Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kaun aaya kaun aaya kaun aaya mere mann ke dwaare paayal ki jhankaar liye kaun aaya mere mann ke dwaare paayal ki jhankaar liye kaun aaya aankh na jaane dil pehchaane aankh na jaane dil pehchaane sooratiyaa kuchh aisi aankh na jaane dil pehchaane sooratiyaa kuchh aisi yaad karun to yaad na aaye muratiyaa ye kaisi paagal mannwaa soch mein doobaa sapnon kaa sansaar liye kaun aaya mere mann ke dwaare paayal ki jhankaar liye kaun aaya ik pal sochun meri aashaa roop badal kar aayi ik pal sochun meri aashaa roop badal kar aayi dooje pal phir dhyaan ye aaye ho na kahin parchhaai jo pardesi ke ghar aayi ek anokhaa pyaar liye kaun aaya mere mann ke dwaare paayal ki jhankaar liye kaun aaya
kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga mera darwaaza hawaon ne hilaya hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga dil e naadaan na dhadak aye dil e naadaan na dhadak dil e naadaan na dhadak aye dil e naadaan na dhadak koi khat le ke padosi ke ghar aaya hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga mera darwaaza hawaon ne hilaya hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga gul se lipti huyi titli ko gira kar dekho gul se lipti huyi titli ko gira kar dekho aandhiyon tumne darakhton ko girayaa hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga mera darwaaza hawaon ne hilaya hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga kaif pardes mein mat yaad karo apna makaan kaif pardes mein mat yaad karo apna makaan ab ke baarish ne use tod giraya hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga mera darwaaza hawaon ne hilaya hoga kaun aayega yahaan koi naa aaya hoga
kaun anjaam e ulfat nahin jaanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta magar kya karun ye dil deewana nahin manta haan nahin maanta nahin manta dil nahin maanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta maut se jo dare pyaar wo kya kare pyaar mein to yahi maut hai zindagi jaan kya cheez hai pyaar ke saamne saans toote na chhute ye dil ki lagi ye na hota to phir pyaar ki rahon mein ye na hota to phir pyaar ki rahon mein khaak dar dar ki koi deewana nahin chhaanta nahin chhaanta dil nahin manta nahin maanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta laila shiri ho ya heer ya sohni mar ke bhi unki surat sitaron mein hai jinke dil ka lahu ghul gaya pyaar mein aaj tak unki khushboo baharon mein hai kuchh to hai warna dil mera tere liye kuchh to hai warna dil mera tere liye jaan dene ki zid jaane jaana nahin thanta nahin thanta dil nahin maanta nahin maanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta kaun anjaam e ulfat nahin jaanta magar kya karun ye dil deewana nahin
kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya duniya ka ye bhed abhi tak koi samjh nahin paayaaaa kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya jeewan ki naiyaa mein sabhi hain raahi ik manzil ke in hi mein mann ke meet milenge in hi mein dushman dil ke kisi ke dil mein bhari hai nafarat kisi mein pyaar ki maayaaaa kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya bichhade log bhi mil jaate hain kabhi kabhi jeewan mein khushi ki laharein bhi uthati hain kisi ke dukhiya mann mein kabhi kisi nee khoya jag mein kabhi kisi ne paayaaaa kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya koi moorakh ban ke begaana apno ko thukraaye koi kisi ki khushi ke kaaran raste se hat jaaye koi kinaara chhod ke dhundhe toofaanon ka saayaaaaa kaun apna kaun paraaya kaun apna kaun paraaya
Kaun Bujhave Ram
kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaana kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaana khade khade kya soch raha hai khade khade kya soch raha hai hua kahaan se aana kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaana kaun desh hai jaana baabu sooraj dooba chaand na nikalaaaaa sooraj dooba chaand na nikala beeta samaan suhaanaaaaa sooraj dooba chaand na nikala beeta samaan suhaanaa raat andheri baat na poochen samajh ke paaon uthaanaaaa kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaana kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaanaa saathi aawan jaawan hardum yahi sunaati gaanaaa saathi aawan jaawan hardum yahi sunaati gaanaa jeete ji hai chalana phirana jeete ji hai chalana phirana mare to ek thikaana mare to ek thikaana kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaana kaun desh hai jaana baabu kaun desh hai jaanaa
hmmmmmmm hmmm hmmmm hmmmmm ooooo hoooo hooo hooo hooo ooooo hoooo hooo hooo kaun disha mein le ke chala re batuhiyaa kaun disha mein le ke chala re batuhiyaa kaun disha mein le ke chala re batuhiyaa hey thehar thehar ye suhaani si dagar jara dekhan deeee dekhan deeee mann bharmaaye naina baandhe ye dagariyaa mann bharmaaye naina baandhe ye dagariyaa kahin gaye jo thehar din jaayega guzar gaadi haakan deeeee haakan deee kaun disha mein le ke chala re batuhiyaa kaun disa mein pehli baar hum nikle hain ghar se kisi anjaane ke sang hoo anjaane se pehchaan badhegi to mehak uthega tora ang hoo mehak se tu kahin behak naa jaana mehak se tu kahin behak naa jaana naa karna mohe tang hooo hooo tang karne ka tose naata hai gujariyaa tang karne ka tose naata hai gujariyaa hey thehar thehar ye suhaani si dagar jara dekhan deeee dekhan deeee kaun disha mein le ke chala re batuhiyaa kaun disha mein oooo hoooo hooo hooo hoo hoo oooo hoooo hooo hooo hoo hoo oooo oooo oooo oooo hooo
aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa kaun gali gayo shyaam shyaam kaun gali gayo shyaam kaun gali gayo shyaam aaaaaaaaaa bata de sakhi ri bata de sakhi ri more raam kaun gali gayo shyaam shyaaaaam kaun gali gayo shyaam shyaaaaam shyaaaaaaaaaaam shyaaaaam shyaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaam kaun gali gayo shyaam shyaaaaam kaun gali gayo shyaam
kaun hai jo sapnon mein aaya kaun hai jo dil mein samaaya lo jhuk gaya aasman bhi ishq mera rang laya kaun hai jo sapnon mein aaya kaun hai jo dil mein samaaya lo jhuk gaya aasman bhi ishq mera rang laya o priyaa aa aa aa aa aa aa o priyaa aa aa aa aa aa aa aa zindagi ke har ik mod pe main geet gaata chala jaa raha hoon zindagi ke har ek mod pe main geet gaata chala jaa raha hoon bekhudi ka ye aalam na poochho manzilon se badha jaa raha hoon manzilon se badha jaa raha hoon kaun hai jo sapnon mein aaya kaun hai jo dil mein samaaya lo jhuk gaya aasman bhi ishq mera rang laya o priyaa aa aa aa aa aa aa o priyaa aa aa aa aa aa aa aa saj gayin aaj saari dishaayein khul gayi aaj jannat ki raahein saj gayin aaj saari dishaayein khul gayi aaj jannat ki raahein husn jab se mera ho gaya hai mujh pe padti hain sab ki nigaahein mujh pe padti hein sab ki nigaahein kaun hai jo sapnon mein aaya kaun hai jo dil mein samaaya lo jhuk gaya aasman bhi ishq mera rang laya o priyaa aa
Kaun Ho Tum
kaun ho tum kaun ho kaun ho tum kaun ho kaun ho kavi ki madhur kalpana ho tum ya gayak ki madhurim taan kavi ki madhur kalpana ho tum aaaaaaaa kavi ki madhur kalpana ho tum ya gayak ki madhurim taan ya sarita jal ki tarang ho ya sarita jal ki tarang ho arun kamal ki madhu musukaan kaun ho tum kaun ho kaun ho tum kaun ho kaun hoo ritu vasant ki pratham kali ho oooo ooo ritu vasant ki pratham kali ho sawan ki pehli barsat ya chir birohi dono dayon ke ya chir birohi dono dayon ke madhur milan ki pehli raat kaun ho tum kaun ho kaun ho tum kaun ho kaun hoo pranaya geet ki prathama pankti ho ya manu ki pehli santaan pranaya geet ki prathama pankti ho ya manu ki pehli santaan nav youvan ki pratham drishti ho nayanon ki pehli pehchaan kaun ho tum kaun ho kaun ho tum kaun ho kaun hoo
kaun hoon main kya naam hai mera main kahaan se aayi hoon main pariyon ki shehzaadi main aasmaan se aayi hoooon kaun hoon main kya naam hai mera main kahaan se aayi hoon main pariyon ki shehzaadi main aasmaan se aayi hooooooon naa jaapani gudiyaa hoon naa main bangal kaa jaadoo hoon naa jaapani gudiyaa hoon naa main bangal kaa jaadoo hoon dhoondh rahe ho sab jisko main wahi tumhaari khushboo hoon udd kar seedhi main jannat ke gulsitaan se aayi hoon main pariyon ki shehzaadi main aasmaan se aayi hooooooon khan chacha aur chaube chaacha aapas mein kyun ladte ho khan chacha aur chaube chaacha aapas mein kyun ladte ho maine unko dekha hai tum jinki kitaaben padhte ho raam rahim wahin rehte hain main jahaan se aayi hoon main pariyon ki shehzaadi main aasmaan se aayi hooooooon ik din maine dekha sote swarg ke pehredaaron ko ik din maine dekha sote swarg ke pehredaaron ko tota maina waali kahaani hogi yaad hazaaron ko main uss tota maina waali daastaan se aayi hoon main
kaun jaane har bahaane kyun mere dil laga muskuraane kaun jaane har bahaane kyun mere dil laga muskuraane kaun jaane chandani kyun sataane lagi hai kyun hansi lab pe aane lagi hai chandani kyun sataane lagi hai kyun hansi lab pe aane lagi hai kyun nazar hai jhuki saans kyun hai ruki kyun nazar hai jhuki saans kyun hai ruki chaal kyun dagmagaane lagi hai dil mein chupke chupke chupke se kisne chhede ye rangin taraane kaun jaane har bahaane kyun mere dil laga muskuraane kaun jaane hai hawa mein asar raagini ka dil dhadakta hai shayad kisi ka hai hawa mein asar raagini ka dil dhadakta hai shayad kisi ka wo nashili nazar jaag uthi hai idhar wo nashili nazar jaag uthi hai idhar chha gaya kyun sama bekhudi ka kuchh sanwar ke aa aaaaa kuchh bikhar ke aa jaane zulfen kahe sab fasaane aannn kaun jaane hnnnnn har ba haannnnnnn kyun mere dil laga muskuraane hnnnnnn kaun jaane aisa lagta hai jaise ye raatein jaanti hain sabhi meri baatein aisa lagta hai jaise ye raatein jaanti
kaun jaane gun tere kaun jaane gun tere kaun jaane gun tere kaun jaane gun tere ucheya paar beant soami kaun jaane gun tere ucheya paar beant soami kaun jaane gun tere kaun jaane gun tere kaun jaane gun tere kaun jaane gun tere kaun jaane gun tere gawat udhere sunte udhere bin se paap kahnere bin se paap kahnere gawat udhere sunte udhere bin se paap kahnere bin se paap kahnere bin se paap kahnere kaun jaane gun tere kaun jaane gun tere kaun jaane gun tere kaun jaane gun tere pashu paret mugad ko taare pahan paar utaare pahan paar utaare pashu paret mugad ko taare pahan paar utaare pahan paar utaare pahan paar utaare kaun jaane gun tere kaun jaane gun tere kaun jaane gun tere kaun jaane gun tere nanak daas teri sarnae sadah sadah balhare sadah sadah balhaare nanak daas teri sarnae sadah sadah balhare sadah sadah balhaare sadah sadah balhaare kaun jaane gun tere kaun jaane gun tere kaun jaane gun tere kaun jaane gun tere ucheya paar beant soami kaun jaane gun tere
ek din pahle bhi aaya tha aaya tha yehi toofan aaya tha yehi toofan jaag kar sab so gaye the so gaye thee mere sab armaan aaj phir chhedenge kitne dil ki khamoshi ke taar kaun karta hai kisi kaa intezar intezar khidkiyon ke paar sehmi siii khidkiyon ke paar sehmi si khadi hai raat kyun ghane ke daaman se bikhri jhoom kar barsaat kyun kya koi kya koi aayi badarwa se ke dene ko pukar kaun karta hai kisi kaa intezar intezar mere armaanon ki aankhe aaj kaise nam hui nam hui iski saansen hai rawa mein kyun meri humdam hui dil ki ye bechain dhadkan kyu bani hai haahaakaar kaun karta hai kisi kaa intezar intezar
kaun kehta hai mohabbat ki zubaan hoti hai hoti hai hoti hai hoti hai ye haqeeqat to nigaahon se bayaan hoti hai ye haqeeqat to nigaahon se bayaan hoti hai kaun kehta hai mohabbat ki zubaan hoti hai wo naa aayen to sataati hai khalish si dil ko wo naa aayen to wo naa aayen to sataati hai khalish si dil ko wo jo aayen to khalish aur jawaan hoti hai wo jo aayen to khalish aur jawaan hoti hai ye haqeeqat to nigaahon se bayaan hoti hai kaun kehta hai mohabbat ki zubaan hoti hai zindagi ek zindagiiiiiiiii zindagiiiiiiii zindagi zindagi zindagi ek sulagti si chita hai saahir zindagiiiiii zindagiiiiiiiiii zindagi ek zindagi ek sulagti si chita hai saahir shola banti hai na ye bujh ke dhunwa hoti hai shola banti hai na ye bujh ke dhunwa hoti hai ye haqeeqat to nigaahon se bayaan hoti hai kaun kehta hai mohabbat ki zubaan hoti hai
kaun kehta hai maa ki jyot nahin bolti kaun kehta hai maa ki jyot nahin bolti shradha se isko bulaane wala chahiye jyot se jyot ko milaane wala chahiye kaun kehta hai maa ki jyot nahin bolti bhawna se isko pukaar ke to dekhiye ankhiyon ke sheeshe mein utaar ke to dekhiye sach ki aawaaz mein aawaaz ye milaayegi soya jo tu neend mein hai tujhko jagaayegi tera iske charnon mein dhyaan bhi to chahiye sunne ko dhwani sudh kaan bhi to chahiye shradha se isko bulaane wala chahiye jyot se jyot ko milaane wala chahiye kaun kehta hai maa ki jyot nahin bolti sachchi jyot rijti na jhooth na pakhand se prem se bulaao na pukaaro re ghamand se isse sarokaar nahin jor na hi shor se ye to bandh jaati hai re aastha ki dor se bhole ki subah shaam mein gyaan bhi to chahiye aatma ko iski pehchaan bhi to chahiye shradha se isko bulaane wala chahiye jyot se jyot ko milaane wala chahiye kaun kehta hai maa ki jyot nahin bolti hoo oo oo oo oo oo jyot mein hai maa ehsaas hoga jisko samjhega
kaun kehta hai tujhe maine bhula rakha hai kaun kehta hai tujhe maine bhula rakha hai teri yaadon ko kaleje se laga rakha hai teri yaadon ko kaleje se laga rakha hai lab pe aahen bhi nahin aankh mein aansu bhi nahin lab pe aahen bhi nahin aankh mein aansu bhi nahin dil ne har raaz mohabbat ka chhupa rakha hai dil ne har raaz mohabbat ka chhupa rakha hai tune jo dil ke andhere mein jalaaya tha kabhi tune jo dil ke andhere mein jalaaya tha kabhi wo diya aaj bhi seene mein jala rakha hai wo diya aaj bhi seene mein jala rakha hai dekh ja aake mehakte huye jakhmon ki bahaar maine ab tak tere gulshan ko saja rakha hai kaun kehta hai tujhe maine bhula rakha hai
kaun kisi ko bandh saka haan kaun kisi ko bandh saka saiyaad to ik diwaana hai tod ke pinjraa ek na ik din panchhi ko udd jaana hai hooo angdaai le ker ke jaagi hai nau jawaani sapne naye hai aur zanzeer hai puraani pehre daar faake se parsoonram dharaake se hosiyaar bhai sab hosiyaar raat andheri rut barkhaa aur gaafil saara jamaana hai tod ke pinjraa ek na ik din panchhi ko udd jaana hai kaun kisi ko bandh saka saiyaad to ik diwaana hai tod ke pinjraa ek na ik din panchhi ko udd jaana hai khidki se ruktaa hai jhoonka kahin hawaa ka khidki se ruktaa hai jhoonka kahin hawaa ka hil jaayen diwaarein aisaa karoon dhamaaka bole dhol taashe se parsoonram dharaake se dekh ke bhi na koi dekhe aisa kuchh rang zamaana hai tod ke pinjraa ek na ik din panchhi ko udd jaana hai kaun kisi ko bandh saka saiyaad to ik diwaana hai tod ke pinjraa ek na ik din panchhi ko udd jaana hai @mm;30;0;0;-1;0;0;979199;0;0;0;0;100
kaun kisko jaanta hai in dinon faasla hi faasla hai in dinon wo ki jo khud jaat se tha anjuman kya akela ho gaya hai in dinon manzilon ki justju mein zindagi raasta hi raasta hai in dinon ho ho oh ho oh ho oh ho kabhi kabhi yun bhi hota hai jee bhar ke dil ye rota hai bhoolegi na tu mujhe bhulunga na main tujhe dil ko deewana kar loon jag se begaana kar loon toone sheesha tod diya doraahe pe chhod diya ho ho oh ho oh ho oh ho chaaha tujhe bhula doon main jalta diya bujha doon main jhuthe hain ye rishte dil ke jaana ab ye tujhse mil ke ho ho oh ho oh ho oh ho thehri thehri lagti hai duniya main roun to hansti hai duniya feeka hai khushiyon ka mela kitna hai ye dil akela dil ko deewana kar loon jag se begaana kar loon toone sheesha tod diya doraahe pe chhod diya aa haa aa haa aa haa aa haa aankhon se jo aansu bahenge mere ghum ke baaten kahenge aisa hoga ye kya pata tha manzil tum pe khoya rasta tha kaise dil ko aaye sukoon gaate gaate kahan main rukun gaate gaate
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kaun Aaya Mere Mann Dekh Kabira Roya (1957) 03:13 13044
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Anoop Kumar
Raag- 
Ragesri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:13   Song Number : 13044   

Kaun Aayega Yahaan Jagjit Singh 06:45 17986
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Duration : 06:45   Song Number : 17986   

Kaun Anjaam E Ulfat Hera Pheri (1976) 03:38 35912
 
Poster of Hera Pheri (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 03:38   Song Number : 35912   

Kaun Apna Kaun Paraya Kaun Apna Kaun Paraya (1963) 03:23 13536
 
Poster of Kaun Apna Kaun Paraya (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:23   Song Number : 13536   

Kaun Bujhave Ram Bhajan 03:24 36343
 
Poster of Bhajan
 
Category
Bhajan
Lyricist
D N Madhok
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:24   Song Number : 36343   

Kaun Desh Hai Jana Mukti (1937) 03:18 13802
 
Poster of Mukti (1937)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1937
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Jagdish
Duration : 03:18   Song Number : 13802   

Kaun Disha Mein Le Ke Chala Nadiya Ke Paar (1982) 07:16 15636
 
Poster of Nadiya Ke Paar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Sachin, Sadhna Singh
Duration : 07:16   Song Number : 15636   

Kaun Gali Gayo Shyaam Pakeezah (1972) 02:46 13900
 
Poster of Pakeezah (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Parveen Sultana
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Pilu
Duration : 02:46   Song Number : 13900   

Kaun Hai Jo Sapnon Mein Jhuk Gaya Aasman (1968) 05:59 20750
 
Poster of Jhuk Gaya Aasman (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 05:59   Song Number : 20750   

Kaun Ho Tum Mashooq (1992) 05:27 38018
 
Poster of Mashooq (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyam Sundar
On Screen Actors- 
Ayub Khan, Ayesha Julka
Duration : 05:27   Song Number : 38018   

Kaun Ho Tum Stree (1961) 03:23 14285
 
Poster of Stree (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Bharat Vyas
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
V Shantaram, Sandhya
Duration : 03:23   Song Number : 14285   

Kaun Hoon Main Kya Naam Hai Mera Dard Ka Rishta (1982) 04:09 13022
 
Poster of Dard Ka Rishta (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Baby Khushabu
Duration : 04:09   Song Number : 13022   

Kaun Jaane Har Bahaane Do Bhai (1961) 04:06 39020
 
Poster of Do Bhai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Datta Naik
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Anil Kumar, Shakila
Duration : 04:06   Song Number : 39020   

Kaun Jane Gun Tere (Shabad) Bhai Gopal Singh Ragi 06:11 19742
 
Poster of Bhai Gopal Singh Ragi
 
Category
Devotional
Lyricist
KS Narula
Music Director- 
KS Narula
Duration : 06:11   Song Number : 19742   

Kaun Karta Hai Kisi Ka Intezar Kasturi (1954) 03:08 15183
 
Poster of Kasturi (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Brijendra Gaur
Music Director- 
Jamal Sen, Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Bipin Gupta, Shakuntala
Duration : 03:08   Song Number : 15183   

Kaun Kehta Hai Jagjit Singh 04:55 17984
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:55   Song Number : 17984   

Kaun Kehta Hai Narendra Chanchal 06:18 37715
 
Poster of Narendra Chanchal
 
Category
Devotional
Duration : 06:18   Song Number : 37715   

Kaun Kehta Hai Tujhe Talat Mahmood 03:18 40323
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:18   Song Number : 40323   

Kaun Kisi Ko Bandh Saka Kaalia (1981) 03:17 17953
 
Poster of Kaalia (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Ram Sethi
Duration : 03:17   Song Number : 17953   

Kaun Kisko Jaanta Hai Akarshan (1988) 04:33 38082
 
Poster of Akarshan (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Ajit Singh
Singer- 
Ajit Singh
On Screen Actors- 
Akbar Khan
Duration : 04:33   Song Number : 38082