Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chaaho to jaan le lo maalik ho zindagi ke chaaho to jaan le lo maalik ho zindagi ke banda nawaaz hum to bande hain bandagi ke chaaho to jaan le lo maalik ho zindagi ke banda nawaaz hum to bande hain bandagi ke chaaho to jaan le lo hoo aashik hum aise huye hain tumhare ke tauba ke tauba are ooo aashik hum aise huye hain tumhare ke tauba ke tauba are ooo bhool gaye khud hosh mein aana mushkil mein ab laut ke jaana dil mein rehne do chaaho to jaan le lo maalik ho zindagi ke chaaho to jaan le lo maalik ho zindagi ke banda nawaaz hum to bande hain bandagi ke chaaho to jaan le lo hoo socha hai dil ne ke tumse khayalon ki mehfil saja loon are ooo socha hai dil ne ke tumse khayalon ki mehfil saja loon are ooo dil mein dil ki baat na roko dil ke ye jazbaat na roko de daalo dil khool chaaho to jaan le lo maalik ho zindagi ke chaaho to jaan le lo maalik ho zindagi ke banda nawaaz hum to bande hain bandagi ke chaaho to jaan le lo hoo
chaal suhani haye baat rasili haye lagti ho jaise haye pariyon ki shehzaadi chaal suhani haye baat rasili haye haye lagti ho jaise haye pariyon ki shehzaadi chaal suhani tumne to humko maar hi dala dega gawaahi uparwala desi nazar se hans kar dekha dil nahin sambhla lakh sambhala chaal suhani baat rasili lagti ho jaise pariyon ki shehzaadi chaal suhani humse na rootho shokh hasinaa baat hamari maan bhi jao nain ki dori bandh lo dil se hoye nazuk nazuk hath badhao chaal suhani baat rasili lagti ho jaise pariyon ki shehzaadi chaal suhani mast adayen tauba tauba khwab dikhaye tauba tauba reshmi palke jaise katari dard badhaye tauba tauba chaal suhani baat rasili lagti ho jaise pariyon ki shehzaadi chaal suhani haye baat rasili haye haye lagti ho jaise haye pariyon ki shehzaadi chaal suhani
chaand aahen bharega phool dil thaam lenge chaand aahen bharega phool dil thaam lenge husn ki baat chali to sab tera naam lenge chaand aahen bharega aisa chehra hai tera jaise roshan savera jis jagah tu nahin hai uss jagah hai andhera aisa chehra hai tera jaise roshan savera jis jagah tu nahin hai uss jagah hai andhera kaise phir chain tujh bin tere badnaam lenge kaise phir chain tujh bin tere badnaam lenge husn ki baat chali to sab tera naam lenge chaand aahen bharega aankh naazuk si kaliyaan baat misri ki daliyaan honth ganga ke saahil zulfen jannat ki galiyaan aankh naazuk si kaliyaan baat misri ki daliyaan honth ganga ke saahil zulfen jannat ki galiyaan teri khaatir farishte sar pe ilzaam lenge teri khaatir farishte sar pe ilzaam lenge husn ki baat chali to sab tera naam lenge chaand aahen bharega chup na hogi hawa bhi kuchh kahegi ghata bhi aur mumkin hai tera zikra kar de khuda bhi chup na hogi hawa bhi kuchh kahegi ghata bhi aur mumkin hai tera zikra kar de
chaand aaya hai zameen pe aaj garbe ki raat mein chhupa hai woh yahin kahin pe aaj garbe ki raat mein arey dhundo dhundo re sharma raha hai woh kuchh toh baat hai jo aaya woh arey dhundo dhundo re sharma raha hai woh kuchh toh baat hai jo aaya woh mauka hai yeh kehne sunne ka mauka nikalne na do are mauka hai yeh kehne sunne ka mauka nikalne na do chaand aaya hai zameen pe aaj garbe ki raat mein chhupa hai woh yahin kahin pe aaj garbe ki raat mein chup tumhare un labon pe bhi hai chup humare in labon pe bhi hai bolti hain yeh nigahen mere yaar mere yaar chup tumhare un labon pe bhi hai chup humare in labon pe bhi hai bolti hain yeh nigahen mere yaar mere yaar ho ho ho ho hasin ho sanam tum chaand se bhi zyada hasin ho sanam tum chaand se bhi zyada gehri hain zulfen jaise raat koi hoo tarifen karo naa itni bhi zyada ruke na sharam se yeh saansen meri jo dil mein hai bolun main bas tumko hi dekhun main jeewan yun hi bita doon ho hooo mere yaar mere yaar mere yaar
chaand akela chaand akela jaaye sakhi ri chaand akela jaaye sakhi ri kaahe akelaa jaaye sakhi ri man mora ghabraaye ri sakhi ri sakhi ri o sakhi ri chaand akela jaaye sakhi ri kaahe chaand akela wo bairaagi wo manbhaavan wo bairaagi wo manbhaavan kab aayegaa more aangan itna to batlaaaye ri sakhi ri sakhi ri hooooooooo sakhi ri chaand akela jaaye sakhi ri kaahe chaand akela ang ang mein kooooi dehke ang ang mein kooooi dehke mann mein bela chameli mehke ye rutt kya kehlaaye ri bhaabhi ri bhaabhi ri hooooooo bhaabhi ri chaand akela chaand akela chaand akela
aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaa marne ke baad bhi marne ke baad bhi meri aankhen khuli rahi marne ke baad bhi meri aankhen khuli rahi aadat padi huyi thi inhen intzaar ki aadat padi huyi thi inhen intzaar ki jab tujhe dil se bhulaane ki kasam khaayi hai jab tujheeeeee jab tujhe dil se bhulaane ki kasam khaayi hai aur pehle se bhi zyaada teri yaad aayi hai teri yaad aayi hai chaand angdaiyaan le raha hai chandani muskuraane lagi hai chaand angdaiyaan le raha hai chandani muskuraane lagi hai ek bhooli huyi si kahaani ek bhooli huyi si phir mujhe yaad aane lagi hai chaand angdaiyaan le raha hai chandani muskuraane lagi hai kisne bikhara diye apne gesu ab ghata aur chhaane lagi hai tauba tauba tuaba tuaba arre meri tuaba aaj phir dagmagane lagi hai tuaba tuaba arre meri tuaba aaj phir dagmagane lagi hai unke jaate hi unke jaate hi ye din bhi dekhe unke jaate hi ye din bhi dekhe raat aansoo bahaane lagi hai unke
chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi dil mein yaadon ke nashtar se toota kiye ik tamnna kaleja masalti rahi chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi badnaseebi sharafat ki dushman bani saj sanwar ke bhi dulhan na dulhan bani teeka maathe pe ik daag banta gaya mehndi haathon se shole ugalti rahi chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi khaab palkon se gir kar fanaah ho gaye do kadam chal ke tum bhi juda ho gaye meri haari thaki aankh se raat din ik nadi aansuon ki ubalti rahi chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi subah maangi to ghum ka andhera mila mujhko rota sisakta savera mila main ujaalon ki naakaam hasrat liye umr bhar mom ban kar pighalti rahi chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi chand yaadon ki parchhaayion ke siva kuchh bhi paaya
hmmm hmmm hmmmm aahaaaa hmmmm chaand bhi koi deewana hai saath hai lekin begana hai chaand bhi koi deewana hai saath hai lekin begana hai chaand bhi ye bhi hai humsa hi aawara raat bhar phirta hai maara maara ye bhi hai hamsa hi aawara raat bhar phirta hai maara maara iska bhi ghum anjaana hai saath hai lekin begana hai chaand bhi koi deewana hai saath hai lekin begana hai chaand bhi ye bhi hai hamsi pagli koi ghoomti phirti hai khoyi khoyi ye bhi hai hamsi pagli koi ghoomti phirti hai khoyi khoyi isko bhi sahil pe jana hai sahil to phir bhi begana hai oooo chaand bhi koi deewana hai saath hai lekin begana hai ooo chaand bhi manjilen aankhon se hain ojhal panw kya saans bhi hai bojhal manjilen aankhon se hain ojhal panw kya saans bhi hai bojhal kuchh bhi ho manzil pe jaana hai ishq ka yehi afsaana hai oooo chaand bhi koi diwana hai saath hai lekin begana hai oooo chaand bhi hmmm hmmm saath hai la ra la la ra ra aaaa chaand bhi
hmmmm chaand chal tu zara dheeme dheeme jaane kya aaya gudiya ke jee mein na soye laadli hmmmm chaand chal tu zara dheeme dheeme jaane kya aaya gudiya ke jee mein na soye laadli meri gudiya raani so jaa meethe sapnon mein tu kho ja bole ye rain suhaani tu so jaa laadli chaand chal tu zara dheeme dheeme jaane kya aaya gudiya ke jee mein na soye laadli tu hai mere jeevan ki aasha tu hai pyaara sapna tujhko chhod ke saare jahaan mein kaun hai mera apna meri gudiya raani so jaa meethe sapnon mein tu kho ja bole ye rain suhaani tu so jaa laadli chaand chal tu zara dheeme dheeme jaane kya aaya gudiya ke jee mein na soye laadli kaash mere jeevan mein koi aisa bhi din aaye hans kar bheege naina nihaare tu doli mein jaaye meri gudiya raani so jaa meethe sapnon mein tu kho ja bole ye rain suhaani tu so jaa laadli chaand chal tu zara dheeme dheeme jaane kya aaya gudiya ke jee mein na soye laadli tu so jaa laadli tu so jaa laadli hmmm hmm hmm hmm hmmm hmmm hmm hmm hmm hmmm
chaand chamka hai chaandni ke liye chaand chamka hai chaandni ke liye ye bhi jeena hua kisi ke liye chaand chamka hai band aankhen karo gale bhi milo band aankhen karo gale bhi milo maut aayi hai zindagi ke liye chaand chamka hai kis ke aansun gire kafan pe mere kis ke aansun gire kafan pe mere kaun royaa hai ajnabi ke liye chaand chamka hai mere dushman hi jaante hain ye mere dushman hi jaante hain ye kitna tarsa hoon dosti ke liye chaand chamka hai chaandni ke liye chaand chamka hai chaandni ke liye ye bhi jeena hua kisi ke liye chaand chamka hai chaand chamka hai chaand chamka hai chaand chamka hai
chaand chhupa aur taare doobe raat gazab ki aayi husn chala hai ishq se milne zulm ki badli chhaayi ooooo oooo ooooo raat gazab ki aayi chaand chhupa aur taare doobe raat gazab ki aayi husn chala hai ishq se milne zulm ki badli chhaayi ooooo oooo ooooo raat gazab ki aayi toot padi hai aandhi ghum ki hooooooo ooooo oooooo oooo toot padi hai aandhi ghum ki aaj pawan hai paagal aaj pawan hai paagal kaanp rahi hai dharti saari cheekh rahen hain baadal hooooo ooooo ooooo ooooo oooo cheekh rahen hain baadal duniyaa ke toofan hazaaron husn ki ik tanhaayi husn chala hai ishq se milne zulm ki badli chhaayi ooooo oooo ooooo raat gazab ki aayi maut ki naagan aaj khadi hai raah mein phan phailaaye jungle jungle naach rahen hain shaitaanon ke saaye hooooo ooooo ooooo ooooo oooo shaitaanon ke saaye aaj khuda khaamosh hai jaise bhool gaya ho khudaayi husn chala hai ishq se milne zulm ki badli chhaayi ooooo oooo ooooo raat gazab ki aayi ghor andhera mushkil raahen kadam kadam pe
aaaa aaaa aaaa aaaa aaa chaand dhalne laga chaand dhalne laga dil machalne laga aa bhi ja aa bhi ja aa bhi jaao piya chaand dhalne laga raat jaane ko hai bhor aane ko hai sang tu hai nahin mera dhadke jiya chaand dhalne laga kitni bholi si nadaan thi main pyaar se haay anjaan thi main rasbhari adh khili si kali thi ek chhoti si muskaan thi main ek chhoti si muskaan thi main tumne ye kya kiya o salone piya baat hi baat mein mera dil le liya chaand dhalne laga dhundhta hai tumhen pyaar mera is nasheeli suhaani ghadi mein raah mein nain kab se bichhaye banwri si akeli khadi main banwri si akeli khadi main neend aati nahin jaag paati nahin kaun sa tumne mujh par ye jaadu kiya chaand dhalne laga dil machalne laga aa bhi ja aa bhi ja aa bhi jaao piya chaand dhalne laga hmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmm
chaand ghatne laga raat dhalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi oooooo oooo ooooo oooooo oooooo oooo ooooo oooooo aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa chaand ghatne laga raat dhalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi meri neendiya se bhojhal ye ankhiyaan kahen paas baitho zara kuchh kahen kuchh sune thandi thandi hawaa ab to chalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi oooooo oooo ooooo oooooo oooooo oooo ooooo oooooo aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa chaand ghatne laga raat dhalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi raat jaati hai jholi mein taare liye raah takte hai par hum tumhare liye soyi soyi kali aankh malne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi oooooo oooo ooooo oooooo oooooo oooo ooooo oooooo aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa chaand ghatne laga raat dhalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi deep taaron ke bhujhne se pehle sanam aaj kehna hai jo kuchh bhi keh le sanam aag sulgi huyi dekh jalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi oooooo oooo ooooo oooooo oooooo oooo
wo saamne the haseen raat thi aankhon ne dheere se kaha chaand hai mehmaan ae dil aaj ki is raat ka shukriya karti nigaahen pyaar ki saugaat ka chaand hai mehmaan ae dil aaj ki is raat ka shukriya karti nigaahen pyaar ki saugaat ka chaand hai mehmaan chaandni leti huyi hai husn ke aagosh mein chaandni leti huyi hai husn ke aagosh mein hans raha jaadu kisi ki pehli mulaqaat ka aa chaand hai mehmaan dheere dheere mastiyon ke saaz pe gaaye koi dheere dheere mastiyon ke saaz pe gaaye koi hai pata tanhaai ko bhi is raseeli baat ka chaand hai mehmaan kho gaye ho tum kahaan ab dhoondhta hai dil mera kho gaye ho tum kahaan ab dhoondhta hai dil mera aa gaya mausam chaman mein khushiyon ki barsaat ka chaand hai mehmaan
chaand hoga zameen ki baat karo chaand hoga zameen ki baat karo humse uss mehjabeen ki baat karo chaand hoga zameen ki baat karo chaand hoga baat tum par hi khatam hoti hai baat tum par hi khatam hoti hai humse chaahe chaaaheee humse chaahe kahin ki baat karo chaand hoga zameen ki baat karo chaand hoga haan ke dekhen hain penchon kham hum ne haan ke dekhen hain penchon kham hum ne seedhi seedhi seedhi seedhi seedhi seedhi nahin ki baat karo chaand hoga zameen ki baat karo chaand hoga unko dekha khuda ko deeekh liya unko dekha khuda ko deeekh liya apne apne apne apne apne apne yakeen ki baat karo chaand hoga zameen ki baat karo humse uss mehjabeen ki baat karo chaand hoga zameen ki baat karo
chaand jaane kahaan kho gaya chaand jaane kahaan kho gaya tumko chehre se parda hatana na tha chaandani ko yeh kya ho gaya chaandani ko yeh kya ho gaya tumko bhi iss tarah muskurana na tha chaand jaane kahaan kho gaya pyaar kitna jawaan raat kitni haseen aaj chalte huye tham gayi hai zameen tham gayi hai zameen aankh taare jhapakne lage aankh taare jhapakne lage aisi ulfat ka jaadoo jagana na tha chaand jaane kahaan kho gaya pyaar mein bekhabar hum kahaan aa gaye meri aankhon mein sapne se kyun chhaa gaye pyaar mein bekhabar hum kahaan aa gaye meri aankhon mein sapne se kyun chhaa gaye kyun chhaa gaye do dilon ki hai manzil yahaan do dilon ki hai manzil yahaan tum na aate to hum ko bhi aana na tha tumko bhi iss tarah muskurana na tha chaand jaane kahaan kho gaya chaand jaane kahaan kho gaya
chaand jaisa badan phool sa perhan jane kitne dilon pe sitam dhayega ajkal tum qayamat se kuchh kam nahin jo bhi dekhega deewana ho jayega ajkal tum qayamat se kuchh kam nahin ruk ke zulfen hata lo khuda ke liye yun na uljhan mein dalo khuda ke liye dil ki deewanagi aur badh jayegi dil ki deewanagi aur badh jayegi ishq kuchh aur gustakh ho jayega ajkal tum qayamat se kuchh kam nahin jo bhi dekhega deewana ho jayega chaand jaisa badan phool sa perhan berukhi ka asar kuchh na hoga yahan maan jao na lo iss kadar imtihaan apni ruswaiyon ka hamen darr nahin apni ruswaiyon ka hamen darr nahin soch lo tumpe ilzaam aa jayega ajkal tum qayamat se kuchh kam nahin jo bhi dekhega deewana ho jayega chaand jaisa badan phool sa perhan rang kyun udd gaya dil pe kyun hath hai dil lagaya to darne ki kya baat hai muskura kar zara ik nazar dekh lo muskura kar zara ik nazar dekh lo chalte chalte zamaana thahar jayega ajkal tum qayamat se kuchh kam nahin jo bhi dekhega deewana ho jayega
sab tithiyan ka chandramaa jo dekhaa chaaho aaj dheere dheere ghoonghataa sarkaawo sartaaj ho o o ho ho o o ho ho chaand jaise mukhade pe bindiyaa sitaaraa chaand jaise mukhade pe bindiyaa sitaaraa nahin bhoolega meri jaan ye sitaara wo sitaara mana teri nazaron mein main hoon ek aawaara ho aawaaraa nahin bhoolegaa meri jaan ye aawaaraa wo aawaaraa chaand jaise mukhade pe bindiyaa sitaaraa o o o o o o o o saagar saagar moti milte parvat parvat paaras tan mann aise bheeje jaise barse mahue ka ras are kasturi ko khojtaa phirtaa hai ye banjaaraa ho banjaaraa nahin bhoolegaa meri jaan ye banjaaraa wo banjaaraa chaand jaise mukhade pe bindiyaa sitaaraa o o o o o o o o kajraare chanchal nainon mein sooraj chaand ka deraa roop ke is paawan mandir mein hansaa kare basera pyaase geeton ki ganga ka tu hi hai kinaara ho kinaara nahin bhoolega meri jaan ye kinaara wo kinaara chaand jaise mukhade pe bindiyaa sitaara nahin bhoolegaa meri jaan ye sitaara wo sitaara mana teri
chaand kabhi tha baahon mein phool bichhe the raahon mein ab to wo sapne gaye bikhar doob gaye hum aahon mein chaand kabhi tha baahon mein phool bichhe the raahon mein ab to wo sapne gaye bikhar doob gaye hum aahon mein chaand kabhi tha baahon mein door door door jahaan utth raha hai ab dhuan door door door jahaan utth raha hai ab dhuan mera wahi pal tha aashiyaan taaron ki jhilmil chhaon mein chaand kabhi tha baahon mein phool bichhe the raahon mein ab to wo sapne gaye bikhar doob gaye hum aahon mein chaand kabhi tha baahon mein haaye meri bekasi bezubaan hai zindagi haaye meri bekasi bezubaan hai zindagi main unki nazron se aisi giri na apne ghar hoon na raahon mein chaand kabhi tha baahon mein phool bichhe the raahon mein ab to wo sapne gaye bikhar doob gaye hum aahon mein chaand kabhi tha baahon mein
chaand ke paas jo chaand ke paas jo sitaara hai wo sitaara haseen lagta hai wo sitaara haseen lagta hai jab se tum ho meri nighaon mein jab se tum ho meri nighaon mein har nazaara haseen lagta hai har nazaara haseen lagta hai chaand ke paas jo sitaara hai zindagi do dilon ki chaahat hai zindagi do dilon ki chaahat hai zindagi do dilon ki chaahat hai har khushi pyaar ki amaanat hai pyaar ke paas jo pyaar ke paas jo sahaara hai wo sahaara haseen lagta hai wo sahaara haseen lagta hai chaand ke paas jo sitaara hai raat tanhaayion ki dushman hai raat tanhaayion ki dushman hai raat tanhaayion ki dushman hai har safar humsafar se roshan hai mauj ke paas jo mauj ke paas jo kinaara hai wo kinaara haseen lagta hai wo kinaara haseen lagta hai chaand ke paas jo sitaara hai aaj ki raat hai muraadon ki aaj ki raat hai muraadon ki aaj ki raat hai muraadon ki roshni hai naye iraadon ki shamma ke paas jo shamma ke paas jo sharaara hai wo sharaara haseen lagta hai wo sharaara haseen
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chaaho To Jaan Lelo C I D 909 (1967) 03:35 39172
 
Poster of C I D 909 (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Feroz Khan, Mumtaz
Duration : 03:35   Song Number : 39172   

Chaal Suhani Haye Preetam (1971) 05:31 32533
 
Poster of Preetam (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:31   Song Number : 32533   

Chaand Aahen Bharega Phool Bane Angaare (1963) 05:28 20272
 
Poster of Phool Bane Angaare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Mala Sinha
Duration : 05:28   Song Number : 20272   

Chaand Aaya Hai Dil Hi Dil Mein (2000) 07:47 38523
 
Poster of Dil Hi Dil Mein (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Kunal, Sonali Bendre
Duration : 07:47   Song Number : 38523   

Chaand Akela Jaaye Sakhi Alaap (1977) 03:47 12631
 
Poster of Alaap (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Chaya Devi
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:47   Song Number : 12631   

Chaand Angdaiyan Le Raha Hai (Live) Anup Jalota 08:36 17974
 
Poster of Anup Jalota
 
Category
Ghazal
Lyricist
Anup Jalota
Music Director- 
Anup Jalota
Singer- 
Anup Jalota
On Screen Actors- 
Anup Jalota
Duration : 08:36   Song Number : 17974   

Chaand Apna Safar Shama (1981) 05:54 18421
 
Poster of Shama (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi
Duration : 05:54   Song Number : 18421   

Chaand Bhi Koi Deewana Hai Apna Ghar Apni Kahani (Pyaas) (1968) 04:15 36848
 
Poster of Apna Ghar Apni Kahani (Pyaas) (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Datta Naik
On Screen Actors- 
Shekhar, Beena Roy
Duration : 04:15   Song Number : 36848   

Chaand Chal Tu Zara Woh Jo Hasina (1983) 03:53 37672
 
Poster of Woh Jo Hasina (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:53   Song Number : 37672   

Chaand Chamka Hai Chaandni Ke Liye Pankaj Udhas 03:48 18008
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 03:48   Song Number : 18008   

Chaand Chhupa Aur Sohni Mahiwal (1958) 07:37 14267
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 07:37   Song Number : 14267   

Chaand Dhalne Laga Amrit Manthan (1961) 03:25 39745
 
Poster of Amrit Manthan (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
B D Mishra
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:25   Song Number : 39745   

Chaand Ghatne Laga Shart (1954) 03:10 14238
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:10   Song Number : 14238   

Chaand Hai Mehmaan Jagmohan Sursagar 03:10 17196
 
Poster of Jagmohan Sursagar
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Madhuraj
Duration : 03:10   Song Number : 17196   

Chaand Hoga Zameen Ki Baat Karo Rajendra Mehta 05:03 18403
 
Poster of Rajendra Mehta
 
Category
Ghazal
Singer- 
Rajendra Mehta
Duration : 05:03   Song Number : 18403   

Chaand Jaane Kahaan Main Chup Rahungi (1962) 02:53 11889
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Sunil Dutt
Duration : 02:53   Song Number : 11889   

Chaand Jaisa Badan Rustom-E-Baghdad (1963) 03:40 32219
 
Poster of Rustom-E-Baghdad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar
Duration : 03:40   Song Number : 32219   

Chaand Jaise Mukhade Pe Sawan Ko Aane Do (1979) 04:39 20244
 
Poster of Sawan Ko Aane Do (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Pankaj P
Music Director- 
Raj Kamal
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Arun Govil
Duration : 04:39   Song Number : 20244   

Chaand Kabhi Tha Baahon Mein Sapan Suhane (1961) 04:13 17630
 
Poster of Sapan Suhane (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Savita Banerji
Duration : 04:13   Song Number : 17630   

Chaand Ke Paas Jo Sitaara Sweekar Kiya Maine (1983) 04:42 15677
 
Poster of Sweekar Kiya Maine (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Nida
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Shabana Azmi
Duration : 04:42   Song Number : 15677