Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


wo jo milte the kabhi hmm hmm hmm hmm hmm hmm wo jo milte the kabhi humse deewano ki tarah aaj yun milte hain jaise kabhi pehchaan naa thi wo jo milte the kabhi dekhte bhi hain to yun meri nigaahon mein kabhi ajnabi jaise mila karte hain raahon mein kabhi iss kadar unki nazar hum se to anjaan naa thi wo jo milte the kabhi humse deewano ki tarah aaj yun milte hain jaise kabhi pehchaan naa thi wo jo milte the kabhi ek din tha kabhi yunhi jo machal jaate the khelte the meri zulfon se behal jaate the wo pareshaan the meri zulf pareshaan naa thi wo jo milte the kabhi wo muhabbat wo sharaarat mujhe yaad aati hai dil mein ik pyaar kaa tufaan utha jaati hai thi magar aisi to uljhan mein meri jaan naa thi wo jo milte the kabhi humse deewano ki tarah aaj yun milte hain jaise kabhi pehchaan naa thi wo jo milte the kabhi
ye daulat bhi le lo ye shohart bhi le lo bhale chheen lo mujh se meri jawaani magar mujhko lauta do bachpan ka saawan wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani ye daulat bhi le lo ye shohart bhi le lo bhale chheen lo mujh se meri jawaani magar mujhko lauta do bachpan ka saawan wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani mohalle ki sabse nishaani puraani wo bhudhiyaa jise bachche kehte the naani wo naani ki baaton mein pariyon kaa dera wo chehre ki jhuriyon mein sadiyon ka phera bhulaaye nahin bhul sakta hai koi wo chhoti si raaten wo lambi kahaani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani kadi dhoop mein apne ghar se nikalna wo chidiyaa wo bulbul wo titli pakadna wo gudiyaa ki shaadi pe ladna jhagadnaa wo jhulon se girna wo gir ke sambhalna wo peetal ke chhalon ke pyaare se tauhfe wo tooti huyi chudiyon ki nishaani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani
wo kabhi mil jaayen to kya kijiye wo kabhi mil jaayen to kya kijiye raat din surat ko dekha kijiye wo kabhi mil jaayen to kya kijiye chaandani raaton mein ik ik phool ko chaandani raaton mein ik ik phool ko bekhudi kehti hai sazda kijiye bekhudi kehti hai sazda kijiye wo kabhi mil jaayen to kya kijiye jo tamanna bar na aaye umra bhar jo tamanna bar na aaye umra bhar umra bhar uski tamanna kijiye umra bhar uski tamanna kijiye wo kabhi mil jaayen to kya kijiye ishq ki rangeeniyon mein doob kar aa aa aa aa aa aa aa aa aa ishq ki rangeeniyon mein doob kar chaandani raaton mein roya kijiye chaandani raaton mein roya kijiye wo kabhi mil jaayen to kya kijiye hum hi uske ishq ke qaabil na the hummmmm hum hi uske ishq ke qaabil na the kyun kisi zaalim ka shikwa kijiye kyun kisi zaalim ka shikwa kijiye wo kabhi mil jaayen to kya kijiye raat din surat ko dekha kijiye wo kabhi mil jaayen to kya kijiye wo kabhi mil jaayen to kya kijiye
aaaaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa wo kala ek baansuri waala wo kala ek baansuri waala baansuri waala baansuri waala wo kala ek baansuri waala wo kala ek baansuri waala wo kala ek baansuri waala sudh bisraa gaya mori re sudh bisraa gaya mori re wo kala ek baansuri waala wo kala ek baansuri waala sudh bisraa gaya mori re sudh bisraa gaya moriiii maakhan chor jo nand kishore wo maakhan chor jo nand kishore wo kar gayooo re kar gayo mann ki chori reee sudh bisraa gaya moriiii wo kala ek baansuri waala panghat pe mori baiyaan marodi panghat pe mori baiyaan maroooodi panghat pe mori baiyaan marodi main boli to meri matki phodi panghat pe mori baiyaan marodi main boli to meri matki phodi paiyaan parun karun binati main par paiyaan parun karun binati main par maane naa ek wo mori re sudh bisraa gaya moriiii wo kala ek baansuri waala sudh bisraa gaya mori re sudh bisraa gaya moriii chhup
aaa aaa aaa wo kaun hai wo kaun hai wo kaun hai wo kaun hai jo rooth jaati hai cheez wo naazuk badi hai toot jaati hai bolo bolo preet nahin reet nahin neend nahin dori dori nahin gori wo kaun hai wo kaun hai jag jisse darta hai wo kaun hai wo kaun hai jag jisse darta hai jaagta hai raat bhar aur aahen bharta hai bolo bolo mor nahin chor nahin chakor nahin diya diya nahin piya jeet na tu paayega jo hoga dekha jaayega arre jeet na tu paayega jo hoga dekha jaayega baat bata ek raaja raani sab kuchh poochh le aaja ho o o o wo kaun hai wo kaun hai wo kaun hai wo kaun hai jo aisi hoti hai dil tadapta hai uska aur aankh roti hai bolo bolo hawa nahin ghata aaha dhuaan nahin yaad yaad nahin fariyad wo kaun hai wo kaun hai ek uljhan hoti hai wo kaun hai wo kaun hai ek uljhan hoti hai dost agar aati hai lekin dushman hoti hai bolo bolo raat nahin ghaat uhun baraat nahin nishaani nahin jawaani bhed zara ye kholo aji bolo ji kuchh bolo bhed zara ye kholo bolo bolo ji kuchh
wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota kis ghar mein khushi hoti hai maatam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota aise bhi hain duniya mein jinhein ghum nahin hota aise bhi hain duniya mein jinhein ghum nahin hota ek ghum hai humaara jo kabhi kam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota kya surmaa bhari aankhon se aansoo nahin girte kya surmaa bhari aankhon se aansoo nahin girte kya mehandi lage hathon se matam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota kis ghar mein khushi hoti hai maatam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota kuchh aur bhi hoti hain bigadne ki adaayein kuchh aur bhi hoti hain bigadne ki adaayein banne mein sawarne mein aalam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota kis ghar mein khushi hoti hai maatam nahin hota wo kaun hai duniya mein jise ghum nahin hota
wo kaun si mushkil hai jo na ho sake aasaan wo kaun si mushkil hai jo na ho sake aasaan himmat hai tere saath himmat hai tere saath to phir saath hai bhagwaan wo kaun si mushkil hai jo na ho sake aasaan wo kaun si mushkil hai suyi se mehel bante hain mitti se bane sona kismat ke saath khelo kismat hai ek khilona suyi se mehel bante hain mitti se bane sona kismat ke saath khelo kismat hai ek khilona mehnat hi teri izzat mehnat hi teri shaan mehnat hi teri izzat mehnat hi teri shaan wo kaun si mushkil hai jo na ho sake aasaan wo kaun si mushkil hai takdeer se bichhdi huyi takdeer badal jaaye uljhe huye haalaat ki tasweer badal jaaye takdeer se bichhdi huyi takdeer badal jaaye uljhe huye haalaat ki tasveer badal jaaye ye haath ki lakiren badal sakta hai insaan ye haath ki lakiren badal sakta hai insaan wo kaun si mushkil hai jo na ho sake aasaan wo kaun si mushkil hai jo kaam hain kiye ja fal to kabhi milega hai aaj agar kaante kal phool bhi khilega jo kaam hain kiye
khaab suhana toot gaya ummeed gayi armaan gaye aye duniyaa humse chaal naa chal aye duniyaa humse chaal naa chal hum khoob tujhe pehchaan gaye wo khaab suhana toot gayaaaaaaaa dekha na palat kar saahil ko mallaah ne daaman chhod diya chhod diya dekha na palat kar saahil ko mallaah ne daaman chhod diya chhod diya takraa ke humari kashti ko kaise kaise toofan gaye wo khaab suhana toot gayaaaaaaaa jo pyaar kiya jhootha nikla jo aas lagaayi toot gayi toot gayi jo pyaar kiya jhootha nikla jo aas lagaayi toot gayi toot gayi duniyaa mein wafaa ka naam nahin duniyaa mein wafaa ka naam nahin hum saari duniyaa chhaan gaye wo khaab suhana toot gayaa aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa
wo khat ke purze uda raha tha wo khat ke purze uda raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha wo khat ke purze uda raha tha kuchh aur bhi ho gaya numaaya kuchh aur bhi ho gaya numaaya main apna likha mita raha tha main apna likha mita raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha wo khat ke purze uda raha tha usi ka eemaan badal gaya hai usi ka eemaan badal gaya hai kabhi jo mera khuda raha tha kabhi jo mera khuda raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha wo khat ke purze uda raha tha wo ek din ek ajnabi ko wo ek din ek ajnabi ko meri kahani suna raha tha meri kahani suna raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha wo khat ke purze uda raha tha wo umr kam kar raha tha meri wo umr kam kar raha tha meri main saal apne badha raha tha main saal apne badha raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha wo khat ke purze uda raha tha hawaaon ka rukh dikha raha tha
aaye jahaan bhagwaan se pehle kisi dhanwaan kaa naam uss mandir ke dwaar khade khud roye krishn aur raam dhanwaan ko pehle mile bhagwaan ke darshan dharshan ko tarastaa rahe jo bhakt ho nirdhan ye dakshinaa ki reet ye pandon ke chhalaave dukaan mein bikte huye mandir ke chadhaave aise hi agarrrrrr aise hi agar dharm ka vyaapar chalegaa bhagwaan ka duniyaa mein koi naam naa lega aisi jagah pe jaa ke tu kuchh bhi naa paayega bhagwaan aisa mandir khud chhod jaayega chhod jaayega chhod jaayega wo khet mein milegaa khaliyaan mein milegaa wo khet mein milegaa khaliyaan mein milegaa bhagwaan to aye bandeeeeeeeee bhagwaan to aye bande insaan mein milegaa dhanwaan jo hai jhootaaaaaaaa shaitaan ke baraabarrrr nirdhan agar hai sachchaa bhagwaan ke baraabarrrr wo dhong mein nahin hain imaan mein milegaaaa bhagwaan to aye bande insaan mein milegaa ganga se bhi hai paawannnnnn majdoor kaa pasinaaa paani na koi samjhe anmol ye naginaa aise hi pasinon ke nirmaan mein milegaa
daa re dar daa ra dar daa re dar da daa re dar daa ra dar daa re dar da woh hai rangeela chhail chhabila woh hai natkhat woh jamuna tat phere lagaye murli bajaye gopiyon ke sang raas rachaye murli bajaye raas rachaye shyam shalona hai jo hai albela mad nainon wala jiski deewani brij ki har bala woh kisna hai jo hai albela mad nainon wala jiski deewani brij ki har bala woh kisna hai woh kisna hai woh kisna hai kisna hai hai hai pyaar mein doobi pyaar mein khoyi pyaar ki dhun mein jaagi na soyi pyaar mein doobi pyaar mein khoyi pyaar ki dhun mein jaagi na soyi duniya se hai woh anjaani sab kehte hai prem deewani kisna se milti hai bhool ke har bandhan hoooo kisna ki mala hi japti hai woh jogan nainon mein sanson mein mann mein kisna har pal hai jeevan mein jiska kisna woh raadha hai woh raadha hai hai hai woh raadha hai radha hai more shyam more shyam madhur madhur sa roop hai jiska swet swet rang jiska sundar tanman sundar chitwan sundar hai rang jiska pyaar hai
kahin zulf ka baadal oooo hooo kahin rangeen aanchal aaaa haaa kahin honth gulaabi oooo hooo kahin chaal sharaabi aaaa haaa kahin aankh mein jaadoo oooo hooo kahin jism ki khushboo aaaa haaa kahin narm nighaahen oooo hooo kahin gori baahen aaaa haaa haan yahaan kadam kadam par laakhon haseenayen hain hum magar ye dil ka taufaa dene use aaye hain wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai haan yahaan kadam kadam par laakhon haseenayen hain hum magar ye dil ka taufaa dene use aaye hain wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai wo ladki jo sab se alag hai kitne hi jalwen hain aankhon mein ghulti hai jinse chandni kitni hi hooo baaten hain kaanon mein ghulti hai jinse raagni ye chale jaise zara bal kha ke wo chale jaise zara ithlaa ke ye mile jaise zara sharmaa ke wo mile jaise zara itraa ke haan yahaan kadam kadam par laakhon haseenayen hain hum magar ye dil
wo marne se nahin darte jinne sabak mohabbat waala seekha wo marne se nahin darte jinne sabak mohabbat waala seekha wo marne se nahin darte aati hai majnu ki sada ab tak yahi viraanon se jeene ki baaten na karo hum ishq ke diwaanon se wo marne se nahin darte jinne sabak mohabbat waala seekha wo marne se nahin darte jinne sabak mohabbat waala seekha wo marne se nahin darte ishq mein marna kya hai kisi barbaad se puchhe koi sar dene se yaar mila farhaad se puchhe koi wo marne se nahin darte jinne sabak mohabbat waala seekha wo marne se nahin darte jinne sabak mohabbat waala seekha wo marne se nahin darte jaan ganwa kar ulfat mein jaan ganwa kar ulfat mein marte nahin marne waale yaad rahenge duniya ko hum ji se guzarne waale wo marne se nahin darte jinne sabak mohabbat waala seekha wo marne se nahin darte jinne sabak mohabbat waala seekha wo marne se nahin darte
woh meri taraf yun chale aa rahe hain woh meri taraf yun chale aa rahe hain ki armaan dhadkan se takraa rahe hain woh meri taraf yun unhen dekhne ko uthi meri nazren unhen dekhne ko uthi meri nazren mujhe dekhte hi jhuki un ki palken na jaane woh kyun hum se sharmaa rahe hain na jaane woh kyun hum se sharmaa rahe hain ki armaan dhadkan se takraa rahe hain woh meri taraf yun jo kaliyaan khili hain to gul bhi khilenge jo kaliyaan khili hain to gul bhi khilenge nigaahen mili hain to dil bhi milenge ki saanson se paigaam aa jaa rahe hain ki saanson se paigaam aa jaa rahe hain ki armaan dhadkan se takraa rahe hain woh meri taraf yun unhen dekh kar dil laga rang laane unhen dekh kar dil laga rang laane hai dil kya kahin baat maane na maane ki ham dil ki harkat se ghabraa rahe hain ki ham dil ki harkat se ghabraa rahe hain ki armaan dhadkan se takraa rahe hain woh meri taraf yun chale aa rahe hain woh meri taraf yun chale aa rahe hain ki armaan dhadkan se takraa rahe hain
wo muhabbat wo wafaayen kis tarah hum bhool jaayen aye ghum e dil jee rahen hain tujhko de kar hum duwaaen wo muhabbat jab se loota gardishon ne ishq tanhaa reh gaya hai unki yaadon ke alaawa ab yahaan kya reh gaya hai ab yahaan kya reh gaya hai humse rutha hai khuda bhi kiss ko apna ghum dikhaayen wo muhabbat wo wafaayen kis tarah hum bhool jaayen wo muhabbat naam unka dhundhtaa hai ab bhi dil ki dhadkanon mein kat rahi hai zindgani haaye kitni uljhanon mein haaye kitni uljhanon mein kaash khaabon mein wo aa kar haalat e dil dekh jaayen wo muhabbat wo wafaayen kis tarah hum bhool jaayen wo muhabbat chand aahon ka sahaara chand ashqon par guzaara ye bhi koi zindagi hai aye mere parvardigaara aye mere parvardigaara khud hi baksha pyaar tune khud hi humko di sajaayen wo muhabbat wo wafaayen kis tarah hum bhool jaayen aye ghum e dil jee rahen hain tujhko de kar hum duwaaen
aa aa aa aa wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein meri hasraton se keh do ki ye khaab bhool jaayein meri hasraton se keh do ki ye khaab bhool jaayein agar iss jahaan ka maalik kahin mil sake to poochhein mili kaun si khataa par humein iss qadar sazaayein mili kaun si khataa par humein iss qadar sazaayein wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein teri berukhi ke sadqe aa aa aa aa aa teri berukhi ke sadqe meri zindagi ki khushiyaan tu agar isi mein khush hai to khushi se kar jafaayein tu agar isi mein khush hai to khushi se kar jafaayein wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein meri hasraton se keh do ki ye khaab bhool jaayein
wo nazar leke wo nazar leke rahi dil tana na haiya hu wo nazar leke rahi dil tana na haiya hu lut gaye lut gaye hum sare mehfil tana na haiya hu uuuuu hay thaam ke baithe hain jo dil tana na haiya hu thaam ke baithe hain jo dil tana na haiya hu hai yahi hai yahi to mere kaatil tana na haiya hu uuu hay wo nazar leke rahi dil tana na haiya hu kis liye tez hawaaon mein jalaya hai charag kabhi paoge na tum khoye huye dil ka surag uska pana to hai mushkil uska pana to hai mushkil tana na haiya hu uuuu hay wo nazar leke rahi dil tana na haiya hu aaaa aaaa aaaaa aapke dil me nazar aate the yun hi kai daag aise daagi ka bhala payenge kya aap surag wo na tha wo na tha pyaar ke kaabil tana na haiya hu uuuu hay thaam ke baithe hain jo dil tana na haiya hu unko dekho koi aur unki adayen dekho ek zara sar ko jo sharma ke jhukayen dekho bijliyaan kyun na wo hans hans ke girayen dekho unpe kurbaan hai mehfil unpe kurbaan hai mehfil tana na haiya hu uuuu hay wo nazar leke rahi dil
wo paas bhi reh kar paas nahin hum door bhi reh kar door nahin hum door bhi reh kar door nahin do bichhde huye dil mil jaayen kismat ko bhi manzoor nahin kismat ko bhi manzoor nahin wo aayen to dil ka afsaana hum keh naa sake wo sun naa sake wo humse judaa kyun rehte hain wo humse judaa kyun rehte hain jo dil se humaare door nahin jo dil se humaare door nahin wo paas bhi reh kar paas nahin hum door bhi reh kar door nahin hum door bhi reh kar door nahin ae bigdi huyi taqdeer bataa kyaa humse huyi hai aisi khataa kashti ko kinaara mil jaaye kashti ko kinaara mil jaaye bedard tujhe manzoor nahin bedard tujhe manzoor nahin wo paas bhi reh kar paas nahin hum door bhi reh kar door nahin hum door bhi reh kar door nahin
wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain chhoti si baat mohabbat ki chhoti si baat mohabbat ki aur wo bhi kahi nahin jaati kuch wo sharmaaye rehte hain kuch hum sharmaaye rehte hain wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain milne ki ghadiyan choti hain milne ki ghadiyan choti hain aur raat judaai ki lambi jab saari duniya soti hai hum taare ginte rehte hain wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain
wo pehli baar jab hum mile haathon mein haath jab hum chale ho gaya ye dil deewana hota hai pyaar kya isne jaana teri aankhon mein jannat basa ke chala teri zulfon ki chhaon mein chalta chala tere nainon mein chain tere lab pe khushi tujh ko hi main muhabbat bana ke chala wo pehli baar jab hum mile haathon mein haath jab hum chale ho gaya ye dil deewana hota hai pyaar kya isne jaana teri aankhon mein jannat basa ke chala teri zulfon ki chhaon mein chalta chala tere nainon mein chain tere lab pe khushi tujh ko hi main muhabbat bana ke chala wo pehli baar jab hum mile ho gaye shuroo ye silsile ho gaya ye dil deewana hota hai pyaar kya isne jaana khilti kaliyon mein dhoondhoo bas tere nishaa main na jaanoo hai aakhir ye kya carvan tujhe dekhun to aaye lab pe khushi khuda na kare ho kabhi dooriyaan wo pehli baar jab hum mile haathon mein haath jab hum chale ho gaya ye dil deewana hota hai pyaar kya humne jaana ho gaya hoon main paagal ab tere liye tere bin dil bechaara
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Wo Jo Milte The Kabhi Akeli Mat Jaiyo (1963) 03:19 12629
 
Poster of Akeli Mat Jaiyo (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Majrooh Sultanpuri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Lalit
Duration : 03:19   Song Number : 12629   

Wo Kaagaz Ki Kashti Jagjit Singh & Chitra Singh 06:33 18058
 
Poster of Jagjit Singh & Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:33   Song Number : 18058   

Wo Kabhi Mil Jaayen To Kya Kijiye Ghulam Ali 06:50 15707
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Duration : 06:50   Song Number : 15707   

Wo Kala Ek Baansuri Waala Anup Jalota 05:57 17900
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Devotional
Music Director- 
Anup Jalota
Singer- 
Anup Jalota
Duration : 05:57   Song Number : 17900   

Wo Kaun Hai Anjaana (1969) 06:17 36564
 
Poster of Anjaana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Babita
Duration : 06:17   Song Number : 36564   

Wo Kaun Hai Jagjit Singh 05:27 32031
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 05:27   Song Number : 32031   

Wo Kaun Si Mushkil Hai Jo Maa Beta (1962) 04:28 40062
 
Poster of Maa Beta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Nirupa Roy
Duration : 04:28   Song Number : 40062   

Wo Khaab Suhana Toot Gaya Lakht E Jigar (1956) 02:58 11451
 
Poster of Lakht E Jigar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Nazim Panipati
Music Director- 
G A Chishti
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 02:58   Song Number : 11451   

Wo Khat Ke Purze Jagjit Singh 05:16 38096
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:16   Song Number : 38096   

Wo Khet Mein Milega Yaadgar (1970) 06:42 14414
 
Poster of Yaadgar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 06:42   Song Number : 14414   

Wo Kisna Hai Kisna (2005) 05:50 16880
 
Poster of Kisna (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman, Ismail Darbar
On Screen Actors- 
Sushmita Sen, Vivek Oberoi
Duration : 05:50   Song Number : 16880   

Wo Ladki Jo Baadshah (1999) 07:07 18721
 
Poster of Baadshah (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Abhijeet, Chorus
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Twinkle Khanna
Duration : 07:07   Song Number : 18721   

Wo Marne Se Nahin Darte Shama Parwana (1954) 03:30 12319
 
Poster of Shama Parwana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:30   Song Number : 12319   

Wo Meri Taraf Yun Chale Kafila (1952) 03:24 37692
 
Poster of Kafila (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Brijendra Gaur
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:24   Song Number : 37692   

Wo Muhabbat Noor Jehan (1967) 03:31 13885
 
Poster of Noor Jehan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:31   Song Number : 13885   

Wo Na Aayenge Devdas (1955) 04:17 13064
 
Poster of Devdas (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Vyjayanthimala, Bali
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:17   Song Number : 13064   

Wo Nazar Leke Suraag (1982) 05:52 32524
 
Poster of Suraag (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 05:52   Song Number : 32524   

Wo Paas Bhi Reh Kar Afsana (1951) 03:20 20201
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Veena
Duration : 03:20   Song Number : 20201   

Wo Paas Rahein Ya Bari Behen (1949) 02:41 21413
 
Poster of Bari Behen (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya, Rehman, Geeta Bali
Duration : 02:41   Song Number : 21413   

Wo Pehli Baar Pyaar Mein Kabhi Kabhi (1999) 04:25 16855
 
Poster of Pyaar Mein Kabhi Kabhi (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Vishal-Raj Kaushal
Music Director- 
Vishal-Shekhar-Salim
Singer- 
Shaan
On Screen Actors- 
Dino Morea, Rinke Khanna
Duration : 04:25   Song Number : 16855