Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


diya jala kar aap bujhaya diya jala kar aap bujhaya tere kaam nirale nirale dil tod ke jaane wale dil tod ke jaane wale diya jala kar aap bujhaya phool pawan aur nadi kinara phool pawan aur nadi kinara karat ishare saanjh ka tara vyakul hai man mera aaja vyakul hai man mera aaja vyakul hai man mera aaja o chhod ke jane wale dil tod ke jane wale o chhod ke jane wale dil tod ke jane wale diya jala kar aap bujhaya dol rahi hai man ki naiyya kahan chhupe ho aao khevaiyya dol rahi hai man ki naiyya kahan chhupe ho aao khevaiyya ghum ka tufan aane ko hai chhaye baadal kaale chhaye baadal kaale o chhod ke jane wale dil tod ke jane wale diya jala kar aap bujhaya
din soona sooraj binaa aur chanda bina rain ghar soona deepak binaa jyoti bina do naiyan diya jalaao jag mag jag mag diya jalaao jag mag jag mag diya jalaao diya jalaao diya jalaao diya jalaao diya jalaao jag mag jag mag diya jalaao jag mag jag mag diya jalaao saras suhaagan sunn ri saras suhaagan sunn ri eeeeeee eeeeee eeeeee saras suhagan sunn ri saras suhaagan sunn ri tere mandir mein dekh andhera tere mandir mein dekh andhera ruth naa jaaye piya tera ruth naa jaaye piya tera aaaaaaa diya jalaao diya jalaao diya jalaao diya jalaao diya bhujhaao diya jalaao diya baanavo baanavo jalaao jag mag jag mag jag mag jag mag jag mag jag mag diya jalaao
diya na bujhe ri aaj humara chale re pawan sananan sanan thar thar kaampe jeeyara aaaaa aasita jagmag roop nikhaare aaaa aa aa aaaaa aaaaa preet mein khoye nain humaare dhoonde pee ka dwaaraa aaaa aaaa aaaa ek to badraa ghan ghan garje aaaa aa aa aaaaa aaaaa duje bijariyaa cham cham chamke jal thal hai jag saaraa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaa aaaaaaaa deep ki jyoti dagmag dole aaaa aa aa aaaaa aaaaa humraa karajwaa haaye chakole raam na ho andhiyaraa aaaa aaaa aaaa ni sa ga ma pa ma pa ga ma pa ga ma ga ma ga ma ga re sa sa ni sa ga ma dha dha ga ma dha ni sa sa ni pa pa dha ni ni pa dha sa ma dha ni sa ma dha ni sa ma dha ni sa teri aaj humaara diya na bujhe ri
diya to jalaaa sab raat re baalam par tum laut na aaye par tum laut na aaye diya to jalaaa sab raat re baalam par tum laut na aaye par tum laut na aaye bikhar gayi hain sez suhaani rowat hai albeli jawaani bikhar gayi hain sez suhaani rowat hai albeli jawaani chhaliya rasiyaa kit ja chhupe ho chhaliya rasiyaa kit ja chhupe ho jee humraa kalpaaye diya to jalaaa sab raat re baalam bhor bhayi preetam nahin aaye bhor bhayi preetam nahin aaye mann ka deepak bujhta jaaye bhor bhayi preetam nahin aaye mann ka deepak bujhta jaaye chhaliya rasiyaa aan milo re chhaliya rasiyaa aan milo re jee hamraa ghabraaye chhaliya rasiyaa aan milo re chhaliya rasiyaa aan milo re
diya ye dil agar usko bashar hai kya kahiye hua raqeeb to hona maabar hai kya kahiye diya ye dil ye zid ki aaj na aave aur aaye bin na rahe ye zid ki aaj na aave aur aaye bin na rahe kaza se shikwa humein kis kadar hai kya kahiye kaza se shikwa humein kis kadar hai kya kahiye diya ye dil jahe karishma ke yun de rakha hai humko fareb jahe karishma ke yun de rakha hai humko fareb ke bin kahe hi unhen sab khabar hai kya kahiye ke bin kahe hi unhen sab khabar hai kya kahiye diya ye dil samajh ke karte hain bazaar mein aa aa aa aa samajh ke karte hain bazaar mein wo pulsis e haal ke hum kahen ke sare rehguzar hai kya kahiye ke hum kahen ke sare rehguzar hai kya kahiye hua raqeeb kaha hai kisne ke gaalib bura nahin lekin kaha hai kisne ke gaalib bura nahin lekin sivaaye iske ke aashup taasar hai kya kahiye diya ye dil agar usko bashar hai kya kahiye hua raqeeb to hona maabar hai kya kahiye
diye jalayen pyaar ke chalo isi khushi mein baras bitaa ke aayi hai ye shaam zindagi mein diye jalayen pyaar ke chalo isi khushi mein baras bitaa ke aayi hai ye shaam zindagi mein ghul gaya ek saal phir tann mann ke rang mein mehki bahaar banke rutt phir beeti huyi ban ban ke chandani chehre pe aayi chhan ke bhatak chalen isi hanseen yaad ki gali mein baras bitaa ke aayi hai ye shaam zindagi mein jag mag naina huye hans diye palkon tale sapne kayi suhaane pal bhar ke waaste phirne lage saamne guzre huye zamaane pukaar le gaye huye dinon ko bekhudi mein baras bitaa ke aayi hai ye shaam zindagi mein
diye jalte hain phool khilte hain diye jalte hain phool khilte hain badi mushkil se magar duniya mein dost milte hain diye jalte hain jab jis waqt kisi ka yaar juda hota hai kuchh na poochho yaaron dil ka haal burra hota hai jab jis waqt kisi ka yaar juda hota hai kuchh na poochho yaaron dil ka haal burra hota hai dil pe yaadon ke jaise teer chalte hain haan haan haan diye jalte hain phool khilte hain diye jalte hain iss rang roop pe dekho hargiz naaz na karna jaan bhi mange yaar to de dena naraaz na karna rang udd jaate hain dhoop dhalte hain hmm hmm hmm diye jalte hain phool khilte hain diye jalte hain daulat aur jawani ik din kho jaati hai sach kehta hoon saari duniya dushman ho jaati hai umr bhar dost lekin saath chalte hain hmm hmm hmm diye jalte hain phool khilte hain badi mushkil se magar duniya mein dost milte hain diye jalte hain
dj waale baabu mera gaana chala do dj waale baabu mera gaana chala do dj waale baabu mera gaana chala do gaana chala do gaana chala do dj waale baabu mera gaana chala do dj waale baabu mera gaana chala do dj waale baabu mera gaana chala do gaana chala do gaana chala do dj waale baabu mera gaana chala do dj waale baabu mera gaana chala do dj waale baabu mera gaana chala do gaana chala do gaana chala do dj waale mera gaana tu chala de thodi volume unchi kar de thoda bass tu badha de ee dj waale mera gaana tu chala de thodi volume unchi kar de thoda bass tu badha de ee dj waale baabu mera gaana chala do dj waale baabu mera gaana chala do dj waale baabu mera gaana chala do gaana chala do gaana chala do club mein teri sarkaar bana doon table ko teri bar bana doon waise to hoon baadshah main aaj raat tujhe star bana doon aisa baby kaam kara doon dance floor tere naam kara doon ghoor ke dekhe jo koi tujh ko kaan pe uske chaar lagga doon ji bhar ke naach le baby champagne
do akalmand huye fikarmand ab soch rahe kya karna hai dilbar jaani do akalmand huye fikarmand ab soch rahe kya karna hai dilbar jaani kahin mehal hai kahin jhopadi ise sar kahen use khopadi tan se jo nanga hai wo mil ki jaan hai kapdaa banaaya hoga laakhon thaan hai khud hai langoti mein khadaa do akalmand huye fikarmand ab soch rahe kya karna hai dilbar jaani suno darling ye hai india zara come near tujhe doon bata jaan se hai pyari meri jaan rotiyaan hoti hain gareeb ka imaan rotiyan sach hai kisi ne ye kaaha haha do akalmand huye fikarmand ab soch rahe kya karna hai dilbar jaani milo inse bhi ye jo hain khade suno lala ji kahan chal diye are galle ko dabaaye huye mote pet mein mauka paa ke bech dega tigne rate mein chaahega gareebon ka bura haaye do akalmand huye fikarmand ab soch rahe kya karna hai dilbar jaani kahin dharm hai kahin dushmani insaaniyat kaahan kho gayi haaye maare gaye panditon ki baat maan ke mulla ji ne phans liya khench taan ke upar waale
do anjaane ajnabi chale baandhane bandhan haaye re dil mein hai ye uljhan mil kar kya bole kya bole kya bole re mil kar kya bole nayi umang nayi khushi mehak utha hai aangan haaye re ghar aaye mann bhavan mil kar kya bole kya bole kya bole re mil kar kya bole bechaini betaabi aaj mujhe ye kaisi aaj hai jo pehle na thi dil ki haalat aisi ho ho ho aankhon ko usi ka intezaar hai unhi ke liye ye roop ye shingaar hai dekhi hai tasveer hi ho ho ho aaj milenge darshan haaye re badhne lagi hai uljhan mil kar kya bole kya bole kya bole re mil kar kya bole roop ki raani aayi hai jaise gagan se utar ke mere liye kya mere liye aise sajj ke sanwar ke ho ho ho sab se chhupa ke idhar udhar se mujhko hi dekhe chor nazar se baat labon par hai ruki tez dilon ki dhadkan haaye re kal ke sajni saajan mil kar kya bole kya bole kya bole re mil kar kya bole
do ankhiyaan jhuki jhuki si do ankhiyaan jhuki jhuki si do ankhiyaan jhuki jhuki si do ankhiyaan jhuki jhuki si kaliyon se naazuk honthon par kavitaa ruki ruki si do ankhiyaan jhuki jhuki si do ankhiyaan jhuki jhuki si sharmaati palkon mein sapne jab aankh micholi khelen sharmaati palkon mein sapne jab aankh micholi khelen lehraati zulfen mukhde ko saaye mein jab le len ek khushboo udi udi si do ankhiyaan jhuki jhuki si kaliyon se naazuk honthon par kavitaa ruki ruki si do ankhiyaan jhuki jhuki si do ankhiyaan jhuki jhuki si ek pal laage apni apni aur duje pal begaani ek pal laage apni apni aur duje pal begaani kuchh anjaani si soorat hai kuchh jaani pehchaani paas aa kar chhupi chhupi si do ankhiyaan jhuki jhuki si mere dil ki khaamoshi mein ye halchal kaun machaaye mere dil ki khaamoshi mein ye halchal kaun machaaye ik dhundhali si tasveer bane aur ban kar mit jaaye ik hasrat dabi dabi si do ankhiyaan jhuki jhuki si kaliyon se naazuk honthon par kavitaa ruki ruki
aye do baaten pyaar bhari kar loon kar lo ji aankhon mein haan aaj tujhe haan bhar loon bhar lo ji do baaten pyaar bhari kar loon kar lo ji aankhon mein aaj tujhe bhar loon bhar lo ji chunri ko samjha le mukhda tera chhipaati hai achchhaa are chunri ko samjha le mukhda tera chhipaati hai latt tere gaalon par jhoom jhoom ke aati hai haa haa haaa haaa haa naagan ko haaye zara idhar kar loon haan kar lo ji aankhon mein aaj tujhe bhar loon bhar lo ji purab ka sandesa jab purwaayi laati hai achchhaa ji haa haa purab ka sandesa jab purwaayi laati hai tham jaaye dhadkan bhi neend pyaar ko aati hai kaandhe pe sar apna dhar loon dhar lo ji do baaten pyaar bhari kar loon kar lo ji soyi huyi barson ki jaagi aaj muhabbat hai soyi huyi barson ki jaagi aaj muhabbat hai aankhon ko naa jaane kyun ab teri zarurat hai sach iss dil mein haan dil apna dhar loon haan dhar lo ji aankhon mein aaj tujhe bhar loon bhar lo ji hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm kar loon kar lo ji aankhon mein
do baaton ki mujhko tamanna haan do baaton ki mujhko tamanna tum jo maano to keh doon main sajna ek dil todna na dooja saath chhodna na hai manzoor to bolo haan haan haan haan do baaton ki mujhko bhi tamanna tum jo maano to keh doon zara sunna ek door jaana na dooja pyaar todna na hai manzoor to bolo haan haan haan haan do baaton ki mujhko tamanna tum jo maano to keh doon main sajna lo ummeedon ke ab phool khilne lage khilne lage mere honthon pe tere geet palne lage palne lage mere geet bhoolna na meri preet todna na hai manzoor to bolo haan haan haan haan do baaton ki mujhko bhi tamanna tum jo maano to keh doon zara sunna teri palkon ki chaanv mein baitha rahoon baitha rahoon teri zulfon ke phoolon se lipta rahoon lipta rahoon meri baat modna na sapnon ko todna na hai manzoor to bolo haan haan haan haan do baaton ki mujhko tamanna tum jo maano to keh doon main sajna mere mann ki jo dhadkan tere saath ho tere saath ho meri har baat phir pyaar ki baat ho pyaar ki
do bechaare bina sahaare do bechaare bina sahaare dekho poochh poochh kar haare bin taale ki chaabi le kar phirte maare maare main hoon raaja ye hai raana ho main deewana ye mastaana donon mil ke gaayen gaana o haseenaaaaaa ho zaraa ruk jaana do bechaare bina sahaare dekho poochh poochh kar haare tu bata de iska preetam kahaan pe chhupa hai tu bata de iska preetam kahaan pe chhupa hai ho kuchh pata de wo to nikla bada bewafaa hai kuchh bol bol o raani bolo kuchh bol bol o raani o kahaan iska rooth gaya jaani o mastaani koi nishaani yaa jubaani bolo raani meharbaani o haseeenaaaaaa o kuchh bolo naa do bechaare bina sahaare dekho poochh poochh kar haare tu bata de iska milta nahin hum ko locker tu bata de iska milta nahin hum ko locker kuchh pata de tere ban jaayenge hum naukar sasuraal se dekho hum aaye haan sasuraal se dekho hum aaye chaabi le kar chakraaye hain ghabraaye aa ke tumse hi takraaye dhakke khaaye samjh naa aaye o paappe haaye ho kuchh bolo na do
do boonden saawan ki haaye do boonden saawan ki ek saagar ki seep mein tapke aur moti ban jaaye duji gande jal mein gir kar apna aap ganvaye kisko mujrim samjhe koi kisko dosh lagaaye ho kisko dosh lagaaye do boonden saawan ki haaye do boonden saawan ki do kaliyaan gulshan ki haaye do kaliyaan gulshan ki ek sehre ke beech gundhe aur man hi man itraaye ek arthi ke bhent chadhe aur dhuli mein mil jaaye kisko mujrim samjhe koi kisko dosh lagaaye ho kisko dosh lagaaye do kaliyaan gulshan ki haaye do kaliyaan gulshan ki do sakhiyaan bachpan ki haaye do sakhiyaan bachpan ki ek singhaasan par baithe aur roopmati kehlaaye duji apne roop ke kaaran galiyon mein bik jaaye kisko mujrim samjhe koi kisko dosh lagaaye ho kisko dosh lagaaye do sakhiyaan bachpan ki
do chamakti aankhon mein kal khwaab sunhera tha jitna haaye zindagi teri raahon mein aaj andhera hai utna do chamakti aankhon mein kal khwaab sunhera tha jitna haaye zindagi teri raahon mein aaj andhera hai utna humne socha tha jeevan mein phool chaand aur taare hain kya khabar thi saath mein inke kaante aur angaare hain hum pe kismat hans rahi hai hum pe kismat hans rahi hai kal hanse the hum jitna do chamakti aankhon mein kal khwaab sunhera tha jitna haaye zindagi teri raahon mein aaj andhera hai utna itne aansun itni aahen dil ke daaman mein le kar jaane kab tak chalna hoga suni suni raahon par aye muqaddar yeto bata de aye muqaddar yeto bata de mujhko sehna hai kitna do chamakti aankhon mein kal khwaab sunhera tha jitna haaye zindagi teri raahon mein aaj andhera hai utna do chamakti aankhon mein kal khwaab sunhera tha jitna haaye zindagi teri raahon mein aaj andhera hai utna
do deewane shahar mein do deewane shahar mein raat mein yaa dopahar mein aab o daana aab o daana dhundhate hain ik aashiyaana dhundhate hain aab o daana dhundhate hain ik aashiyaana dhundhate hain do deewane shahar mein raat mein yaa dopahar mein aab o daana dhundhate hain ik aashiyaana dhundhate hain do deewane inn bhool bhulaiyaa galiyon mein apna bhi koi ghar hoga ambar pe khulegi khidki yaa khidki pe khula ambar hoga inn bhool bhulaiyaa galiyon mein apna bhi koi ghar hoga ambar pe khulegi khidki yaa khidki pe khula ambar hoga asmaani rang ki aankhon mein asmaani yaa aasmaani asmaani rang ki aankhon mein basne ka bahaana dhundhate hain dhundhate hain aab o daana dhundhate hain ik aashiyaana dhundhate hain do deewane shahar mein raat mein yaa dopahar mein aab o daana dhundhate hain ik aashiyaana dhundhate hain do deewane aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa hooooo ooooo oooooooo jab taare zameen par taare aur zameen par offcourse jab taare zameen par
do dil milenge pyaar mein dono milke khilenge pyaar mein na roke rukenge sun mere saathiya re kuchh bhi kar le dushman jahaan do dil milenge pyaar mein dono milke khilenge pyaar mein na roke rukenge sun mere saathiya re kuchh bhi kar le dushman jahaan hooo do dil milenge pyaar mein chalo aaj hum le lein pahli kasam na bichhdenge ab mil ke hum to sanam bandha hai rishta chaahton ki dor se tootega dhaaga na kisi ke jor se do dil milenge pyaar mein dono milke khilenge pyaar mein muhabbat ki baahon mein khoye rahein khayalon ki waadi mein soye rahein mehsoos karle jismojaan ki garmiyaan doori rahe na ab zara bhi darmiyaan do dil milenge pyaar mein dono milke khilenge pyaar mein na roke rukenge sun mere saathiya re kuchh bhi kar le dushman jahaan hooo do dil milenge pyaar mein milke khilenge pyaar mein do dil milenge pyaar mein do dil milenge pyaar mein
aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa do dil dhadak rahe hain aur aawaaz ek hai do dil dhadak rahe hain aur aawaaz ek hai nagmen juda juda hai magar saaz ek hai do dil dhadak rahe hain aur aawaaz ek hai rangeen har adaa hai bechain har nazar hai rangeen har adaa hai bechain har nazar hai ik dard sa idhar hai ik dard sa udhar hai donon ki beqaraari ka andaaz ek hai donon ki beqaraari ka andaaz ek hai nagmen juda juda hai magar saaz ek hai do dil dhadak rahe hain aur aawaaz ek hai tadpaaiye naa humko sharmaaiye naa humse tadpaaiye naa humko sharmaaiye naa humse donon ki zindagi hai ek dusre ke dam se hum do kahaaniyaa hai magar raaz ek hai hum do kahaaniyaa hai magar raaz ek hai nagmen juda juda hai magar saaz ek hai do dil dhadak rahe hain aur aawaaz ek hai aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa
do dil mile gul o gunche khile gul o gunche khile mere yaar do dil mile gul o gunche khile gul o gunche khile mere yaar jab se tu aaya mere jahaan mein saare jahaan se hua mujhe pyaar do dil mile gul o gunche khile gul o gunche khile mere yaar ye jaadu ki kaisi bhumayi chadhi sulagne lagi banke main fuljhadi ye jabse nazar meri tumse ladi tumhi tum nazar aate ho har ghadi tere bina mujhe ab saajna kahin aata nahin hai qaraar jab se tu aaya mere jahaan mein saare jahaan se hua mujhe pyaar gori gori goriya goriya haha yun gaalon pe uljhi hain zulfein haseen lage badlon pe chale chaandni teri shokh baaton mein hain chashni yun hi to deewani huyi main nahin ye madbhari sunke baatein teri chhaye mujhpar ajab sa kumaar jab se tu aaya mere jahaan mein saare jahaan se hua mujhe pyaar are ohhh mere jaan e jigar ke jab main hoon idhar kise dhunde nazar teri yahaan hoo are ho ho meri jaan e ada ho mujhe ab na sataa chhupi hai tu bata mujhse kahaan hoo kahaan ho bataao chhupe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Diya Jala Kar Aap Bujhaya Badi Maa (1945) 03:15 37858
 
Poster of Badi Maa (1945)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1945
Lyricist
Zia Sarhadi
Music Director- 
Datta Korgaonkar
Singer- 
Noor Jahan
Duration : 03:15   Song Number : 37858   

Diya Jalaao Tansen (1943) 03:12 11225
 
Poster of Tansen (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Indra
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Bhagwan
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:12   Song Number : 11225   

Diya Na Bujhe Ri Son Of India (1962) 03:19 15168
 
Poster of Son Of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Raag- 
Todi
Taal- 
Tintal
Duration : 03:19   Song Number : 15168   

Diya To Jala Dhake Ki Malmal (1956) 03:24 13065
 
Poster of Dhake Ki Malmal (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Raj Mehra
Duration : 03:24   Song Number : 13065   

Diya Ye Dil Agar Usko Mohd Rafi 05:21 40205
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Taj Ahmad Khan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:21   Song Number : 40205   

Diye Jalayen Pyaar Ke Dharti Kahe Pukar Ke (1969) 03:34 20390
 
Poster of Dharti Kahe Pukar Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Niveditha
Duration : 03:34   Song Number : 20390   

Diye Jalte Hain Namak Haraam (1973) 03:40 20391
 
Poster of Namak Haraam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Amitabh Bachchan
Duration : 03:40   Song Number : 20391   

Dj Waley Babu Aastha Gill & Badshah 02:51 38917
 
Poster of Aastha Gill & Badshah
 
Category
Indipop
Lyricist
Badshah
Music Director- 
Badshah
Singer- 
Aastha Gill, Badshah
On Screen Actors- 
Badshah, Natasa Stankovic
Duration : 02:51   Song Number : 38917   

Do Akalmand Huye Fikarmand Akalmand (1966) 04:44 12626
 
Poster of Akalmand (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Azeez Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
I S Johar, Kishore Kumar
Duration : 04:44   Song Number : 12626   

Do Anjaane Ajnabi Vivah (2006) 04:56 20392
 
Poster of Vivah (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Shahid Kapoor, Amrita Rao
Duration : 04:56   Song Number : 20392   

Do Ankhiyaan Jhuki Jhuki Prem Patra (1962) 03:56 13981
 
Poster of Prem Patra (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sadhna
Duration : 03:56   Song Number : 13981   

Do Baaten Pyaar Bhari Aankhon Aankhon Mein (1972) 03:42 20393
 
Poster of Aankhon Aankhon Mein (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Rakhi
Duration : 03:42   Song Number : 20393   

Do Baaton Ki Mujhko Tamanna Hum Tum Aur Woh (1971) 04:46 40908
 
Poster of Hum Tum Aur Woh (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Bharathi
Duration : 04:46   Song Number : 40908   

Do Bechaare Bin Sahaare Victoria No 203 (1972) 04:50 15684
 
Poster of Victoria No 203 (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Pran, Helen
Duration : 04:50   Song Number : 15684   

Do Boonden Sawan Ki Phir Subha Hogi (1958) 04:11 12250
 
Poster of Phir Subha Hogi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Mala Sinha
Duration : 04:11   Song Number : 12250   

Do Chamakti Aankhon Mein Detective (1958) 02:51 16220
 
Poster of Detective (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Mukul Roy
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 02:51   Song Number : 16220   

Do Deewane Shahar Gharaonda (1977) 04:28 13280
 
Poster of Gharaonda (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Zarina Wahab
Duration : 04:28   Song Number : 13280   

Do Dil Pyaar Mein Twist (2005) 05:04 19216
 
Poster of Pyaar Mein Twist (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Babul Supriyo
On Screen Actors- 
Vikas Bhalla, Soha Ali Khan
Duration : 05:04   Song Number : 19216   

Do Dil Dhadak Rahe Hain Insaaf (1956) 03:27 15719
 
Poster of Insaaf (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Kamal Kapoor, Nalini Jayvant
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:27   Song Number : 15719   

Do Dil Mile Honeymoon (1973) 05:26 37357
 
Poster of Honeymoon (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Anil Dhawan, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:26   Song Number : 37357