Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


lehra ke jhoom jhoom ke la muskura ke la phoolon ke ras mein chand ki kirne milake la kehte hain umre rafta kabhi lautti nahin kehte hain umre rafta kabhi lautti nahin jaa mehkade se meri jawani utha ke la na samjho ke hum pee gaye peete peete na samjho ke hum pee gaye peete peete ke thoda sa hum jee gaye peete peete na samjho ke hum pee gaye peete peete na samjho ke hum pee gaye peete peete humein seedhi raahon ne roka bahut tha humein seedhi raahon ne roka bahut tha humein seedhi raahon ne roka bahut tha kadam larkhara hi gaye peete peete kadam larkhara hi gaye peete peete ke thoda sa hum jee gaye peete peete na samjho ke hum pee gaye peete peete na samjho ke hum pee gaye peete peete nahin dekhe saaki ne hum se sharabi nahin dekhe saaki ne hum se sharabi nahin dekhe saaki ne hum se sharabi ke maikhaane mein bhi gaye peete peete ke maikhaane mein bhi gaye peete peete ke thoda sa hum jee gaye peete peete na samjho ke hum pee gaye peete peete na samjho ke hum pee
naa shikwaa hai koi naa koi gilaa hai naa shikwaa hai koi naa koi gilaa hai naa shikwaa hai koi naa koi gilaa hai salaamat rahe tu ye meri dua hai naa shikwaa hai koi bahut hi kathin hai muhabbat ki raahen bahut hi kathin hai muhabbat ki raahen zara bach ke chalna zamaana bura hai naa shikwaa hai koi hoooo oooo oooo oooo ajab teri mehfil mein dekha tamaashaa kahin roshani hai kahin hai andhera ajab teri mehfil mein dekha tamaashaa kahin roshani hai kahin hai andhera kahin hai andhera muqaddar se raahon ke badle huye hain muqaddar se raahon ke badle huye hain koi bujh raha hai koi jal raha hai naa shikwaa hai koi hooooo ooooo oooo oooo mubaaraq tujhe ho tere dil ki duniyaa meri zindagi ka koi ghum naa karna mubaaraq tujhe ho tere dil ki duniyaa meri zindagi ka koi ghum naa karna koi ghum naa karna ye sab gardishen hain naseebon ki pyaare ye sab gardishen hain naseebon ki pyaare naa meri khataa hai naa teri khataa hai naa shikwaa hai koi
na sun sun sun bura na dekh dekh dekh bura na bol bol bol bura na sun bura dekh bura bol bura baat buri sunne mein hai bada maza aata koi bhi rangeen ho kissa dil ko hai bhata buri baat sunne ka hota bura sada anjaam sunne mein amrit hai lekin hai wo zehar ka jaam are isi liye main kehta hoon ki sun lo mere yaar na sun sun sun bura na dekh dekh dekh bura na bol bol bol bura na sun bura dekh bura bol bura inki baaton mein na aana inka koi nahin thikaana hain kya matlab pyaar se sabko dekho ye samjhaate rehte hain aur pyaar se dekha to deewana kehte hain buri nazar se raawan ne jab seeta ko dekha ek ghadi mein khaak ho gayi sone ki lanka are isiliye main kehta hun ki sun lo mere yaar na sun sun sun bura na dekh dekh dekh bura na bol bol bol bura na sun bura dekh bura bol bura sachcha jisne bola yaaro uski shamat aayi gaandhi ji ne sach bola seene pe goli khai ye mat bhulo amar ho gaya gaandhi ji ka naam isiliye main kehta hun ki bolo mere yaar na sun sun sun sun bura
aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa na to caarwaan ki talaash hai na to caarwaan ki talaash hai na aaaaaa na to caarwaan ki caarwaan ki talaash hai na to na to aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa na to caarwaan ki talaash hai na to humsafar ki talaash hai ab na to humsafar ki talaash hai ab na humsafar ki hey hey hey hey hey na to humsafar ki aaaaa aaaaa aaaaa na to humsafar ki aaaa aaaa aaaa na to humsafar ki talaash hai mere shuk e khaana kharaab ko mere shuk e khaana kharaab ko teri rehguzar ki talaash hai mere shuk e khaana kharaab ko teri rehguzar ki talaash hai mere shuk e khaana kharaab ko aaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa mere naamuraad junoon ka hai ilaaz koi to maut hai ab hai ilaaz koi to maut hai ilaaz koi haaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaaa hai ilaaz koi to maut hai jo dawaa ke naam pe zehar de jo dawaa ke naam pe zehar de ussi chaar agar ki talaash hai jo dawaa ke naam pe zehar de dawaa ke
ja ke hum ab to har ek dar pe sada karte hain jinki takdeer bigad jaati hai kya karte hain na to dard gaya na dawa hi mili maine dhund ke dekha zamaana na to dard gaya na dawa hi mili maine dhund ke dekha zamaana pahunche jahaan bhi hum to laut aaye haar ke aye dil pukaar dekha ek ek dwaar pe pahunche jahaan bhi hum to laut aaye haar ke aye dil pukaar dekha ek ek dwaar pe sabse kaha piya dard magar na to dard gaya na dawa hi mili maine dhund ke dekha zamaana mandir masjid mein jaa ke ki hai fariyaad bhi milta jawaab to kya aayi na aawaaz bhi mandir masjid mein jaa ke ki hai fariyaad bhi milta jawaab to kya aayi na aawaaz bhi maangi dua maine laakh magar na to dard gaya na dawa hi mili maine dhund ke dekha zamaana aisa ye ghum bhi nahin koi pehchaan le aisa wo kaun hai jo dukh mera jaan le aisa ye ghum bhi nahin koi pehchaan le aisa wo kaun hai jo dukh mera jaan le chhaani gali chhana saara nagar na to dard gaya na dawa hi mili maine dhund ke dekha zamaana haaye na
na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke chupke chupke jiya maar diya maar diya ho na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke chupke chupke jiya maar diya maar diya ho laakh kinaara karo chhupo na jaao daro aah bharo na bharo naina mile laakh kinaara karo chhupo na jaao daro aah bharo na bharo naina mile prem jawaani mile aag se paani mile roop ki raani mile chain mile puchha kisi ne na ji gore munh pe waar diya waar diya ho na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke chupke chupke jiya maar diya maar diya ho aankhen hain jhuki jhuki saansen thi ruki ruki tamanna thaki thaki so gayi aankhen hain jhuki jhuki saansen thi ruki ruki tamanna thaki thaki so gayi hum samjhe umar kachchi dil bola niyat achchhi lekin mohabbat sachchi ho gayi buddhu bana ke sabko apna beda paar kiya paar kiya ho na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke chupke chupke jiya maar diya maar diya ho na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke
na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye tera wazood hai tera wazood hai ab sirf daastaan ke liye na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye palat ke soo e chaman dekhne se kya hoga oooooooooo palat ke soo e chaman dekhne se kya hoga wo saakh hi na rahi jo thi aashiyaan ke liye na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye garaz parast jahaan mein wafaa talaash na kar oooooooooo garaz parast jahaan mein wafaa talaash na kar ye shai bani thi kisi dusre jahaan ke liye tera wazood hai tera wazood hai ab sirf daastaan ke liye na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye
na tujhse door jaa sakun na tere paas aa sakun ke main badi mushkil mein hoon main badi mushkil mein hoon na tujhse door jaa sakun na tere paas aa sakun ke main badi mushkil mein hoon main badi mushkil mein hoon ke main badi mushkil mein hoon main badi mushkil mein hoon chup rahun gila karun shukriya adaa karun chup rahun gila karun shukriya adaa karun sochta raha karun kya karun main kya karun na apna ghum chhupa sakun na apna ghum suna sakun ke main badi mushkil mein hoon main badi mushkil mein hoon ke main badi mushkil mein hoon main badi mushkil mein hoon kya sitam hai meharbaan aa gaya hoon main kahaan kya sitam hai meharbaan aa gaya hoon main kahaan khoob hai ye daastaan hai tera wo aasta na jis pe sar jhuka sakun na jis se sar utha sakun ke main badi mushkil mein hoon main badi mushkil mein hoon ke main badi mushkil mein hoon main badi mushkil mein hoon dil mein hai qaraar bhi dil hai beqaraar bhi dil mein hai qaraar bhi dil hai beqaraar bhi hanstee hai
na tum bewafaa ho na hum bewafaa hain na tum bewafaa ho na hum bewafaa hain magar kya karein apni raahein judaa hain na tum bewafaa ho na hum bewafaa hain jahan thandi thandi hawaa chal rahee hai jahan thandi thandi hawaa chal rahee hai kisi ki mohabbat wahaan jal rahi hai zameen aasamaan hum se dono khafa hain na tum bewafaa ho na hum bewafaa hain abhi kal talak to mohabbat jawaan thi abhi kal talak to mohabbat jawaan thi milan hee milan thaa judaayee kahan thi magar aaj dono hee beaasra hain na tum bewafaa ho na hum bewafaa hain zamaana kahe meri raahon mein aa jaa zamaana kahe meri raahon mein aa jaa mohabbat kahe meri baahon mein aa jaa wo samajhein naa majbooriyaan apni kya hain na tum bewafaa ho na hum bewafaa hain na tum bewafaa ho na hum bewafaa hain magar kya karein apni raahein judaa hain na tum bewafaa ho na hum bewafaa hain na tum bewafaa ho na hum bewafaa hain na tum bewafaa ho na hum bewafaa hain
na tum humen jaano na hum tumhen jaanen magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gaya na tum humen jaano na hum tumhen jaanen magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gaya ye mausam ye raat chup hai wo honthon ki baat chup hai khamoshi sunaane lagi hai daastaan ye mausam ye raat chup hai wo honthon ki baat chup hai khamoshi sunaane lagi hai daastaan nazar ban gayi hai dil ki jabaan na tum humen jaano na hum tumhen jaanen magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gaya mohabbat ke mod pe hum mile sabko chhod ke hum dhadakte dilon ka le ke ye carvaan ho ho ho mohabbat ke mod pe hum mile sabko chhod ke hum dhadakte dilon ka le ke ye carvaan ki jaayenge donon jaane kahaan na tum humen jaano na hum tumhen jaanen magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gaya
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm magar lagta hai kuchh aisa hmm hmm hmm hmm hmm mil gaya na tum hamen jaano na hum tumhen jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gayaa ye mausam ye raat chup hai wo honthon ki baat chup hai khamoshi sunaane lagi hai daastaan ye mausam ye raat chup hai wo honthon ki baat chup hai khamoshi sunaane lagi hai daastaan nazar ban gayee hai dil ki zabaan na tum hamen jaano na hum tumhen jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gayaa muhabbat ke mod pe hum mile sab ko chhod ke hum dhadakte dilon ka le ke ye carvaan muhabbat ke mod pe hum mile sab ko chhod ke hum dhadakte dilon ka le ke ye carvaan chale aaj dono jaane kahaan na tum hamen jaano na hum tumhen jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gayaa
he aande ho van of ve ho ve ho he aande ho van of ve ho kyun chalti hai pawan kyun jhoome hai gagan kyun machalta hai mann na tum jaano na hum na tum jaano na hum kyun aati hai bahaar kyun lutta hai karaar kyun hota hai pyaar na tum jaano na hum na tum jaano na hum he aande ho van of ve ho ve ho he aande ho van of ve ho ye madhoshiyaan ye tanhaiyaan tasavur mein hain kiski parchaaiyaan ye bheega samaan umangein jawan mujhe ishq le ja raha hai kahan kyun gum hai har disha kyun hota hai nasha kyun aata hai mazaa na tum jaano na hum na tum jaano na hum dhadakta bhi hai tadapta bhi hai ye dil kyun achanak behakta bhi hai mehakta bhi hai chahakta bhi hai ye dil kya wafa ko samajhta bhi hai kyun milti hai nazar kyun hota hai asar kyun hoti hai sehar na tum jaano na hum na tum jaano na hum kyun chalti hai pawan kyun jhoome hai gagan kyun machalta hai mann na tum jaano na hum kyun aati hai bahaar kyun lutta hai karaar kyun hota hai pyaar na tum jaano na hum na tum jaano na
hum donon ne dekha tha ek sapna kahin pe chhota sa ik ghar tha apna aangan mein utari thi chandani raaten hum baithe karte the pyaar ki baaten wo baaten wo raaten bhool jaayen hum to humen yaad dilana haan bhool na jaana na tumse huyi na hamse huyi na tumse huyi na hamse huyi donon se mohabbat ho na saki donon se mohabbat ho na saki na tumse huyi na hamse huyi na tumse huyi na hamse huyi tumse bhi ye shikwa ho na saka humse bhi shikaayat ho na saki hamse bhi shikaayat ho na saki na tha aisa iraada kiya tha hamne waada magar takdeer hai ye koi zanjeer hai ye ise hum tod dete zamaana chhod dete magar jeena pada hai zehar peena pada hai kasam tum tod aaye wafa hum chhod aaye chalo insaaf kar dein khatayen maaf kar dein ho tumse bhi sharafat ho na saki tumse bhi sharafat ho na saki humse bhi sharafat ho na saki humse bhi sharafat ho na saki na tumse huyi na hamse huyi na tumse huyi na hamse huyi donon se mohabbat ho na saki donon se mohabbat ho na saki falak jo kaam
na ummeed ho ke bhi duniya mein jiye jaate hain dil toot gaya phir bhi hum pyaar kiye jaate hain na ummeed ho ke bhi jin aankhon mein rehti thi ek pyaar bhari masti un aankhon mein aansu hain barbaad huyi basti jin aankhon mein rehti thi ek pyaar bhari masti un aankhon mein aansu hain barbaad huyi basti aansu bhi hum apne ro ro ke piye jaate hain aansu bhi hum apne ro ro ke piye jaate hain dil toot gaya phir bhi hum pyaar kiye jaate hain na ummeed ho ke bhi bedard zamaane ne rehne na diya mil ke sab toot gaye sapne armaan bhare dil ke bedard zamaane ne rehne na diya mil ke sab toot gaye sapne armaan bhare dil ke ruthi huyi kismat se fariyaad kiye jaate hain ruthi huyi kismat se fariyaad kiye jaate hain dil toot gaya phir bhi hum pyaar kiye jaate hain na ummeed ho ke bhi duniya mein jiye jaate hain dil toot gaya phir bhi hum pyaar kiye jaate hain na ummeed ho ke bhi
Na Unees Se Kam
na wo inkaar karti hai na wo iqraar karti hai na wo inkaar karti hai na wo iqraar karti hai humein phir bhi yakin hai wo hamin se pyaar karti hai na wo inkaar karti hai na wo iqraar karti hai na wo inkaar karta hai na wo iqraar karta hai na wo inkaar karta hai na wo iqraar karta hai humein phir bhi yakin hai wo hamin se pyaar karta hai na wo inkaar karta hai na wo iqraar karta hai ajab ladki wo jab milti yun reh jaati hai sharma ke ajab ladki wo jab milti yun reh jaati hai sharma ke kabhi baalon ke peechhe munh chhupa leti hai ghabra ke ajab ladka hai raste se guzar jaata hai takra ke maza aata hai usko yun hi mere dil ko tadpa ke jalaane ko mujhe auron se ankhein chaar karta hai na wo inkaar karta hai na wo iqraar karta hai humein phir bhi yakin hai wo hamin se pyaar karta hai na wo inkaar karti hai na wo iqraar karti hai jo dekho toh badi maasoom bilkul ajnabi hai wo jo dekho toh badi maasoom bilkul ajnabi hai wo magar jab main nahin hota toh mujhko sochti hai wo
teri mohabbat pe shaq nahin hai teri wafaaon ko maantaa hoon magar tujhe kiss kiiii aaaarzoo haiiii main ye haqeeqat bhi jaantaaa hoon naa aadmi ka koi bharosa naa dosti ka koi thikana wafaa ka badla hai bewafaai ajab zamana hai ye zamana naa aadmi ka koi bharosa naa husn mein ab wo dilkashi hai naa ishq mein ab wo zindagi hai jidhar nigaahen utha ke dekho sitam hai dhoka hai berukhi hai badal gaye zindagi ke nagmen bikhar gaya pyaar ka taraana badal gaye zindagi ke nagmen bikhar gaya pyaar ka taraana naa aadmi ka koi bharosa dawaa ke badle mein zehar de do utaar do mere dil mein khanzar lahoo se seencha tha jiss chaman ko uge hai shole ussi ke ander mere hi ghar ke charag ne khud jala diya mera aashiyaana mere hi ghar ke charag ne khud jala diya mera aashiyaana naa aadmi ka koi bharosa naa dosti ka koi thikana wafaa ka badla hai bewafaai ajab zamana hai ye zamana naa aadmi ka koi bharosa
naa bidalare endu ninna neenade nannee prana dooragi hodare neenu nanendu baalenu naa bidalare endu ninna neenade nannee prana dooragi hodare neenu nanendu baalenu hoooooooo naa surya kaanthiyante nee surya devanante naa ninna baala jodi neene nanna jeeva naadi bidalare endu ninna neenade nannee prana dooragi hodare neenu nanendu baalenu naane raaga neene bhava yendenduu naane deha neene prana innenduu naane kannu neene noota yendenduu naane jyothi neene kaanthi innenduu baalemba doniyeri santosha yelle meeri illinda doora saagi preama loka seruvaa bidalare endu ninna neenade nannee prana dooragi hodare neenu nanendu baalenu aha mai maatavu eee savi notavu jeeva kavalagi mai tumbo ee aanandavuu bantu inta anda chenda ninna preama dindaa naale namma laali haadu kelo kanda chendaa innu nee tanda sukhakinta bere bhagya kaanenalla bidalare endu ninna neenade nannee prana dooragi hodare neenu nanendu baalenu naa bidalare endu ninna neenade nannee prana dooragi hodare
hooooo ooooo ooooo naa bol pee pee more angnaa naa bol pee pee more angnaa panchhi jaa re jaa panchhi jaa jaa re jaa naa bol pee pee more angnaa panchhi jaa re jaa rutt albeli aa gayi aur kaari badariya chhaa gayi hooo chhaa gayi sajan bin tarsaa karun phir geet main sunn ke kya karun main kya karun rutt albeli aa gayi aur kaari badariya chhaa gayi sajan bin tarsaa karun phir geet main sunn ke kya karun sun thes laage dil ko haaye sun thes laage dil ko aisa gaana tu naa gaa panchhi jaa jaa re jaa naa bol pee pee more angnaa panchhi jaa re jaa main hoon akeli baanware aur paas nahin more sanware ho sanware panchhi tera ho buraaaa kyun aag lagane aa gaya kyon aa gaya main hoon akeli baanware aur paas nahin more sanware panchhi tera ho buraa kyun aag lagane aa gaya tu maan mera kehna bairiiiii tu maan mera kehna bairi dil ko naa jala panchhi jaa jaa re jaa naa bol pee pee more angnaa panchhi jaa re jaa
naa bole naa bole naa bole re naa bole naa bole naa bole re ghunghat ke patt naa khole re raadha naa bole naa bole naa bole re ghunghat ke patt naa khole re raadha naa bole naa bole naa bole re raadha ki laaj bhari ankhiyon ke dore raadha ki laaj bhari ankhiyon ke dore dekhoge kaise ab gokul ke chhore dekhoge kaise ab gokul ke chhore dekho mohan ka manvaa dole re raadha naa bole naa bole naa bole re naa bole naa bole naa bole re ghunghat ke patt naa khole re raadha naa bole naa bole naa bole re yaad karo jamuna kinaare saanwariyaa yaad karo jamuna kinaare saanwariyaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa yaad karo jamuna kinaare saanwariyaa phodi thi raadha ki kaahe gagariyaa phodi thi raadha ki kaahe gagariyaa iss kaaran naa tum sang bole re raadha naa bole naa bole naa bole re naa bole naa bole naa bole re ghunghat ke patt naa khole re raadha naa bole naa bole naa bole re ruthi huyi yun naa maanegi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Na Samjho Ke Hum Pee Gaye Pankaj Udhas 07:19 17916
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:19   Song Number : 17916   

Na Shikwa Hai Koi Amar (1954) 04:24 12648
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 04:24   Song Number : 12648   

Na Sun Sun Sun Bura Dekh Bura Bol Bura Priya (1970) 04:02 19842
 
Poster of Priya (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:02   Song Number : 19842   

Na To Caarwaan Ki Talaash Barsaat Ki Raat (1960) 11:18 12850
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Shyama, Chandra Shekhar
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 11:18   Song Number : 12850   

Na To Dard Gaya Kali Topi Lal Rumal (1959) 03:52 39820
 
Poster of Kali Topi Lal Rumal (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shakeela
Duration : 03:52   Song Number : 39820   

Na To Inkaar Kiya Na To Ikraar Kiya Sunehre Kadam (1966) 03:07 17641
 
Poster of Sunehre Kadam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Bulo C Rani
Duration : 03:07   Song Number : 17641   

Na Tu Zameen Ke Liye Dastaan (1972) 03:42 21012
 
Poster of Dastaan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:42   Song Number : 21012   

Na Tujhse Door Jaa Sakun Pocket Maar (1974) 05:25 20113
 
Poster of Pocket Maar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:25   Song Number : 20113   

Na Tum Bewafaa Ho Ek Kali Muskayee (1968) 04:20 11846
 
Poster of Ek Kali Muskayee (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meera
Duration : 04:20   Song Number : 11846   

Na Tum Humen (Female) Baat Ek Raat Ki (1962) 03:39 12770
 
Poster of Baat Ek Raat Ki (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Duration : 03:39   Song Number : 12770   

Na Tum Humen Jaano Baat Ek Raat Ki (1962) 03:52 21013
 
Poster of Baat Ek Raat Ki (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:52   Song Number : 21013   

Na Tum Jaano Na Hum Kaho Naa Pyaar Hai (2000) 06:31 21014
 
Poster of Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lucky Ali, Ramya
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Amisha Patel
Duration : 06:31   Song Number : 21014   

Na Tumse Huyi Na Hamse Raja Rani (1973) 05:12 14048
 
Poster of Raja Rani (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 05:12   Song Number : 14048   

Na Ummeed Ho Sangeeta (1950) 03:26 40867
 
Poster of Sangeeta (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:26   Song Number : 40867   

Na Unees Se Kam Dalaal (1993) 07:17 39026
 
Poster of Dalaal (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 07:17   Song Number : 39026   

Na Wo Inkaar Karti Hai Himalay Putra (1997) 06:44 39141
 
Poster of Himalay Putra (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Akshay Khanna, Anjala Zaveri
Duration : 06:44   Song Number : 39141   

Naa Aadmi Ka Koi Bharosa Aadmi (1968) 03:56 20998
 
Poster of Aadmi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:56   Song Number : 20998   

Naa Bidalaare Endu Ninna Premada Kanike (1976) 03:47 19378
 
Poster of Premada Kanike (1976)
 
Category
Kannada
Year- 
1976
Lyricist
Vijayanarasimha
Music Director- 
Upendra Kumar
On Screen Actors- 
Jayanti, Dr Rajkumar
Duration : 03:47   Song Number : 19378   

Naa Bol Pee Pee More Dulari (1949) 03:27 13189
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:27   Song Number : 13189   

Naa Bole Naa Bole Re Azaad (1955) 03:08 12764
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:08   Song Number : 12764