahoo ka jaam hai jo suboh shaam peete hain ye dil nahin hai kabhi qaraar naa aayega humko jeene se kabhi qaraar naa aayega humko jeene se ilaaz zehar ka hota hai zehar peene se ke sar pe maut ka ke sar pe maut ka saaya hai phir bhi jeete hain lahoo ka jaam hai jo suboh shaam peete hain ye dil nahin hai ke jiske sahaare jeete hain ye dil nahin hai ke jiske sahaare jeete hain
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Se Pyaar Hua (Male) Aabroo (1968) 04:49 12546
 
Poster of Aabroo (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Deepak Kumar
Duration : 04:49   Song Number : 12546   

Har Chehra Yahaan Chaand Aabroo (1968) 07:42 20505
 
Poster of Aabroo (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Deepak Kumar
Duration : 07:42   Song Number : 20505   

Jinhen Hum Bhoolnaa Aabroo (1968) 05:43 20676
 
Poster of Aabroo (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Deepak Kumar
Duration : 05:43   Song Number : 20676   

Meri Ankhon Ke Ujale Aabroo (1968) 04:27 12547
 
Poster of Aabroo (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Deepak Kumar
Duration : 04:27   Song Number : 12547   

Ye Dil Nahin Hai Aabroo (1968) 05:04 21435
 
Poster of Aabroo (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Deepak Kumar
Duration : 05:04   Song Number : 21435