MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmmm chori chori chupke chupke tere mere bin is kamre mein aur kaun hai ae kisne bulaaya bina puchhe chala aaya ise pakdo yeh chor kaun hai ha chori chori chupke chupke tere mere bin is kamre mein aur kaun hai kisne bulaaya bina puchhe chala aaya ise pakdo yeh chor kaun hai ae kahaan hai yahaan hai idhar hai udhar hai upar hai niche hai kahaan hai yahaan hai are yahaan to koi bhi nahin hai bhai koi bhi nahin hai chori chori chupke chupke tere mere bin is kamre mein aur kaun hai kisne bulaya bina puchhe chala aaya ise pakdo yeh chor kaun hai oo yeh khidki khuli hai yeh to band thi nahin mujhe taaza hawa pasand thi yeh khidki khuli hai yeh to band thi nahin mujhe taaza hawa pasand thi are mujhse kaha hota main razamand thi sharmo haya ki deewaar buland thi achha yeh sab chhodo par itna toh socho ki main bhi chup aur tum bhi chup toh kisne machaya yeh shor kaun hai kaun hai kaun hai bhayi arre yeh toh parda hai oh ho ho ho ho ho chori chori chupke chupke tere mere click here
rag rag mein iss tarah tu samaane laga jaise mujhi ko mujhse churane laga rag rag mein iss tarah tu samaane laga rag rag mein iss tarah tu samaane laga jaise mujhi ko mujhse churane laga o dil mera le gaya loot ke chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke haannn chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke rag rag mein iss tarah tu samaane lagi rag rag mein iss tarah tu samaane lagi jaise mujhi ko mujhse churane lagi dil mera le gayi loot ke chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke tune dil ko dhadakna sikhaaya sanam pyaar kya hai mujhe ye bataaya sanam haaan tune dil ko dhadakna sikhaaya sanam pyaar kya hai mujhe ye bataaya sanam saari rasmon ko kasmon ko main tod doon tu kahe to ye duniyaa bhi main chhod doon hooooo ab na jaana kabhi ruth ke chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke maine sab kuchh tere pyaar ko de diya click here
Chori Chori Dil Ka Lagana click here
Chori Chori Dil Tera Churayenge click here
ho oo oo ooooo aa aa aa aaa chori chori ek ishara ho gaya hai dil hamara tha tumhara ho gaya hai tu hamara tha hamara ho gaya hai dil tumhara tha tumhara ho gaya hai chori chori ek ishara ho gaya hai dil hamara tha tumhara ho gaya hai kyun chamak uthe hai tere gaal gore kyun teri aankhon mein zaalim laal dore haa aaaaa ek sitamgar ka nazara ho gaya hai dil tumhara tha tumhara ho gaya hai chori chori ek ishara ho gaya hai dil hamara tha tumhara ho gaya hai khoob sunn rakhe the majnu ke fasane usko tadpaya tha laila ki ada ne haaaa aaaa phir wahi kissa dubara ho gaya hai dil tumhara tha tumhara ho gaya hai chori chori ek ishara ho gaya hai dil hamara tha tumhara ho gaya hai sochte the kaise guzre zindagani ho gayi teri nazar ki meharbani haay bas yahi samjho guzara ho gaya hai dil hamara tha tumhara ho gaya hai chori chori ek ishara ho gaya hai dil hamara tha tumhara ho gaya hai click here
chori chori jo tumse mili to log kya kahenge chori chori jo tumse mili to log kya kahenge haanji isse pyaar kahenge haanji isse pyaar kahenge haanji isse pyaar kahenge haanji isse pyaar kahenge gali gali ye baat chali to log kya kahenge gali gali ye baat chali to log kya kahenge aji isse pyaar kahenge aji isse pyaar kahenge aji isse pyaar kahenge aji isse pyaar kahenge tera khayaal mere dil mein jab se aaya hai kadam sambhalte nahin aur nasha sa chhaya hai qaraar kho ke hi dil ne qaraar paaya hai qaraar kho ke hi dil ne qaraar paaya hai hoooo ooooo oooo oooo oooo dheere dheere ye baat badhi to log kya kahenge dheere dheere ye baat badhi to log kya kahenge aji isse pyaar kahenge aji isse pyaar kahenge aji isse pyaar kahenge aji isse pyaar kahenge kitni zaalim ye mulaaqat huyi jis se darte the wohi baat huyi badh gayi pyaas tamannao ki iss tarah pyaar ki barsaat huyi kasam tumhaari mere dil ki baat keh daali hooo kasam tumhaari mere dil ki baat keh daali hoooo ooooo click here
chori chori koi aaye chori chori koi aaye chupke chupke sabse chhupke khaab kayi de jaaye chori chori koi aaye chori chori koi aaye chupke chupke sabse chhupke khaab kayi de jaaye chori chori koi aaye aankhen daale aankhon mein jaane mujhse kya wo puchhe aankhen daale aankhon mein jaane mujhse kya wo puchhe main jo bolun bolun kyaa hans doon mujhko kuchh na soojhe aise taake dil mein jhaanke saans meri ruk jaaye chori chori koi aaye chori chori koi aaye chupke chupke sabse chhupke khaab kayi de jaaye chori chori koi aaye meethe meethe bolon se dil pe aisa jaadu daale meethe meethe bolon se dil pe aisa jaadu daale khoyi khoyi jaaun main jo bhi chahe manwa le mujhko choome dil to jhoome aankh magar jhuk jaaye chori chori koi aaye chori chori koi aaye chupke chupke sabse chhupke khaab kayi de jaaye chori chori koi aaye baithi baithi sochun main wo to chal den mujhko dans ke baithi baithi sochun main wo to chal den mujhko dans ke mujhko maar daale na apne baajuon mein click here
chori chori meri gali aana hai bura aa ke bina baat kiye jaana hai bura chori chori meri gali aana hai bura aa ke bina baat kiye jaana hai bura achchhe nahin ye ishaare pedon tale chhup chhupa ke aao na do baaten kar len nazron se nazren mila ke din hain pyaar ke mauj bahaar ke din hain pyaar ke mauj bahaar ke dekho bhole bhaale jee ko tarsaana hai bura chori chori meri gali aana hai bura aa ke bina baat kiye jaana hai bura dil aa gaya hai to pyaare badnaam hone ka dar kya ishq aur wafaa ke gali mein duniyaa ke ghum ka guzar kya din hain pyaar ke mauj bahaar ke din hain pyaar ke mauj bahaar ke dekho bhole bhaale jee ko tarsaana hai bura chori chori meri gali aana hai bura aa ke bina baat kiye jaana hai bura din hain pyaar ke mauj bahaar ke din hain pyaar ke mauj bahaar ke dekho bhole bhaale jee ko tarsaana hai bura chori chori meri gali aana hai bura aa ke bina baat kiye jaana hai bura chori chori meri gali aana hai bura aa ke bina baat kiye jaana hai bura click here
chori chori solah singaar karungi aaj saari raat intezaar karungi soye hain mere peeharwaa soye hain mere peeharwaa hoo chori chori solah singaar karungi aaj saari raat intezaar karungi soye hain mere peeharwaa soye hain mere peeharwaa haan chori chori solah singaar karungi lipte badan se shole agan ke teri lagan ke khelo na mann se mereee keh doongi main ye sajan se oo oooo haan haan teri lagan ke khelo na mann se mereee keh doongi main ye sajan se naaa jiiiii naaa haaan haaan jiiiii haaaan ek ye gilaa sau baar karungi aaj saari raat intezaar karungi soye hain mere peeharwaa soye hain mere peeharwaa hoo chori chori solah singaar karungi nainon ke raste chupke se aa ke sapnon mein jaa ke paayal bajaa ke chham seee rakh doongi unko jagaa ke oo oooo haan haan sapnon mein jaa ke paayal bajaa ke chham seee rakh doongi unko jagaa ke naaa jiiiii naaa haaan haaan jiiiii haaaan pyaar kiya hai maine pyaar karungi aaj saari raat intezaar karungi soye hain mere peeharwaa soye click here
chori ho gayi raat nain ki nindiya hooooo chori ho gayi raat nain ki nindiya sapnon mein koi aaya jaag uthi bindiya aaa chori ho gayi raat nain ki nindiya hooooo chori ho gayi raat nain ki nindiya chubh chubh gayi akhiyon mein rang bhari bindiya aa chori ho gayi raat nain ki nindiya dil ne kisi ki jo aahat paayi reh gayi main le ke ek angdaayi dil ne kisi ki jo aahat paayi reh gayi main le ke ek angdaayi jiya jab dhadka to khul gayin akhiyaan chori ho gayi raat nain ki nindiya hooooo chori ho gayi raat nain ki nindiya din bhi gayi leke rain bhi leke wo jo gayi mera chain bhi leke din bhi gayi leke rain bhi leke wo jo gayi mera chain bhi leke tum jaise naina the tumhri suratiyaa chori ho gayi raat nain ki nindiya hooooo chori ho gayi raat nain ki nindiya jaagi huyi akhiyon mein dekh ke laali laave sab daaran ko kajra ki pyaali jaagi huyi akhiyon mein dekh ke laali laave sab daaran ko kajra ki pyaali samjhe nahin koi jiyara ki batiyaan chori ho gayi raat nain ki click here
la la la la lalaaaaa la la la la lalaaaaa chudi khankayi re chudi khankayi re bolo kaisa lagta hai mehndi rachaayi re haan mehndi rachaayi re bolo kaisa lagta hai teri chudiyon ka rang achchha lagta hai teri mehndi ka rang pakka lagta hai laakhon mein tu ik sanam hoooo oooooo sachaa lagta hai haaye sachaa lagtaa hai chudi khankayi re bolo kaisa lagta hai mehndi rachaayi re bolo kaisa lagta hai teri chudiyon ka rang achchha lagta hai teri mehndi ka rang pakka lagta hai laakhon mein tu ik sanam hoooo oooooo sachaa lagta hai haaye sachaa lagtaa hai chudi khankayi re bolo kaisa lagta hai aa jaa aa jaa piyaa ye singaar hai piyaa tadpe mera jiyaa intezaar hai piyaa tera ye singaar hum churaayenge aaj had se guzar jaayenge aa re aa re aa re aa re aa re bindiyaa chamkaayi re bolo kaisa lagta hai hoooo oooooo mehndi rachaayi re bolo kaisa lagta hai teri bindiyaa ka rang achchha lagta hai teri mehndi ka rang pakka lagta hai laakhon mein tu ik sanam hoooo oooooo sachaa lagta click here
chudi nahin ye meraa chudi nahin ye meraa dil hai dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa dil hai dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa neeli peeli rang birangi pyaar ki ye saugaat na na na na aise nahin dheere dheere chupke chupke daalo in mein haath kaanch hai kachaa lekin inse ho sachaa singaar sonaa nahin chandi nahin heeraa nahin moti nahin keemat inki pyaar phoolon si naazuk hai dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa dil hai dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa chudi nahin ye meraa mera pyaar hai chudi jaisa iska ore na chhor yahaan nahin wahaan nahin dekho kabhi toote nahin jeevan ki ye dor inki khan khan dil ki dhadkan hai mera sangeet suno zara socho zara nagma ye pyaar bhara o mere manmeet lajavaab haan bemisaal dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa chudi nahin ye meraa dil hai dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa aa haa haa aa haa haa teri chaahat teri ulfat hai meri manzil gherein mujhe baahein teri bandein tujhe chahein meri dil click here
ho ho ho ho ho o o o o haa aa aa aa aa aa aa aa mhaare hivde mein bai gayi re qataar re mhaare hivde mein bai gayi re qataar re re qataar re moriyaa achha re bolyo re dhalti raat maa moriyaa achha re bolyo re dhalti raat maa morni baaga maa bole aadhi raat maa morni baaga maa bole aadhi raat maa chhanan chhan chudiyaan chhanan chhan chudiyaan khanak gayi dekh saahiba chudiyaan khanak gayi haath maa morni baaga maa bole aadhi raat maa main to laaz ke maare ho gayi paani paani sab logon ne sun li meri prem kahaani main to laaz ke maare ho gayi paani paani sab logon ne sun li meri prem kahaani munh se baat nikal gayi baat baat maa baat baat maa chhanan chhan chudiyaan chhanan chhan chudiyaan khanak gayi dekh saahiba chudiyaan khanak gayi haath maa morni baaga maa bole aadhi raat maa saajan saajan main karhoon ho ooo oooo mera saajan nazar naa aawe jab dekho chaadri oodh main mere naina meh barsaaye mere naina meh barsaaye jaane kaun ghadi mein nikale saajan ghar se click here
ho laike pyaar ki chunariyaa darwajje pe khade hain sanwariyaa ho laike pyaar ki chunariyaa darwajje pe khade hain sanwariyaa laike pyaar ki chunariyaa darwajje pe khade hain sanwariyaa der naa kar chal saath mere chal are der naa kar chal saath mere chal beeti jaaye umariyaa laike pyaar ki chunariyaa darwajje pe khade hain sanwariyaa o jaldi se ab ghunghat khol meethe bol to munh se bol ho jaldi se ab ghunghat khol meethe bol to munh se bol jhaank jharokhe se baahar teri gali mein baj gaya dhol ho main to naachun beech bajariyaa main to naachun beech bajariyaa laike pyaar ki chunariyaa darwajje pe khade hain sanwariyaa laike pyaar ki chunariyaa darwajje pe khade hain sanwariyaa ho pehle pyaar to hum kar len baad mein tu sharmaa lena pehle pyaar to hum kar len baad mein tu sharmaa lena pal do pal dil khush kar de jeevan bhar tadpa lena ho gir gayi mere dil pe bijuriyaa gir gayi mere dil pe bijuriyaa laike pyaar ki chunariyaa darwajje pe khade hain sanwariyaa laike click here
jundariyaa katti jaaye re umariyaa ghatti jaaye re kaam kathin hai jeevan thoda kaam kathin hai re kaam kathin hai jeevan thoda pagla mann ghabraaye jundariyaa katti jaaye re umariyaa ghatti jaaye re dukh dard sahen banjaare bhaiyaa doop mein dekhen taare din raat bahaaye pasina hum kuchh haath na aaye humare kuchh haath na aaye humare humri saari mehnat maaya thagwaa thug le jaaye jundariyaa katti jaaye re umariyaa ghatti jaaye re dharti pe kitne baarah maase beet gaye re aa ke raama beet gaye re aa ke duniyaa ke liye hai leela teri humere bhaag mein phaanke raama humere bhaag mein phaanke kaagaz ho to baanch loon raama bhaag na baanchon jaaye jundariyaa katti jaaye re umariyaa ghatti jaaye re sansaar mein tere loot machi aur jaan ke pad gaye laale aur jaan ke pad gaye laale ab rok janam ki chakki re ab rok janam ki chakki re sansaar chalane waale sansaar chalane waale kaal pada hai roti ka aur duniyaa badhati jaaye jundariyaa katti jaaye re umariyaa ghatti jaaye click here
chunri sambhaal gori udi chali jaaye re oye chunri sambhaal gori udi chali jaaye re maar naa de dank kahin nazar koi haaye chunri sambhaal gori udi chali jaaye re maar naa de dank kahin nazar koi haaye dekh dekh pag naa phisal jaaye re ara ra ra ra ra ra haaaa aaaaa chunri sambhaal haaaa aaaaa udi chali jaaye haaaa aaaaa maar naa de dank haaaa aaaaa nazar koi haaye aaaaaaaaaaa uuuuuuuu ruru ruru ruru ruru ruru ruuuuu hoooiiiii ruru ruru ruru ruru ruru ruuuuu ruhu ruhu ruhu phisle nahin chal ke kabhi dukh ki dagar pe thokar lage hans de hum basne waale dil ke nagar ke haaye haaye phisle nahin chal ke kabhi dukh ki dagar pe thokar lage hans de hum basne waale dil ke nagar ke are har kadam behak ke sambhal jaaye re ara ra ra ra ra ra haaaa aaaaa chunri sambhaal haaaa aaaaa udi chali jaaye haaaa aaaaa maar naa de dank haaaa aaaaa nazar koi haaye kirne nahin apni to hai baahon ki maala deepak nahin jin mein unn galiyon mein hai humse ujaala haaye haaye kirne nahin apni click here
chup chup khade ho zaroor koi baat hai chup chup khade ho zaroor koi baat hai pehli mulaaqat hai ye pehli mulaaqat hai pehli mulaaqat hai ye pehli mulaaqat hai chup chup khade ho zaroor koi baat hai chup chup khade ho zaroor koi baat hai pehli mulaaqat hai ye pehli mulaaqat hai pehli mulaaqat hai ye pehli mulaaqat hai saajan ki baat par gussa jo aa gaya zulfon kaa baadal gaalon pe chhaa gaya hoo gaalon pe chhaa gaya saajan ki baat par gussa jo aa gaya zulfon kaa baadal gaalon pe chhaa gaya hoo gaalon pe chhaa gaya abhi abhi din tha abhi abhi raat hai abhi abhi din tha abhi abhi raat hai pehli mulaaqat hai ye pehli mulaaqat hai pehli mulaaqat hai ye pehli mulaaqat hai chup chup khade ho zaroor koi baat hai chup chup khade ho zaroor koi baat hai pehli mulaaqat hai ye pehli mulaaqat hai pehli mulaaqat hai ye pehli mulaaqat hai pehli mulaaqat mein baat aisi ho gayi raaja bhi kho gaya raani bhi kho gayi ho raani bhi kho gayi pehli mulaaqat mein baat aisi ho gayi raaja click here
nigahen neechi kiye sar jhukaye baithi hain haaye are yahi to hai jo mera dil churaye baithi hain hey he he chup chup chup kyun baithi ho haan chup chup chup kyun baithi ho main bhi akela aur tum bhi akeli ho tumsa hansi dekha nahin mujhsa jawaan hoga kahan khatre bade hain in raahon mein aaja aaja o meri baahon mein chup chup chup kyun baithi ho yeh pyaar ke din hain yeh pyaar ke din hain ikraar ke din hain na aise khafa ho kabhi toh tamanna nikalo haan na meri baat taalo na meri baat taalo gale mein haath dalo kyun pyaar ko samjhe gunahon mein aaja aaja ho aaja aaja o meri baahon mein chup chup chup kyun baithi ho tere gaalon ko chhoo lun tere gaalon ko chulun tere baalon ko chulun yeh bolo ke humse tumhen kya milega akad ke main kheench lun pakad ke main kheench lun pakad ke tumhe rakh loon jakad ke dum lele tu dil ki panahon mein aaja aaja ho aaja aaja o meri baahon mein ho chup chup chup kyun baithi ho main bhi akela aur tum bhi akeli ho tumsa hansi dekha click here
heyyyy hmmmm hmmmm hmmm heyyyy hmmmm hmmmm hmmm chup hai dharti chup hai chaand sitaaren mere dil ki dhadkan tujhko pukare chup hai dharti chup hai chaand sitaaren mere dil ki dhadkan tujhko pukare khoye khoye se ye mast nazaare thehre thehre se ye rang ke dhaare khoye khoye se ye mast nazaare thehre thehre se ye rang ke dhaare dhoondh rahen hai tujhko saath humare chup hai dharti chup hai chaand sitaaren mere dil ki dhadkan tujhko pukare aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa kone kone masti phail rahi hai baahen ban kar hasti phail rahi hai tujh bin doobe dil ko kaun ubhaare chup hai dharti chup hai chaand sitaaren mere dil ki dhadkan tujhko pukare nikhra nikhra sa hai chaand ka joban bikhra bikhra sa hai noor ka daaman aajaa meri tanhaayi ke sahaare chup hai dharti chup hai chaand sitaaren mere dil ki dhadkan tujhko pukare click here
chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na na to jaagti na to soyi si badi door ho kahin khoyi si zara bolo na chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na bolo na dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na yun to saath ho sabke par juda juda si ho is haseen mehfil se kuchh khafa khafa si ho saans ki khushboo aankh ka jaadu is mehfil mein gholo na chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na bolo bolo dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na in haseen aankhon mein berukhi nahin sajti phool jaise honthon pe khamoshi nahin sajti naaz ye kya hai raaz ye kya hai chup na raho dil kholo na chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na na to jaagti na to soyi si badi door ho kahin khoyi si zara bolo na chup ho aaj kaho kya hai baat zara bolo na bolo na dhal na jaaye kahin dhalti raat zara bolo na click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chori Chori Chupke Bullet (1976) 05:26 40141
 
Poster of Bullet (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Jyoti Bakshi
Duration : 05:26   Song Number : 40141   

Chori Chori Chupke Chupke Chori Chori Chupke Chupke (2000) 07:51 17887
 
Poster of Chori Chori Chupke Chupke (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Salman Khan, Preity Zinta
Duration : 07:51   Song Number : 17887   

Chori Chori Dil Ka Lagana Bada Bhai (1957) 04:35 39016
 
Poster of Bada Bhai (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Saxena
Music Director- 
Shaukat Dehlvi Nashad
On Screen Actors- 
Ajit Khan, Kamini Kaushal
Duration : 04:35   Song Number : 39016   

Chori Chori Dil Tera Churayenge Phool Aur Angaar (1993) 06:42 39283
 
Poster of Phool Aur Angaar (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Rani Malik
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Shanti Priya
Duration : 06:42   Song Number : 39283   

Chori Chori Ek Ishara Basant (1960) 04:03 36040
 
Poster of Basant (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Nutan
Duration : 04:03   Song Number : 36040   

Chori Chori Jo Tumse Mili Parasmani (1963) 04:09 12037
 
Poster of Parasmani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Geetanjali, Mahipal
Duration : 04:09   Song Number : 12037   

Chori Chori Koi Aaye Noorie (1979) 05:15 32126
 
Poster of Noorie (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:15   Song Number : 32126   

Chori Chori Meri Gali Jaal (1952) 03:58 13387
 
Poster of Jaal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:58   Song Number : 13387   

Chori Chori Solah Manoranjan (1974) 05:09 11824
 
Poster of Manoranjan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Zeenat Aman
Duration : 05:09   Song Number : 11824   

Chori Ho Gai Raat Ishaara (1964) 04:46 18156
 
Poster of Ishaara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Vyjayanthimala
Duration : 04:46   Song Number : 18156   

Chudi Khankayi Re Yeh Hai Jalwa (2002) 05:26 18376
 
Poster of Yeh Hai Jalwa (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sudhakar Sharma
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Salman Khan, Amisha Patel
Duration : 05:26   Song Number : 18376   

Chudi Nahin Ye Meraa Dil Gambler (1971) 04:18 18127
 
Poster of Gambler (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zahida
Duration : 04:18   Song Number : 18127   

Chudiyan Khanak Gayi Lamhe (1991) 06:08 20977
 
Poster of Lamhe (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Sridevi, Anil Kapoor, Anupam Kher
Duration : 06:08   Song Number : 20977   

Chunariyaa Na Tum Jaano Na Hum (2002) 07:15 12041
 
Poster of Na Tum Jaano Na Hum (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Esha Deol
Duration : 07:15   Song Number : 12041   

Chundariyaa Katti Jaaye Mother India (1957) 03:15 13776
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:15   Song Number : 13776   

Chunri Sambhaal Gori Baharon Ke Sapne (1967) 06:34 11935
 
Poster of Baharon Ke Sapne (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Asha Parekh
Duration : 06:34   Song Number : 11935   

Chup Chup Khade Ho Bari Behen (1949) 03:04 20304
 
Poster of Bari Behen (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suraiya, Rehman
Duration : 03:04   Song Number : 20304   

Chup Chup Kyun Baithi Ho Hamrahi (1974) 03:10 37814
 
Poster of Hamrahi (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Tanuja
Duration : 03:10   Song Number : 37814   

Chup Hai Dharti House No 44 (1955) 03:10 13342
 
Poster of House No 44 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:10   Song Number : 13342   

Chup Ho Aaj Kaho Kya Hai Baat 36 Ghante (1974) 03:22 12018
 
Poster of 36 Ghante (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Sapan Chakraborty
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vijay Arora, Parveen Babi
Duration : 03:22   Song Number : 12018