Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hum dum se gaye hamdum ke liye hamdum ki kasam hamdum na mila dum se gaye hamdum ke liye hamdum ki kasam hamdum na mila dum se gaye phir bhi kahe ja tu apna afsaana saathi mil jaayega na ruk jaana phir bhi kahe ja tu apna afsaana saathi mil jaayega na ruk jaana o dil teri kali abhi to nahin khili abhi wo mausam na milaa dum se gaye hamdum ke liye hamdum ki kasam hamdum na mila dum se gaye aye dil chamka tu apne dagon ko roshan kiye ja bujhe chiragon ko aye dil chamka tu apne dagon ko roshan kiye ja bujhe chiragon ko tu gaaye ja meri jaan ye duniya hai yahan kisi ko marhum na milaa haan dum se gaye hamdum ke liye hamdum ki kasam hamdum na mila dum se gaye
Tumhaara Dil Mere Dil Ke Baraabar Ho Nahin Sakta, Wo Sheesha Ho Nahin Sakta Ye Patthar Ho Nahin Sakta, Hum Haal E Dil Sunaayenge Suniye Ki Na Suniye Hum Haal E Dil Sunaayenge
hum hain iss pal yahaan jaane ho kal kahaan hum milen na milen hum rahen na rahen rahegi sadaa yahaan pyaar ki ye daastaan sunege sadaa jise ye zamin aasmaan hum hain iss pal yahaan jaane ho kal kahaan hum milen na milen hum rahen na rahen rahegi sadaa yahaan pyaar ki ye daastaan sunege sadaa jise ye zamin aasmaan rang dhal jaate hain din badal jaate hain raaten so jaati hain raahen kho jaati hain pyaar khota nahin pyaar sota nahin pyaar dhalta nahin haan badalta nahin hum hain iss pal yahaan jaane ho kal kahaan hum milen na milen hum rahen na rahen rahegi sadaa yahaan pyaar ki ye daastaan sunege sadaa jise ye zamin aasmaan hum jahaan aayen hain meharbaan saayen hain hum yahaan khaabon ke carvaan laaye hain dhadkane hain jawaan gaa raha hai samaa pighali pighali si hain mehki tanhaaiyaan hum hain iss pal yahaan jaane ho kal kahaan hum milen na milen hum rahen na rahen rahegi sadaa yahaan pyaar ki ye daastaan sunege sadaa jise ye zamin aasmaan hmm hmm hmm hmm hmm
hum hain mataa e koocha o baazaar ki tarah hum hain mataa e koocha o baazaar ki tarah uthati hai har nighaah kharidaar ki tarah uthati hai har nighaah kharidaar ki tarah hum hain mataa e koocha o baazaar ki tarah wo to kahin hai aur magar dil ke aas paas wo to kahin hai aur magar dil ke aas paas dil ke aas paas phirti hai koi sheh nighaah e yaar ki tarah phirti hai koi sheh nighaah e yaar ki tarah hum hain mataa e koocha o baazaar ki tarah majrooh likh rahe hain wo ehle wafaa kaa naam majrooh likh rahe hain wo ehle wafaa kaa naam ehle wafaa kaa naam hum bhi khade huye hain gunahgaar ki tarah hum bhi khade huye hain gunahgaar ki tarah uthati hai har nighaah kharidaar ki tarah hum hain mataa e koocha o baazaar ki tarah
hum hain raahi pyaar ke hum se kuchh na boliye hum hain raahi pyaar ke hum se kuchh na boliye hum hain raahi pyaar ke hum se kuchh na boliye jo bhi pyaar se mila hum ussi ke ho liye hum ussi ke ho liye jo bhi pyaar se mila hum ussi ke ho liye dard bhi humen kubool chain bhi humen kubool dard bhi humen kubool chain bhi humen kubool humne har tarah ke phool haar mein piro liye humne har tarah ke phool haar mein piro liye jo bhi pyaar se mila hum ussi ke ho liye hum ussi ke ho liye jo bhi pyaar se mila hum ussi ke ho liye dhoop thi naseeb mein dhoop mein liya hai dum dhoop thi naseeb mein to dhoop mein liya hai dum chaandni mili to hum chaandni mein so liye chaandni mili to hum chaandni mein so liye jo bhi pyaar se mila hum ussi ke ho liye hum ussi ke ho liye jo bhi pyaar se mila hum ussi ke ho liye dil pe aasara kiye hum to bas yunhi jiye dil pe aasara kiye hum to bas yunhi jiye ek kadam pe hans liye ek kadam pe ro liye ek kadam pe hans liye ek kadam pe ro liye jo
hoshiyaaaar hoshiyaaaar jaane waale jaane waale zara hoshiyaar yahaan ke hum hain raaj kumar hoye hoye aage peechhe aage peechhe humari sarkaar yahaan ke hum hain raaj kumar jaane waale amrici andaaz bhi seekhe hum europe ke raaz bhi seekhe amrici andaaz bhi seekhe hum europe ke raaz bhi seekhe hum se jo baazi le kar jaaye hai koi aisa saamne aaye hai koi aisa saamne aaye ho saari duniyaa saari duniyaa mein apni jaikaar yahaan ke hum hain raaj kumar hoye hoye aage peechhe humari sarkaar yahaan ke hum hain raaj kumar hoye hoye jaane waale hum se muhabbat hum se jawaani rang bhari hai apni kahaani hum se muhabbat hum se jawaani rang bhari hai apni kahaani seene mein lekar armaan bhara dil dhoondh rahe hai pyaar ki manzil dhoondh rahe hai pyaar ki manzil mere liye mere liye hai wo beqaraar yahaan ke hum hain raaj kumar hoye hoye aage peechhe humari sarkaar yahaan ke hum hain raaj kumar hoye hoye jaane waale dard sa apne dil mein jo paaya jaan gaye hum kisne bulaaya
hum hain to chaand aur taare jahaan ke ye rangeen nazaare haaye re haaye o duniya hum teri nazar mein awaare jeevan ke ye lambe raste kaatenge gaate haste jeevan ke ye lambe raste kaatenge gaate haste mil jaayegi hum ko manzil ik roz to chalte chalte mil jaayegi hum ko manzil ik roz to chalte chalte armaan jawaan hain hamaare chhoone ko chale hain sitaare haaye re haaye o duniya hum teri nazar mein awaare ek josh hai apne dil mein ghabraaye na hum mushkil mein ek josh hai apne dil mein ghabraaye na hum mushkil mein seekha hi nahin ruk jaana badhte hi chale mehfil mein seekha hi nahin ruk jaana badhte hi chale mehfil mein karte hain gagan se ishaare bijli pe kadam hain hamaare haaye re haaye o duniya hum teri nazar mein awaare raahon mein koi jo aaye wo dhool bane reh jaaye raahon mein koi jo aaye wo dhool bane reh jaaye ye mauj hamaare dil ki ab jaane kahan le jaaye ye mauj hamaare dil ki ab jaane kahan le jaaye hum pyaar ke raaj dulaare aur husn ke dil ke sahaare
gusse mein ho phir bhi sanam lagti ho behad haseen khayaalon mein bhi kisi aur ko kabhi maine chaaha nahin maano na maano magar hum kahenge hum hain tumhaare tumhaare rahenge hum hain tumhaare tumhaare rahenge koi humein kuchh bhi kahe pyaar karte hain karte rahenge hum hain tumhaare tumhaare rahenge hum hain tumhaare tumhaare rahenge khamoshi ye kaisi shayad woh humse khafa hain maanenge woh kaise husn ka unko nasha hai badi mushkil hai naazuk dil hai aur wo bade bewafa hain wo kuchh bhi karen hum wafa hi karenge hum hain tumhaare tumhaare rahenge koi humein kuchh bhi kahe pyaar karte hain karte rahenge hum hain tumhaare tumhaare rahenge hum hain tumhaare tumhaare rahenge
hum intezaar karenge hum intezaar karenge tera qayamat tak khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge ye intezaar bhi ik imtihaan hota hai issi se ishq ka shola jawaan hota hai ye intezaar salaamat ho haaye ye intezaar salaamat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge bichhaye shauk se sajde wafaa ki raahon mein khade hain deed ki hasrat liye nighaahon mein qubool e dil ki ibaadat ho haaye qubool e dil ki ibaadat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge wo khushnaseeb hai jisko tu intkhaab kare wo khushnaseeb hai jisko tu intkhaab kare khuda humari muhabbat ko kaamyaab kare jawaan sitaara e kismat ho jawaan sitaara e kismat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge
hum intezaar karenge hum intezaar karenge tera qayaamat tak khuda kare ke qayaamat ho aur tuuu aaye khuda kare ke qayaamat ho aur tuuu aaye hum intezaar karenge bujhi bujhi si nazar mein teri talaash liye bhatakte phirte hain hum aap apni laash liye yehi junoon yehi vehshat ho yehi junoon yehi vehshat ho aur tuuu aaye khuda kare ke qayaamat ho aur tuuu aaye hum intezaar karenge naa denge hum tujhe ilzaam bewafaai ka magar gila to karenge teri judaai ka tere khilaaf shikaayat ho tere khilaaf shikaayat ho aur tuuu aaye khuda kare ke qayaamat ho aur tuuu aaye hum intezaar karenge yeh zindagi tere kadmon mein daal jaayenge tujh hi ko teri amaanat sambhaal jaayenge humara aalam e rukhsat ho humara aalam e rukhsat ho aur tuuu aaye khuda kare ke qayaamat ho aur tuuu aaye hum intezaar karenge
hum ishq mein barbaad hain barbaad rahenge dil royega tere liye aansoon naa bahenge hum barbaad rahenge hum barbaad rahenge seene mein chhupaa rakhenge hum raaz e muhabbat hum raaz e muhabbat aye jaan e muhabbat tujhe ruswaa na karenge hum barbaad rahenge hum barbaad rahenge hum ishq mein barbaad hain barbaad rahenge dil royega tere liye aansoon naa bahenge hum barbaad rahenge hum barbaad rahenge kismat se shikaayat hai gila tujhe se nahin hai gila tujhe se nahin hai tune jo diya dard wo hans hans ke sahenge hum barbaad rahenge hum barbaad rahenge hum ishq mein barbaad hain barbaad rahenge dil royega tere liye aansoon naa bahenge hum barbaad rahenge hum barbaad rahenge dhundhengi naa ab tujh ko ye benoor nighaahen ye benoor nighaahen tu saamne bhi aaye to dekha na karenge hum barbaad rahenge hum barbaad rahenge hum ishq mein barbaad hain barbaad rahenge dil royega tere liye aansoon naa bahenge hum barbaad rahenge hum barbaad rahenge
hum jab chalen to ye jahaan nahin aaaarzooo humari aasmaan ko chume hoooo haaa haaa haaa haaa hum jab chalen to ye jahaan nahin aaaarzooo humari aasmaan ko chume hoooo haaa haaa haaa haaa hum jab chalen to hum naye jahaan ke paasbaan hum nayi bahaar ke raazdaar hum hanse to hans pade har kali hum chale to chal pade zindagi saare nazaaron mein phoolon mein taaron mein humne hi jaadoo bhara hum jab chalen to ye jahaan nahin aaaarzooo humari aasmaan ko chume hoooo haaa haaa haaa haaa hum jab chalen to hum se hai fizaaon mein rang o boo hum hain iss zameen ki aabroo nakdiyon ki raagini hum se hai har taraf ye taazgi hum se hai saare nazaaron mein phoolon mein taaron mein humne hi jaadoo bhara hum jab chalen to door ho gayin sabhi mushkilen kinch ke paas aa gayin manzilen dekh ke shabaab ke haunsle khud ba khud simat gaye faasle saare nazaaron mein phoolon mein taaron mein humne hi jaadoo bhara hum jab chalen to ye jahaan nahin aaaarzooo humari aasmaan ko chume hoooo
hum jab honge saath saal ke aur tum hogi pachpan ki bolo preet nibhaaogi na tab bhi apne bachpan ki kyaa kyaa kyaa ho ho hmm hum jab honge saath saal ke aur tum hogi pachpan ki bolo preet nibhaaogi na tab bhi apne bachpan ki hum jab honge saath saal ke aur tum hogi pachpan ki bolo preet nibhaaogi na tab bhi apne bachpan ki tum jab hoge saath saal ke aur main hongi pachpan ki preet ki jyot jalaaongi main tab bhi apne bachpan ki haan baahon ka sahara ho jab lakdi kyon hum tekenge aankh bhale dhundhali ho jaaye dil ki nazar se dekhenge haan baahon ka sahara ho jab lakdi kyon hum tekenge aankh bhale dhundhali ho jaaye dil ki nazar se dekhenge aankhon mein tum yunhi dekhana aankhon mein tum yunhi dekhana kya hai zaroorat darpan ki bolo preet nibhaaogi na tab bhi apne bachpan ki aur main hongi pachpan ki preet ki jyot jalaaongi main tab bhi apne bachpan ki roop ki ye mastani dhoop ik din to dhal jaayegi aur kismat bhi chehre pe samay ka rang mal jaayegi roop ki ye
hooooo oooo oooo oooo hoooo ooooo oooo hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye laakhon haseen khaab nighaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa hooo hoo hooo hoo hooo hooo hoo hoo khushboo chaman ko chhod ke saanson mein ghul gayi khushboo chaman ko chhod ke saanson mein ghul gayi lehraake apne aap jawaan zulf khul gayi hum apni dil pasand panaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye laakhon haseen khaab nighaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa gaye aaaa haaa aaaa haaa haaa o hooo hooo hmm hmm hmmm lara laaaa aaaa haaa haaa hmm hmm hmmm lala la laaaa keh di hai dil ki baat nazaaron ke saamne keh di hai dil ki baat nazaaron ke saamne iqraar kar liya hai bahaaron ke saamne donon jahaan aaj gawaahon mein aa gaye hum jab simat ke aapki baahon mein aa
jo poochhta hai koi surkh kyun hai aaj aankhen to aankh mal ke main kehta hoon raat so naa saka hazaar chaahun magar ye naa keh sakunga kabhi ke raat rone ki khawahish thi magar ro naa saka hum jaise tanha logon ka ab rona kya muskana kya hum jaise tanha logon ka ab rona kya muskana kya jab chaahne waala koi nahin jab chaahne waala koi nahin phir jeena kya marr jaana kya hum jaise tanha logon ka ab rona kya muskana kya sau rang mein jiss ko socha tha sau roop mein jiss ko chaaha tha sau rang mein jiss ko socha tha sau roop mein jiss ko chaaha tha sau roop mein jiss ko chaaha tha wo jaan e ghazal to ruth gayi ab uska haal sunaana kya wo jaan e ghazal to ruth gayi ab uska haal sunaana kya jab chaahne waala koi nahin jab chaahne waala koi nahin phir jeena kya marr jaana kya hum jaise tanha logon ka ab rona kya muskana kya aawaaz kisi ko den lekin ek naam tumhara honthon par aawaaz kisi ko den lekin ek naam tumhara honthon par ek naam tumhara honthon par har shakl se
hum jis raste pe chale us raste pe thi preet khadi preet ne humko pehna di armaano ki hathkadi tu jahaan chale main wahaan chalun tu jahaan ruke main wahaan rukun hum jis raste pe chale us raste pe thi preet khadi preet ne humko pehna di armaano ki hathkadi tu jahaan chale main wahaan chalun tu jahaan ruke main wahaan rukun hum anjaane ek dooje ki jaan bane pehale do dil the ab sau armaan bane hum anjaane ek dooje ki jaan bane pehale do dil the ab sau armaan bane aare jaan ke dekho hum kaise anjaan bane jaane kab dil takraaye jaane kab aankh se aankh ladi preet ne humko pehna di armaano ki hathkadi tu jahaan chale main wahaan chalun tu jahaan ruke main wahaan rukun la la lalala la la lalala mausam hai ya pyaar ka ek paigaam hai isiliye ye pyaar bada badnaam hai mausam hai ya pyaar ka ek paigaam hai isiliye ye pyaar bada badnaam hai bhool gaye hum duniya kiska naam hai yaad rahenge humen hamesha ye din ye rut ye ghadi preet ne humko pehna di armaano ki hathkadi tu
hume kaale hayin to kya hua dil waale hayin hume kaale hayin to kya hua dil waale hayin hum tere tere tere chaahne waale hai hume kaale hayin to kya hua dil waale hayin hume kaale hayin to kya hua dil waale hayin hum tere tere tere chaahne waale hai hume kaale hayin to kya hua dil waale hayin ye gore gaalaan tandaana ye reshmi baalaan tandaana ye solah saalaa tandaana haaye tere khayaalaan tandaana ye gore gaalaan tandaana ye reshmi baalaan tandaana ye solah saalaa tandaana haaye tere khayaalaan tandaana hum tere tere tere chaahne waale hai hume kaale hayin to kya hua dil waale hayin hume kaale hayin to kya hua dil waale hayin hum tere tere tere chaahne waale hai hume kaale hayin to kya hua dil waale hayin tume kidhar ko jataayin tandaana kyun paas naa aataayin tandaana jaa maar ye baataan tandaana dil tod ye ghaataan tandaana tume kidhar ko jataayin tandaana kyun paas naa aataayin tandaana jaa maar ye baataan tandaana dil tod ye ghaataan tandaana hum tere tere
hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate marna to bahar haal hai mar kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate marna to bahar haal hai mar kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate ye waqt ke haathon mein chamakte huye khanjar ye waqt ke haathon mein chamakte huye khanjar ek saath kaleje mein utar kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate behke huye kadmon pe ye saanson ke janaaze behke huye kadmon pe ye saanson ke janaaze aakhir kisi manzil pe thaher kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate socha hi nahin tha kabhi ye haal bhi hoga socha hi nahin tha kabhi ye haal bhi hoga hum apni hi tasveer se dar kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate marna to bahar haal hai mar kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se guzar kyun nahin jaate hum kashmakash e ghum se
aaaaaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaaaa aa aa aa aa aa aa aa hai agar dushman hai agar dushman zamaana ghum nahin ghum nahin hai agar dushman zamaana ghum nahin ghum nahin koi aaye aye aye aye aye koi aaye koi aaye koi aaye koi hum kisi se kum nahin kum nahin hai agar dushman zamaana ghum nahin ghum nahin hai agar dushman zamaana ghum nahin ghum nahin hai agar dushman dushman aaaaaa aa aa aa aa aaaa aaaaaa aa aa aa aa aaaa aa aa aa aaaaaa aa aa aa aa kya kare dil ki jalan ko iss muhabbat ke chalan ko jo bhi ho jaaye ke ab to sar se bandha hai kafan to hum to deewane diljale zulm ke saaye mein pale daal kar aankhon ko tere rukhsaaron pe roz hi chalte hain hum to angaaron pe aaaaaa aa aa aaa aaaaaaa aaj hum jaise jigar waale kahaan zakhm khaaya hai tab huye hai jawaan teer ban jaaye doston ki nazar ya bane khanjar dushmano ki jubaan baithe hain tere dar pe to kuchh kar ke uthenge ya tujhko hi le jaayenge ya mar ke uthenge aaj hum jaise jigar waale kahaan zakhm
tum kya janooo tum kya jano tumhari yaad mein hum kitna royeee hum kitna roye rain guzaari taare gin gin rain guzaari taare gin gin chain se jab tum soyee hum kitana roye kitni kaliyaan khili chaman mein khil ke phir murajha gayi birahan ke is bhole mann ko baar baar samajha gayi ro ke jawaani kaati jisne ro ke jawaani kaati jisne preet ke beej ye boyee hum kitna roye tum kya jano tumhari yaad mein hum kitna royeee hum kitna roye kitne baadal ghire gagan mein ghir ke phir naa barse pyaas daba kar dil hi dil mein itna tadape tarse dard humara dil jaane ya dard humara dil jaane ya naina khoye khoyee hum kitna roye tum kya jano tumhari yaad mein hum kitna roye hum kitna roye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hum Dum Se Gaye Manzil (1960) 03:09 38207
 
Poster of Manzil (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:09   Song Number : 38207   

Hum Haal E Dil Madhumati (1958) 03:32 13643
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:32   Song Number : 13643   

Hum Hain Iss Pal Yahaan Kisna (2005) 06:32 16879
 
Poster of Kisna (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Javed Akhtar, Blaaze
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Antonia Bernath, Vivek Oberoi
Duration : 06:32   Song Number : 16879   

Hum Hain Mataa E Koocha O Dastak (1970) 04:27 20534
 
Poster of Dastak (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Duration : 04:27   Song Number : 20534   

Hum Hain Raahi Pyaar Ke Nau Do Gyarah (1957) 04:52 20535
 
Poster of Nau Do Gyarah (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:52   Song Number : 20535   

Hum Hain Raaj Kumar Rajkumar (1964) 05:41 20622
 
Poster of Rajkumar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:41   Song Number : 20622   

Hum Hain To Chaand Aur Taare Main Nashe Mein Hoon (1959) 04:23 16270
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 04:23   Song Number : 16270   

Hum Hain Tumhaare Yeh Kaisa Nasha Hai (1979) 03:15 40262
 
Poster of Yeh Kaisa Nasha Hai (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
D S Sultania
Music Director- 
Chand Pardesi
Singer- 
Suresh Wadkar
Duration : 03:15   Song Number : 40262   

Hum Intezaar Karenge Bahu Begum (1967) 03:35 12799
 
Poster of Bahu Begum (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Durga
Duration : 03:35   Song Number : 12799   

Hum Intezaar Karenge (Male) Bahu Begum (1967) 03:28 36518
 
Poster of Bahu Begum (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Pradeep Kumar
Raag- 
Durga
Duration : 03:28   Song Number : 36518   

Hum Ishq Mein Barbaad Ankhen (1950) 03:18 12691
 
Poster of Ankhen (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shekhar
Duration : 03:18   Song Number : 12691   

Hum Jab Chale To Hum Hindustani (1960) 04:17 13348
 
Poster of Hum Hindustani (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Manohar Khanna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:17   Song Number : 13348   

Hum Jab Honge Saath Saal Ke Kal Aaj Aur Kal (1971) 04:59 13498
 
Poster of Kal Aaj Aur Kal (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Babita, Raj Kapoor
Duration : 04:59   Song Number : 13498   

Hum Jab Simat Ke Aapki Waqt (1965) 05:33 14405
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Shashi Kapoor
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:33   Song Number : 14405   

Hum Jaise Tanha Logon Ka Pankaj Udhas 07:58 18332
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pink Floyd
Duration : 07:58   Song Number : 18332   

Hum Jis Raste Pe Chale Teri Kasam (1982) 05:09 18038
 
Poster of Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:09   Song Number : 18038   

Hum Kaale Hain To Kya Hua Gumnaam (1965) 06:23 20538
 
Poster of Gumnaam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 06:23   Song Number : 20538   

Hum Kashmakash E Ghum Se Free Love (1974) 05:26 11980
 
Poster of Free Love (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Yogita Bali
Duration : 05:26   Song Number : 11980   

Hum Kisi Se Kum Nahin Hum Kisise Kum Naheen (1977) 07:43 13352
 
Poster of Hum Kisise Kum Naheen (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Zeenat Aman
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 07:43   Song Number : 13352   

Hum Kitna Roye Shin Shinaki Boobla Boo (1952) 03:47 14249
 
Poster of Shin Shinaki Boobla Boo (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
P L Santoshi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana
Duration : 03:47   Song Number : 14249