MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main teri nazar kaa suroor hoon tujhe yaad ho ke naa yaad ho tere paas reh ke bhi door hoon tujhe yaad ho ke naa yaad ho teri zulf hai mera haath hai ke tu aaj bhi mere saath hai tere dil mein main bhi zuroor hoon tujhe yaad ho ke naa yaad ho jab jab tumhen bhulaayaaaaa tum aur yaad aaye jab jab tumhen bhulaaya aaaaaaa tum aur yaad aaye tum aur yaad aaye tum aur yaad aaye jaate nahin hai dil se ab tak tumhaare saaye jaate nahin hai dil se aaaaaaaa ab tak tumhaare saaye jab jab tumhen bhulaaya tum se bichhad ke humne dil ko bahot sambhaala dil ko bahot sambhaala tum se bichhad ke humneeeee dil ko bahot sambhaalaaaaaaaa tum se bichhad ke humne hoooo dil ko bahot sambhaala dil ko bahot sambhaala gulshan mein ye naa behlaa aaaaaa aaaa aaaaaa gulshan mein ye naa behlaa sehra mein bhi sataaye tum aur yaad aaye jab jab tumhen bhulaaya chhaaye rahe nazar mein teri zulf ke andhere chhaaye rahe nazar mein chhaaye rahe nazar mein teri zulf ke andhere teri zulf ke andhere click here
jab kabhi chaand na ho andheri raat ho darna kam hoga mujhko agar tum saath ho jab kabhi baadal chhaayen ya ghani barsaat ho hogi khushi har ek boond mein agar tum saath ho iss jahaan mein koi mera ho bhi ya na ho har ik lamha bhar jaayegaa roshni se bas agar tum saath do jab kabhi jab kabhi aansoon aaye aansoon aaye ya buri ya buri saugaat ho saugaat ho muskuraa loongaa main to phir bhi agar tum saath ho tum yahaan ho to saari duniyaan hai idhar saare aramaan khawaab saare ban gaye hain ab tumhaari ik nazar jab kabhi jab kabhi dil ghabraaye dil ghabraaye saamne saamne maat ho jeet ke main dikhlaunga agar tum saath ho jab kabhi jab kabhi hans de aalam hans de aalam khushiyon ki khushiyon ki baaraat ho zindagi hogi jannat agar tum saath ho click here
haaaa aaaa aaa aaaa aaaa aa aaa aaaa jab kisi ke rukh pe zulfen aa ke lehrane lagin jab kisi ke rukh pe zulfen aa ke lehrane lagin haan hasratein uth uth ke armanon se takrane lagin jab kisi ke rukh pe zulfen aa ke lehrane lagin mil gayi aankhon se aankhen mil gayi aankhon se aankhen bhool se ya jaan kar bhool se ya jaan kar wo bhi sharmane lage haye wo bhi sharmane lage aur wo bhi sharmane lagi jab kisi ke rukh pe zulfen aa ke lehrane lagin aa ke lehrane lagin dard jo paida hua haiiii dard jo paida hua hai dil mein dil kaise kahen kaise kahen dhadkanen dil ki kahani dhadkanen dil ki kahani dil ko samjhane lage jab kisi ke rukh pe zulfen aa ke lehrane lagin click here
jab kisi ki taraf dil jhukne lage baat aa kar zubaan tak rukne lage aankhon aankhon mein iqraar hone lage bol do gar tumhen pyaar hone lage hone lage hone lage jab kisi ki taraf dil jhukne lage baat aa kar zubaan tak rukne lage aankhon aankhon mein iqraar hone lage bol do gar tumhen pyaar hone lage hone lage hone lage chaahne jab lage dil kisi ki khushi dillagi ye nahin ye hai dil ki lagi aandhiyon ko dabaane se kya faaydaa pyaar dil mein chhupaane se kya faaydaa jaan se pyaara jab dildaar hone lage bol do gar tumhen pyaar hone lage hone lage hone lage jab kisi ki taraf dil jhukne lage baat aa kar zubaan tak rukne lage aankhon aankhon mein iqraar hone lage bol do gar tumhen pyaar hone lage hone lage hone lage uss ki khushboo agar apni saanson mein ho uska sapna agar apni aankhon mein ho jab naa dil ke behlne ki surat lage jab koi zindagi ki zaroorat lage aur jeena bhi dushwaar hone lage bol do gar tumhen pyaar hone lage hone lage hone lage jab kisi ki taraf dil click here
jab liya haath mein haath nibhaana saath mere sajna dekho ji humein chhod na jaana jab liya haath mein haath nibhaana saath mere sajna dekho ji humein chhod na jaana saath kabhi na chhute chaahe dushman bane zamaana dekho ji humein chhod na jaana dekho ji dil tod na jaana phoolon ki baaraat saji hai aur kaliyon ki doli phoolon ki baaraat saji hai aur kaliyon ki doli jeevan bhar ke liye piya main aaj tumhaari ho li aaj tumhaari ho li ghunghat ki rakhoge laaj vachan do aaj mere sajna dekho ji mukh mod na jaana dekho ji dil tod na jaana neele ambar waala dega nis din meri gawaahi neele ambar waala dega nis din meri gawaahi sada yeh preet nibhaaunga main sada hai preet nibhayi sada hai preet nibhayi duniya mein pyaar ka naam na ho badnaam mere sajna dekho ji dil tod na jaana saath kabhi na chhute chaahe dushman bane zamaana dekho ji humein chhod na jaana dekho ji dil tod na jaana aaaa aaaa aaaa aaaa oooo oooo oooo ooooo click here
coming back from school on a monday afternoon i came upon someone beyond come fair ooo i lost my heart for the first time jab maine dekha usse standing there she took there all alone talking on a mobile phone i waited but she never seem to care but i feel so i fell in love for the first time jab maine dekha usse standing there like a 60's rock n roll she is swep the off my feet i have never ever come accross some better lips so sweet now i lost my heart for the first time jab maine dekha usse standing there and so my life is change i m always feeling strange i give anything to touch her silky hair yes i would i just cannot think on any other jab maine dekha usse standing there like a 60's rock n roll she is swep off my feet i have never ever come accross some better lips so sweet i lost my heart for the first time jab maine dekha usse standing there see i have never bunk my school i have always come uncle but now i just get lost anywhere no that is love for the click here
jab mera aanchal dhalega saanp dilon par challega milke maze mein jhumenge nashe mein jalne waala jalega areee dil se dil jab milega duniya ko to khalega chaahe koi tadpe chaahe koi bhadke ulfat mein ab challega jab mera aanchal dhalega haaaaa ohhhooooo thandi thandi aahen to bharega koi bhar le meri baahen kya karega koi hayeeee thandi thandi aahen to bharega koi hayeeee bhar le meri baahen kya karega koi door hi door se haath malega wahhhhhh jab mera aanchal dhalega saanp dilon par challega milke maze mein jhumenge nashe mein jalne waala jalega dil se jab dil milega ha haaa hey hey phir bhi zara milke lehraana to hoga pyaar jawaan hoke deewaana to hoga phir bhi zara milke lehraana to hoga pyaar jawaan hoke deewaana to hoga ye zamin aasma aaj hilega wahh wahh dil se dil jab milega duniya ko to khalega chaahe koi tadpe chaahe koi bhadke ulfat mein ab challega jab mera aanchal dhalega are reeee ree reee seekhe koi tumse nishana lagaana dekho ho ke ghayal tadpe hai click here
jab meri haqeeqat ja ja kar jab meri haqeeqat ja ja kar unko jo sunaai logon ne kuchh sach bhi kaha kuchh jhooth kaha kuchh sach bhi kaha kuchh jhooth kaha kuchh baat banaayi logon ne jab meri haqeeqat ja ja kar dhaaye hain hamesha zulmon sitam duniyaa ne mohabbat waalon par dhaaye hain hamesha zulmon sitam duniyaa ne mohabbat waalon par do dil ko kabhi milne na diya do dil ko kabhi milne na diya deewar uthaai logon ne jab meri haqeeqat ja ja kar unko jo sunaai logon ne jab meri haqeeqat ja ja kar aankhon se na aansoo poochh sake honthon pe khushi dekhi na gayi aankhon se na aansoo poochh sake honthon pe khushi dekhi na gayi abaad jo dekha ghar mera abaad jo dekha ghar mera to aag lagaai logon ne jab meri haqeeqat ja ja kar unko jo sunaai logon ne jab meri haqeeqat ja ja kar tanhaayi ka saathi mil na saka ruswaai mein shaamil shehar hua tanhaayi ka saathi mil na saka ruswaai mein shaamil shehar hua pehle to mera dil tod diya pehle to mera dil tod diya phir eid click here
jaise ghadi ki girah se waqt kahin pe gira ho jaise roshni subah se ho jaaye judaa jaise gaane aur nazam se sur koi chura le waise aadha adhoora main hoon tere bina jab mila turu turu turu turu tuuuuu na thi kami na justazu ruu turu tuu aur aadhe aadhe pal huye phir poore yun jab mila turu turu turu turu tuuuuu khaali jo raat ho main khwabon chaand taaron se woh poori bar doon teri jo baat ho main bin kahe hi aadhi pauni poori kar doon jo aadhe se hum hain woh poore ho tumse na jaane yeh sauda bhi kab tay huya adhoore se kisse barabar ke hisse tu dil to main duaaaa jab mila turu turu turu turu tuuuuu na thi kami na justazu ruu turu tuu aur aadhe aadhe pal huye phir poore yun jab mila turu turu turu turu tuuuuu kal tu jo khoyi ho to gumshuda yeh zindagi basar kar doon manzil jo soyi ho to khwab saare tere hi nazar kar doon tu aadhe se dil ko jo laayegi bhi to main sau khwaishon se hi bar doon dabo kare na yeh tu tu abhi ke abhi tu to aa ke aazma jab mila turu turu click here
jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai gunche gunche mein hans rahe ho tum inn khayaalon mein bas rahe ho tum yun mere dil mein chhup rahe ho tum jaise murli mein taan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai kuchh kaho to kahaa nahin jaata dard dil kaa sahaa nahin jaata bin tumhaare raha nahin jaata haaye mushkil mein jaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai halka halka suroor rehta hai dil to masti mein choor rehta hai baat jo bhi kahi nahin jaati wo nazar se bayaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai click here
jab nahin aaye the tum tab bhi mere saath the tum jab nahin aaye the tum tab bhi mere saath the tum dil mein dhadkan ki tarah tann mein jeevan ki tarah meri dharti mere mausam mere din raat the tum jab nahin aaye the tum tab bhi mere saath the tum phool khilte the to aati thi tumhari khushboo phool khilte the to aati thi tumhari khushboo har haseen shaam jagaati thi tumhaara jaadoo aaine mein mere har din ki mulaaqaat the tum dil mein dhadkan ki tarah tann mein jeevan ki tarah meri dharti mere mausam mere din raat the tum jab nahin aaye the tum tab bhi mere saath the tum adh mundhi aankh mein sajtaa huaa ek khaab the tum adh mundhi aankh mein sajtaa huaa ek khaab the tum pehli barsaat mein bheega hua mehtaab the tum abr mere the magar inki har ik baat the tum dil mein dhadkan ki tarah tann mein jeevan ki tarah meri dharti mere mausam mere din raat the tum jab nahin aaye the tum tab bhi mere saath the tum click here
jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do arre o dil kaa pardaa khol do jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do arre o dil kaa pardaa khol do aah haa haa jab pyaar kisi se hota hai to dard saa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhalaa paake tumhe koi khota hai jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do arre o dil kaa pardaa khol do aah haa aa jab pyaar kisi se hota hai to dard saa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhalaa paake tumhe koi khota hai jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do nazron se jitne teer chale chalne do jigar par jhelenge in pyaar ki ujli raahon par hum jaan ki baazi khelenge in do nainon ke saagar mein koi dil ki naiyaa dubota hai o jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do arre o dil kaa pardaa khol do aah haa haa jab pyaar kisi se hota hai to dard saa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhalaa paake tumhe koi khota hai jiyaa o jiyaa o jiyaa kuch bol do tum bhi to iss aag mein jalte ho chehre se bayaan ho jata hai har baat pe aahein bharte ho click here
jiya o jiya o jiya kuchh bol do arre o dil ka parda khol do jiya o jiya o jiya kuchh bol do arre o dil ka parda khol do ahh haaa haaa haaa jab pyaar kisi se hota hai to dard sa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhala paake tumhein koi khota hai ho jiya o jiya o jiya kuchh bol do nazron se jitne teer chale chalne do jigar par jhelenge in pyaar ki ujli raahon par hum jaan ki baazi khelenge in do nainon ke saagar mein koyi dil ki naiya dubota hai jiya o jiya o jiya kuchh bol do arre o dil ka parda khol do ahh haaa haaa haaa jab pyaar kisi se hota hai to dard sa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhala paake tumhein koi khota hai ho jiya o jiya o jiya kuchh bol do tum bhi to is aag mein jalte ho chehre se bayaan ho jaata hai har baat pe aahein bharte ho har baat pe dil tharraata hai jab dil pe chhuriyaan chalti hain tab chain se koi sota hai jiya o jiya o jiya kuchh bol do arre o dil ka parda khol do ahh haaa haaa haaa jab pyaar kisi se hota click here
jab pyaar nahin hai to bhula kyun nahin dete jab pyaar nahin hai to bhula kyun nahin dete khat kisliye rakhe hain jala kyun nahin dete jab pyaar nahin hai to bhula kyun nahin dete kis vaaste likha hai hatheli pe mera naam kis vaaste likha hai hatheli pe mera naam main harfe ghalat hoon to mita kyun nahin dete main harfe ghalat hoon to mita kyun nahin dete khat kisliye rakhe hain jala kyun nahin dete jab pyaar nahin hai to bhula kyun nahin dete lillaah shabo roz ki uljhan se nikaalo lillaah shabo roz ki uljhan se nikaalo tum mere nahin ho to bata kyun nahin dete tum mere nahin ho to bata kyun nahin dete khat kisliye rakhe hain jala kyun nahin dete jab pyaar nahin hai to bhula kyun nahin dete reh reh ke na tadpao aye bedard maseeha reh reh ke na tadpao aye bedard maseeha haathon se mujhe zehar pila kyun nahin dete haathon se mujhe zehar pila kyun nahin dete khat kisliye rakhe hain jala kyun nahin dete jab pyaar nahin hai to bhula kyun nahin dete jab iski wafaaon pe click here
jab raam naam le le har kaam ho jaye jitni badi ho mushkil aasaan ho jaye jab raam naam le le har kaam ho jaye jitni badi ho mushkil aasaan ho jaye kya hua jo tujhko duniyaa nahin pahchane jo padi hai tujhpe vipdaa usse parbhu jane aise mein wo sab ko raasta dikhlaye jab raam naam le le har kaam ho jaye jitni badi ho mushkil aasaan ho jaye soch le bujhegi kaise tere mann ki jwalaa dhundh le yahin par tujhko milega ujala tu chhup ke ishwar ke dwaar se kyun jaye jab raam naam le le har kaam ho jaye jitni badi ho mushkil aasaan ho jaye click here
Jab Raat Nahi Kat Ti click here
dekh ke tumko hosh mein aana bhool gaye yaad rahen tum aur zamaana bhool gaye jab saamne tum jab saamne tum aa jaate ho kya jaaniye kya ho jaata hai kuchh mil jaata hai kuchh kho jaata hai kya jaaniye kya ho jaata hai chaaha tha ye kahenge socha tha wo kahenge aaye wo saamne to kuchh bhi na keh sake bas dekha kiye unhen hum dekh kar tumko yakeen hota hai dekh kar tumko yakeen hota hai koi itnaa bhi haseen hota hai dekh paate hain kahaan hum tumko dil kahin hosh kahin hota hai jab saamne tum jab saamne tum aa jaate ho kya jaaniye kya ho jaata hai kuchh mil jaata hai kuchh kho jaata hai kya jaaniye kya ho jaata hai ha ha haaa haaa haaaa haaaaa hooooo aa kar chale na jaana aise nahin sataana de kar hansi labon ko aankhon ko mat rulaana dena na beqaraari dil ka qaraar banke yaadon mein kho na jaana tum intezaar ban ke intezaar ban ke bhool kar tumko naa jee paayenge bhool kar tumko naa jee paayenge saath tum hogi jahaan jaayenge hum koi waqt nahin hai humdum jab click here
Jab Saiyaan click here
jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par kadam kadam par machal raha hai pyaar iss dharti par jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par jab jab dekhun roop tumhara yaad watan ki aaye jab jab dekhun roop tumhara yaad watan ki aaye jaise meera ik taare pe geet shyaam ke gaaye jaise meera ik taare pe geet shyaam ke gaaye amar pyaar ke chhede tumne taar iss dharti par amar pyaar ke chhede tumne taar iss dharti par jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par lehra kar tum in baahon mein aa jaati ho aise lehra kar tum in baahon mein aa jaati ho aise behti behti nadiyan saagar se mil jaaye jaise behti behti nadiyan saagar se mil jaaye jaise kahan se aayi ye ganga ki dhaar iss dharti par kahan se aayi ye ganga ki dhaar iss dharti par jab se aankhein ho gayi tum se chaar iss dharti par jhuki jhuki ye lambi palken ye zulfon ki chhaaon jhuki jhuki ye lambi palken ye zulfon ki chhaaon basa hua hai click here
jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye hoooo dil ne dil se kahaa tha fasaana dil ne dil se kahaa tha fasaana laut aaya hai guzraa zamaana hooo laut aaya hai guzraa zamaana khushiyaan saath saath laaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye hoooooo laake aankhon se dil mein bithaaun laake aankhon se dil mein bithaaun muskuraa ke sitaare lutaaun hooo muskuraa ke sitaare lutaaun aashaa jhoom jhoom gaaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye hoooo din hai apne muhabbat jawaan hai din hai apne muhabbat jawaan hai unse aabaad mera jahaan hai hooo unse aabaad mera jahaan hai mann ke chor chale aaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jab Jab Tumhen Jahan Ara (1964) 08:36 13404
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Mala Sinha
Raag- 
Gara
Duration : 08:36   Song Number : 13404   

Jab Kabhi Jhankaar Beats (2003) 04:36 10668
 
Poster of Jhankaar Beats (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Vishal Dadlani
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
Mahalaxmi Iyer
Duration : 04:36   Song Number : 10668   

Jab Kisi Ke Rukh Anmol Ratan (1950) 03:26 38530
 
Poster of Anmol Ratan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Vinod
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
karan dewan, Meena Kumari
Duration : 03:26   Song Number : 38530   

Jab Kisi Ki Pyaar To Hona Hi Tha (1998) 06:01 16857
 
Poster of Pyaar To Hona Hi Tha (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Vinoo Mahendra
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Ajay Devgan
Duration : 06:01   Song Number : 16857   

Jab Liya Haath Mein Haath Vachan (1955) 03:35 40686
 
Poster of Vachan (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Rajendra
Duration : 03:35   Song Number : 40686   

Jab Maine Dekha Usse (Standing There) Shaan 04:00 17578
 
Poster of Shaan
 
Category
Indipop
Lyricist
Anjan Dutt, Neel Dutt
Music Director- 
Neel Dutt
Singer- 
Shaan
Duration : 04:00   Song Number : 17578   

Jab Mera Aanchal Dhalega Picnic (1966) 03:41 20592
 
Poster of Picnic (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S Mohinder
Duration : 03:41   Song Number : 20592   

Jab Meri Haqeeqat Chandan Dass 07:19 18406
 
Poster of Chandan Dass
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chandan Dass
Duration : 07:19   Song Number : 18406   

Jab Mila Tu I Hate Luv Storys (2010) 04:11 17038
 
Poster of I Hate Luv Storys (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Kumaar
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
Vishal Dadlani
On Screen Actors- 
Imran Khan, Sonam Kapoor
Duration : 04:11   Song Number : 17038   

Jab Muhabbat Jawaan Jawan Mohabbat (1971) 05:07 13432
 
Poster of Jawan Mohabbat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:07   Song Number : 13432   

Jab Nahin Aaye The Tum Dev (2004) 04:33 17553
 
Poster of Dev (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Adesh Srivastava
Singer- 
Vijayita Pandit
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor
Duration : 04:33   Song Number : 17553   

Jab Pyaar Kisi Se Hota Hai Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961) 04:19 20686
 
Poster of Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Dev Anand
Duration : 04:19   Song Number : 20686   

Jab Pyaar Kisi Se Hota Hai (Female) Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961) 03:40 39960
 
Poster of Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Asha Parekh
Duration : 03:40   Song Number : 39960   

Jab Pyaar Nahin Hai To Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 09:22 37812
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 09:22   Song Number : 37812   

Jab Raam Naam Le Le Har Abhi To Jee Lein (1977) 03:57 37012
 
Poster of Abhi To Jee Lein (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Danny Denzongappa, Kiran Kumar
Duration : 03:57   Song Number : 37012   

Jab Raat Nahin Katati Changez Khan (1957) 03:59 37054
 
Poster of Changez Khan (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy, Prem Nath
Duration : 03:59   Song Number : 37054   

Jab Saamne Tum Aa Jaate Ho Jagjit Singh, Asha Bhosle & Lata Mangeshkar 06:53 17859
 
Poster of Jagjit Singh, Asha Bhosle & Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Duration : 06:53   Song Number : 17859   

Jab Saiyaan Gangubai Kathiawadi (2022) 04:10 13657
 
Poster of Gangubai Kathiawadi (2022)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2022
Lyricist
A M Turaz
Music Director- 
Sanjay Leela Bhansali
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Alia Bhatt, Shantanu Maheshwari
Duration : 04:10   Song Number : 13657   

Jab Se Aankhein Ho Gayi Dharti (1970) 04:49 32318
 
Poster of Dharti (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:49   Song Number : 32318   

Jab Se Balam Ghar Aaye Awara (1951) 02:49 12758
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 02:49   Song Number : 12758