Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hooooooo hoooo hooo hooo hooo heyyy hey hey hey hey hooooooo hoooo hooo hooo hooooooooooo heyyyyyyyyyyy ri raaa ruuuuu aye dil tu hi bata ab hum kahaan jaayen aye dil tu hi bata ab hum kahaan jaayen yaaden teri mujhe sataayen mujhe sataayen yaaden teri mujhe sataayen mujhe aye dil tu hi bata ab hum kahaan jaayen aye dil tu hi bata ab hum kahaan jaayen heyyyyy heyyyyy heyyyyy heyy heyy heyy heyyy ye kya huaa haai kyun hua ye kyun ashqon mein doob sapne saare dillagi ban gayi mere dil ki lagi zinda hai hum magar kho gayi zindagi aye dil tu hi bata ab hum kahaan jaayen aye dil tu hi bata ab hum kahaan jaayen ho reshami raat din suhaane kab aayenge tere bin sapne chup hai saara jahaan chup zameen aasmaan kaun samjhe yahaan dhadkanon ki zubaan aye dil tu hi bata kab hum kahaan jaayen aye dil tu hi bata ab hum kahaan jaayen yaaden teri mujhe sataayen mujhe sataayen yaaden yaaden teri teri mujhe sataayen mujhe sataayen aye dil tu hi bata ab hum kahaan jaayen aye dil tu hi
aye dil ab kahin le jaa na kisi ka main na koi mera aye dil ab kahin le jaa na kisi ka main na koi mera aye dil jab chale hum raah oonchi pyaar duniyaan ne kiya jab chale hum raah oonchi pyaar duniyaan ne kiya raah seedhi jab mili to sabne thukraa diya sabne thukraa diya aye dil ab kahin le jaa na kisi ka main na koi mera aye dil na kisi ko chaah meri na kisi ko intzaar na kisi ko chaah meri na kisi ko intzaar isliye phir mud ke pichhe dekhna baar baar dekhna baar baar aye dil ab kahin le jaa na kisi ka main na koi mera aye dil ab kahin le jaa na kisi ka main na koi mera aye dil ab kahin le jaa na kisi ka main na koi mera hmm hmm
aye dil dekhe hain humne bade bade sangdil manzil mili jo humko badal gayi mehfil aye dil dekhe hain humne bade bade sangdil manzil mili jo humko badal gayi mehfil aye dil kitni ajab hai dekho duniyaa begaani kitni ajab hai dekho duniyaa begaani pathar ko heera bole duniyaa deewani kitni ajab hai dekho sachchaa kabhi na haara chamka zameen ka taara sunn lo ye kehna humara sachchaa kabhi na haara chamka zameen ka taara sunn lo ye kehna humara aye dil dekhe hain humne bade bade sangdil manzil mili jo humko badal gayi mehfil aye dil dil ki nazar se dekho apnon ko jaanon dil ki nazar se dekho apnon ko jaanon gairon ki baaten chhodo khud ko pehchanon dil ki nazar se dekho dil mein samana seekho sapnon mein aana seekho apna banana seekho dil mein samana seekho sapnon mein aana seekho apna banana seekho aye dil dekhe hain humne bade bade sangdil manzil mili jo humko badal gayi mehfil aye dil dekhe hain humne bade bade sangdil manzil mili jo humko badal gayi mehfil aye dil
oooo oooo oooo aye dil e aawara chal aye dil e aawara chal phir wahin dobara chal yaar ne deedar ka waada kiya hai oooo oooo oooo aye dil e aawara chal phir wahin dobara chal yaar ne deedar ka waada kiya hai oooo oooo oooo aye dil e aawara chal wo unki betaabi wo unka chalna chham se aanchal thaama to hans ke kaha phir milne ko hum se unn se hum se sunn ayeee dil pyaar kaa iqraar aankhon mein hua hai oooo oooo oooo aye dil e aawara chal khatti ho yaa meethi ab unn aankhon se peena jeete hain chaahat waale bina chaahat ke kya jeena chalte phirte sun ayeeee dil chaah mein ab aah bharne kaa mazaa hai oooo oooo oooo aye dil e aawara chal chamka hai ek mukhda kuchh zulfen hain lehraayin din phir gaye apne din ke gayin raaton ki tanhaayi chamka hai ek mukhda kuchh zulfen hain lehraayin din phir gaye apne din ke gayin raaton ki tanhaayi jahaan wo wahaan hum sun ayeeee dil chain se bechain tu kyun ho raha hai oooo oooo oooo aye dil e aawara chal phir wahin dobara chal yaar
aye dil e beqaraar jhoom aye dil e beqaraar jhoom aye dil e beqaraar jhoom aye dil e beqaraar jhoom abr e bahaar aa gaya daur e fizaa chala gaya ishq muraad paa gaya husn ki mach rahi hai dhoom aye dil e beqaraar jhoom aye dil e beqaraar jhoom chhitki huyi hai chandani masti mein hai kali kali tu bhi hazaar baar jhoom aye dil e beqaraar jhoom taaren hain maahtaab hai pushp hai aur shabaab hai zindagi kamyaab hai aarzoon ki hai huzoom aye dil e beqaraar jhoom aye dil e beqaraar jhoom tera nasha tera khumaar ab hai bahaar hi bahaar peer e jawaan ke haath choom aye dil e beqaraar jhoom aye dil e beqaraar jhoom aye dil e beqaraar jhoom
aye dil kahaan teri manzil naa koi deepak hai naa koi taara hai gum hai zameen door aasmaan aye dil kahaan teri manzil naa koi deepak hai naa koi taara hai gum hai zameen door aasmaan aye dil kahaan teri manzil aa haa aa haa aa haa aa aa aa aa aa aa haa aa haa aa haa aa aa aa aa aa haa aaa aa aa aa aa aa aaa aaa kisliye mil mil ke dil tootte hain kisliye ban ban mehal tootte hain kisliye dil tootte hain hoooo oooooo kisliye mil mil ke dil tootte hain kisliye ban ban mehal tootte hain kisliye dil tootte hain pathar se poochhaa sheeshe se poochhaa khaamosh hai sabki jabaan aye dil kahaan teri manzil naa koi deepak hai naa koi taara hai gum hai zameen door aasmaan aye dil kahaan teri manzil aa haa aa haa aa haa aa aa aa aa aa aa haa aa haa aa haa aa aa aa aa aa haa aaa aa aa aa aa aa aaa aaa dhal gaye nadaan wo aanchal ke saaye reh gaye raste mein apne paraaye reh gaye apne paraaye hoooo oooooo dhal gaye nadaan wo aanchal ke saaye reh gaye raste mein apne paraaye reh
aye dil karun main kya samna tera hua aye dil karun main kya samna tera hua pehlu se jaana nahin tu hai meri zindagi aye dil karun main kya samna tera hua pehlu se jaana nahin tu hai meri zindagi aye dil karun main kya samna tera hua baanke sanam hum aur tum naachan karen raat bhar jhuma karen ye zindagi gaate rahen raat bhar gaate rahen raat bhar aye dil karun main kya samna tera hua donon jahaan teri kasam tu jo kahe haar doon jo naa mila tujh ko kahin aisa main sansaar doon aisa main sansaar doon aye dil karun main kya samna tera hua duniyaa se kya lena mujhe tu jo mere saath hai jiss ko zubaan keh naa saki aankhon mein wo baat hai aankhon mein wo baat hai aye dil karun main kya samna tera hua pehlu se jaana nahin tu hai meri zindagi aye dil karun main kya samna tera hua pehlu se jaana nahin tu hai meri zindagi
aye dil machal machal ke yun rota hai zaar zaar kya aye dil machal machal ke yun rota hai zaar zaar kya apna chaman ujad gaya aayegi ab bahaar kya apna chaman ujad gaya aayegi ab bahaar kya aye dil machal machal ke yun rota hai zaar zaar kya pahle zara hansa diya jee bhar ke phir rula diya pahle zara hansa diya jee bhar ke phir rula diya kismat pe ikhtiyaar kya kismat ka aitbaar kya apna chaman ujad gaya aayegi ab bahaar kya aye dil machal machal ke yun rota hai zaar zaar kya toota hai is tarah se dil kaanp uthi hai zindagi kaanp uthi hai zindagi toota hai is tarah se dil kaanp uthi hai zindagi kaanp uthi hai zindagi jeete ji hum to mar gaye maut ka intzaar kya apna chaman ujad gaya aayegi ab bahaar kya aye dil machal machal ke yun rota hai zaar zaar kya
aye dil na mujhse chhupa sach bata kya hua jaane bhi do dilruba jo hua so hua aye dil na mujhse chhupa sach bata kya hua jaane bhi do dilruba jo hua so hua taare gine raat bhar jaane kab yaad mein so gayi wo khaab tha mad bhara jis mein behosh main kho gayi koi neend mein humse rooth ke humko loot ke chal diya koi neend mein humse rooth ke humko loot ke chal diya jaane bhi do dilruba jo hua so hua aye dil na mujhse chhupa sach bata kya hua khidki na chhodo khuli pyaar ke chor hain taak mein itnon ki chori huyi mad bhari chandani raat mein aise marz ki dil ke dard ki dil ka dard hi hai dawa aise marz ki dil ke dard ki dil ka dard hi hai dawa aye dil na mujhse chhupa sach bata kya hua jaane bhi do dilruba jo hua so hua baatein banao na ji raaz to aapke khul gaye aankhein churaao na ji nain se nain to mil gaye kya burra hua dil machal gaya ghar badal gaya aapka kya burra hua dil machal gaya ghar badal gaya aapka jaane bhi do dilruba jo hua so hua aye dil na mujhse
aye dil pyaar ki manzil ab hai muqaabil dekh to le aanchal dhal gaya sir se chaand ko apne dekh to le aye dil pyaar ki manzil aaj ke jaisi raat na hogi ye hulchal ye baat naa hogi dekhne waale dekhtaa jaa tu roz to ye baarat na hogi aye dil pyaar ki manzil ab hai muqaabil dekh to le aye dil pyaar ki manzil tab ek sapna dekh raha tha ab ek sapna dekh raha hoon kya hai nazaara kya batlaaun dekh lo kya kya dekh rahaa hoon aye dil pyaar ki manzil ab hai muqaabil dekh to le aye dil pyaar ki manzil saamne mere wo jo wahaan hai jinki nazar mere dono jahaan hai kaash koi ye poochh le unn se kal wo kahaan the aaj kahaan hai aye dil pyaar ki manzil ab hai muqaabil dekh to le aanchal dhal gaya sir se chaand ko apne dekh to le aye dil pyaar ki manzil
aye dil ye bata ye bata ye bata kya mujhe ho gaya main kahaan kho gaya par tujhe kya pata kya pata aye dil ye bataa maikashi jhuth hai bekhudi jhuth hai husn bhi baham hai ishq bhi jhuth hai ab raha kaun sa rasta aye dil ye bata ye bata ye bata kya mujhe ho gaya main kahaan kho gaya par tujhe kya pata kya pata aye dil ye bataa har haseen zurm hai har khushi zurm hai kya khabar kisliye zindagi zurm hai aadmi se huyi kya khata aye dil ye bata ye bata ye bata kya mujhe ho gaya main kahaan kho gaya par tujhe kya pata kya pata aye dil ye bataa bekasi ke siwa kya raha kuchh nahin mere dil ab mera aasra kuchh nahin kam se kam tu mujhe na sata aye dil ye bata ye bata ye bata kya mujhe ho gaya main kahaan kho gaya par tujhe kya pata kya pata aye dil ye bataa
aaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaaa aye dilrubaaaaaa aye dilrubaaaaaa aye dilrubaaa nazren milaaaa kuchh to mileeeee ghum ka silaaaaa aye dilrubaaaaaa ashqon ka ek dariyaa baha pyaasa tha dil pyaasa raha nazren milaaa nazren milaaa rehne naa deeee koi gilaaaa aye dilrubaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aye dilrubaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa
aye dost kisi roz tu pachhtaayega aye dost kisi roz tu pachhtaayega jo aag se khelega wo jal jaayega aye dost kisi roz tu pachhtaayega aye dost kisi roz tu pachhtaayega mat bhool badi bhool kiye jaata hai mat bhool badi bhool kiye jaata hai jo dard tu auron ko diye jaata hai wo dard tere dil ko bhi tadpaayega aye dost kisi roz tu pachhtaayega aye dost kisi roz tu pachhtaayega daulat ka nasha hosh uda deta hai daulat ka nasha hosh uda deta hai insaan ko deewaana bana deta hai ye jaam uthaya to behak jaayega aye dost kisi roz tu pachhtaayega aye dost kisi roz tu pachhtaayega jo aag se khelega wo jal jaayega aye dost kisi roz tu pachhtaayega royega tu tadpega pareshan hoga royega tu tadpega pareshan hoga aur apne kiye pe tu pashema hoga par haath gaya waqt nahin aayega aye dost kisi roz tu pachhtaayega aye dost kisi roz tu pachhtaayega dekha na wahi baat huyi saudayi dekha na wahi baat huyi saudayi ye paap ki daulat tere kis kaam aayi tu apni khataon ki saza paayega
aye dost mere maine duniyaa dekhi hai achchhi tarah apni nazar se dekhi hai yahaan achchha bura kaun hai pehchaanna mushkil aye dost mere maine duniyaa dekhi hai aye dost mere maine duniyaa dekhi hai achchhi tarah apni nazar se dekhi hai yahaan achchha bura kaun hai pehchaanna mushkil aye dost mere maine duniyaa dekhi hai sach ki pooja karne waale humne bhooke marte dekhe jhooth ka daaman thaamne waale humne maujen karte dekhe phoolon ki sejjon parrrrrrrrrr phoolon ki sejjon par so kar jhooth the ko aaram naa aye lekin sachche ko pal bhar mein kaanton par bhi neend aa jaaye aye dost mere maine duniyaa dekhi hai achchhi tarah apni nazar se dekhi hai yahaan achchha bura kaun hai pehchaanna mushkil aye dost mere maine duniyaa dekhi hai jiss ka mann ho saaf wo gir kar bhi upar aa jaata hai chaand ko dekho jo ghat ghat ke phir aage bhad jaata hai jiss ka taara chamkaaaaaaaaaa jiss ka taara chamka sabne badh kar uss ka saath diya girte ko yahaan kisne thama kisne usko
aaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaa aye dushman e jaan chal diya kahaan aye dushman e jaan chal diya kahaan ye bahaar gaalon pe latt haan beqaraar gora badan haan pyaar pyaar tujhko pukaare tu nahin sunta kya karun allah haa aye dushman e jaan chal diya kahaan ye bahaar gaalon pe latt haan beqaraar gora badan haan pyaar pyaar tujhko pukaare tu nahin sunta kya karun allah haa aaaa chhanv bhi jo sanam teri chhanv bhi jo sanam teri mil gayi meri chhanv se daali badan ki huyi hari khil gayi main addaon se dekho meri angdaayiaan aaaaa aye dushman e jaan chal diya kahaan ye bahaar gaalon pe latt haan beqaraar gora badan haan pyaar pyaar tujhko pukaare tu nahin sunta kya karun allah haa aaaa aajaa aajaa mat der kar aajaa aajaa mat der kar masti hai abhi chaal mein aaya bhi meri jaan tu agar aate aate kayi saal mein tab tak jiyungi kahaan aaaa aye dushman e jaan chal diya kahaan ye bahaar gaalon pe latt haan beqaraar gora badan haan pyaar pyaar tujhko pukaare tu nahin sunta
aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aye ghum e dil kya karoon aye wehshat e dil kya karoon kya karoon kya karoon aye ghum e dil kya karoon aye wehshat e dil kya karoon kya karoon kya karoon aye ghum e dil kya karoon mujhko kismat ne banaaya gadle paani ka kanwal khaak mein mil mil gaye sab aarzuon ke mehal kya khabar thi yun meri taqdeer jaayegi badal aye ghum e dil kya karoon aye wehshat e dil kya karoon kya karoon kya karoon aye ghum e dil kya karoon ruthne waale kisi majboor se ruthega kya jis tarah kismat ne loota yun koi lutega kya aye mere toote huye dil aur tu tutega kya aye ghum e dil kya karoon aye wehshat e dil kya karoon kya karoon kya karoon aye ghum e dil kya karoon aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa
shahar ki raat aur main naashaad o naakaara phirun jagamagaati jaagati sadkon pe aawaara phirun aye ghum e dil kya karoon aye vehshat e dil kya karoon kya karoon kya karoon aye ghum e dil kya karoon aye vehshat e dil kya karoon kya karoon kya karoon aye ghum e dil kya karoon ye rupahali chhaanv ye aakaash par taaron ka jaal ye rupahali chhaanv ye aakaash par taaron ka jaal jaise soofi ka tasavvur jaise aashiq ka khayaal aah lekin kaun samajhe kaun jaane jee ka haal aye ghum e dil kya karoon aye vehashat e dil kya karoon kya karoon kya karoon aye ghum e dil kya karoon raaste mein ruk ke dam lun ye meri aadat nahin raaste mein ruk ke dam lun ye meri aadat nahin laut kar waapas chala jaaun meri fitrat nahin aur koi humnava mil jaaye ye qismat nahin aye ghum e dil kya karoon aye vehashat e dil kya karoon kya karoon kya karoon aye ghum e dil kya karoon
aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain aisi ek raah pe jisse wo na guzrenge kabhi yunhi baithe huye hum raah taka karte hain aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain hum jo the ahle wafa humse wafa bhi na huyi hum jo the ahle wafa humse wafa bhi na huyi dard e dil hum tera kis munh se gila karte hain aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain jab nahin tum hi to phir raat ke sannaate mein jab nahin tum hi to phir raat ke sannaate mein kaun hai kisko hum aawaaz diya karte hain aye ghum e yaar bata kaise jiya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain jinki taqdeer bigad jaati hai kya karte hain
aye gulbadan aye gulbadan phoolon ki mehak kaanton ki chubhan tujhe dekh ke kehta hai mera mann kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye aye gulbadan aye gulbadan phoolon ki mehak kaanton ki chubhan tujhe dekh ke kehta hai mera mann kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye kya hasin mod par aa gayi zindagaani ke haqeeqat na ban jaaye meri kahani kya hasin mod par aa gayi zindagaani ke haqeeqat na ban jaaye meri kahani jab aahen bhare ye thandi pawan seene mein sulag uthati hai agan tujhe dekh ke kehta hai mera mann kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye main tumhi se yun aankhen milata chala hoon ke tumhin ko main tum se churata chala hoon main tumhi se yun aankhen milata chala hoon ke tumhin ko main tum se churata chala hoon mat poochh mera deewanapan aakash se oonchi dil ki udan tujhe dekh ke kehta hai mera mann kahin aaj kisi se mohabbat na ho jaaye
aye hamare baap tu jo aasmaan mein hai tera naam pak mana jaaye teri baadshaahat aye aye hamare baap tu jo aasmaan mein hai tera naam pak mana jaaye teri baadshaahat aye aye hamare baap jaisi teri marzi aasmaan main puri hoti jaisi teri marzi aasmaan main puri hoti waise hi teri marzi jagat main puri ho jaaye waise hi teri marzi jagat main puri ho jaaye roz ki roti hamari aaj ham ko de de roz ki roti hamari aaj ham ko de de jeevan ki roti tu hai wohi hamara bal hai jeevan ki roti tu hai wohi hamara bal hai jis tarah hum apne apradhi ko maaf karte jis tarah hum apne apradhi ko maaf karte uss tarah hi hamare apraadh ko maaf kar de uss tarah hi hamare apraadh ko maaf kar de hamein azmaaishiyan main jaane tu na de hamein azmaaishiyan main jaane tu na de kal ki burayi se bacha teri raah main chala kal ki burayi se bacha teri raah main chala kyun ke aasmaani baadshaha aur quwat qudarat kyun ke aasmaani baadshaha aur quwat qudarat sara zameen ka jalal hai hameshaa tera
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Dil Oops! (2003) 05:45 10679
 
Poster of Oops! (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Ajay Jhingran
Music Director- 
Ravi Pawar
Singer- 
Hariharan
On Screen Actors- 
Vikas Sethi, Kiran Kumar
Duration : 05:45   Song Number : 10679   

Aye Dil Ab Kahin Na Jaa Bluff Master (1963) 03:06 12925
 
Poster of Bluff Master (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:06   Song Number : 12925   

Aye Dil Dekhe Hain Humne Shriman Satyawadi (1960) 03:48 14258
 
Poster of Shriman Satyawadi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh, Chorus
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:48   Song Number : 14258   

Aye Dil E Aawaara Chal Dr Vidya (1962) 03:17 13184
 
Poster of Dr Vidya (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:17   Song Number : 13184   

Aye Dil E Beqaraar Shahjehan (1946) 03:12 11227
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Sahgal
Raag- 
Bihag
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:12   Song Number : 11227   

Aye Dil Kahaan (Part I) Maya (1961) 04:10 13698
 
Poster of Maya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:10   Song Number : 13698   

Aye Dil Karun Main Kya Samna Bhai Bahen (1969) 03:51 16417
 
Poster of Bhai Bahen (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:51   Song Number : 16417   

Aye Dil Machal Machal Ke Yun Main Suhagan Hoon (1964) 03:36 37494
 
Poster of Main Suhagan Hoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Buta Ram Sharma
Music Director- 
Lachhi Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:36   Song Number : 37494   

Aye Dil Na Mujhse Badal (1951) 04:26 12786
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Prem Nath
Duration : 04:26   Song Number : 12786   

Aye Dil Pyaar Ki Manzil Aas Ka Panchhi (1961) 05:05 12597
 
Poster of Aas Ka Panchhi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 05:05   Song Number : 12597   

Aye Dil Ye Bata Do Bhai (1961) 04:50 36632
 
Poster of Do Bhai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Datta Naik
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Om Prakash, Durga Khote
Duration : 04:50   Song Number : 36632   

Aye Dilruba Dilruba Rustam Sohrab (1963) 03:16 15659
 
Poster of Rustam Sohrab (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Sazzad Husain
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Prithviraj Kapoor, Suraiya
Duration : 03:16   Song Number : 15659   

Aye Dost Kisi Roz Tu Pachhtayega Mera Dost (1969) 05:53 37819
 
Poster of Mera Dost (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:53   Song Number : 37819   

Aye Dost Mere Maine Sachaai (1969) 06:14 14101
 
Poster of Sachaai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sanjeev Kumar
Duration : 06:14   Song Number : 14101   

Aye Dushman E Jaan Patthar Ke Sanam (1967) 05:06 13934
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mumtaz
Duration : 05:06   Song Number : 13934   

Aye Ghum E Dil Kya Karoon (Female) Thokar (1953) 03:07 12197
 
Poster of Thokar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Harsh Tandon
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:07   Song Number : 12197   

Aye Ghum E Dil Kya Karoon (Male) Thokar (1953) 03:28 19218
 
Poster of Thokar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majaz Lakhnavi
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shyama, Shammi Kapoor
Duration : 03:28   Song Number : 19218   

Aye Ghum E Yaar Ek Nazar (1950) 04:06 10493
 
Poster of Ek Nazar (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 04:06   Song Number : 10493   

Aye Gulbadan Professor (1962) 03:46 20166
 
Poster of Professor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:46   Song Number : 20166   

Aye Hamare Baap Christian Devotional 06:06 11382
 
Poster of Christian Devotional
 
Duration : 06:06   Song Number : 11382