Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


raaste dekhe manzil naa paaye saathi mile to par wo kali naa aayi meri raahon mein khil ke wo phool ban jaati inn anderon se mil ke wo dhoop ban jaati khaabon ke rishte hain khaabon main yaar ye kitaabon ke kissse hain bas kitaabon mein yaar hum doob jaate gar jaahan hota dekha majnu kaa gar anjaam hota uski baahon mein khil ke wo phool ban jaati unn anderon se milti to dhoop ban jaati khaabon ke rishte hain khaabon main yaar ye kitaabon ke kissse hain bas kitaabon mein yaar khaabon ke rishte hain khaabon main yaar ye kitaabon ke kissse hain bas kitaabon mein yaaaaaaaar uuuuuuuuuuuuuuu tuuuuruuuuu wooooooow khaabon ke rishte hain khaabon main yaar ye kitaabon ke kissse hain bas kitaabon mein yaaaaaaaar khaabon ke rishte hain khaabon main yaar ye kitaabon ke kissse hain bas kitaabon mein yaaaaaaaaaaaaaar oooooooooo oooooooo ooooooo hmmmm hmmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm uuuuuuu uuuuuu uuuuuuuuuu ye kitaaaaaaaabon ke kissse hain kitaabon mein
khaabon ki duniyaa sitaaron ki duniyaa door bhi hai par door nahin khaabon ki duniyaa sitaaron ki duniyaa door bhi hai par door nahin ujde fizaa ke chaman se ye keh do ke rangeen bahaar ab door nahin khaabon ki duniyaa har taraf hon veeraniyaa gher chuki hon aandhiyaan har taraf hon veeraniyaa gher chuki hon aandhiyaan tadapte armaan ke iss jahaan ko kabhi to sukoon bhi aayega khaabon ki duniyaa sitaaron ki duniyaa door bhi hai par door nahin khaabon ki duniyaa kaali ghatayen jab jaayengi sunheri kirne aayengi kaali ghatayen jab jaayengi sunheri kirne aayengi phir inn baaton ko yaad kar aayegi khud ko bhi hansi khaabon ki duniyaa sitaaron ki duniyaa door bhi hai par door nahin ujde fizaa ke chaman se ye keh do ke rangeen bahaar ab door nahin khaabon ki duniyaa
khaabon ko sach main kar loon ik raat aisi de do khaabon ko sach main kar loon ik raat aisi de do jo umr bhar na bhoole saugaat aisi de do jo umr bhar na bhoole saugaat aisi de do mujhe dhaklo gesuon mein tum ban ke pyaar barson mujhe dhaklo gesuon mein tum ban ke pyaar barson tum ban ke pyaar barson do dil rahe naa pyaase barsaat aisi de do do dil rahe naa pyaase barsaat aisi de do ye husn kaa khazaana ye mera khaali daaman ye husn kaa khazaana ye mera khaali daaman ye mera khaali daaman shaahon ko maat kar de khairaat aisi de do shaahon ko maat kar de khairaat aisi de do khaabon ko sach main kar loon ik raat aisi de do jo umr bhar na bhoole saugaat aisi de do
arre bhang ka rang jama ho chakachak phir lo paan chabaaye aa aaha aisa jhatka lage jiya pe punar janam hoy jaaye o khaike paan banaras wala o khaike paan banaras wala khuli jaye band akal ka taala o khaike paan banaras wala khuli jaye band akal ka taala phir to aisa kare dhamaal sidhi karde sabki chaal o chhoraa ganga kinaare wala o chhoraa ganga kinaare wala ho khaike paan banaras wala khuli jaye band akal ka taala arre raam duhayee kaise chakkar mein pad gaya haye haye kahaan jaan phaasayee main to suli pe chad gaya haye haye kaisa sidha sadhaa main kaisa bhola bhala haan haan arre kaisa sidha sadhaa main kaisa bhola bhala jaane kaun ghadi mein pad gaya padhe likhon se paala mithi chhuri se mithi chhuri se huaa halaal chhoraa ganga kinaare wala chhoraa ganga kinaare wala ho khaike paan banaras wala khuli jaye band akal ka taala ek kanya kunwaanri humri surat pe mar gayee haye haye haye ek mithi kataari humre dil mein utar gayee haye kaisi gori gori o tikhi tikhi
khaali dabba khaali botal le le mere yaar khaali se mat nafrat karna khaali sab sansaar khaali dabba khaali botal le le mere yaar khaali se mat nafrat karna khaali sab sansaar bada bada sar khaali dabba bada bada tan khaali botal bada bada sar khaali dabba bada bada tan khaali botal wo bhi aadhe khaali nikale jinpe laga tha bhare ka lable wo bhi aadhe khaali nikale jinpe laga tha bhare ka lable wooo humne is duniya ke dil mein jhaanka hai sau baar le le khaali dabba khaali botal le le mere yaar khaali se mat nafrat karna khaali sab sansaar bhare the tab banglon mein thehre are khaali huye to hum tak pahuche bhare the tab banglon mein thehre khaali huye to hum tak pahuche mehalon ki khushiyon ke paale phutpaathon ke ghum tak pahunche mehalon ki khushiyon ke paale phutpaathon ke ghum tak pahunche hoo oo in sharnarthiyon ke sar par de de thoda pyaar le khaali dabba khaali botal le le mere yaar khaali se mat nafrat karna khaali sab sansaar khaali ki guarantee dunga
khaali haath shaam aayi hai hooo khaali haath shaam aayi hai khaali haath jaayegi khaali haath shaam aayi hai aaj bhi na aaya koi aaj bhi na aaya koi khaali laut jaayegi khaali haath shaam aayi hai khaali haath jaayegi khaali haath shaam aayi hai aaj bhi na aaye aansoon aaj bhi na bheege naina aaj bhi na aaye aansoon aaj bhi na bheege naina aaj bhi ye kori raina aaj bhi ye kori raina kori laut jaayegi khaali haath shaam aayi hai khaali haath jaayegi khaali haath shaam aayi hai raat ki siyaahi koi aaye to mitaaye na raat ki siyaahi koi aaye to mitaaye na aaj na mitaaye to yeh aaj na mitaaye to yeh kal bhi laut aayegi khaali haath shaam aayi hai khaali haath jaayegi khaali haath shaam aayi hai aaj bhi na aaya koi aaj bhi na aaya koi khaali laut jaayegi khaali haath shaam aayi hai khaali haath jaayegi khaali haath shaam aayi hai
khaate hain kasam aye jaane sanam har ek janam chaahenge tum ko hum hum pyaar karen tumse kehte hain ye dil se kehte hain ye dil se hum pyaar karen tumse khaate hain kasam aye jaane sanam har ek janam chaahenge tum ko hum hum pyaar karen tumse kehte hain ye dil se kehte hain ye dil se hum pyaar karen tumse hum pyaar karen tumse kehte hain ye dil se kehte hain ye dil se hum pyaar karen tumse sab pyaar karne waale milte hain itefaaqan raston mein phool jaise khilte hain itefaaqan chalo itefaaq hi se zara dilbari sikha do humen tum gale laga ke ab aashiqui sikha do khaate hain kasam aye jaane sanam har ek janam chaahenge tum ko hum hum pyaar karen tumse kehte hain ye dil se kehte hain ye dil se hum pyaar karen tumse hum pyaar karen tumse kehte hain ye dil se kehte hain ye dil se hum pyaar karen tumse aaaah chaahat ki raah mein hum dhundhenge tumko aise phulwaa ko jaise bhanwara aashique wafaa ko jaise hum bhi tumhen bata den dhundhenge tumko kaise dariya ko jaise
ari o potti kahaan challi palat meri anaar ki kalli kya nazaakat khaa nazaakat aayi haai haai haai khainychi tune chalti to mere dil ko pees pees ko kaat kaat ko chalti salawaa taane dhin tandana tandana tandana taane dhin tandana tandana tandana taane dhin tandana tandana tandana taane dhin tandana tandana tandana khaatoon ki khidmat mein salaam apun ka khaatoon ki khidmat mein salaam apun ka aji potti patana hai bhai potti patana hai aji potti patana hai fakat kaam apun ka ghar baar hua ishq mein nilaam apun ka khaatoon ki khidmat mein salaam apun ka taane dhin tandana tandana tandana taane dhin tandana tandana tandana jai potti oye pareshaan haai maine haathaa pakde to tune daant aise nakku aise bata he he he haaan baataan nahin karte hum haidrabaadi baataan nahin karte hum haidrabaadi haathaan mein tere jo mehndi na laga di to naam nahin lenge kabhi apne watan ka kabhi apne watan ka khaatoon ki khidmat mein salaam apun ka khaatoon ki khidmat mein salaam apun ka
khaayi hai re humne kasam sang rehneeee ki aayega re udd keee mera hans pardesi khaayi hai re humne kasam sang rehneeee ki aayega re udd keee mera hans pardesi pehla milan moseeee nahin re sajan kaa rahega sada milnaaa dharti gagan kaa pehla milan moseeee nahin re sajan kaa rahega sada milnaaa dharti gagan kaa yug se wo hai mera yug se wo hai mera main uski reee khaayi hai re humne kasam sang rehneeee ki aayega re udd keee mera hans pardesi aise to nahin uskeeee rang mein dhali main piya ang lag lag keeeee bhayi saanwali main aise to nahin uskeeee rang mein dhali main piya ang lag lag keeeee bhayi saanwali main mere tann pe chhanv hai mere tann pe chhanv hai usi ki reeeee khaayi hai re humne kasam sang rehneeee ki aayega re udd keee mera hans pardesi hans pardesi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm mera hans pardesi
khaayi thi kasam ek raat sanam tune bhi kisi ke hone ki hone ki ab roz wohi se aati hai awaaz kisi ke rone ki rone ki khaayi thi kasam aati hai teri jab yaad mujhe bechain bahaaren hoti hain aati hai teri jab yaad mujhe bechain bahaaren hoti hain meri hi tarah is mausam mein ghanghor ghataayen roti hain kehti hai fiza ro mil ke zara ye raat hai mil ke rone ki rone ki khaayi thi kasam maangi thi dua milne ki magar kuchh dard mila kuchh tanhaai maangi thi dua milne ki magar kuchh dard mila kuchh tanhaai tu paas hi reh kar paas nahin roti hai milan ki shehnaai hasrat hi rahe is dil ke haseen armaanon ke pure hone ki hone ki khaayi thi kasam ek raat sanam tune bhi kisi ke hone ki hone ki ab roz wohi se aati hai awaaz kisi ke rone ki rone ki khaayi thi kasam
khabar kya thi ke ghum khana padega muhabbat karke pachhtaana padega wafaaon par sitam dhaana padega hamein unse bichhad jaana padega na dekha jaayega khun e tamanna na dekha jaayega khun e tamanna teri mehfil se ab jaana padega khabar kya thi ke ghum khana padega muhabbat karke pachhtaana padega na tha maaloom aayenge ye din bhi na tha maaloom aayenge ye din bhi kabhi rona kabhi gaana padega wafaaon par sitam dhaana padega hamein unse bichhad jaana padega bhula de haan bhula de yaad unki bhula de haan bhula de yaad unki yehi ab dil ko samjhaana padega khabar kya thi ke ghum khana padega muhabbat karke pachhtaana padega na niklenge agar armaan dil ke na niklenge agar armaan dil ke yun hi ghut ghut ke mar jaana padega wafaaon par sitam dhaana padega hamein unse bichhad jaana padega
mere maula maula mere maula mann matwaala kyun huaa huaa re mann maula maula mere maula mere maula kis taraf hai aasmaan kis taraf zameen khabar nahin khabar nahin ooooo ooooo jab se aaya hai sanam mujh ko khud ki bhi khabar nahin khabar nahin hoooo hoooo hosh gul sapnon ke main baandhun pul aankh tab khuli khabar nahin khabar nahin oo oo kis taraf hai aasmaan kis taraf zameen khabar nahin khabar nahin mere maula maula mere maula mann matwaala kyun huaa huaa re mann maula maula mere maula mere maula aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa maulaaaaaaaaaaaaaaaa jaage kab kahaan kaise tere ho gaye kaise hum to sochte hi reh gaye aur pyaar ho gaya mere khwaab teri saansen mil ke kho gaye aise tujhko dekh ke aisa to kai baar ho gaya tu kahe dil ye tera hi rahe aur kya kahoon khabar nahin khabar nahin oooo oooo kis taraf hai aasmaan kis taraf zameen khabar nahin khabar nahin mere maula maula mere maula mann matwaala kyun huaa huaa re mann maula maula mere maula mere maula aayega wo
khafaa na hona agar main poochhooo kahaan se paaya ye husn o shabaab tumne khafaa na hona agar main poochhooo kahaan se paaya ye husn o shabaab tumne kaho dekhe hain kabhi bhoole se apne gaalon pe khilte gulaab tumne khafaa na hona agar main poochhooo suna jo apna zikr zara aankhen hain sharmaayi huyi suna jo apna zikr zara aankhen hain sharmaayi huyi jism simattaa chalaa gaya rooh bhi hai ghabraayi huyi saadgi mein bhi shokhi ka andaaz hai khafaa na hona agar main poochhooo kahaan se paaya ye husn o shabaab tumne khafaa na hona agar main poochhooo chaand ko humne chaand kaha aur kuchh apni bhool nahin chaand ko humne chaand kaha aur kuchh apni bhool nahin kaise khulti apni zubaan hote na tum agar hanseen saari mehfil se poochhoo ke kya haal hai khafaa na hona agar main poochhooo kahaan se paaya ye husn o shabaab tumne kaho dekhe hain kabhi bhoole se apne gaalon pe khilte gulaab tumne khafaa na hona agar main poochhooo
khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali hai khalbali shola shola bal khaye dariya dariya lehraaye zarra zarra tharraaye hai khalbali shola shola bal khaye dariya dariya lehraaye zarra zarra tharraaye hai khalbali ye liliya hali li ye liliya hali li ye liliya hali li yaalel khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali hai khalbali ziddi ziddi ziddi ziddi ziddi ziddi ziddi ziddi ziddi ziddi ziddi ye zubaan ziddi ziddi ziddi ziddi armaan ziddi hai toofan ziddi hum bhi yahaan khalbali hai khalbali khalbali hai khalbali khalbali hai
khalifa khalifa khalifa bade karam jale hain aye khalifa khalifa khalifa badhe kadam chale hain zokhim hardam hardam zokhim humein yehi talab hai jaise tevar waise mausam ye rutbaa alag hai khalifa khalifa khalifa bade karam jale hain khalifa khalifa khalifa badhe kadam chale hain zokhim hardam hardam zokhim humein yehi talab hai jaise tevar waise mausam ye rutbaa alag hai khalifa khalifa khalifa badhe aasmaan zara nichodh ke ooo oo ooo ooo pee lee sharbat neela ooo oo ooo ooo sooraj ka ek tukda baadal ka ek tukda sau ungliyon se pakda chaba liya khalifa khalifa khalifa bade karam jale hain khalifa khalifa khalifa badhe kadam chale hain zokhim hardam hardam zokhim humein yehi talab hai jaise tevar waise mausam ye rutbaa alag hai khalifa khalifa khalifa bade karam jale hain khalifa khalifa khalifa badhe kadam chale hain zokhim hardam hardam zokhim humein yehi talab hai jaise tevar waise mausam ye rutbaa alag hai khalifa khalifa khalifa bade khalifa khalifa khalifa
halki halki aahein bharna takiye mein sar de ke dheeme dheeme sargoshi mein baatein karna pagalpan hai aise tumpe marna ubla ubla kyun lagta hai ye badan ye jalan to khamakha nahin khamakha nahin ye khalish jo hai wo khamakha nahin haan tapish toh hai par khamakha nahin ye khalish jo hai wo khamakha nahin haan tapish toh hai par khamakha nahin jo nahin kiya kar ke dekhna saans rok ke mar ke dekhna ye bewajah besabab khamkha nahin ye khamakha nahin ye khamakha nahin ye khamakha nahin saari saari raat ka jagna khidki pe sar rakh ke rote rehna ummeedon ka jalna bujhna paagalpan hai aise tumpe marna khali khali do aankhon mein ye namak ye chamak to khamakha nahin khamakha nahin fikr rehti hai jo khamakha nahin rikr rehta hai jo khamakha nahin ashq aankhon mein bhar ke dekhna aaina kabhi darr ke dekhna ye bewajah besabab khamakha nahin deewangi sahi ye khaamakha nahin haa junoon to hai par khamakha nahin sada bhawani tahi jai ho pyara gauri putra ganesh paanch dev
khama mara nandji na laal morli kiya re vagaadi hu re suti ti mara shayanbhuwanma sambhadiyo mein morli no naad morli kiyare vagaadi bhavarji tame kiya bhavna veri thiya bhavarji tame kiya bhavna veri thiya antar ne orde kum kum ne medla lagi zaapo aarne jiyaa bhavarji vagdo vindhi ne todiya pahaad vachma aaviya aabhu tamaam vagdo vindhi ne todiya pahaad vachma aaviya aabhu tamaam nit nit dekhavu ne nit nit dazavu chuti didhu abola re aam bhavarji paanidane mashe zivan jovane hali ditha mein nandjina lal morli kiyare vagaadi tejnu sodalu kai nokhu hatu ne same aviyu melu hatu dalde gherai dawaanal sarge ne aakhna aashu shi roku ghanure mathu chu maan ne manavavaa pan lagiyu to lage jiya ma bhavarji bhar re nindarmathi zabki ne jagi bhuli gai hu to shaanbhaan morli kiyare vagaadi bhavarji bhavarji bhavarji
khamosh hai khewanhaar mera naiyya meri doobi jaaati hai khamosh hai khewanhaar mera khamosh hai khewanhaar mera naiyya meri doobi jaati hai naiyya meri doobi jaati hai zinda hoon magar abb jeene kee ummeed bhi tooti jaati hai khamosh hai khewanhaar mera saahil ki tamanna thi mujhko majhdhaar mein beda ja pahuncha jeene ki duaayen kya maangun paani toh gale tak aa pahuncha dil dhundh raha hai duniya ko duniya hai ke chhooti jaati hai naiyya meri doobi jaati hai khamosh hai khewanhaar mera ghum apna zubaan tak laa na sakun sansaar ko munh dikhla na sakun ghutta hai jo dam rukte hain kadam badhte hain kadam rukte hain kadam ghutta hai jo dam rukte hain kadam manzil ki taraf bhi jaa na sakun bhatka huwa raahi jaan ke abb takdeer bhi roothi jaati hai naiyya meri doobi jaati hai khamosh hai khewanhaar mera charnon mein hai tere laaj meri sun aaj zara fariyaad meri tu door nahin majboor nahin nagri hai magar barbaad meri kya yunhi gareebon ki duniya sansaar mein looti
khamosh nigahen ye sunaati hain kahaani khamosh nigahen ye sunaati hain kahaani lo aaj chali thokaren khaane ko jawaani khaamosh nigahen khaamosh nigahen ye maan liya panchhi ye maan liya kaat liye par hai kisi ne par dil ki kahaani to hai piya ko sunaani khaamosh nigahen khaamosh nigahen harsoo hai andhera to diyaa ik bhi jale kyun phooti huyi qismat ko hai ab thokaren khaani khaamosh nigahen khaamosh nigahen hai raat suhaani diye jalte hain hazaaron hai raat suhaani diye jalte hain hazaaron hasrat ke andhere se bani aaj deewaani aaj deewaani khaamosh nigahen khaamosh nigahen chhaaya diye tere ujade huye dil ki hai tasveer paani ki rawaani mein charagon ki rawaani khaamosh nigahen khaamosh nigahen har baar ujaada teri furkat mein junoon se har baar ujaada teri furkat mein junoon se seene se laga rakhi hai ek teri nishaani ek teri nishaani khaamosh nigahen khaamosh nigahen bazaar mein dhoonda tujhe galiyon mein pukaara apsoch kisi ne na suni aur na maani aur na
khamosh raat sehmi hawaa tanhaa tanhaa dil apna tanhaa tanhaa dil apna aur door kahin roshan hua ek chehra ek chehra ek chehra ye sach hai ya sapna ye sach hai ya sapna khamosh raat sehmi hawaa tanhaa tanhaa dil apna tanhaa tanhaa dil apna aur door kahin roshan hua ek chehra ek chehra ek chehra ye sach hai ya sapna ye sach hai ya sapna jhuki jhuki palken jab uthi naiynon mein diye madham madham adkhule honthon se hansi jhaank rahi madham madham kaise kahaan phir ho gayi uski chhavi madham madham pal pal uthti hansraten hone lagi madham madham aur door kahin roshan hua ek chehra ek chehra ek chehra sooraj tha benoor sa uski tammana madham madham chaand bhi tha bhujha bhujha taaren bhi the madham madham jugnu dilaasa dene lage nanhi si jaan madham madham shamma bhi thak haar ke hone lagi madham madham aur door kahin roshan hua ek chehra ek chehra ek chehra jeene ka tha hum mein dum par nahin tha koi humdum khushiyon ki thi justjoo mil rahe the bas ghum hi ghum shor
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Khaabon Ke Rishte Najam Sheraz 03:52 11189
 
Poster of Najam Sheraz
 
Category
Indipop
Lyricist
Amir Zaki
Music Director- 
Najam Sheraz
Singer- 
Najam Sheraz
Duration : 03:52   Song Number : 11189   

Khaabon Ki Duniyaa Ramu To Diwana Hai (1980) 03:38 16467
 
Poster of Ramu To Diwana Hai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Chandru
Music Director- 
Chandru
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
I S Johar, Deepa Rani, Chandru
Duration : 03:38   Song Number : 16467   

Khaabon Ko Prem Geet (1981) 03:48 18022
 
Poster of Prem Geet (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Anita Raj
Duration : 03:48   Song Number : 18022   

Khaai Ke Paan Banaaras Wala Don (1978) 04:04 20757
 
Poster of Don (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman
Duration : 04:04   Song Number : 20757   

Khaali Dabba Khaali Botal Neel Kamal (1968) 04:37 32124
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 04:37   Song Number : 32124   

Khaali Haath Shaam Ijaazat (1987) 05:00 13369
 
Poster of Ijaazat (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Anuradha Patel, Nasiruddeen Shah, Rekha
Duration : 05:00   Song Number : 13369   

Khaate Hain Kasam Premagan (1998) 06:34 17844
 
Poster of Premagan (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Rahat Indori
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Fardeen, Meghna Kothari
Duration : 06:34   Song Number : 17844   

Khaatoon Ki Khidmat Mein Desh Premee (1982) 05:37 18115
 
Poster of Desh Premee (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 05:37   Song Number : 18115   

Khaayi Hai Re Humne Talash (1969) 04:17 20756
 
Poster of Talash (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Raag- 
Barwa
Duration : 04:17   Song Number : 20756   

Khaayi Thi Kasam Dil Ne Pukara (1967) 04:29 13111
 
Poster of Dil Ne Pukara (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Prem Varbartani
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Shri
Duration : 04:29   Song Number : 13111   

Khabar Kya Thi Ke Chandni Raat (1949) 03:28 37851
 
Poster of Chandni Raat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Duration : 03:28   Song Number : 37851   

Khabar Nahin Dostana (2008) 04:17 16979
 
Poster of Dostana (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Anvita Dutt Guptan
Music Director- 
Vishal Shekhar
Duration : 04:17   Song Number : 16979   

Khafaa Na Hona Agar Sagai (1966) 03:19 14110
 
Poster of Sagai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 03:19   Song Number : 14110   

Khalbali Rang De Basanti (2006) 06:20 38782
 
Poster of Rang De Basanti (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Nacim, Prasoon Joshi
Music Director- 
A R Rahman
Duration : 06:20   Song Number : 38782   

Khalifa Lekar Hum Deewana Dil (2014) 05:00 37268
 
Poster of Lekar Hum Deewana Dil (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Deeksha Seth, Armaan Jain
Duration : 05:00   Song Number : 37268   

Khamakha Matru Ki Bijlee Ka Mandola (2013) 05:50 32756
 
Poster of Matru Ki Bijlee Ka Mandola (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
Duration : 05:50   Song Number : 32756   

Khamma Mara Nandjina Lal Lata Mangeshkar 06:26 14675
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Gujarati
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 06:26   Song Number : 14675   

Khamosh Hai Amar (1954) 04:44 19905
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi, Dilip Kumar
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:44   Song Number : 19905   

Khamosh Nigahen Ye Sunaati Hain Daasi (1944) 05:15 16424
 
Poster of Daasi (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Amar Nath
On Screen Actors- 
Ragini
Duration : 05:15   Song Number : 16424   

Khamosh Raat Thakshak (1999) 06:24 20758
 
Poster of Thakshak (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Nethra Raghuraman, Ajay Devgan, Tabu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:24   Song Number : 20758