Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil se dil ki dor baandhe chori chori jaane hum tum tum hum sang sang chale aaj kahaan aaj kahaan dil se dil ki dor baandhe chori chori jaane hum tum tum hum sang sang chale aaj kahaan aaj kahaan kadam mila kar chale udhar le ke chale ye pyaar jidhar pyaar ke raahi tu hi bata khatam kahaan hoga ye safar kadam mila kar chale udhar le ke chale ye pyaar jidhar pyaar ke raahi tu hi bata khatam kahaan hoga ye safar jahaan pe gaaye dil ki sargam jhoom jhoom koi hum tum tum hum sang sang chale aaj wahaan aaj wahaan dil se dil ki dor baandhe chori chori jaane hum tum tum hum sang sang chale aaj kahaan aaj kahaan hoooooo nayi si duniyaa naya samaa chhupa hua tha pyaar kahaan hoooooo nayi si duniyaa naya samaa chhupa hua tha pyaar kahaan chhupa hua tha yahin kahin khabar ye dil ko magar nahin chhupa hua tha yahin kahin khabar ye dil ko magar nahin hata wo parda pyaar jaaga chalo basaa len hum tum tum hum sang sang ik naya jahaan naya jahaan dil se dil ki dor baandhe chori
hoooo oooo ooooo hooooo hoooo oooo ooooo hooooo hoooo ooooo ooooo ooooo dil se dil milne ka haan koi kaaran hoga bina kaaran koi baat nahin hoti dil se dil milne ka koi kaaran hoga bina kaaran koi baat nahin hoti dil se dil milne ka koi kaaran hoga waise to hum donon ek duje se hain abhi anjaane waise to hum donon ek duje se hain abhi anjaane koi agar dekhe to kahe barson ke hain meet puraane hoooooo hooooooo hoooooo hooooooo kuchh hai tum mein hum mein warna iss mausam mein phoolon ki aisi baarat nahin hoti dil se dil milne ka koi kaaran hoga hooooo oooooo ooooo ooooooo jaane kahaan se aaye ho tum hum aaye kahaan se jaane aji tumko khabar naa humko pata dil kaise mile deewane jaane kahaan se aaye ho tum hum aaye kahaan se jaane hoooooo hooooooo hoooooo hooooooo shaayad hum donon kaa ek hi rasta hoga warna humari mulaaqat nahin hoti dil se dil milne ka koi kaaran hoga
dil se har guzri baat guzri hai dil se har guzri baat guzri hai kis qayamat ki raat guzri hai dil se har guzri baat guzri hai chandni neem va dari cha sukoon chandni neem va dari cha sukoon aankhon aankhon mein raat guzri hai dil se har guzri baat guzri hai haye woh log khubsurat log haye woh log khubsurat log jinki dhun mein haayat guzri hai dil se har guzri baat guzri hai kis qayamat ki raat guzri hai dil se har guzri baat guzri hai bujhte jaate hain dukhti palkon pe deep bujhte jaate hain dukhti palkon pe deep neend aayi hai raat guzri hai dil se har guzri baat guzri hai kis qayamat ki raat guzri hai dil se har guzri baat guzri hai
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa dil se mere door naa jaana dil se mere door naa jaana tum meri zindagi tum meri ho khushi dil se mere door naa jaana kyun hai ye dooriyaan jaane tum ho kahaan kyun hai ye dooriyaan jaane tum ho kahaan main to hoon wahaan tum raho jahaan tere sang main rahoongi sadaa tere sang main rahoongi sadaa meri nazar se naa palken jhukaana meri nazar se naa palken jhukaana tum meri zindagi tum meri ho khushi teri bas ik nazar kar de dil pe asar teri bas ik nazar kar de dil pe asar main to hoon idhar kyun ho bekhabar thaam lo tum mujhe humsafar thaam lo tum mujhe humsafar dil se mere door naa jaana dil se mere door naa jaana tum meri hmm hmm hmm zindagi hmm hmm hmm tum meri hmm hmm hmm ho khushi hmm hmm hmm
dil se mila ke dil pyaar kijiye koi suhaana iqraar kijiye hoooo dil se mila ke dil pyaar kijiye koi suhaana iqraar kijiye hooo sharmaana kaisa ghabraana kaisa jeene se pehle marr jaana kaisa sharmaana kaisa ghabraana kaisa jeene se pehle marr jaana kaisa aanchalon ki chhaanv mein ras bhari fizaaon mein iss zindagi ko gulzaar kijiye dil se mila ke dil pyaar pyaar kijiye koi suhaana iqraar kijiye hooo aati bahaaren jaati bahaaren kab se khadi hain baandhe qataaren aati bahaaren jaati bahaaren kab se khadi hain baandhe qataaren chhaa rahi hai bekhudi keh rahi hai zindagi jee ki umangen bedaar kijiye dil se mila ke dil pyaar pyaar kijiye koi suhaana iqraar kijiye hoooo dil se bhula ke ruswaaiyon ko jannat bana le tanhaaiyon ko dil se bhula ke ruswaaiyon ko jannat bana le tanhaaiyon ko aarzoo jawaan hai waqt meharbaan hai dil so naa jaaye hoshiyaar kijiye dil se mila ke dil pyaar pyaar kijiye koi suhaana iqraar kijiye hoooo dil se mila ke dil pyaar kijiye koi suhaana
hmmmmmm mil gayi manzil door huyi mushkil dil se mile hai dil mil gayi manzil door huyi mushkil dil se mile hai dil mushkil se milen par mil to gaye hain aakhir aaj ye dil dil se dil mil gaye mil ke yun khil gaye dil se dil mil gaye mil ke yun khil gaye hmmmmmm mil gayi manzil door huyi mushkil dil se mile hai dil mushkil se milen par mil to gaye hain aakhir aaj ye dil saara jahaan gaa raha hai ban ke bahaar chhaa raha hai hey saara jahaan gaa raha hai ban ke bahaar chhaa raha hai koi khushi laa raha hai dekho ghum jaa raha hai dil se dil mil gaye mil ke yun khil gaye dil se dil mil gaye mil ke yun khil gaye hain wo haseen hum jawaan hai aur uss pe samaan meharbaan hai hain wo haseen hum jawaan hai aur uss pe samaan meharbaan hai jhoomte zameen aasmaan hain mehkaa ye gulsitaan hain dil se dil mil gaye mil ke yun khil gaye dil se dil mil gaye mil ke yun khil gaye hooooo mil gayi manzil door huyi mushkil dil se mile hai dil mil gayi manzil door huyi mushkil dil se
uuuu ik sooraj nikla tha kuchh paara pighla tha ik aandhi aayi thi jab dil se aah nikli thi dil se re ik sooraj nikla tha kuchh paara pighla tha ik aandhi aayi thi jab dil se aah nikli thi dil se re dil se re dil se re dil se re dil se re dil se re dil to aakhir dil hai na meethi si mushkil hai na piya piya piya piya piya na piya jiya jiya jiya na jiya dil se re dil se re dil se re dil se re dil se re dil to aakhir dil hai na meethi si mushkil hai na piya piya piya piya piya na piya jiya jiya jiya na jiya dil se re uuuu do patte patjhad ke pedon se utre the pedon ki shaakhon se utre the phir utne mausam guzre wo patte do bechaare phir ugne ki chaahat mein wo sehraon se guzre wo patte dil dil dil the wo dil the dil dil dil the dil hai to phir dard hoga dard hai to dil bhi hoga mausam guzarte hi rehte dil hai to phir dard hoga dard hai to dil bhi hoga mausam guzarte rehte hain dil se dil se dil se dil se dil se re dil to aakhir dil hai na meethi si mushkil hai na
dil se teri nigaah jigar tak utar gayi dil se teri nigaah jigar tak utar gayi donon ko ik ada mein razamand kar gayi donon ko ik ada mein razamand kar gayi wo waada e shabana ki hey har mastiyaan kahaan uthiye bas ab ke lazzat e kaab e seher gayi uthiye bas ab ke lazzat e kaab e seher gayi dekho toh dil farebi e andaaz e naksho par dekho toh dil farebi e andaaz e naksho par mauj e khiram e yaar bhi kya gul katar gayi mauj e khiram e yaar bhi kya gul katar gayi nazaare ne bhi kaam kiya haan wah nakaab ka haan nazaare ne bhi kaam kiya wah nakaab ka masti se har nigaah tere rukh par bikhar gayi masti se har nigaah tere rukh par bikhar gayi maara zamaane ne hey haan maara zamaane ne asadullah khan tumhen hey heyy maara zamaane ne asadullah khan tumhen woh walwale woh woh walwale kahaan wo jawaani kidhar gayi woh walwale kahaan wo jawaani kidhar gayi
aaaaaa dil shaam se dooba jaata hai dil shaam se dooba jaata hai raat aayegi to kya hoga raat aayegi to kya hoga jab naagan ban kar tanhai jab naagan ban kar tanhai das jaayegi to kya hoga das jaayegi to kya hoga dil shaam se dooba jaata hai jab pyaas mere armaanon ki har saans se badhti jaayegi har saans se bhadti jaayegi ye kashti jab tufaanon se ye kashti jab tufaanon se takraayegi to kya hoga takraayegi to kya hoga dil shaam se dooba jaata hai raat aayegi to kya hoga raat aayegi to kya hoga dil shaam se dooba jaata hai raah takte agar thak jaaye nazar deti hai tasalli aas magar deti hai tasalli aas magar jab aas tasalli dede kar jab aas tasalli dede kar thak jaayegi to kya hoga thak jaayegi to kya hoga dil shaam se dooba jaata hai raat aayegi to kya hoga raat aayegi to kya hoga dil shaam se dooba jaata hai
dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja tu hum se aankh na chura tujhe kasam hai aa bhi ja dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja tu hum se aankh na chura tujhe kasam hai aa bhi ja tu nahin to ye bahaar kya bahaar hai gul nahin khile ke tera intezaar hai tu nahin to ye bahaar kya bahaar hai gul nahin khile ke tera intezaar hai ke tera intezaar hai ke tera intezaar hai dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja tu hum se aankh na chura tujhe kasam hai aa bhi ja dil dhadak dhadak ke de raha hai ye sada tumhari ho chuki hoon main tumhare paas hoon sada dil dhadak dhadak ke de raha hai ye sada tumhari ho chuki hoon main tumhare paas hoon sada tum se meri zindagi ka ye singar hai ji rahi hoon main ke mujh ko tum se pyaar hai tum se meri zindagi ka ye singar hai ji rahi hoon main ke mujh ko tum se pyaar hai ke mujh ko tum se pyaar hai ke mujh ko tum se pyaar hai dil tadap tadap ke keh raha hai aa bhi ja tu hum se aankh na chura tujhe kasam hai aa bhi ja dil dhadak
dil tadpe tadpaye jin ke milan ko tarse wo to na aaye mousam aaye jaaye dil tadpe tadpaye jin ke milan ko tarse wo to na aaye mousam aaye jaaye dil tadpe tadpaye sapne to kho gaye kar ke deewana mujhe karni pe apne dil ki pada pachhtana mujhe sapne to kho gaye kar ke deewana mujhe karni pe apne dil ki pada pachhtana mujhe khudh ko mana loon dukhde chhupa loon main khudh ko mana loon dukhde chhupa loon dil ki lagi haaye kon bujhaaye dil tadpe tadpaye sapnon ke saathi mere dum bhar ko aajaa ghayal mere dil ko dheeraj bandha jaa sapnon ke saathi mere dum bhar ko aajaa ghayal mere dil ko dheeraj bandha jaa teri hi yaadennn teri hi yaaden teri hi baaten teri hi yaaden teri hi baaten behle na ab mera jee behlaaye dil tadpe tadpaye rasta na sujhe koi na koi manzil saathi bechara mera toota hua dil rasta na sujhe koi na koi manzil saathi bechara mera toota hua dil kis ko sada doooon kis ko sada doon kis ko pukaarun main kis ko sada doon kis ko pukaarun daste hain mere dil
bijali gira ke aap khud bijali se darr gaye hum saadagi pe aap ki lillaah marr gaye haaye haaye haaye dil tera deewana hai sanam dil tera deewana hai sanam jaante ho tum kuchh na kahenge hum jaante ho tum kuchh na kahenge hum muhabbat ki kasam muhabbat ki kasam muhabbat ki kasam muhabbat ki kasam ho dil tera deewana hai sanam dil tera deewana hai sanam jaante ho tum kuchh na kahenge hum jaante ho tum kuchh na kahenge hum muhabbat ki kasam muhabbat ki kasam hoyee muhabbat ki kasam muhabbat ki kasam pyaar ke albale ye humsafar chal denge le jaayega dil jidhar raah mein kho jaayenge aaj to raah mein kho jaayenge aaj to haaye manzil kahaan hai humen kya khabar kuchh chaahat ka asar kuchh mausam ka asar ho dil tera deewana hai sanam dil tera deewana hai sanam jaante ho tum kuchh na kahenge hum ho jaante ho tum kuchh na kahenge hum muhabbat ki kasam muhabbat ki kasam muhabbat ki kasam muhabbat ki kasam teri aankhon mein jo suroor hai saara issi ka to kusoor hai saiyaan
dil tera hai main bhi teri hoon sanam dil tera hai main bhi teri hoon sanam tere sar ki kasam tere dar ki kasam sare ghar ki kasam ho sanam jag chhoda hai tere pyaar mein sanam jag chhoda hai tere pyaar mein sanam teri aankhon ki kasam tere baalon ki kasam tere gaalon ki kasam ho sanam jag chhoda hai tere pyaar mein sanam ho ho ek nayi duniya basaane dekho chale do deewaane hum na sunenge kisi ki koi aaye na hamein samjhaane apni dhun mein chalte rahen pichhe hate na apna kadam dil tera hai main bhi teri hoon sanam jag chhoda hai tere pyaar mein sanam kya karte ho kya kar raha hun baiyaan chhodo na kyun chhodun please samjho na kya samjhun woh log dekh rahe hain are toh dekhnedo aur jalenge achha to yeh baat hai to main aur paas aaun aao na lo aa gayi duniya chaahe kitni jale dar ke rahen kyun duniya se hum dil tera hai main bhi teri hoon sanam jag chhoda hai tere pyaar mein sanam kitni suhaani fiza hai aati jaati chhedti hawa hai aisa milan to kisi ka hoga na
dil tha akela akela saathi mila albela sapne mein bhi socha na tha apna koi ban jaayega chaahenge hum tumhen dil se mile ho tum mushkil se sapne mein bhi socha na tha apna koi ban jaayega dil tha akela akela saathi mila albela laakhon mein aankhen to tumpe hi jaa ruki saansen bhi tumko hi apna bana chuke tum mein sanam kho jaayege deewane hum ho jaayege chaahenge hum tumhen dil se mile ho tum mushkil se sapne mein bhi socha na tha apna koi ban jaayega dil tha akela akela saathi mila albela tumko hi dil diya jaan bhi denge hum zindagi kam huyi phir janam le lenge hum jaa ke bhi hum aa jaayegen phir se tumhen paa jaayenge chaahenge hum tumhen dil se mile ho tum mushkil se sapne mein bhi socha na tha apna koi ban jaayega dil tha akela akela saathi mila albela sapne mein bhi socha na tha apna koi ban jaayega lala lala lala la la lala lala lala la la
o hoo aa haa dil tham chale hum aaj kidhar koi dekhe koi dekhe bechain jigar betab nazar koi dekhe koi dekhe dil tham chale hum bheegi si hawa kaali si ghata deti hai teri zulfon ka pata o hoo mausam hai hansi kyun na ho yakin ab door nahin wo jane wafa namkeen sama rangeen safar koi dekhe koi dekhe dil tham chale hum aaj kidhar koi dekhe koi dekhe bechain jigar betab nazar koi dekhe koi dekhe dil tham chale hum choti pe wahan ek abr e jawan dekho to zara kyun jhukne laga o hoo aur dekh ke ye kyun dil apna kuchh ghatne laga kuchh rukne laga mausam ki shararat ka manzar koi dekhe koi dekhe dil tham chale hum aaj kidhar koi dekhe koi dekhe bechain jigar betab nazar koi dekhe koi dekhe dil tham chale hum yun rail chale nagin ki tarah lahrati huyi balkhati huyi o hoo phoolon se bhare in raston ke har mod pe ye samjhati huyi ye ishq bhi to hai ek chakkar koi dekhe koi dekhe dil tham chale hum aaj kidhar koi dekhe koi dekhe bechain jigar betab nazar koi dekhe koi dekhe
dil to dil hai dil to dil hai kisi din machal jaayega ek din ye iraada badal jaayega chaahe haan kahiye chaahe na kahiye chaahe haan kahiye chaahe na kahiye dil to dil hai dil to dil hai kisi din machal jaayega ek din ye iraada badal jaayega chaahe haan kahiye chaahe na kahiye chaahe haan kahiye chaahe na kahiye dil to dil hai aisa ishaara hoga hoga dil ye humara hoga hoga jaane jigar maana tera patthar jigar hai patthar jigar lekin meri aahon mein hai itna asar haan itna asar dheere dheere ho dheere dheere ye patthar pighal jaayega ek din ye iraada badal jaayega chaahe haan kahiye chaahe na kahiye chaahe haan kahiye chaahe na kahiye dil to dil hai jaadu chalega dheere dheere gussa dhalega dheere dheere maahe jabeen ye pyaar ki naazuk umar hai naazuk umar aayega dil kis pe kahaan kisko khabar hai kisko khabar dil tumharaaa ho dil tumhara kisi din fisal jaayega ek din ye iraada badal jaayega chaahe haan kahiye chaahe na kahiye chaahe haan kahiye chaahe na kahiye dil
dil to dil hai dil ka kya hai jiss pe aaya uss pe aaya dil ki baaten dil hi jaane dil hi samjhe dil ki maaya dil ki maaya poochhiyee to zara mujhko kya aaaaa chaahiye dard e dilllll ki mujhe bas dawaaaa chaahiye ipdedaaaa ho chuki intehaaaaa chaahiye dil to dil hai dil ka kya hai jiss pe aaya uss pe aaya dil ki baaten dil hi jaane dil hi samjhe dil ki maaya dil ki maaya poochhiyee to zara mujhko kya chaahiye koi naa jaane kiss se mil ke kab lag jaaye kaisi agan rasmen tode duniyaa chhode dil naa maane koi chalan koi naa jaane kiss se mil ke kab lag jaaye kaisi agan rasmen tode duniyaa chhode dil naa maane koi chalan dil ko toooooo dilnasheen dilrubaaaaaa chaahiye poochhiyee to zara mujhko kya chaahiye dil to dil hai dil ka kya hai jiss pe aaya uss pe aaya dil ki baaten dil hi jaane dil hi samjhe dil ki maaya dil ki maaya poochhiyee to zara mujhko kya chaahiye dil ka sauda kar le dil se jo bhi hoga dekhenge pyaar kiya to pyaar ki khaatir jaan bhi ek din de denge dil
dil jo toota to bahot door tak aawaaz gayi todne waale sitamgar ko khabar tak naa huyi dil to dil hai dil ka kya hai jiss pe aaya uss pe aaya dil ki baaten dil hi jaane dil hi samjhe dil ki maaya dil ki maayaa poochhiye to zara mujhko kya chaahiye dard e dil ki mujhe bas dawaa chaahiye iptedaa ho chuki inteha chaahiye dil to dil hai dil ka kya hai jiss pe aaya uss pe aaya dil ki baaten dil hi jaane dil hi samjhe dil ki maaya dil ki maayaa poochhiye to zara mujhko kya chaahiye koi naa jaane kiss se mil ke kab lag jaaye kaisi agan rasmen tode duniyaa chhode dil naa maane koi chalan koi naa jaane kiss se mil ke kab lag jaaye kaisi agan rasmen tode duniyaa chhode dil naa maane koi chalan iptedaa ho chuki inteha chaahiye poochhiye to zara mujhko kya chaahiye dil to dil hai dil ka kya hai jiss pe aaya uss pe aaya dil ki baaten dil hi jaane dil hi samjhe dil ki maaya dil ki maayaa poochhiye to zara mujhko kya chaahiye dil ka sauda kar le dil se jo bhi hoga dekhenge pyaar
aaaaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa dil to hai dil dil ka aitbaar kya keeje dil to hai dil dil ka aitbaar kya keeje aa gaya jo kisi pe pyaar kya keeje aa gaya jo kisi pe pyaar kya keeje dil to hai dil dil ka aitbaar kya keeje yaadon mein teri khoyee raaton ko main na soyee haalat ye mere mann ki jaane na jaane koyee barson hain tarsi aankhen jaagi hain pyaasi raaten aayeen hain aate aate honthon pe dil ki baaten pyaar mein tere dil ka mere kuchh bhi ho anjaam beqarari mein hai qaraar kya keeje aa gaya jo kisi pe pyaar kya keeje aa gaya jo kisi pe pyaar kya keeje chhayen hain mann pe mere madhosh naina tere ghere hain tan ko mere teri baahon ke ghere doori sahi na jaaye chain kahin na aaye chalna hain ab to teri palkon ke saaye saaye bas na chale re shaam savere leke tera naam dil dhadakta hai baar baar kya keeje aa gaya jo kisi pe pyaar kya keeje aa gaya jo kisi pe pyaar kya keeje dil to hai dil dil ka aitbaar kya keeje
dil to kehta hai woh apne hai apne hi hain dil to kehta hai woh apne hai apne hi hain jinki jaanib se ho jinki jaanib se halka sa ishaara bhi nahin koyi aawaaz to aayi hai kahin se lekin usne ab tak to bhoole se pukara bhi nahin dil to kehta hai woh apne hai apne hi hain aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa kya khata ki jiski humko to khabar hi na huyi jaane kyun humse khafa hai yeh zamane wale kya khata ki jiski humko to khabar hi na huyi jaane kyun humse khafa hai yeh zamane wale humko apna le hoooo humko apna le yeh unko to gawara bhi nahin dil to kehta hai woh apne hai apne hi hain tum humein chaho na chaho ye tumhara dil hai hum tumhein paa ke rahenge ye humara dil hai tum humein chaho na chaho ye tumhara dil hai hum tumhein paa ke rahenge ye humara dil hai meri ummid hoooo meri ummid koi tuta sitara bhi nahin dil to kehta hai woh apne hai apne hi hain jinki jaanib se halka sa ishaara bhi nahin koyi aawaaz to aayi hai kahin se lekin usne ab tak
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Se Dil Ki Dor Chhaya (1961) 05:07 12980
 
Poster of Chhaya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Sunil Dutt
Duration : 05:07   Song Number : 12980   

Dil Se Dil Milne Ka Charitraheen (1974) 03:14 12966
 
Poster of Charitraheen (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 03:14   Song Number : 12966   

Dil Se Har Guzri Baat Hariharan 05:01 38409
 
Poster of Hariharan
 
Category
Indipop
Singer- 
Hariharan
Duration : 05:01   Song Number : 38409   

Dil Se Mere Pyaar Mein Kabhi Kabhi (1999) 05:09 16852
 
Poster of Pyaar Mein Kabhi Kabhi (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Music Director- 
Vishal-Shekhar-Salim
On Screen Actors- 
Dino Morea, Rinki Khanna, Sanjay Suri
Duration : 05:09   Song Number : 16852   

Dil Se Mila Ke Dil Taxi Driver (1954) 02:59 14333
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sheela Ramani
Duration : 02:59   Song Number : 14333   

Dil Se Mile Dil Dil Sey Miley Dil (1978) 05:19 13127
 
Poster of Dil Sey Miley Dil (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Abhi Bhattacharya
Duration : 05:19   Song Number : 13127   

Dil Se Re Dil Se (1998) 06:26 18594
 
Poster of Dil Se (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Manisha Koirala, Shahrukh Khan
Raag- 
Jog
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:26   Song Number : 18594   

Dil Se Teri Nigah Karwan E Hayat (1935) 03:16 11816
 
Poster of Karwan E Hayat (1935)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1935
Lyricist
Hakim Ahmad Shuja
Music Director- 
Mihir Kiran Bhattacharya
Singer- 
K L Saigal
Duration : 03:16   Song Number : 11816   

Dil Shaam Se Dooba Jaata Hai Sanskar (1958) 03:21 13548
 
Poster of Sanskar (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sarshar Shailani
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:21   Song Number : 13548   

Dil Tadap Tadap Ke Madhumati (1958) 03:34 20376
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Dilip Kumar
Duration : 03:34   Song Number : 20376   

Dil Tadpe Tadpaye Poonam Ki Raat (1965) 05:03 13973
 
Poster of Poonam Ki Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 05:03   Song Number : 13973   

Dil Tera Deewana Hai Dil Tera Deewana (1962) 05:18 13115
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Shammi Kapoor
Duration : 05:18   Song Number : 13115   

Dil Tera Hai Bombay To Goa (1972) 04:53 36845
 
Poster of Bombay To Goa (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:53   Song Number : 36845   

Dil Tha Akela Akela Surakksha (1979) 05:37 15673
 
Poster of Surakksha (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 05:37   Song Number : 15673   

Dil Tham Chale Hum Love In Simla (1960) 04:43 35979
 
Poster of Love In Simla (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:43   Song Number : 35979   

Dil To Dil Hai Kab? Kyoon? Aur Kahan? (1970) 03:29 13481
 
Poster of Kab? Kyoon? Aur Kahan? (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:29   Song Number : 13481   

Dil To Dil Hai (Female) Zindagi Ek Juaa (1992) 07:57 20377
 
Poster of Zindagi Ek Juaa (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit
Duration : 07:57   Song Number : 20377   

Dil To Dil Hai (Male) Zindagi Ek Juaa (1992) 08:30 14457
 
Poster of Zindagi Ek Juaa (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 08:30   Song Number : 14457   

Dil To Hai Dil Muqaddar Ka Sikandar (1978) 04:12 20378
 
Poster of Muqaddar Ka Sikandar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Duration : 04:12   Song Number : 20378   

Dil To Kehta Hai Yeh Zindagi Ka Safar (2001) 05:33 18082
 
Poster of Yeh Zindagi Ka Safar (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Salim Bijnori
Music Director- 
Daboo Malik
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Amisha Patel
Duration : 05:33   Song Number : 18082