MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Husn Bhi Hai Udas Udas click here
are husn chala kuchh aisi chaal deewane kaa poochh naa haal husn chala kuchh aisi chaal deewane kaa poochh naa haal pyaar ki kasam kamaal ho gaya haaye pyaar ki kasam kamaal ho gaya aji dil ko ab tak hai inkaar aankhen kar baithi iqraar pyaar ki kasam kamaal ho gaya haaye pyaar ki kasam kamaal ho gaya hoooooooo kabhi pass aayen kabhi door jaayen ye hain dil churaane ki laakhon adaayen nahin teer nikla abhi tak kamaan se nahin teer nikla abhi tak kamaan se koi unse keh de ke dil ko bachaayen ke dil ko bachaayen haaye husn chala kuchh aisi chaal deewane kaa poochh naa haal pyaar ki kasam kamaal ho gaya haaye pyaar ki kasam kamaal ho gaya dil ko ab tak hai inkaar aankhen kar baithi iqraar pyaar ki kasam kamaal ho gaya haaye pyaar ki kasam kamaal ho gaya hoooooooo kahaan tak rahoge ye daaman bachaa ke ke mushkil hai bachna nishaane pe aa ke humara hai kya hum to mit ke rahen humara hai kya hum to mit ke rahen jahaan tumne dekha zara muskuraa ke zara muskuraa ke dil ko click here
husn e jaana idhar aa aaina hoon main tera husn e jaana idhar aa aaina hoon main tera main sawaarunga tujhe saare ghum de de mujhe bheegi palkein na jhuka aaina hoon main tera kitne hi daag uthaye tune mere din raat sajaaye tune choom loon aa main teri palkon ko de doon ye umr teri zulfon ko leke aankhon ke diye muskuraa mere liye meri tasveer e wafa aaina hoon main tera teri chaahat hai ibaadat meri dekhta rehta hoon soorat teri ghar tere dam se hai mandir mera tu hai devi main pujari tera sajjde sau baar karoon aa tujhe pyaar karoon meri aagosh mein aa aaina hoon main tera husn e jaana idhar aa aaina hoon main tera click here
husn haazir hai muhabbat ki sazaa paane ko husn haazir hai muhabbat ki sazaa paane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko husn haazir hai muhabbat ki sazaa paane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko mere deewaane ko itnaa na sataao logo mere deewaane ko itnaa na sataao logo ye to vehshi hai tumhin hosh mein aao logo ye to vehshi hai tumhin hosh mein aao logo bahut ranjoor hai ye gamon se choor hai ye bahut ranjoor hai ye gamon se choor hai ye khuda ka khauff khaao bahut majboor hai ye khuda ka khauff khaao bahut majboor hai ye kyun chale aaye ho o o o o kyun chale aaye ho bebas pe sitam dhaane ko koi patthar se haan koi patthar se na maare mere deewaane ko koi patthar se na maare mere deewaane ko mere jalwon ki khata hai jo ye deewaana huaaa mere jalwon ki khata hai jo ye deewaana hua main hoon mujrim ye agar hosh se begaana hua click here
husn hai yaa koi qayaamat hai khaab dekha hai yaa haqeeqat hai bebasi hai ke aa nahin sakte haayeeeee humse thodi siii door jannat hai humse thodi siii door jannat hai ooooooo ooooo ooooooooooo hmmmm hmmm hmmmmmm hmmmm hmmm hoooooo oooooo ooooooo ooooo ooooo ooooo aisa koi naa tha nighaaon mein jaisa dekha hai aaj raahon mein dil keenchaa jaa raha hai pehlu seeeee har ajnabee humsafar ki baahon mein ajnabee humsafar ki baahon mein kyun naa milne ki koshishen kar len poori tann mann ki khawaahishen kar len koi taaqat jinhen naa tod sakeeee haayeee aao hum aisi bandishen kar len aao hum aisi bandishen kar len click here
husn jab jab ishq se takraa gaya saari duniyaa par nasha sa chhaa gaya husn jab jab ishq se takraa gaya saari duniyaa par nasha sa chhaa gaya jab kabhi paigaam e ulfat aa gaya saari duniyaa par nasha sa chhaa gaya husn jab jab ishq se takraa gaya pyaar kehte hain jise hai kaun se jaadu kaa naam pyaar kehte hain jise hai kaun se jaadu kaa naam aankh karti hai ishara dil ka ho jaata hai kaam muskuraa kar chot jab dil khaa gaya saari duniyaa par nasha sa chhaa gaya husn jab jab ishq se takraa gaya iss muhabbat ko tadap samjhe yaa betaabi kahen iss muhabbat ko tadap samjhe yaa betaabi kahen beqaraari din ki yaa raaton ki bekhaabi kahe raaz ye jis din samjh mein aa gaya saari duniyaa par nasha sa chhaa gaya husn jab jab ishq se takraa gaya saari duniyaa par nasha sa chhaa gaya husn jab jab ishq se takraa gaya click here
husn ke laakhon rang kaun saa rang dekhoge aag hai ye badan kaun saa ang dekhoge gaalon ke ye phool gulabi inki rangat kyaa jaano gaalon ke ye phool gulabi inki rangat kyaa jaano honthon ke do jaam sharabi inki lazzat kyaa jaano zulfon ki ye chhaanv ghaneri zulfon ki ye chhaanv ghaneri inki raahat kyaa jaano husn ke laakhon rang kaun saa rang dekhoge parde mein kyaa chhupaa huaa hai teri nazar ye kyaa jaane parde mein kyaa chhupaa huaa hai teri nazar ye kyaa jaane in aankhon ke peechhe kitne basse hue hain maikhaane peeke dekho jaam nazar kaa peeke dekho jaam nazar kaa ho jaaoge deewaane husn ke laakhon rang kaun saa rang dekhoge aag hai ye badan kaun saa ang dekhoge click here
hmm hmm mmm mmm mmm husn ki bahaaren liye aaye the sanam kaisi badnaseebi huyi mil sake na hum hoo oo oo oo husn ki bahaaren liye aaye the sanam kaisi badnaseebi huyi mil sake na hum dil ki lagi ke saath ajab dillagi huyiii manzil to aa gayi thi humein dhoondhti huyi hum khud hi door ho gaye allaah re sitam husn ki bahaaren liye aaye the sanam kaisi badnaseebi huyi mil sake na hum ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho o o unka karam bhi aaj sitam hoke reh gaya o o o unka karam bhi aaj sitam hoke reh gaya ik nagma lab pe aaya magar kho ke reh gaya halki si ek khushi hai to halka sa ek ghum husn ki bahaaren liye aaye the sanam kaisi badnaseebi huyi mil sake na hum mil sake na hum click here
aa aaaa aaaa ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho aa haaaa husn pahadon ka ho sahiba husn pahadon ka kya kehna ke baron mahine yahaan mausam jaadon ka kya kehna ke baron mahine yahaan mausam jaadon ka rutt ye suhaani hai meri jaan rutt ye suhaani hai ke sardi se darr kaisa sang garm jawaani hai ke sardi se darr kaisa sang garm jawaani hai ho ho ho ho ho ho ho ho ho hoooo aaaaa aaaaa hmmmm tum pardesi kidhar se aaye aate hi mere mann mein samaaye karoon kya haathon se mann nikala jaaye karoon kya haathon se mann nikala jaaye chhote chhote jharne hain ke jharnon ka paani chhoo ke kuchh waade karne hain jharne to behte hain kasam le pahadon ki jo kaayam rahte hai hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm aaaa haaaa khile khile phoolon se bhari bhari waadi raat hi raat mein kisne sajaa di lagta hai jaise yahaan apni ho shaadi lagta hai jaise yahaan apni ho shaadi kya gul buten hain pahaadon mein yeh kehte hain pardesi to click here
husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai haaye inn pyaar mein doobi huyi aankhon ki kasam haaye inn pyaar mein doobi huyi aankhon ki kasam aadmi kya hai farishton ke behak jaaye kadam aadmi kya hai farishton ke behak jaaye kadam bin piye mujh pe nasha chhaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai muskuraaye jo tere lab to bahaaren aayi muskuraaye jo tere lab to bahaaren aayi khil gaye phool padi teri jahaan parchhayin khil gaye phool padi teri jahaan parchhayin toone gulshan mera mehkaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai husn se chaand bhi sharmaaya hai teri soorat ne gazab dhaaya hai click here
husn tera ek chhalakta o husn tera ek chhalakta jaam hai laa mujhe tu de de tere kis kaam hai tu hai ek masoom haseena roop hai tera anaadi bach ke rahna in logon se ye hain bade khiladi tu hai ek masoom haseena roop hai tera anaadi bach ke rahna in logon se ye hain bade khiladi haaye agar ijaazat ho teri main pyar mukammal kar loon main pyar mukammal kar loon daal ke nazron mein nazren deedaar mukammal kar loon deedaar mukammal kar loon naam inka pehle se badnaam hai husn wale yahi mera tujhe paigaam hai husn tera ek chhalakta jaam hai laa mujhe tu de de tere kis kaam hai komal kali tu in bhanwaron ki baaton mein na aana nazuk mod jawaani ka hai kahin bhatak na jana oo komal kali tu in bhanwaron ki baaton mein na aana nazuk mod jawaani ka hai kahin bhatak na jana pyaar bina o yeh jawaani ilzaam hai laa mujhe ho tu de de tere kis kaam hai tu hai ek masoom haseena roop hai tera anaadi bach ke rahna in logon se ye hain bade khiladi husn to ek khilona hai jee bhar kar click here
husn waale tera jawab nahin husn waale tera jawab nahin koi tujh sa nahin hazaaron mein husn waale tera jawab nahin tu hai aisi kali jo gulshan mein saath apne bahaar laayi ho tu hai aisi kiran jo raat dhale chaandani mein nahaake aayi ho ye tera noor ye tere jalwe jis taraah chaand ho sitaaron mein husn waale tera jawab nahin teri aankhon mein aisi masti hai jaise chhalke huye hon peimaane tere honton pe wo khamoshi hai jaise bikhre huye hon afsaane teri zulfon ki aisi rangat hai jaise kaali ghata bahaaron mein husn waale tera jawab nahin teri soorat jo dekh le shayir apne sheron mein taazgi bhar le ik musawwir jo tujhko paa jaaye apne khawaabon mein zindagi bhar le naghma gar dhoond le agar tujhko dard bhar le wo dil ke taaron mein husn waale tera jawab nahin koi tujh sa nahin hazaaron mein husn waale tera jawab nahin hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm click here
husn waalon ko na dil do ye mitaa dete hain husn waalon ko na dil do ye mitaa dete hain zindagi bhar ke liye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain khoob karte hain ye beemar e muhabbat kaaaaaa ilaaz khoob karte hain ye beemar e muhabbat ka ilaaz dard bhadhta hi rahe dard bhadhta hi rahe aisi dawaa dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain haaye kuchh inki mohabbat ka bharosa hi nahin eeeee eeeeee haaye kuchh inki mohabbat ka bharosa hi nahin pehle dil lete hain phir pehle dil lete hain phir dil ko bhula dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain dil lagaaye naa zamaane mein hasinoooooo se koi dil lagaaye naa zamaane mein hasinon se koi log kehte hain ke ye log kehte hain ke ye mil ke dagaa dete hain zindagi haaye zindagi bhar ke liye rog laga dete hain click here
husnun allah hai ya habbi husnun allah hai ya habbi husnun allah hai ya habbi husnun allah hai ya habbi har nazar mein sau afsaane har ada mein sau paymaane hai koi mujhe pehchane husnun allah hai ya habbi husnun allah hai ya habbi husnun allah hai ya habbi parde mein bhi jalwe hain mehtaabi dekho to badh jaaye aur betaabi aao nazron se peena sikhla doon jeena kya hai aaj tumhen samjha doon hey yaar hey yaar heeeeeee ya haluuu har nazar mein sau afsaane har ada mein sau paymaane hai koi mujhe pehchane husnun allah hai ya habbi ye jalwe ye nagmon ki barsaaten aati hain takdeer se aisi raatein gaaye ja jab tak hai ye madhoshi hosh se achchhi pyaar ki ye behoshi hey yaar hey yaar heeeeeee ye haluuu har nazar mein sau afsaane har ada mein sau paymaane hai koi mujhe pehchane husnun allah hai ya habbi saaz utha aur jhoom le tu bhi pyaare dam bhar ke mehmaan yahaan hain saare shama ke jalne tak hai afsaana bujhne pe aata hai kaun parwaana hey yaar hey yaar heeeeeee ye click here
huye hain tum pe aashiq hum bhala maano bura maano yeh chaahat ab na hogi kam bhala maano bura maano huye hain tum pe aashiq hum bhala maano bura maano yeh roothi si nazar yeh maathe ki shikan yeh roothi si nazar yeh maathe ki shikan libaas e rang mein yeh bal khata badan hai pyaasa pyaar ka yeh saara baankpan hai pyaasa pyaar ka yeh saara baankpan ho ho ho pyaar kya hai jaane tamanna ab to pehchaano huye hain tum pe aashiq hum bhala maano bura maano yeh chaahat ab na hogi kam bhala maano bura maano aji ik hum to kya ho tum aise hasin aji ik hum to kya ho tum aise hasin farishta bhi tumhein agar dekhe kahin to jannat bhool ke behak jaaye yahin to jannat bhool ke behak jaaye yahin ho ho ho pyaar kya hai jaane tamanna ab to pehchaano huye hain tum pe aashiq hum bhala maano bura maano yeh chaahat ab na hogi kam bhala maano bura maano tumhin ko chun liya nazar ki baat hai tumhin ko chun liya nazar ki baat hai liya ghum aapka jigar ki baat hai ho tum phir bhi khafa asar click here
aaaaaa haaaaan haaaaaan asi re panjaayeeeeee ehd e sahbaab kar ke mujhe kahaan gaya mera bachpan kharaab kar ke mujhe ayeeeeeeeeee huye hum jinke liye barbaad wo hum ko chahe karein na yaad jeevan bhar jeevan bhar unki yaad mein hum gaaye jayenge gaaye jayenge ek zamana tha wo pal bhar hum se rahe na door hum se rahe na door ek zamana tha wo pal bhar hum se rahe na door hum se rahe na door ek zamana ye ke huye hain milne se majboor milne se majboor ek zamana ye ke huye hain milne se majboor milne se majboor wo ghum se lakh rahen aazad sune na dard bhari phariyad afsana afsana hum to pyaar ka doharaye jayenge gaaye jayenge main hoon aisa deep ke jismein main hoon aisa deep ke jismein naa baati na tel naa baati na tel bachpan beeta bani muhabbat chaar dinon ka khel chaar dinon ka khel bachpan beeta bani muhabbat chaar dinon ka khel chaar dinon ka khel rahe ye dil ka nagar aabad basi hai jismein kisi ki yaad hum dil ko hum dil ko unki yaad se behlaaye jayenge gaye click here
huyi shaam unka khayaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa wohi zindagi ka sawaal aa gayaa wohi zindagi ka sawaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa abhi tak to honthon pe tha tabassum ka ek silsila bahut shaadmaan the hum unko bhula kar achanak ye kya ho gayaa ke chehre pe rang e malaal aa gayaa ke chehre pe rang e malaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa humen to yahi tha guroor ghum e yaar hai hum se door wahi ghum jise humne kis kis jatan se nikaalaa tha iss dil se door wo chal kar qayaamat ki chaal aa gayaa wo chal kar qayaamat ki chaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa wohi zindagi ka sawaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa huyi shaam unka khayaal aa gayaa click here
huzoor aapkaa bhi ehtraam karta chaloon huzoor aapkaa bhi ehtraam karta chaloon idhar se guzraa tha idhar se guzraa tha socha salaam kartaa chaloon huzoor aapkaa bhi ehtraam karta chaloon nighaahon dil ki yahi aakhri tamanna hai nighaahon dil ki yahi aakhri tamanna hai nighaahon dilllllllllllll dillllll dillll dillll dillll dilllll nighaahon dil ki yahi aakhri tamanna hai nighaahon dil ki yahi aakhri tamanna hai tumhaari zulf ke tumhaari zulf ke saaye mein shaam karta chaloon huzoor aapkaa bhi ehtraam karta chaloon unhen ye zid unhen ye zid ke mujhe dekh kar kisi ko naa dekh unhen ye zid ke mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mujhe dekh kar kisi ko naa dekh unhen ye zid ke mujhe dekh kar kisi ko naa dekh unhen ye zid zid zid zid zid unhen ye zid ke mujhe dekh kar kisi ko naa dekh mera ye shauk ke sabse qalaam click here
hooooo beqaraar kar daala chhalka chaahton ka pyaala bin qatal kiye hi maar daala beqaraar kar daala chhalka chaahton ka pyaala bin qatal kiye hi maar daala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala beqaraar kar daala chhalka chaahton ka pyaala bin qatal kiye hi maar daala beqaraar kar daala chhalka chaahton ka pyaala bin qatal kiye hi maar daala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala ala ala bas mein naa raha ye mann jal gaya ye tan badan chhad gayin khumaariyaan kyun bahek rahe kadam hmmmm bas mein naa raha ye mann jal gaya ye tan badan chhad gayin khumaariyaan kyun bahek rahe kadam huu huu huu huzoor e ala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala huzoor huzoor e ala kuchh khayaal tum karo kuchh khayaal hum karen naa sawaal tum karo naa sawaal hum kare heyyyyy kuchh khayaal tum karo kuchh khayaal hum karen naa sawaal tum karo naa sawaal hum kare uuuuuuuu huzoor e ala huzoor huzoor e ala click here
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye khule aam aanchal naa lehraa ke chaliye huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye khule aam aanchal naa lehraa ke chaliye huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye koi manchalaa gar pakad legaa aanchal koi manchalaa gar pakad legaa aanchal zaraa sochiye aap kyaa ki jiyegaa lagaa de agar badh ke zulfon mein kaliyaan lagaa de agar badh ke zulfon mein kaliyaan to kyaa apni zulfein jhatak dijiyegaa huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye khule aam aanchal naa lehraa ke chaliye huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye bahut khubsoorat hai har baat lekin bahut khubsoorat hai har baat lekin agar dil bhi hotaa to kyaa baat hoti likhi jaati phir daastaan e muhabbat likhi jaati phir daastaan e muhabbat ik afsaane jaisi mulakaat hoti huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye khule aam aanchal naa lehraa ke chaliye huzoor iss kadar bhi naa itraa ke chaliye click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Husn Bhi Hai Udaas Udaas Fareb (1953) 03:11 37867
 
Poster of Fareb (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:11   Song Number : 37867   

Husn Chala Kuchh Aisi Bluff Master (1963) 04:48 12924
 
Poster of Bluff Master (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sayra Banu
Duration : 04:48   Song Number : 12924   

Husn E Jaana Saathi (1968) 03:59 14096
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:59   Song Number : 14096   

Husn Haazir Hai Laila Majnu (1976) 06:32 12189
 
Poster of Laila Majnu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ranjeeta
Duration : 06:32   Song Number : 12189   

Husn Hai Yaa Koi Qayaamat Saudagar (1973) 05:03 14167
 
Poster of Saudagar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Padma Khanna
Duration : 05:03   Song Number : 14167   

Husn Jab Jab Ishq Se Neend Hamari Khwab Tumhare (1966) 03:36 13868
 
Poster of Neend Hamari Khwab Tumhare (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Nanda, Shashi Kapoor
Duration : 03:36   Song Number : 13868   

Husn Ke Lakhon Rang Johny Mera Naam (1970) 04:58 18128
 
Poster of Johny Mera Naam (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mridula, Prem Nath
Duration : 04:58   Song Number : 18128   

Husn Ki Bahaaren Liye Benazir (1964) 03:17 39821
 
Poster of Benazir (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:17   Song Number : 39821   

Husn Pahadon Ka Ram Teri Ganga Maili (1985) 05:29 20568
 
Poster of Ram Teri Ganga Maili (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Rajeev Kapoor, Mandakini
Raag- 
Pahadi
Duration : 05:29   Song Number : 20568   

Husn Se Chaand Bhi Door Ki Awaz (1964) 03:26 13171
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:26   Song Number : 13171   

Husn Tera Ek Chhalakta Jaam Deedar (1970) 05:46 37038
 
Poster of Deedar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Anjana, Premendra
Duration : 05:46   Song Number : 37038   

Husn Waale Tera Jawab Gharana (1961) 04:48 13276
 
Poster of Gharana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:48   Song Number : 13276   

Husn Waalon Ko Na Dil Babul (1950) 03:33 12782
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Duration : 03:33   Song Number : 12782   

Husnun Allah Hai (Har Nazar Mein) Shabnam (1964) 04:22 21064
 
Poster of Shabnam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vijay Laxmi
Duration : 04:22   Song Number : 21064   

Huye Hain Tum Pe Aashiq Hum Mere Sanam (1965) 04:06 20522
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:06   Song Number : 20522   

Huye Hum Jinke Liye Barbad Deedar (1951) 04:14 13033
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis
Duration : 04:14   Song Number : 13033   

Huyi Shaam Unka Khayal Aa Gayaa Mere Hamdam Mere Dost (1968) 05:17 11911
 
Poster of Mere Hamdam Mere Dost (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:17   Song Number : 11911   

Huzoor Aapkaa Bhi Ehtraam Karta Chaloon (Live) Jagjit Singh 07:47 14688
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:47   Song Number : 14688   

Huzoor E Ala Page 3 (2005) 05:03 18871
 
Poster of Page 3 (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sandeep Nath
Music Director- 
Shamir Tondon
On Screen Actors- 
Atul Kulkarni, Hrishita Bhatt
Duration : 05:03   Song Number : 18871   

Huzoor Iss Kadar Masoom (1983) 03:49 20569
 
Poster of Masoom (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Raag- 
Yaman
Duration : 03:49   Song Number : 20569