Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


khud se baatein karte rehna khud se baatein karte rehna baatein karte rehna oooooo aankhen moonde din mein meethi raatein bharte rehna khud se baatein karte rehna khud se baatein khud se kehna jaati hoon main khud se kehna jaati hoon main khud se kehna aayi main aisa bhi to hota hai na halki si tanhayi mein tanhayi mein tasveeron ke tanhayi mein tasveeron ke chehre bharte rehna khud se baatein karte rehna baatein karte rehna oooooo aankhen moonde din mein meethi raatein bharte rehna khud se baatein karte rehna khud se baatein bheege bheege mausam mein kyun bheege bheege mausam mein kyun barkha pyasi lagti hai jee to khush hota hai lekin ek udasi lagti hai aewein hi bas roothi khud se aewein hi bas roothi khud se aewein mante rehna khud se baatein karte rehna baatein karte rehna oooooo aankhen moonde din mein meethi raatein bharte rehna khud se baatein karte rehna khud se baatein
khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga khuda bhi aasmaan se musavir khud pereshaan hain ke ye tasveer kis ki hai banogi jiski tum aisi hasin taqdeer kis ki hai kabhi wo jal raha hoga kabhi khush ho raha hoga khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga khuda bhi aasmaan se zamaane bhar ki masti ko nighaahon mein sameta hai kali se jism ko kitni bahaaron mein lapeta hai hua tumsa koi pehle na koi dusra hoga khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga khuda bhi aasmaan se farishte bhi yahaan raaton ko aa kar ghoomte honge jahaan rakhti ho tum paanv jagah wo chumte honge kisi ke dil pe kya guzri ye wo hi jaanta hoga khuda bhi aasmaan se jab zamin par dekhta hoga mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga
khuda e bartar teri zameen par zamin ki khaatir yeh jung kyun hai har ek fatah o jafar ke daaman pe khun e insaan kaa rang kyun hai khuda e bartar zameen bhi teri hain hum bhi tere yeh milkiyat kaa savaal kya hai yeh katl o khoon ka rivaaz kyun hai yeh rasm e jungo jadaal kya hai jinhe talab hai jahaan bhar ki unhi kaa dil itna tang kyun hai khuda e bartar garib maaon sharif behnon ko amn o izjat ki zindagi de jinhe ataa ki hai tune taakat unhe hidaayat ki roshni de saron mein kibr o guroor kyun hain dilon ke sheeshe pe jung kyun hai khuda e bartar khaza ke raste pe jaane waalon ko bach ke aane ki raah dena dilon ke gulshan ujad na jaayen muhabbaton ko panaah dena jahaan mein jashn e wafa ke badle yeh jashn e teer o tafang kyun hai khuda e bartar teri zameen par zameen ki khaatir yeh jung kyun hai har ek fatah o jafar ke daaman pe khoon e insaan kaa rang kyun hai khuda e bartar
khuda hi jaane yaar aaye na aaye khuda hi jaane yaar aaye na aaye mere dil ko qaraar aaye na aayee khuda hi jaane yaar aaye na aaye jawaani mein agar tauba bhi kar lein kisi ko aitbaar aaye na aaye kisi ko aitbaar aaye na aaye wo aayen bhi to ab shiddaten dard khuda jaane qaraar aaye na aayee khuda hi jaane yaar aaye na aaye ibaadat to hai peeri mein bhi mumkin jawaani baar baar aaye na aaye jawaani baar baar aaye na aaye khuda hi jaane yaar aaye na aaye
khuda humko aisi khudaai naa de khuda humko aisi khudaai naa de ke apne siwa kuchh dikhaai naa de khuda humko aisi khudaai naa de khatawaar samjhegi duniyaa tujhe khatawaar samjhegi duniyaa tujhe ab itni jyaada safaai naa de khuda humko aisi khudaai naa de khuda humko aisi khudaai naa de hanso aaj itna ke iss shor mein hanso aaj itna ke iss shor mein sadaa siskiyon ki sunaayi naa de khuda humko aisi khudaai naa de khuda humko aisi khudaai naa de abhi to badan mein lahoo hai bahot abhi to badan mein lahoo hai bahot kalam chheen le roshnaayi naa de khuda humko aisi khudaai naa de khuda humko aisi khudaai naa de khuda aise ehsaas ka naam hai khuda aise ehsaas ka naam hai rahe saamne aur dikhaayi naa de khuda humko aisi khudaai naa de ke apne siwa kuchh dikhaai naa de khuda humko aisi khudaai naa de
aaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa khuda huzur ko meri bhi zindagi de de khuda huzur ko meri bhi zindagi de de bgair aapke behtar hai mera marr jaana naa hogi shamma to mehfil ka rang kya hoga naa hogi shamma to mehfil ka rang kya hoga jeeyega kaise andhere mein koi parwaana khuda huzur ko meri bhi zindagi de de khuda huzur ko rahe huzur ki hum par agar nighaahen karam to hum khuda ko naa dhundhe kabhi khuda ki kasam rahe huzur ki hum par agar nighaahen karam to hum khuda ko naa dhundhe kabhi khuda ki kasam humare waaste jannat hai aapki baahen humare waaste jannat hai aapki baahen hila sakegi naa duniyaa kabhi wafaa ke kadam khuda huzur ko meri bhi zindagi de de bgair aapke behtar hai mera marr jaana khuda huzur ko wo bijliyaan hain aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa wo bijliyaan hain nazar mein jo baadlon mein nahin aaaaa sharaab aur bhi hai aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa sharaab aur bhi hai sirf botlon
khuda ka shukr hai varna guzarti kaise shaam khuda ka shukr hai varna guzarti kaise shaam sharaab jisne banayee usse hamara salaam usse hamara salaam khuda ka shukr hai varna guzarti kaise shaam sharab jisne banayee usse hamara salaam usse hamara salaam khuda ka shukr hai varna guzarti kaise shaam ye jeete jee hi karaati hai sair jannat ki ye jeete jee hi karaati hai sair jannat ki ye jeete jee hi karaati hai sair jannat ki issi liye hi to shayad hui sharaab haraam issi liye hi to shayad hui sharab haraam sharab jisne banayee usse hamara salaam usse hamara salaam khuda ka shukr hai varna guzarti kaise shaam ye maikada hai yahan ka nizaam ulta hai ye maikada hai yahan ka nizaam ulta hai ye maikada hai yahan ka nizaam ulta hai jo larkhara na saka peeke ho gaya badnaam jo larkhara na saka peeke ho gaya badnaam sharab jisne banayee usse hamara salaam usse hamara salaam khuda ka shukr hai varna guzarti kaise shaam sharab itni sharifaana cheez hai adam sharab itni
aaaa aaaa aaaaaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen humen to ishq se matlab kisi ki baat karen khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen gulon ke rang se khushboo se hai garaj humko gulon ke rang se khushboo se hai garaj humko chaman ko jaaye to kuchh taazgi ki baat karen chaman ko jaaye to kuchh taazgi ki baat karen humen to ishq se matlab kisi ki baat karen khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen khuda ka zikr karen ya tumhari baat karen tumhari bazm mein sab rind bhi hain shaikh bhi hain aaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaa tumhari bazm mein sab rind bhi hain shaikh bhi hain piye sharaab bhi ye badi ki baat karen piye sharaab bhi ye badi ki baat karen humen to ishq se matlab
khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye kisi ka naam loon lab pe tumhara naam aaye khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye khuda karee kuchh iss tarah se jiye zindagi basar naa huyi tumhare baad kisi raat ki sehar naa huyi sehar nazar se mile zulf le ke shaam aaye kisi ka naam loon lab pe tumhara naam aaye khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye khuda karee khud apne ghar mein wo mehmaan ban ke aaye hain sitam to dekhiye anjaan ban ke aaye hain humare dil ki tadap aaj kuchh to kaam aaye kisi ka naam loon lab pe tumhara naam aaye khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye khuda karee wo hi hai saaz wohi geet hai wohi manzar har ek cheez wohi hai nahin ho tum wo magar ussi tarah se nighaahen uthe salaam aaye kisi ka naam loon lab pe tumhara naam aaye khuda kare ke muhabbat mein ye maqaam aaye khuda karee
wo aayi subah ke par der se maut ki aawaaaz kisi ne tod diya jaise zindagi kaa saaz aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa khuda nigehbaan ho tumhaara khuda nigehbaan ho tumhaara dhadakte dil ka payaam le lo dhadakte dil ka payaam le lo tumhaari duniyaa se jaa rahen hain utho humara salaam le lo utho humara salaam le lo uthe janaaza jo kal humara kasam hai tumko naa dena kaandha uthe janaaza jo kal humara kasam hai tumko naa dena kaandha naa ho mohabbat humari ruswaa ye aansuon ka payaam le lo ye aansuon ka payaam le lo khuda nigehbaan ho tumhaara dhadakte dil ka payaam le lo
khuda wo waqt na laye khuda wo waqt na laye ke sogawaar ho tu khuda wo waqt na laye sukun ki neend tujhe bhi haraam ho jaye teri masarrat e paiham tamaam ho jaye teri hayat tujhe talkh jam ho jaye gamon se aaina e dil gudaz ho tera khuda wo waqt na laye hujum e yaas se betaab ho ke reh jaye wafur e dard se simab ho ke reh jaye tera shabaab faqat khwab ho ke reh jaye gurur e husn sarapa niyaz ho tera khuda wo waqt na laye tawil raaton mein tu bhi qaraar ko tarse teri nigaah kisi gamgusaar ko tarse khizanrasida tamanna bahaar ko tarse koi jabin na tere sang e aastaan pe jhuke khuda wo waqt na laye ke sogawaar ho tu khuda wo waqt na laye
phoolon se mukhde waali nikli hai ik matwaali gulshan ki karne sair khudaaya khair gulshan ki karne sair khudaaya khair le thaam le meri baahein unchee neechi hain raahein kahin phisal na jaaye pair khudaaya khair gulshan ki karne sair khudaaya khair kya haal nazaaron ka hoga kya rang bahaaron ka hoga ye husn agar muskaaya to ye husn agar muskaaya to kya ishq ke maaron ka hoga hooo haye haye matwaale nain hain aise talaab mein yaaron jaise do phool rahein hon tair khudaaya khair gulshan ki karne sair khudaaya khair har ek ada mastaani hai ye apne waqt ki raani hai jo pehli baar suni maine jo pehli baar suni maine ye wo rangeen kahaani hai hoo hoo oooo moujon ki tarah chalti hai shabnam se ye jalti hai kaliyon se bhi hai bair khudaaya khair gulshan ki karne sair khudaaya khair phoolon se mukhde waali nikli hai ik matwaali gulshan ki karne sair khudaaya khair kahin phisal na jaaye pair khudaaya khair
khudawand nu udeekdi reh aaraam naal meri jaan keh oos tho meri hai umeed oh meri hai chataan khudawand nu udeekdi reh aaraam naal meri jaan keh oos tho meri hai umeed oh meri hai chataan oh meri jaan da qila hai oh meri jaan da qila hai najaat te panah gah najaat te panah gah so mein te apni jagha tho na kadi talan ga so mein te apni jagha tho na kadi talan ga khudawand nu udeekdi reh aaraam naal meri jaan khuda thein meri hai najaat khuda thein meri hai najaat hai oos thein meri shaan hai oos thein meri shaan khudawand meri panah hai zoor meray di chataan khudawand meri panah hai zoor meray di chataan khudawand nu udeekdi reh aaraam naal meri jaan aas ohadhay utay rakho sab aas ohadhay utay rakho sab aye umatoon sada aye umatoon sada jhukaoo ohadhay agay dil keh oho hai khuda jhukaoo ohadhay agay dil keh oho hai khuda khudawand nu udeekdi reh aaraam naal meri jaan keh oos tho meri hai umeed oh meri hai chataan khudawand nu udeekdi reh aaraam naal meri jaan
khudaaya mujhe ishq ki aag jalaaye khudaaya mujhe ishq ka dard rulaaye kahin se mere dil ki dawa le aa khudaaya mere dil ki dawa le aa tu juda ho ke dekh le hai judaai ka dard kya jeena uske bina hai toh jeene marne mein farq kya tune deewaana jo banaaya toh maana main khudaaya ye teri raza hai na heyyyy tune deewaana jo banaaya toh maana main khudaaya ye teri raza hai na allah hu allah tu aasra de allah hu allah dil na dukha re allah hu allah tu aasra de allah hu allah dil na dukha re khudaaya mujhe ishq ki aag jalaaye khudaaya mujhe ishq ka dard rulaaye kahin se mere dil ki dawa le aa khudaaya mere dil ki dawa le aa haan teri rehmat ka vaasta tu dikha koi raasta dil jalon ko na ja chhod ke aafreen sade hai aafreen tere haathon mein kya nahin toote dil saare tu jod de aa darbadar ho mohabbatein yeh bhi hai koyi shart kya jeena uske bina hai to jeene marne mein farq kya tune deewaana jo banaaya toh maana main khudaaya ye teri raza hai na heyyyy tune deewaana jo
Khudaya Khudaya Mohabbat
fariyaad hai fariyaad hai aji suniye sahebaan meri baat to suniye aur tum bhi sun lo aji sunti ho meri jaan mmmmm tumhari judaai mein khuda ki khudaayi mein kal se kuchh khaya na piya are are are are ab tak na jaane kaise jiya hahahahahaa upar se dhoop ne aur bhi jalaaya hai koi chhatri hai na saaya hai are ek chhatri ka sawaal hai baba hmmmmm kehte hain marne ke baad khaak pe sona hoga koi takiya na na na bichhona hoga khudkushi karne ka dil mein iraada kar liya maine khudkushi karne ka dil mein iraada kar liya maine khudkushi karne ka dil mein iraada kar liya maine iraada kar liya maine intezaar e dilbar had se jiyaada kar liya maine intezaar e dilbar had se jiyaada kar liya maine khudkushi karne ka dil mein iraada kar liya maine maine maine maine maine intezaar e dilbar aahe waah intezaar e dilbar aahe waah intezaar e dilbar had se jiyaada kar liya maine khudkushi karne ka dil mein iraada kar liya maine yaar jab ho bewafa haaye jeene se kya faayda haal mera
khukumoni go sona balona balona khukumoni go sona balona balona ei duniyay ki se sabar cheye bhalo sabar cheye bhalo akashe chandini sabar cheye bhalo akashe chandini tar cheye bhalo ma doi bara ar chatni e duniyar majhe kato hajar se je misti jinish achhe tato jana sabcheye misti ki ta balona golapi reur misti rasagollao misti golapi reur misti rasagollao misti dokane katona achhe jama sabcheye misti ma tomar chuma khukumoni go sona balona balona ei duniyay ki se sabar cheye bhalo shimul palasa ranga ranga jaba o ashok shimul palasa ranga ranga jaba o ashok tar cheye ranga ma anker teacher er chokh e duniyar majhe kato hajar se je kalo jinish achhe ta to jana sab cheye kalo ki ta balona kak o kokil kalo bhulo kukur kalo kak o kokil kalo bhulo kukur kalo kintu sabar cheye kalo se rat je rate pashe tumi thako na khukumoni go sona balona balona ei duniyay ki se sabar cheye bhalo uchche ar neem teto chirota ar kuinin uchche ar neem teto chirota ar kuinin tar cheye
huhhu khul jaayega kismat ka taala main bhi actor banunga naam waala ho khul jaayega kismat ka taala main bhi actor banunga naam waala aapki duwa chahiye bas aapki duwa chahiye aapki duwa chahiye khul jaayega kismat ka taala main bhi actor banunga naam waala ho khul jaayega kismat ka taala main bhi actor banunga naam waala aapki duwa chahiye aapki duwa chahiye aapki duwa chahiye nachunga gaayunga fight bataaunga main hu haa ha hu hu koi jo na kar paaye wo kar dikhaunga main he naachunga he he gaayunga fight bataaunga main koi jo na kar paaye wo kar dikhaunga main kisi director ki bas mujh par ek nazar pad jaaye ya to top heroine ki bas mujh se aankh lad jaaye he khul jaayega kismat ka taala main bhi actor banunga naam waala aapki duwa chahiye bas aapki duwa chahiye aapki duwa chahiye james bond banke main jab film mein aayunga ek mauka mil jaaye acting karunga gajab ki aaya jo haan parde par chhutti main kar dunga sab ki ek mauka haan mil jaaye ho acting karunga
khul kabhi toh khul kabhi kahin main aasmaan tu meri zameen boond boond barsun main paani paani khelun khelun aur beh jaaun geele geele honthon ko main baarishon se choomun choomun aur keh jaaun tu zameen hai tu meri zameen khul kabhi toh khul kabhi kahin main aasmaan tu meri zameen hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm naa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa hmmm lab tere yun khule jaise harf the honth par yun ghule jaise barf the aana zara zara main haule haule saans saans sek doon tujhe lab tere yun khule jaise harf the honth par yun ghule jaise barf the tu hi tu hai main kahin nahin hmm khul kabhi toh khul kabhi kahin hmm main aasmaan tu meri zameen jhuk ke jab jhumka main choom raha tha der tak gulmohar jhoom raha tha jal ke main sochta tha gulmohar ki aag hi mein phenk doon tujhe jhuk ke jab jhumka main choom raha tha der tak gulmohar jhoom raha tha tu meri kasam tu mera yakeen khul kabhi toh khul kabhi kahin
khuli khuli zulfon ko baandh bhi lo khuli khuli zulfon ko baandh bhi lo ho jaye na duniya mein shaam kahin yun na dekho yunna dekho tum mujhko yun na dekho yunna dekho tum mujhko ho jaayen na hum badnaam kahin aankhen kyun jhukne lagti hain aanchal kyun dhal jaata hai aaaaa ahaha ahaha kuchh toh bata aye jadugar yeh jaadu kyun chal jaata hai bholi bholi bholi batein chhod bhi do bholi bholi bholi batein chhod bhi do ho jaaye na baat yeh aam kahin yun na dekho yunna dekho tum mujhko ho jaayen na hum badnaam kahin jaam churakar in aankhon ke aaj nashe mein choor hoon main aaaaa ahaha ahaha chor nahin main jane tamanna aadat se majboor hoon main chori chori chori ki yeh baat karo chori chori chori ki yeh baat karo aa jaaye naa koi ilzaam kahin khuli khuli zulfon ko baandh bhi lo ho jaye na duniya mein shaam kahin jaan tumhare bas mein kar di dil nazraana de dala hmm hmm hmm ahaha ahaha tum bhi sanam kya yaad karoge jaadu kyun chal jaata hai aye ji hampe naa ehsaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Khud Se Batein Karte Maya Memsaab (1993) 04:31 37835
 
Poster of Maya Memsaab (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Deepa Sahi, Farukh Shekh
Duration : 04:31   Song Number : 37835   

Khuda Bhi Aasmaan Se Dharti (1970) 04:33 20767
 
Poster of Dharti (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:33   Song Number : 20767   

Khuda E Bartar Teri Zameen Par Taj Mahal (1963) 02:56 37602
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bina Roy, Pradeep Kumar
Duration : 02:56   Song Number : 37602   

Khuda Hi Jaane Yaar Aaye Mohd Rafi 03:09 32035
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Duration : 03:09   Song Number : 32035   

Khuda Humko Aisi Khudai Na De Chitra Singh 06:47 15958
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:47   Song Number : 15958   

Khuda Huzur Ko Meri Sawan Ki Ghata (1966) 05:36 14175
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Neelam, Padma Kumari, Pran
Duration : 05:36   Song Number : 14175   

Khuda Ka Shukr Hai Pankaj Udhas 10:42 17914
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 10:42   Song Number : 17914   

Khuda Ka Zikr Karen Chandan Dass 08:35 18407
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 08:35   Song Number : 18407   

Khuda Kare Ki Muhabbat Mein Mehdi Hassan 04:27 15966
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 04:27   Song Number : 15966   

Khuda Nigahbaan Ho Mughal-E-Azam (1960) 02:54 13790
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Yaman
Duration : 02:54   Song Number : 13790   

Khuda Wo Waqt Na Laye Talat Mahmood 03:16 37057
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:16   Song Number : 37057   

Khudaaya Khair Aaye Din Bahar Ke (1966) 03:39 38740
 
Poster of Aaye Din Bahar Ke (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Dharmendra
Duration : 03:39   Song Number : 38740   

Khudawand Noo Udeekdi Rey Christian Devotional 04:02 11440
 
Poster of Christian Devotional
 
Duration : 04:02   Song Number : 11440   

Khudaya Sarfira (2024) 03:37 20421
 
Poster of Sarfira (2024)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2024
Lyricist
Manoj Muntashir
Music Director- 
Suhit Abhyankar
Duration : 03:37   Song Number : 20421   

Khudaya Khudaya Mohabbat Boxer (1965) 05:43 39760
 
Poster of Boxer (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Tabassum
Duration : 05:43   Song Number : 39760   

Khudkushi Karne Ka Dhan Daulat (1980) 06:54 40108
 
Poster of Dhan Daulat (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 06:54   Song Number : 40108   

Khukumoni Go Sona Bengali Nursery Songs 03:20 11568
 
Poster of Bengali Nursery Songs
 
Duration : 03:20   Song Number : 11568   

Khul Jaayega Kismat Ka Taala Geraftaar (1985) 06:51 40625
 
Poster of Geraftaar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Shabbir Kumar
On Screen Actors- 
Kamal Haasan
Duration : 06:51   Song Number : 40625   

Khul Kabhi Toh Haider (2014) 06:07 37711
 
Poster of Haider (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor
Duration : 06:07   Song Number : 37711   

Khuli Khuli Zulfon Banarasi Thug (1962) 03:58 37768
 
Poster of Banarasi Thug (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Aziz Qaisi
Music Director- 
Iqbal Qureshi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Vijaya Choudhury
Duration : 03:58   Song Number : 37768